Internet Speed ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    Internet speed ki koi khas requirement nahi hoti forex main sirf itna hona chaiyeh k ap ko terminal se server par access mil sake otherwise ap khud connect nahi ho painge server se to trading kesay kroge. 256 mb enough hota hai mostly cases main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Jab ap Forx Mai Kaam Krty Doran Kuch Logo Ka Net Ka Boht Masla Aa Jata HAi or Some Time Jab wo Posting Krrty Hain to Loading Hi Hoti Rehti Hai Ap Kam Se Kam 2Mb Net Lgwa Len BehtAR hAI Lekin Jin k PAss 1mb hai wo Googl Chrome Use Kren Problem Solve Ho Jayegi IN SHA ALLAH
      • #168 Collapse

        forex mein almost 1 mb ki speed honi chahye nahi ager speed sahi na a rahi ho to software kam kerna band ker deta hai or humein apni trade ko dekhnay mein problem hoti hai is say hum mazeed nuqsan mein bhe ja sakty hain mere sath bhe pehly aise he hota tha to mein bar bar software re open kerti thi
        • #169 Collapse

          Waisay tou aap meta Trader ko 512 Kpbs par bhi Chala Saktay hain magar 1 MB Speed is Enough wo is liye k Aap Ko market ko janchnaay k liyee i Mean Market Ka tajziyaa Karnay K liyee browser Bhi use Karna parta hai Agar Ap newtrader hain tou Ap Ko forextrading related Videos bhi Dekhni parain Ge Articles Study Karnaa parain Gy Tou ye Sab Kam 1 MB Speed K Sath behtar Tarah Say ho Saktaay hain
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #170 Collapse

            internet speed ka forex k business sy kuch khas efefct nahi ha laikin posting k liye apki internet speed ka acha hona zoroi ha ta k ap zyada sy zyada posting thoray time ma ker sko isi liye posting k mamly ma net speed achi honi chahiye trading per iska koi b bura effect nahi ha meri nazar ma
            • #171 Collapse

              g jnab Pakistan Forex Forum pa kam karne ka liya ap ko kisi khas internet ki speed ki zarorat nhi hai pakistan forex forum ki website to mobile ka kisi bhi network par open ho gati hai is liya ap kisi sim ka internt ki speed se bhi kam kar skty hai
              • #172 Collapse

                Internet speed ka forex business pe bohat impact parta hai. Jitni kum speed hugi otna hi trade kerte wakat humari execution zayada time le gi. Fast internet connection sey execution bohat fast hoti hai. Kai bar istrah ho jata hai ke hamary internet ki speed ki wajha se humari profit wali trade loss main close ho jati hai.
                • #173 Collapse

                  brother internet speed ki koi khas zarurat nahi hai 1MBps bohat hai kiun kay meta trader 4 ki normal connectivity hai or ye normal kbps me connecting karta hai. Is liay mera nahi khayal kay trading kay liay apko highly internet connection ki zarurat hai.
                  • #174 Collapse

                    han forex me internet speed b kafi had tak asar andaz hoti hai yani agar hume achi seed mil jae to hum apna order juldi aur fori tor pay laga saktay hain aur is me hamara he faida hai.
                    • #175 Collapse

                      Friends agar internet speed 1 mb ho to teek he is say kaam speed say posting kar saktay lqn threading nahi kar saktay. haa agar 1mb ho yah iss say zyada ho to har quch kar saktay hoo.
                      • #176 Collapse

                        forex main itni speed to honi chae k hm asani k sath net use kr saken or net bar bar disconnect na ho or hm asani k sath trading kr sakin agr net speed thk nae to hm tradin g sahe tra sy nahe kr sakty or loss k maximum chances hn ..net speed 3.4mb per second honi chae
                        • #177 Collapse

                          i don't think so that forex eaning need high internet speed because you can done it at normal speed easily,however you must have high experience of trading then internet speed
                          • #178 Collapse

                            bhai jan forex trading aik international business is business ki market ki movement boht tez hoti hy agr ap market ky sath chaeln gy to successful hon gy is liy ap ky net ki speed tez honi chahiy gr net ki speed tez ho gi to easily successful hon gy bagher tez speed ky ap forex men kam nahi kr sakty
                            • #179 Collapse

                              Forex me internet speed ka koi khas talauq nahy hy ke bohout he zeda internet speed fast honee chaheye aap normal DSL connection sy trading kr skty hyn its enough for trading, zeda ho tau acha he hota hy lakin normal speed me be trading krna koi problem nahy hota.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                There is no specific need of high speed internet,but if u have it then its good and more helpful to u in forex.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X