Trade with or without a stop loss!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2641 Collapse

    Dear friend life main koi bhi kam ho ya business us main loss aur profit lazmi ammr hai. Trade main kbi kbi loss bhi ho jata hai pr hamhameln himat se kam lena chaye.Trade luck par bhi kafi depend krta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2642 Collapse

      trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur earning ho gi
      • #2643 Collapse

        humain stop loss ko use karna ho ga jis ki help say market main kam karny main achi earning hasil ho sakati hay kun kay humain stop loss kay liye humain aik limit mil sakti hay humain demo ko use kar kay achy say kam karna ho ga
        • #2644 Collapse

          Stop loss aur take profit use krty huye trading krna bahot useful hy jb in k bagher trading bahot risky aur nuqsaan dah ho skti hy merey hisab sy zroor use krna chahiey dono ka.
          • #2645 Collapse

            Mn tu Yahe kahty hon k jb bhe trading ki jy tu stop loos sy ki jy as sy ap ka loos kam ho ga aor ap ko full Tim ni touch rahna party ga stop loos zarori hai mery khayal mn tu
             
            • #2646 Collapse

              trade karny k liye aur stop loss ko use kar k hi hum zaida loss say bach sakty hain so hamain market main plane kar k enter hona ho ga tab hi hum run karein gy ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky
              • #2647 Collapse

                I think trading with stop loss se krny chaye is se ap ko tention nai ho gi aur ap aram skoon se apna work jari rakh paein gy aur khas kar new comers ke ley tu yeh best tareqa hai trading karne ka koun is se loss km se km hota hai
                • #2648 Collapse

                  Forex may kaam karny k lyr is.may hamesha say take prifit and take loss laga kar karnay say sab ko ak aucha balance earn karnay.may help milti ha khud ko.khud say larwana parta ha is.may ap ko
                  • #2649 Collapse

                    Main without sl trading karti ho ye baaat sach hain k trade kafi losss main b vhali jati haib par asa b nhe hain k trade loss main he rehti hain trade profit main b aaa skti hain merkat haaar time losss or har time profit main nhe hoti hum ko chahiye k hum 6 7usd b le k nikal jaya kare his say hum ko kafi acha profit mil skta hain without tp and without stop loss bht say log trading karte hain or main b karti ho
                    • #2650 Collapse

                      Agar ap ke pass income kam hai to apko stop loss se kaam Lena chaye take apko zyada loss na ho laikin agar ap ke pass income zyada hai to apko without stop loss k kaam karna chye
                      • #2651 Collapse

                        Agr stop loss laga k trade ki jaey to phr acha khasa loss hony ki bajaey km loss ho ga aur agr stop loss na lga hoto phr account b wash ho sakta hae q k basically risky business hae forex trading to isko manage kr k apko chalna parry ga.
                        • #2652 Collapse

                          forex trading ko hum stop loss k bagair nahi kar ksty hain es liye hmain chahye k apni trading main stop loss ka use kaerna chahye or har trador ko es ko uaese karna ata ho forex trading main stop loss hmain ahmary loss k cahnces kam klarta hai or es se hmain loss kam se kam hota hai or es k ilwa forex trading main cha profit gain karny k liye hmain bohat se learing karni chahye
                           
                          • #2653 Collapse

                            forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apni trading main stop loss ka use karna hota hai aghr tu hum stop loss k bgair trade ko lgadety hain tu hmain loss k cahncez kam ho jaty hainhn or jub hum es ko lgatry he nahi hain tu hmain loss hona lazmi ho jta hai or hmari trading main risk zeyda ho jta hai or jub risk zeyda ho jta hai tu phr hmain profit nahi milta or loss he hota hai
                             
                            • #2654 Collapse

                              trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main trade karny k liye experience hasil karna ho ga tab hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur market main profit hasil karny main koi mushkil na ho saky gi aur market main demo main practice kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2655 Collapse

                                Mear ppinion ye hai k stop loss k bahair trading kerni hi ni chahiye, forex trading k liye stop loss bahot hi zaruri hai ,jo log stop loss ko use kerte hain wo apni invest ka kch hissa hi loss kerte hain aur jo log stop loss use ni kerte unka whole acount b wash ho sakta hai iss liye stop loss bahot zaruri hai.
                                Stop loss ka mtlab hai k aap market men aik limit rakhte ho k iss se ziada ham loss ni karen ge jab market aapke stoploss ko hit kare gi to aapki trade auto pe close ho jy gi,
                                Ki bar aisa bhi hota hai k market normal hoti hai lekin jab koi news aati hai to market bahot tezi se ooper neche move ker jati hai jiss se kafi loss k chances hote hai isliye trade llagan se pehle hi stop loss rakhna bahot zaruri hai.
                                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X