Internet Speed ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Internet speed play very vital role in placing and execution of trades, if trader have low speed internet connection he will face a problem when he will trade , for this purpose trader must have good speed internet connection.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Bhai shaheb main to abhi BSNL BROADBAND use kar raha hu jiski kaafi achi speed hai hamare yahan baaki acha hoga ki aap speed achi hi rakhe apne internet ki kyonki slow speed sai kai baar meta trader 4 software acha kaam nhi karta hai
      • #63 Collapse

        dear forex ak online largest worldwide business ha is k liye hamin speed up internet ki zarorat ha yani kam iz kam 2mbps speed hona zarori hai kam speed per b hum trading kar sakty hen lakin us se hamin order lagany me ya order close karny me problem ho sakti ha
        • #64 Collapse

          bhai forex main apnay trading karni ho.ya phir apnay is forum main kam kerna ho.bhai is kay liya zarori nahi hay.kay apkay pas koyi high speed internet ho.to hi ap is business ko ker sakty ho.bhai main apni trading or is forum main kam apnay mobile phone kay ne say kerta ho.or main is forum main posting bi kerta ho.or trading bi kerta ho.
          • #65 Collapse

            dekhen mere khayal se to hamein normal speed chahiye hoti ahi apna ye kam karne ke liye koi itna bara problem nhe hai yeee ap apni koi bhi net speed pe akm kar sakte hain...
               
            • #66 Collapse

              meray bhai jaan mein samjhta hoon k inernet ki speed ka forex trading business mein bohat hi aham role hai ager aap ki internet ki speed achi hai tou aap apney order ko sahi jagha per laga saktey hain aur close ker saktey hain.
              • #67 Collapse

                mery dost ap ko forex trading business my kam karny k ley kam sy kam 1mb ka internet zaroorat hota ha tub he ap easyli kam kar sakty ho forex par.
                • #68 Collapse

                  fore xonlinebunseise k liy eto internet speed to bohat h ezaroori hai iss liye ham ko iss ain bohat h efaida ahsilll karna hai
                  • #69 Collapse

                    trading mein net pace ka koi masla nhi hota. ye zaroori nhi nited kingdom ap ki internat pace bahut achi ho loss hi there ap currency trading use krain. to help bhai aysi koi softball bat nhi '. ap typical internat pace se bhi currency trading every asani se buying and selling kar saktay ho.
                    • #70 Collapse

                      we can not think about Forex without internet,we need good internet speed when we trade because when market is busy and our internet is slow than we can not open trade and we can not close trade.
                       
                      • #71 Collapse

                        nhe muje nhe lagta hai ke ke koi kahs inter nt speeed ki zrwat hai ap asa bhi kar sakte hain koi problem wali bat nhe hai g choti chotibat me tention na lia karo...
                         
                        • #72 Collapse

                          Forex trading men internet speed ka koi b issue nahi he agar ap ki normal internet speed he yani browsing normal karta he to forex trade k liay theak he. Agar ap k pas 1mb per secound ki speed b he to theak he ap forex trading kar saktay ho.
                          • #73 Collapse

                            p jitni marzi speed ka internat lagwa lyn magar kam wohi hu ga jitni ap ki typing ki speed ho gi .magar ap k internat ip sy do account na bany warna admin ap ka account band kar dy ga ur koi bounes nahi nily ga.is main speed ki koi problem nahi bs conectiobn ap k nam par huna chahye.
                            • #74 Collapse

                              bhai mere internet ki speed se to forex trade ka koi talluq nahi hota hai yaar isi lie to ye aik zaberdast aur maz se bharpur site hai qk is me kisi kisam ki koi pabandi nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                yes i think forex me trading k liye speed ka acha hoona zrori hy and i think Forex is too easy because it is not that easy to make money as it looks from outside. So if you enter the market you must know that you have to work hard and earn the money.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X