Payza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    thanks sir ap bhot achi information hum tamam memebers tak pohanachte hain ap thek kehrahe hain ke pyza ne american accounts ko katam kardia hai warna uski withdraw fees waqai main perct main hai main abhi forex main new hun jab mera koi bonus transfer hoga to i prefer for the bank kiun ke yeh pakistan hai yahan harwat ke rules badalte rehte hain isliye payment ka process main bank ke through hi karunga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bhai main trading main payza use nahi kerta ho.kue kay mujay lagta hay kay payza kay $ ko ager hum online bi kisi ko daty hai.to us ka rate hum ko sahi nahi milta hay.is liya main is business main jitna bi profit hasil kerta ho.apnay us profit ko money Booker main hasil kerta ho.mujay money Booker kay $ ka acha rate mil jata hay..
      • #18 Collapse

        bhaio payza akk money transfer sustem is se app money bank se bi niklwa sakte he par dostoo ab payza walle kuch logo ka account block kar re he pta bae kya problem ho gae he payza me
        • #19 Collapse

          mujhe toh payza wale wese hi scammer lagte hain main ek emoney exchanger hoon or mere payza main aksar 1000+ dollars pare hote hain or mere 4 accounts ban kar diye hain payza ne i really think payza wale cheater hain app logo ki is baray main kiya ray hai
          • #20 Collapse

            i am using payza account since last three years and i found it very reliable and convenient payment processor and it's good news that now instforex has this option for withdrawal and they have a debit card but that is expensive and we can withdraw our money through our bank with bank wire and its very good payment processor
            • #21 Collapse

              thanks for information
              abdullah bhai ap na kaha k payza mane insta forex sa withdrow ker saktay hane lakin payza sa dobara deposit nai ho sakta aysa kiyon or koi rasta ha k payza sa kisi terha trancfor hone
              payza mony exchang mane verifi magta ha is ka kia hall kia jay
              • #22 Collapse

                mai kafi arsay se payza use kar raha hun but payza ki fees boht zyada hay aur yeh master card ko support nahe karta hay so its now not my favourite payment processor
                • #23 Collapse

                  Khuda ki kasam mje ye payza pasand nai hai kio k meri aik account verified hai or us me aik payment 2 sal pehle khudi reverse hogai thi halanke mera account balance zero tha. jb login kia to reverse hone ki waja se mera balance -4.5 hogea. mene operator se 10 bar bat ki pehle to wait karata raha kabi ticket number k nam pe to kbi account name puch k. Akhir me kehta hai call karo masla jaldi hal hojai ga...Am really upset because of it 2 ids limited hai 4$ pare hai un me . Me to apna balance limited k dar se idr udr dosre account me transfer karta rehta hu ta k is tension se mehfuz rahun.
                   
                  • #24 Collapse

                    Payza is a service for money cashing from internet, there are various other services like payza are as paypal, through these services you can cash your amount without any hard and fast rule, these provides you better functionality in internet marketing, but most of people prefer the bank account and debit or master cards for cashing their amounts.
                    • #25 Collapse

                      Payza is a very famous payment processor and many old traders use this for withdrawing their money. Kya payza account bananey ke baad bhi verification karwani parti hai ya phir baghair verification ke bhi account se withdraw karwa saktay hain.
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiasif پيغام ديکھيے
                        Khuda ki kasam mje ye payza pasand nai hai kio k meri aik account verified hai or us me aik payment 2 sal pehle khudi reverse hogai thi halanke mera account balance zero tha. jb login kia to reverse hone ki waja se mera balance -4.5 hogea. mene operator se 10 bar bat ki pehle to wait karata raha kabi ticket number k nam pe to kbi account name puch k. Akhir me kehta hai call karo masla jaldi hal hojai ga...Am really upset because of it 2 ids limited hai 4$ pare hai un me . Me to apna balance limited k dar se idr udr dosre account me transfer karta rehta hu ta k is tension se mehfuz rahun.
                        Brother, agar ap ko apnay aik account may aisa masla hay to apnay bhai k name say dosra account bana kar verify karwa lo, yeh konsa masla hay, aur agar payza walay ap ko sahi tarha say satisfy nahi kar pa rahay to payza akela payment processor thori hay, ap dosra use kar lo.
                           
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے

                          Asal me brother bat ye hai jb wo account me verify karaya tha to ye Alertpay tha or us time aap ko pta hai fone number aur id card se validate hojata tha lekin ab to ino ne sirf CREDIT CARD (VISA) wala option dal dia hai ab banda wo kaha se lai or uper se 3.5$ i think charges b hain.. Isi lia verification b aik boht bara masla hai.. Mje is bat pe ghusa hai ye log aik transaction to refund hogai wo b khud ba khud use
                          thek nai kar sakte. Twitter me inka support hai wo kehta hai k paise dalo aur zero karo...hum transaction wpas set nai kar sakte.pta nai ine AWARD kaha se lab gia :D
                             
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Payza aik aisa payment system hay jis ki madad say ap apnay bonus account say payment withdraw kar saktay hain, is ki aik khobi yeh bhi hay keh is ki payment ap pakistan may bank wire bhi kar saktay hain, aur payza walo ka apna aik card bhi hay jis ki madad say ap ATM say bhi payment nikal saktay ho, lakin fee ziada lagti hay, aur payza may agar ap apni withdrawal karwatay ho instaforex k through to ap ka account agar standard hay to koi fee apply nahi hogi, warna payza 2.5% fee cut karta hay har amount par jo ap receive kartay ho, agar koi sawal ya comment ho is baray may to most welcome.
                            Dear kya ye pakki bat hai k hum apna bonus balance payza may transfer kr sktay hai.... please ye mughay smghao meray smgh may nahi aye ye baat... thanks
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: babarbaig668 پيغام ديکھيے
                              Dear kya ye pakki bat hai k hum apna bonus balance payza may transfer kr sktay hai.... please ye mughay smghao meray smgh may nahi aye ye baat... thanks
                              Brother, ap bonus balance ksi bhi jagha transfer nahi kar saktay aur na he withdraw kar saktay ho, bonus sirf trading k lye available hay, withdraw k lye nahi.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: nomiasif پيغام ديکھيے
                              Asal me brother bat ye hai jb wo account me verify karaya tha to ye Alertpay tha or us time aap ko pta hai fone number aur id card se validate hojata tha lekin ab to ino ne sirf CREDIT CARD (VISA) wala option dal dia hai ab banda wo kaha se lai or uper se 3.5$ i think charges b hain.. Isi lia verification b aik boht bara masla hai.. Mje is bat pe ghusa hai ye log aik transaction to refund hogai wo b khud ba khud use
                              thek nai kar sakte. Twitter me inka support hai wo kehta hai k paise dalo aur zero karo...hum transaction wpas set nai kar sakte.pta nai ine AWARD kaha se lab gia :D
                              Brother, mera account bhe us waqt ka hay jab yeh alertpay hua karta tha, aur may nay usi waqt ka verify kia hua hay, aur mera abhi tak waisay he verified hay, aur unho nay mazeed kuch nahi manga, lakin unho nay mujhay yeh zaroor kaha k jis bank may mai withdraw karta ho payza dollar, us ki statement un ko send kar do.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                payza ko verify krna k traiqa to insta forex jaisa hy par pakistan mai konsa bank isko support krta hn or kia fees lyta hy.
                                koe isky bary mai information rkhta hy?
                                mai ny standard charters bank ka suna hy wo payza support krta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X