Internet Speed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Internet Speed ?
    FrienDs Hamain Kitni Internet Speed Chahiye hOti hai Forex MIan..?
    Always Smile:o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    internet speed se forex trade ka koi taluq nahe hay,ap normal internet speed se bhi forex trade kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      interenet speed ka koi talauq nai ha wese to par online job keliye speed bht achi honi chahaie taake job karne me maza aye aur ap keliye kaam assaan hojae warna koi talauq nai ha internet speed ka....
      • #4 Collapse

        wase mere khayal mein forex mein internet speed ka koi masla nhi hota.ye zaroori nhi k ap ki internat speed bahut achi ho tab hi ap forex use krain.to bhai aysi koi bat nhi ha.ap normal internat speed se bhi forex per asani se trading kar saktay ho.i mean 1 mb speed.
        • #5 Collapse

          i think trading ka to internet speed se koi link nhi but jo log online kam kar rahy hen to surely un ko apni net speed achi rakhni chihy ta k kam achy treeqy se ho saky or os main koi problem na ho
          • #6 Collapse

            forex main ap ko agr 14kb bhe net speed mily to ap is ko easily
            ker skty hain kuinkay mobile main 14kb speed hi hoti hay so agr
            is say zyada speed ho to ye aur bhe beter bat ho gi
            • #7 Collapse

              speed achi to honi chayey..wo is liyey k jab aap apni betlem ho jati hai..i think k speed kam kse k ko end kare or jis point pe end karey or beach main speed k masley ki waja se bet agey ya pechey se kat jayey to problem ho jati hai..i think speed kam se kam 512 kb honi chaiyey..m i right?
              • #8 Collapse

                dear jahan tk mujhe maloom hai internet ki speed ap k kam krne ki speed pr zror asar andaz hoti hai aor bs utna hi asar hai baki trading pe koi direct asar nahe parta apki normal jo bhi internet connection available hai chahay mobile ka ho ya dsl or evo sb chala skte hain
                • #9 Collapse

                  forex main itni speed to honi chae k hm asani k sath net use kr saken or net bar bar disconnect na ho or hm asani k sath trading kr sakin agr net speed thk nae to hm tradin g sahe tra sy nahe kr sakty or loss k maximum chances hn ..net speed 3.4mb per second honi chae
                  • #10 Collapse

                    forex me achi internet speed chahye hoti ha q k forex me trading k doran forex market tezi se chal rahi hoti ha or ager a k internet ki speed achi nahi ha to ap is me thek tra se kam nahi kr pao ge forex trading account me this is my thinking about this
                    • #11 Collapse

                      mere khyal sy is main kam main internet ki speed ki koi limit nhi hai agr ap ky internet ki speed km hai to phir bhi forex chal gay ga mere khyal sy net ki speed 100 kb lazmi honi chahiye
                      • #12 Collapse

                        hamein forex ka work karny kay liye jo aik normal net ki sped hoti hai wohi chahiye hoti hai us say hi bohat acha kaam ho jata hai aur koi masla bhi nahi banta hamry kaam karny mein par agar net ki sped hi na ho to bohat ziyada masla ban jata hai hum thek say kaam hi nahi kar paty aur kafi taim barbad hony kay bad bhi kaam sahi say nahi ho pata
                        • #13 Collapse

                          230 kb ka speed b kaafi hota hy jisper sirf browsing ho saky.
                          mb k hisaab sy jo speed hoty hy wo vedio daikny k liy hoty hy
                          • #14 Collapse

                            g haa g agar aap ki internet ki speed achi hai to aap ka work bhi zyada hoga or aap iss mai kafitredeing kar sakogy iss k ilawa aap ki taiping ki speed bhi buhat zarori hai q k aap ki taping speed py bhi depend karta hai forex buhat acha busnus hai magar is k bary mai janna bhi buhat zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex ka aur internet ka koi taluq nahi ha forex pe jitni posting hogi aur jitni jaldi hogi aur speed pe bhi dpend krta ha agar acha internet connection laga hua ha to achi aur zada jaldi postings ho gi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X