Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?
    Assalamu Alaikum dosto aaj ka Sawal trading Mein indicators ke istemal ke bare mein hai ke aaya Hamen trading Mein indicator Ka istemal Karna chahie ya nahin to iska jawab yahi hai ki a Forex trader Mein indicator ka istemal bahut hi zaruri aur Aham Hain jitne bhi expert aur professional traders Hai vah Sab different types of indicator ka istemal Karte Hain yah baat bhi Apni Jagah theek hai ki indicator ko samajhna aur ose trading Mein apply karna bahut zyada Mushkil kam hai lekin iske liye aapko pahle indicator ke istemal ke bare mein Puri Tarah knowledge Hasil karna Hogi Jab Ek Dafa aapko complete knowledge Hasil Ho Jaaye ki indicators ko Kis Tarah use karna hai aur aose Kis Tarah different types of chart per apply karna hai to Uske bad trading bahut zyada Aasan Ho Jaati Hai Kyunki indicators aapko clear road map Deti Hai Jiske zarie se aap aasani ke sath different types of trends, resistance level, support level ko judge kar sakte hain isliye Mera suggestion yahi hai ki agar aapko successful trading karna hai to indicator ka istemal zarur Kiya Karen inmein sabse best indicator moving averages aur relative strength index vagaira Hai Iske zariye se aapko bahut aasani ke sath market Mein trend support level resistance level oversold overbought ke bare mein pata chal sakta hai aur aapko Pata Hoga Ke Jab aapke pass yah sari information Hogi to trading bhi Aasan Hogi isliye Agar Kisi Ko professional trader banna hai aur Forex trading se bahut acchi earning karni hai to indicators ka istemal bahut zyada zaruri hai in indicators ko touch karne ke liye aapko chahie ke demo account open Karen aur vahan per yah Sare indicators apply Karen vahan per aap aasani ke sath ye Pata Laga sakte hain ki aap ke indicator teek Tarah se kam kar rahe hain ya nahin Agar teek tarike se kam kar rahe hain to vahan per aap apne liye ek behtarin trading strategy banaa sakte hain aur Usi Strategy k based per aap successful trading kar sakte hain isliye jitni Meri experience hai main Sabko Yahi suggestion dunga Ki Har Kisi Ko chahie ke Forex Mein indicator ka istemal Jarur Kiya
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?

    Walekum Mere Bhai aapane bahut Achcha traffic Samne Laya Hai Doston main aapko yah Bata Dun ke agar aap trading karna chahte hain aur trading Mein kamyabi Hasil karna chahte aur aap reading karne ka shauk rakhte Hain To aap Har kisam ki terminologies ko sikhana padega aapko Toota main aapko bata do case Mein Kasam Ki indicator Hota Hai Jahan per aap MP4 mein meta 4 trader Jahan per aap training karte hain Apne instaforex account ko Jahan per aap login karte hain aur vahan per aap trading karte hain to chat Ke Niche aapko indicator Diye Jaate Hain Jahan per aap apne liye indicator set kar sakte ho aap ke Pyar Mein hota hai ki aap kahan se kahan per fix kar dete Hain To vahan per aapko indicator Diya Jaega aur uski hisab se aap apna trading Jari Rakhta ko de do do indicator Mein Hota Hai Ki aapko indicate Karta Hai Ki Aaya movement Jo Hota Hai Yahan per aaega aur Yahan Se Wapas Jayega Usi hisab se aap chatting kar sakte ho aap trade Laga sakte ho Agar by mein ho to buy ki tabhi aap indicate kar sakte hain aur Agar cell ki taraf ho to sell main bhi aapko indicate kar sakta hai jo aap ko aasani Deta Hai market ko samajhne mein kya movement Ke Side per Hoga aur kis site per Nahin Hoga 200 Iske alava indicator ka fayda yah hai ki agar aap Dekhe ke market Mein Achcha Ham Yahan Dada nahin kar sakte ke movement Ke Side per hai aur yah kahan tak Jaega aur kahan se wapasi Karega to usko Maloom karne ke liye aapko indicator set karna padta hai Jiski vajah se indicator aapko indicate karta hai ki yah movement site per Jaane wala hai aur Yahan Tak ja pahunchegi aur vahan se wapasi Karega to yah aapko trading karne mein bahut aasani aur Jabardasth indications Dete Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?

      dear ham kisi bhi car ko aik road pay run kartay hain to hamaray pass agar koi bhi indicatr nai hay to next he lamhay main ahamra accident ho sakta hay jis say hamain bahut ziada nuksaan bhi ho sakta hay isi tarha say he forex amrkeet k aik simple chart ko jub tak ham indicatrs say samjhtay nai hain ham markeet k chart main agar kaam kartay hain to tab bhi hamin is main koi na koi ziada ya chotta nuksan ka hona he mumkin ho sakta hay aur agar ham inki is simple chart main help laitay huway kaam kartay hain to hamain aik acha andaza mil sakta hay k ham makreet main kab kis situtaions ko daikhtay hwuay is main entr hos aktay hain aur hamain is main kab exit hona ka theek andaaza ho skata hay jisk liye zaruri hay k ham in indicatr ko aik had tak aik limits tak use karna seekhain aisay bhi hamain in ko use nai akrna chaye k ham in k bgahir kabhi akam ko karna he na sekhain jis k liye zarrui hay k ham markeet ko sab say pehlay ziada say ziada khud lear kartay huway kaam ko start karian aur usk bad he agar ham is main kaam akrtay hain to ham markeet ko sahi samjh bhis aktay hain aur ham is main say acah earn bhi akr skatay hain jsi main hamaray in indicatrs ka rol sab say ziada aehm bhi hay aur ham in k baghair is markeet ko kabhi bhi propper smajh nais aktay hain wo is liye k jub tak hamain is markeet main kaam akrtay huway koi propper estimate nai hoga ham is ko kabhi bhi sahi atrha say samjh nai saktay hain is say achi earning nai akr skatay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?

        Aaj Hamen indicator ke bare mein aapko bataenge ki indicator ki kya importance hoti hai kya Ham indicator ke help ke bagair Ham market Mein successful ho sakte hain ya nahin ho sakte Iske bare mein Ham Apna experience aapse share Karenge Forex trading Mein work karte hue Hamen indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar hamare pass Iske bare mein experience or knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi success Hasil kar sakte hain aur Market Mein successful trader Ban sakte hain aur market se acche advantage Hasil kar sakte hain

        Forex trading ki market Mein different indicator maujud hote hain hi indicator Hamari trade ke liye bahut jyada best Hote Hain market Mein jitne bhi maujud hote hain Hamen indicator ko acche tarike se samajhna chahie Agar Ham indicator ko market Mein acche tarike se use Karenge Apne trade Mein To Ham indicator ki help se market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aur acchi success Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi indicator ko Apne trade Mein avoid nahin karna chahie Agar Ham Aisa Karenge To Ham market Se Kabhi Bhi acche advantage Hasil nahin kar Payenge

        Agar Ham market Mein trade Lagate Hue indicator ko avoid kar denge aur isase apni trade Mein use Nahin Karenge To Ham market Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Achcha profit Hasil kar sakte hain Bal ke Hamen Apne trade Mein nuksan Hota Hai Aur Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen indicator ko acche tarike se learn karna chahie Taki Ham indicator ke bare mein acchi information Hasil kar Saken Hamen different indicator ki study relax hokar Karni chahie
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liye indicators ka isteemal kaisa hai?

          Trading k liye sirf indicators per depend nahein nahein karna chahe bal k saath saath fundamental per bhee tawajuh honi chahiye jis se us country ki news milti rahein

          اب آن لائن

          Working...
          X