Internet Speed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    nai ha wese to par online job keliye speed bht achi honi chahaie taake job karne me maza aye aur ap keliye kaam assaan hojae warna koi talauq nai ha internet speed ka.... mein internet speed ka koi masla nhi hota.ye zaroori nhi k ap ki internat speed bahut achi ho tab hi ap forex use krain.to bhai aysi koi bat nhi ha.ap normal internat speed se bhi forex per asani se trading kar saktay ho.i mean 1 mb speed. ...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      good question dear, mn baas itanaa hae khena xchao ga kye forex pye internet speed kye baat nhi hai dear forex boaht sye brokers pye mosthmatbil hn wo ap ko apnaa server trading kye lye dteyaty hn.
      • #138 Collapse

        forex aik buhut hi zyada volatile business hay.es business may market har second change hoti rehti hay.esleye apko forex trading join kerne say pehlay apne net ki speed ko bi barhana hoga werna apko loss bo hosakta hay.
        • #139 Collapse

          Brother, Internet speed se koi khas farq nahi parta but internet ki speed itni bhi kum nahi honi chahye ke Pages Open hone main time lagey aur humain Trade lagani main mushkil ho, Mere kafi dost 512 kb per bhi Trading kar rahe hain but Meri Raaey ye hai aap ke pas kum se kum 1mb Internet Connection ho.
          • #140 Collapse

            my dear friend app ny acha sawal kia hy fforexfroum ki posting karny k ly ap ki pas intar net ki speed thik honi chahy is sy ap ka froex froum ka paage jaldi open hota hy or ap jaldi kam kar skty han
            • #141 Collapse

              Well, meray khayal may 1 MB enough hay ager sirf aap he use ker rhey hen, or especially jab aap trading ker rhey hon to kisi kism ki downloading waghers na kren kyn kay is say aap ki speed per fark pary ga or order close kernay may aap ko parshani ka samna kerna per skta hay.
              • #142 Collapse

                internet be forex tarding per impact kerta hai khoe ky jab ap ka internet slow ho tu ap ka tarde jaldi close nahe hota hai jes waja sy ap ko kam profit ya zayda loss ho jata hai
                • #143 Collapse

                  bhai internet speed zyada se zyada 1 mb ki honi chahie kiun ke forex ka sara work internet pe hi hota hai, aur is ke sath minimum system requirements p4 ki hone chahie take trading ke duran aap ko aur koi masla nahi hona.
                  FOREX PAK FORUM FOREVER
                  • #144 Collapse

                    han ji internet ki speed chiya hoti hai per zayda bhi nahi aur bht kam bhi nahi normal speed per bhi hum insta forex per bhi trading kar sakte hain but internet ki speed ka probelm hota hai kabhi kabhi jab net ki speed bht zayda kam ho jati hai tab trade close karne aur open karne main problem hoti hai
                    • #145 Collapse

                      Dear wesai forex kai liyai koi khaas zyada speed nahi chaiyai hoti, and agar 512kbps hai to woh bhi chal jati hai. Lekin market ki har second ki accurate movement watch karnai kai liyai net speed achi honi chaiyai.
                      • #146 Collapse

                        my friend the batter internet speed is really necessary in the forex if you want the success in the forex because when news on any currency come then the market move ups and downs very quickly and if your net speed is not the good then you cannot get the advantage from this volitality
                        • #147 Collapse

                          g haan jnab is main hmain internet ki sapeed chahiye hoti hai q k is main ager internet ki speed nahi ho gi to ap is main sae trading nahi kar sakty q k jab speed low ho gi pher trading kysy ho gi is liye trading karny k liye internet ki speda k huna buhat zrori hai
                          • #148 Collapse

                            To do this forex business we need to 1 Mb connection of internet because market moves so we need to have more speed to connect with the market and to avail the good opportunities also.
                            • #149 Collapse

                              dear bhai hamy forex main intarnet sped ki koi zarorat nahi ha bas app forex main kam karny ki niyat rakhy sped normal bhi chal jay ge app bas dil laga kay kam kary forex aik online business ha is main intarnet sped ki koi zarorat nahi hoti
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji intrnet ki sapeed full taiz honi chaye ta ke hum easily fastly trading aur posting ke rsaken is waqat bi intrnet ki speeed boht slow ha muj se good kam nhi ho rha ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X