Trade with or without a stop loss!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2491 Collapse

    trading stop loss ke sath he achi lagti hai mujh ko agar sahi se trading karni hai to stop loss ka use lazmi kiya jana chahiye kiun ke stop loss ki waja se he aap ko bare losses jin se accounts lose hone ka khatra rehta hai un se bachne ka moqa milta hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2492 Collapse

      jee han bhai jan apki bat bilkul theek hai k hamen stop loss use karna chaiye is hamin ye faida ho ga k ham aik bary loss se bach kr achha kam kr sakty hain aur is k sath ham achhi planning kr sakty hain.
       
      • #2493 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
        Many traders believe that the stop-loss limits their income, so they do not use it. Other traders never trade without a stop loss. Do you have any experieces about it!
        yes my daear brother forex mein hamein stop loss k sath trade open karty hue bohot ziyada fayida hota hai aur ager hamari trade loss mein jany lage ya market hamare against ho jaye to stop loss ki wajah se hamein kam se kam loss ho ga ur hamra acount wash hony se bach jaye ga
         
        • #2494 Collapse

          mere khyal me dear esa karna boaht hi loss ka sabab se is liye k hum ko dekhna chhaye k hum is me apna loss kis tarha se cover kar sakte he hum ko mahnt krni chahye or stop loss ko har trade me lagna boht hi zaroori he
          • #2495 Collapse

            nahin bhai jan mujhe abhi main koi tajarba nahibn hai aur main abhi forex forum main naya aya hon aur main abhi posting kar raha hon aur is ka bad mai is mai trading k bary main seekh raha hon is liye abhi kuch nahin bta sakta jab mujhe is ka ilam ho ga main ap ko bta skun ga.
             
            • #2496 Collapse

              Hamein yeh istamaal kerna chahiye kiyu kay is se jab hume trade ji to baar baar daikhny ki zaroorat nhi khud e profit ajayega but agar nuksaan huwa to phir thora dangerous hai
              • #2497 Collapse

                mary pyary dost koi bhi acha tradir koi bhi trad ko stop los ky bagair nahi karta aap bhi forex main jab bhi trad lagaty ho to stop los ky bagair kaam na karo iss sy aap ko los bhi kam hoga or account bhi saf hoga
                 
                • #2498 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
                  Many traders believe that the stop-loss limits their income, so they do not use it. Other traders never trade without a stop loss. Do you have any experieces about it!
                  ye bohat acha question kya aap ne jahan tak baat stop loss ki hai wo apki income ko limited to karti hai mager sath sath safe or confirm bhi karti hai or hamesha tp 10 to 15 pips hona chahye kyon ke market kisi time bhi reverse ho jati hai or zyada profit ke chakar main apko loss ho jata hai
                   
                  • #2499 Collapse

                    forex trading ka kaam karty huy hamain iss bat ka khass khyal rakhna chahye k jab ham forex trading main trad lgaty hain hamain stop loss lazmi lgana chahye iss sy ham loss sy bach jaty hain or saf rahty hain
                     
                    • #2500 Collapse

                      jo traders is tool ko use nahi krty, un k liye ye aik acha question hy, stop loss ki help sy wo bary loss sy bach sakty hain or apni baki money ko save kr sakty ahin, jis sy un ko mazeed trade lagany main help milti hy, ye bohat usefull tool hain,,,,,,,,,,..........
                      • #2501 Collapse

                        Dear is business ko hmen hmeshah stop loss k sath hi krna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hmen stop loss se hi hm is business me loss se bach sakty hain or is business me hmen acha earn b tb hi hota ha isi liye hmen chahe k hm stop loss ka use kareen
                        • #2502 Collapse

                          hum is main stop loss kay bgyr jab kam karty hain to humain is main loss ziada ho sakta hay huamin is main practice kar kay stop loss ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin traidng main loss ziada nai ho saky profit hasil ho saky
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #2503 Collapse

                            Trade without stop loss is really difficult and dangerous. It can give you a big loss. Lekin kbhi kbhi ye acha bhi sabit ho jata hy. Mgr ziada dair ye apka sath ni dy ga. Ye stretegy swing users k lie ziada best hy.
                            • #2504 Collapse

                              trading stop loss ke sath ki jaye to he zyada better hota hai aap ke lye agar stop loss ke sath kaam karen ge to limited losses hon ge account kabhi wash nahi ho ga or margin call ka bhi khatra nahi raha kare ga is lye har trade stop loss ke sath ki jae to behtar hota hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2505 Collapse

                                stop loss kay bgair trading loss kay risk ko enhance kar daiti hay so agar hum aisay karen gay to humay esmain say kuch bhi hasil nahi ho ga so humay chahiey keh forex trading ko theak say samjhy aur stop loss ko hisa bnaye apni trading ka

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X