Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Lalach , emotions , low patience , jaldbazi , ye tamam anasir zehr e qatil hain aek trader kay liay . sirf wohi log kamyab hotay hain is market main jo apnay emotions ko qaboo may rakhtay hain aur slow and steady approach apnatay hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      assalm u aliakum ji ha jo traers emotion ,greed , or low patience ko avoid karty hai wohi successful traders kahlaty hai or trading maa success b hoty hai is liya dear un sab ko avoid karo or achi learnig karo or phe achi earning money gain karo ,
       
      • #48 Collapse

        dear emotions is commen to many traders, but dear emotion apko kuch ni dt gy na hi greed kuch dy gi soo my dear un sab say distance hi best ha q k hammy kamyab trader bana hai ,
         
        • #49 Collapse

          bhai hamain chaye k hum Forex main in sab se avoid karain and in se bach kar he rahy kyu k agar hum yeh sab rakh kar trade karain gy to hamain loss hota hai kyu k yeh forex k dushman hain...
          • #50 Collapse

            dear yai 3no aesi buri adat hain jin ko agr ham apnatay hain to ham kabhi b aik successful trade nai kar payen gay or na kar patay hain
            • #51 Collapse

              forex mein hamein bhut ahtiyat se trading karni chahye.hamein greed aur emotions ko zarur control karna chahye aur kabhi b overconfidence show nae karna chaye ye hamare liye dangerous he.acha forex trader banne k liye hamein patience ki b bhut zarurat hoti he is k baghair hum acha trader nae ban sakte is liye hamein patience se trading karni chahye.
              • #52 Collapse

                i love this.. han grams ye subwoofer cheezon foreign exchange me personally bhot he or she ahm hain coach sound ko within cheezon ko dekh lena chahye aur kar lena chahye nited kingdom kesay within ko karna hai aur kesay kamo ko karna hai isi tarha state he or she sound subwoofer kamo ko kar sakty hain. i really like this..
                • #53 Collapse

                  feeling is actually typical to a lot of investors however we do not view it since the supply issue for that foreign exchange investors. the primary issue we observe within the foreign exchange is actually avarice. the actual feeling just models within following a scenario occur to some money grubbing purchase.
                  • #54 Collapse

                    Assalam u Alikum dear... :) bhai agr hum forex main lalach krain gay to pir hmain loss say koi nhi bacha skta.. kbhe kbhe luck kam kr jati hai and hum lalach say earn b kr laitay hain per insan ko lalach nhi krni chaheia
                    • #55 Collapse

                      bhai jaan mene b apni trading life mein yeh baat sekhi hai agar ap trading krte hoye fear mehsoos kro gey to b ap se loss ho sakta hai or agar ap greed kro gey to b ap loss kr do hgey
                      • #56 Collapse

                        forex bussiness me trader ko chaiye ke wo kam profit aur low risk me hi apni bhali samje jada kamane ki lalach me overconfident me koi trade nahi kare warna loss hone ke chance ho sakte hai.
                        • #57 Collapse

                          forex main jo greedy ho jata hai wo unsuccessful hi rehta hai. hamain tarding business main apnay emotions ko bhi control main rakhna chahea. aurr apnay dimagh ko satisfy rakhanay ki zroorat hoti hai
                          • #58 Collapse

                            is main sabar bht hi achi cheez he or is main greed krna or is main jald bazi krna bht hi buri cheez he. bhai jan main b yehi kehta houn k humain is main greed nahi krni chahiye q k humain is main greed krny ki wjha se loss ho jata he or jub humain is main se loss ho jata he to hum is main emotional ho jaty hain
                            • #59 Collapse

                              forex main humain lalach, emotion, low patience in tree things ko control kerna hota hai emotion aur low patience wale log dis-heard ho jate hain lalach wale loss main a ker trading ko chord date hain humain success hasil kerne k lie lalach se avoid kerna chahie aur apne emotion ko control rekhna chahie aur sath high patience hona chahie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                han g agr ham fx ma sabr sy trade kary gy to ham fx sy achi earning haseel kar sakty han is ma kayab hony k lia hamy sabr sy kam karna ho ga tba ham is ma kamyab ho sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X