Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex main agar hum lalach kerain gay ya emotions ko any kaam k beech main lain gay tou in se humain bohat nuqsan ho sakta hai. is lye humain proper practice k baad apny emotions ko control main rakh k or lalach kiye baghair trading kerni cahhiye ta k hum acha profit gain ker k aik successful trader ban sakain..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex me lalah sab se zyada loss ka sabab ban sakhta ha to apko chaheya ka app lalah se kam na le or jild baze se b kam nahe lyne forex me apko bht loss hoga to appko chaheya ka khob sotch samaj ka satt trading karo
      • #153 Collapse

        trading aik aisa paisha hai jis main apko bohat soch samjha kar chalna parta hai. jo log lalch main ah kar trading kartay hain wo to zayda tar nuksan hi uthatay hain aor jo trader jazbat say ya jald bazi main trading kartay hain to unki trading bhi kamyab nahi hoti is leye forex main trading kartay huay lalcha emotions aor low patience say door rahayn
         
        • #154 Collapse

          dear friendas ap ko forex me koi bi lalch ni hona chay agr hum risk len gy to is ka hame boht bara noksan bi ho ga or hum pher trade ni ka r sakty hame chahy k hum kabi bi na risk len or hum kam hi profit len to ya hamry ly best ha k zyda banaty banty kam sy bi rah gen is ly kabi bi risk or lalach me na aen
          • #155 Collapse

            ٹریڈنگ ایک ایسا پیشہ ہے جس میں آپکو بہت سوچ سمجھا کر چلنا پڑتا ہے . جو لوگ لالچ میں آہ کر ٹریڈنگ کرتے ہیں وہ تو زیادہ تر نقصان ہی آٹھا تے ہیں اور جو جذبات سے یا جلد بازی میں ٹریڈنگ کرتے ہیں تو انکی ٹریڈنگ بھی کامیاب نہیں ہوتی اِس لئے فاریکس میں ٹریڈنگ کرتے ہوئے ایموشنز اور لو پیشینس سے دور رہیں
             
            Last edited by ; 23-08-2015, 03:28 PM.
            • #156 Collapse

              Assalam u alikum friend, jee haan forex me lalach se kaam lene wale ko takreeban loss ho dekhna parta hai yahan par lalach ki koi jagah nahi hai or jo apne emotions par kaabu paa ker trading kerta hai wo bohat acha trader ban sakta hai kyun trading kerty waqt lalach or emotions dono hi bure hain.
              • #157 Collapse

                je dosto forex ki kafi baatay ho rhi hy sab sey ziada dangerous baat aus ka lalch pun emotion yahi insaan ko loss ki terf ley ker jata hy trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyaab trader Forex main hoty hay kue kay jub trader trade laga raha ho ta hy tow aus waqt aus ko yahi hota hy kay ziada sey ziada earning ho sukay
                • #158 Collapse

                  main ney apni trading mein galtiyu ki madad se yeh baat sekhi hai k trading mai jo traderlalich,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience Aida hoga trader ache tar ha concentration k sat trading k rules or Apne strategy ko follow kar sakay ga.
                  • #159 Collapse

                    lalach emotions or low patience wala banda is business me sari zindagi kuch hasil nhi kar sake ga loss he loss hota jaye ga hamesha is lye mujhe to yahi lagta hai ke lalach kar ke kabhi bhi is business me kisi ko kuch hasil nhi ho sakta hai .
                    • #160 Collapse

                      Yes brother ap bilkul theek keh rahe hain ager dekha jaye to hmhen forex main ziada se ziada emotion ko control karna chaiye aur forex ki trading main lalach bikul nhn krni chaye kyun kay lalach se loss ziada hota hai ,
                       
                      • #161 Collapse

                        aslam.o.alikum bhai ap ny jo sawal kia hy Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience ye bohat acha sawal hy par main iz k bary main khuch nae janta ku k mai n ek new user hu iz liay iz baryb main mae khuch ziada nae janta
                        • #162 Collapse

                          humein lalich nahi karni chahiye ,humein aik daily ka target rakh k he trade karni chahiye,agar os say ziyada bhi mile tu kaam na krein bas apna daily ka target pora krein,
                          • #163 Collapse

                            Forex main laleech se apko fida nahi milta hai yeh is liye keh is se apko sir loss hi hota hai. laleechg trading ki dus man hai aur trader ki bhi.
                            • #164 Collapse

                              yas sir ak acha trading ha jass ma hama acha learn hasal hoata ha lakan agar is ma lalach ho to hama kamyabi nahi mail sakthi qk lalch bori chachz ha iss ma kabi bahi fada nahi ho saktha ic tara agar ham emation ho to bahi ham ko fada nahi ho saktha iss liahama forex ma saf ho kar he kam karana ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                G bhai ap theek kh rhay hai or mai apki bat say agree b krta hoo.Forex trading 1 real online world largest most successful professional level ka trading hai or is business mai trader jitna chahay apni knowledge ki base pr earn kr sktay hai ya phir loss b ho skta hai.lakin agr proper learning,knowledge or experience ki base complete patience ki base pr trading ki jaye ot yakeenan trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai or loss say btch skta hai.
                                https://t.me/pump_upp

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X