Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience
    main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
    ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g han mra bhai apna sahi bola hjan forex ma apko chya han k pa emotion na krha q ka forex ma hum ma is sa hi loss ho sakta han r apko bht loss b ho sakta han
    • #3 Collapse

      dear forex ma lalach emotions our low patience walun ki koi jaga ni ha aise log hamesha loss ma jate hen our kuch bi ni earna kar sakte hen.
      • #4 Collapse

        han g ye sub cheezon forex me bhot he ahm hain bus hum ko in cheezon ko dekh lena chahye aur kar lena chahye k kesay in ko karna hai aur kesay kamo ko karna hai isi tarha say he hum sub kamo ko kar sakty hain.
        • #5 Collapse

          i love this work...han g ye sub cheezon forex me bhot he ahm hain bus hum ko in cheezon ko dekh lena chahye aur kar lena chahye k kesay in ko karna hai aur kesay kamo ko karna hai isi tarha say he hum sub kamo ko kar sakty hain....i like this work as a passion...
          • #6 Collapse

            g haan brother forex mein agar hum yeh teeno cheezon ko avoid karain tau hum aik successful trader bun saktay hain q k lalach se insan ki sochne samajhne ki salayiat khatam ho jati hae aur vo koi sahe decision nahi la pata aur emotions mein aa kar insan jald baazi mein koi galat kadam utha kar apna loss kar bhet'ta hae. hamain hamesha patience k sath soch samajh kar trade karni chahiye.
            • #7 Collapse

              i like it..han g ye sub cheezon forex me bhot he ahm hain bus hum ko in cheezon ko dekh lena chahye aur kar lena chahye k kesay in ko karna hai aur kesay kamo ko karna hai isi tarha say he hum sub kamo ko kar sakty hain. i love it..
              • #8 Collapse

                Forex main laleech se apko fida nahi milta hai yeh is liye keh is se apko sir loss hi hota hai. laleechg trading ki dus man hai aur trader ki bhi.
                • #9 Collapse

                  yes forex main jo traders emotion greed kai sath trade karta hai uss ke trade sahe nahi hote.forex main emotion greed ko proper control kar kai trading karne say hum ko kafi help milte hai.
                  • #10 Collapse

                    emotion is common to many traders but i dont see it as the source problem for the forex traders. the main problem i see in the forex is greed. the emotion only sets in after a situation arise to a greedy order.
                    • #11 Collapse

                      aik acha trader uss wqt hi bnn skta hai jbb wo iss mai kisii kism ka lallach naa rkhy or raato raat ameer honay ka sapna naa dekhy . manna ky yh aik money making machine hai lkin iss ky bhi kuch rule hai term & conditions hai .
                      • #12 Collapse

                        forex trading business mein lalach bohat buri bala hai. es business mein agar aap lalach karin gay tu sub kuch gawa bethy gay. apne emotion ko control karna chahiay. or long term trading karni chahiay.
                        • #13 Collapse

                          I think if we learn this business perfectly and trade according to proper money management rule so this business will be risk free. It is a very profitable business for us if we are well skilled in this market. I like this business very much.
                          • #14 Collapse

                            forex main lalach ki koi jaga nahre ha apne emotions ku control karna hai aur khud be patience rakhna hai ta ap forex kus mjh sktey hain
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                              main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                              ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                              dear yes forex main jo traders emotion greed kai sath trade karta hai uss ke trade sahe nahi hote.forex main emotion greed ko proper control kar kai trading karne say hum ko kafi help milte hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X