Ksi ki threads ya posts ko parhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes bhai jan mujhy ap ke tared kafi pasnd aee hae q k is me ap ny kafe malomat bataee hae jis sy takreeban sub ko faida ho ga but insan ko kuch mehnat apne taraf sy bhe karne chhy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes i think ap ki baat bilkul thek hai. kay jab koe is forum member kisi thread ko read karta hai. to os ko chaye kay wo proper tarhan se is cheez ko samjhe dekhy kay thread main likhne wala kiya kheta hai. ager ap ko os thread main kuch smajh nahi aya to ap post kar kay poch sakte hen.
      • #93 Collapse

        jee ha sir sahi kaha ha apnay hamay thred or post phrnay chahiye takay hamay ak acha knowledge gain ho skay qk jab tab ham kasi ki thed ya post ko nai phrtay ha to hamay kasay pta chalta ha kay hamnay ab post kya krni islay hamay posting pahrni chahiye tab hi ak acha bonus hasil kr sakaty ha
        • #94 Collapse

          i think dusron ki treads aur posts ko perhna chahye lekin sirf aur sirf seekhnay kay maqsad se na kay unko copy karnay kay maqsad se hamen dusron ki posts ko perh kay knowledge milta hai jo kay hmary kaam ata hai is liye read karna chahye
          • #95 Collapse

            my dear friends forex aik aise trading ha jis me aik dosry se share b kr skty ha or dosro ki posts ko read out b kr skty ha es se hame faida b hota k kiu k es me some time bohat se aise informations ideas hoty ha k jo hamry pass nai hoty or ye hamary liey fadymand hota ha some time
            • #96 Collapse

              g ha bilkol ap nay thek kaha hai dosro ki threads or posts ko phrny say ap ki knowledge mai ezafa hota hai or ap apny mind ko use kar kay apni posts kar sakty hai or apna bonus bhrha sakty hai
              • #97 Collapse

                forex forum main ham agr new hain aur hamaray pas trading ka knowledge bhe nai hai to hamen chahye kay ham forex forum main mojod senior traders ke threads ko read karen aur trading ka knowledge hasil karen is tarah boht sari threads ko read karnay kay bad hamen trading ke samjh a jay ge aur ham apni wording main bhe threads aur answers post kar saken gay
                • #98 Collapse

                  Yes dear ap ne theak post ki hai ap ki is post ko like kerta hon dear mere khiyal se ap ne theak kaha hai k agr kisi ki p[ost ya threads pasand aay to phir main is k barey ain ye kehna chahta hon keh maine bhi dost ki profile main ja k post or threads ko hi parhta hon
                  • #99 Collapse

                    very thanks brother boht achi information di hy ap ny asy hi achi batee btaya kry taky new any waly eis forum ko sumj sakhy is sy knowledge earn kry ou good trader ban pay thanks again
                    • #100 Collapse

                      Friend bht bht shukriya apki post ka.but pehly to mazrat k sath k plz itni lambi lambi post na kiya kren.read krny me bht time lgta hai.but ap ne achi infornation di.but mai to yehi kahun gi k is se to behtar hai k ap khud thread creat ktlen.us se b apko apke tmam swalo k jwab mil jayen ge
                      • #101 Collapse

                        Re: Ksi ki threads ya posts ko parhna

                        Aapane bilkul theek kaha ki Hamen dusre ka post Nahin padhna chahie Agar kam mein itna experience knowledge Hota To Ham Apne post karte hain Kyunki Koi Aise insan hai ki vah dusre ka post padh ke dusre ko reply karte hain to aise nahin karna chahie ki vah dusre ka post padhakar reply karen aise na usko donation slogan naahi Forex Mein Koi Jagah
                        • #102 Collapse

                          Re: Ksi ki threads ya posts ko parhna

                          G ha ya ap ka question bohat acha ha hama is ma hama logo ka comments ho pardhana chahiya is sa hamary ko is ka ilam hasil ho ga or is ka bara ma jaldi pata lagy ga
                          • #103 Collapse

                            Re: Ksi ki threads ya posts ko parhna

                            Dear forex members yhan har koi apne k knowledge air experience k legal se posts krta hai jis k pass us thread se related jitna knowledge hota hai wo share krta hai ab kisi ko pasand ae ya na ae wo un ka opinion hai. Lekin humein posts ko pdhna chye kion k us se humare knowledge mein izafa hota hai. Har eik k pass kuch na kuch knowledgeable hota hai jis se dosron ko faida hota hai agar hum sab ki posts pdhtai hain to humare bahut sare confusion clear hotai hain aur sath sath humein aur bahut se baton ka knowledge hota hai...
                            • #104 Collapse

                              Re: Ksi ki threads ya posts ko parhna

                              yah Baat bilkul dorst Kahin Mere Dost Ne ke Hamen thread ko zarur padhna chahie isase Hamen acchi acchi baten sikhane ko Milenge.Agar Ham Ko to vajah Se padhenge To isase Hamen bahut fayda hoga.Yahi Ek forum Hai sikhane Ke Liye.we have to study all the steps to become a successful businessman.all my friend are doing a good job as a junior member we have to appreciate all of our senior members we can achieve our gols only to obey our senior members.thank you very much all my friends Allah Hafiz
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Re: Ksi ki threads ya posts ko parhna

                                dosto agar hum forum se knowledge hasil karna chahte hain or chahte hain ke hamnare ilm main izafa ho to hamain forum par postin ka mutaila karna chahye take forum par shear kya gaya knowledge aap ta poanch sake is liye phale threads ko read karain phir us ka jawab dain take aap ke samajh main pori bat aasake
                                Thank you for your attention

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X