Assalamu Alaikum dosto aaj ka Sawal trading Mein indicators ke istemal ke bare mein hai ke aaya Hamen trading Mein indicator Ka istemal Karna chahie ya nahin to iska jawab yahi hai ki a Forex trader Mein indicator ka istemal bahut hi zaruri aur Aham Hain jitne bhi expert aur professional traders Hai vah Sab different types of indicator ka istemal Karte Hain yah baat bhi Apni Jagah theek hai ki indicator ko samajhna aur ose trading Mein apply karna bahut zyada Mushkil kam hai lekin iske liye aapko pahle indicator ke istemal ke bare mein Puri Tarah knowledge Hasil karna Hogi Jab Ek Dafa aapko complete knowledge Hasil Ho Jaaye ki indicators ko Kis Tarah use karna hai aur aose Kis Tarah different types of chart per apply karna hai to Uske bad trading bahut zyada Aasan Ho Jaati Hai Kyunki indicators aapko clear road map Deti Hai Jiske zarie se aap aasani ke sath different types of trends, resistance level, support level ko judge kar sakte hain isliye Mera suggestion yahi hai ki agar aapko successful trading karna hai to indicator ka istemal zarur Kiya Karen inmein sabse best indicator moving averages aur relative strength index vagaira Hai Iske zariye se aapko bahut aasani ke sath market Mein trend support level resistance level oversold overbought ke bare mein pata chal sakta hai aur aapko Pata Hoga Ke Jab aapke pass yah sari information Hogi to trading bhi Aasan Hogi isliye Agar Kisi Ko professional trader banna hai aur Forex trading se bahut acchi earning karni hai to indicators ka istemal bahut zyada zaruri hai in indicators ko touch karne ke liye aapko chahie ke demo account open Karen aur vahan per yah Sare indicators apply Karen vahan per aap aasani ke sath ye Pata Laga sakte hain ki aap ke indicator teek Tarah se kam kar rahe hain ya nahin Agar teek tarike se kam kar rahe hain to vahan per aap apne liye ek behtarin trading strategy banaa sakte hain aur Usi Strategy k based per aap successful trading kar sakte hain isliye jitni Meri experience hai main Sabko Yahi suggestion dunga Ki Har Kisi Ko chahie ke Forex Mein indicator ka istemal Jarur Kiya
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим