Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Dear sir forex trading main humain greed and emotion per control karnay kay bagair earning nahi kar saktay, es liay en per control karna zaroori hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      forex trading aik world wide online business hay iss main loss bhe hay or profit bhe yeh aik highly risky business hay iss main laalach or sabar na kerna loss ka bais bantaya haine..
      • #138 Collapse

        ji bhai ji ye teno cheezain ap ki bht hi ziada bari dushman hain ji smain ye hita hai k is main kam krny k liye ap ko is main bht hi ziada sabar se kam krna part ahi aur is main ap ko loss hota hai agr in main se koi bhi ap k samnay aa jay to is liye hasly se kam kry
        • #139 Collapse

          G han app ne sahi kah ha ye aik asa business ha jis me hmen lalach emotions or low patience k sath kam nahi karna chahye agr hm ye sb cheezen apny andr rkh kar kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar sakty hain or apni investment b gawa sakty hain
          • #140 Collapse

            forex ke karobar me lalach low patience wagera se loss hota hai yeh to me bhi janta ho kiun ke lalach ka natija bohat bura hota hai forex me is lye lalach nhi karna chahiye kabhi bhi is business me jo banda lalach karta hai us ko is business me loss he hota hai .
            • #141 Collapse

              brother yeh jo cheezien appney mention ki hain yeh sari cheezien forex mein agar app avoid karien tab app aik kamyab trader ban sakthey hain aur aik successfull trader key yahan neshanyien hain.
              • #142 Collapse

                G bhaaii apna sahi bola hjan forex ma apko chya han k pa emotion na krha q ka forex ma hum ma is sa hi loss ho sakta han r apko bht loss b ho sakta han...
                 
                • #143 Collapse

                  Patience certainly is the cause of the reasons for success in Forex because the market is playing a lot of tension .. and it needs to focus and patience during trading...........
                  • #144 Collapse

                    g bhai forex mien apko chahiye ke ap is mein lalach kabhi bhi na karen aur is business mien apko chahiye ke ap targets bana kar hi trading karen us se ye faida hoga ke apko is mein ziyada loss nahi hoga aur ap greed nahi karenege.
                    • #145 Collapse

                      Forex mai Lalach,Emotion or Low Patience nakami ka sabab bansakta hai lehaza humain apne emotions or kabu rakh na hoga or intihy sabar se kam lena hoga warna hum apna nuqsaan kar saktay hain.. raha lalach tou ye tamam kharabiyo ki jar hai hume isay ukar phenk na hoga apne dil o dimagh se...
                      • #146 Collapse

                        My best trading partner forex main greed he humera sab say bara enemy hy our hum traders ko isay kill kerna ho ga tab he hum apny ander patients peda ker k acha profit bna sagty hain
                        • #147 Collapse

                          bhai jaan agar hum yeh sab rakh k trade karain gy to mare khyal se hum is business main kabhe bhe success nai ho sakty and na he hum achi earning kar sakty hain issi liye hamain in ko avoid lazmi karna ho ga.
                          • #148 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hmen lalach or emotions k sath kam nahi karna chahye kyun k agr hm is se kam karty hain is business me tu hm kafi loss kar skaty hain or apni investment b gawa sakty hain
                            • #149 Collapse

                              g haan g bilkul teekh kaha hai forex aik business hai oor iss business myn hmyn greed , emotion nahe karna chahye iss sey hum kbhe success nahe ho saktey ye aik business hai iss business myn hmyn patience k sath har kaam karna chahye ...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                g haan kaamyaab hony k liye in cheezo ko zehna main rakhna parta hy k sabr or himmat sy kaam lyna chahiye q k emotional ho k trade krna intehai risky hy. . .is liye hmysha cool minded ho kr trade krain . . .lalach ya emotions kee zid main aa kr trade na krain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X