kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?
    dear is dour e jadeed main ab hamko kuch aisay halaat ka bhi samna karna parta hay k jub tak haamray pass achi taleem nai hay achi digree nai hay to ahmko uska koi bhi faida hasil nai ho sakta hay to usk liye hamko ziada say ziada mehnat ki bhi required hoty hay jisk liye jub tak ham achay nubers lay kar pass nai hotay hain ham kabhi bhi kamyaab nai hos aktay hain to kia hamko apni taleem mukamml karnay us say achay results hasil karnay k liye school,college k time k baad tutions ka sahara laina theek hay kia hamko aisa karna chaye ya khud pay he depend kartay huway mehnat karni chaye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

    ache life liye education ke bohat value hain ache talim ho ge to he hum ache se job kar ky pasia kama saky gy or hum apne life ko asan sy guzer saky gy agar hum forex ke bat kary to ius mai kam karny ky liye hamy kise be dgree ke need nahi hote hum is mai agar kam karna chaety han to hamy phaly learning gain karna ho ga yane forex mai kam karny ky liye siraf forex ke learning chaey ho ge hamy learning gain kar k market ke movement ko samj kar market mai kam karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex aik best business hain agar hum well educated hain to hum forex mai bohat jalde kamybe hasial kar lety hain yai aik best business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamybe hasoal ho jy ge hum is mai agar greedy ban ky kam katry hain to hamy loss ho jy ga hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain is ko samjna aik din ka kam nahi hain is mai agar hum kam karty howe market ke movement ko ignore kar dety hain to hamy siraf or siraf loss ho jy ga hamy is mai soch samj kar kam kara ho ga forex mai hamy indicator ko learn kar ky use kair ky market mai pasia invest kar ky trading karn heo ge pher he hum kam kair ky profit kama skay gy or hum apne life ko asn bana saky gy yai iak legal or kabe be bnd na hony wala acha business hain
    • #3 Collapse

      Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

      asslam o alikam dear trading k liye hume is mn knowledge hasil krna lazmi ha taleem achi hon gi tu hume is mn kameyab hone mn asani hon gi is mn achi taleem hum demo account se hi len sakte hein hardwork krein gein chart indicotor ko fallow kr k kam krein gein tu hum kameyab ho sakte hein .

      adavantages

      is mn agr hum rule ko fallow kr k ur trading ki taleem hasil kr k kam krein gein tu hume trading mn kameyabi milen gi trading mn hum daily profit hasil kr sakte hein is mn hume analysis chart ko be check kr k kam krna hota ha yahi forex ki taleem hai

      disadavantages

      bhai is mn kameyabi hume menat se hi milti ha agr hamre paas is business ki taleem nai ha tu phr hum asani se kameyab nai ho sakte hein is mn hume analysis chart ko check kr k kam krte rehna hota ha hamri kameyabi is mn hume menat kr k hi milti h
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

        Asslam Alaikum dear member yout question is about tution to me bhi ap k sath apna opinion share krna chahun gi tution lena zruri q h kya tution k bger kamyabi hasil ni ki ja skti kya tution k bger hm apna target achieve nhi kr skty to esa kuch bhi nhi h ye sirf hmari psychy h hmen lgta h k hm kuch ni kr skty khud se ya hm kbhi bhi utny marks ni ly skty jitny k achy grade k liye zruri hn bat sirf himmat lagn or hosly ki h agr ap than len to ap zrur kamyab ho skty hn kuch topics esy hoty hn jin ko khud se smjha nhi ja skta lekin un topics ko agr hm school colg ya uni me hi apny mutalliqa teacher se achi trha smjh skty hn un se bar bar puch skty hn jb tk k hmen smjh na aa jae teacher ko bar bar smjhany me koi problem nhi hogi blky ye uski duties me shamil h is liye kamyab hony k liye or achy grades leny k liye tution ki zrurt nhi hoti blky azm himmt hosly or sakht mehnt ki zrurt hoti h determination or motivation ki zrurt h bchon ka moral high rkhny ki zrurt h jo sirf parents hi kt skty hn is liye hmesha zyada se zyada mehnt kren q k mehnt hi kamyabi ki kunji h bger mehnt k hm kbhi bhi kamyab nhi ho skty chahy phir hmari qismat kitni hi achi q na ho hmen kamyabi nhi mily gi kamyabi or mehnt ka aps me bht gehra taluq h
        • #5 Collapse

          Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

          gee han bilkal sahi kaha ha ap ne hum agr is mn apni education ko acha krna chahte hein tu phr hume tutions leni parti ha ishi tra is business mn be hume kameyab hone k liye eik teacher ki zahrorat parti ha ye business hamre liye eik bohat hio acha onlines business ha is mn kameyabi hume mil jati ha lekin hume phaly menat krna hoti ha demo account mn hume work krna hota ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko check kr k kam krna hota ha
          • #6 Collapse

            Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

            Assalamu Alaikum dosto yah Baat bilkul dost se agar aap talim Hasan karna chahte hain aur Chahte Hain Ki aapka achi talim hasil Karen aur aapke andar Jyada Se Jyada knowledge Ho to uske liye aap ho school mein padhaai ke alava tution ki rakhni chahie tution rakhne se a aapke jo ilm Mein izaafa hoga vah dabal ho jaega han agar aap itne Jyada intelligent hai ki Aap Jo School ya College mein padhte hain vah Aapke mind Mein rahata Hai aur aapka mind Itna knowledge ful Hai Ki Aap Ko Kisi tution ki jarurat Nahin Hai to aap bhi shak tution na len lekin Aap Jo taleem Hasil kar rahe hain usko Jarur Sath Sath dohraaty jaen Taki aap ka Hasil Kiya Gaya ilm zaaya Na Ho
            • #7 Collapse

              Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

              Assalamu Alaikum ummid hai ki aap khairiyat se Honge ji han aapane bahut acchi baat ki hai agar Ham taleem Hasil karna chahte hain acchi karna chahte hain aur aage badhane ki koshish Karte Hain To uske liye Hamen tuitions mein extra knowledge Hasil karne ki koshish karne chahie kamyabi Hamen mehnat Se Hi milti hai agar hamare pass is business ki taleem Nahin Hai To fir Ham aasani se Kamyab Nahin ho sakte usmein Hamen na licence chat ko check Karke kam Karte Rahana hota hai to Hamari kamyabi ismein Hamen mehnat karke hi milati hai Agar mind fresh ho aur mehnat se kam karne ki koshish Ho To usmein Hamen Jarur knowledge Hasil karne chahie Chahe tution Kesariya ho ya FIR Kisi online Ne business Kesariya hi knowledge Hasil Kyon Na Ho Hamen Jarur Hasil karne chahie.THANKS
              • #8 Collapse

                Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

                asslam o alikam dear trading k liye hume is mn knowledge hasil krna lazmi ha taleem achi hon gi tu hume is mn kameyab hone mn asani hon gi is mn achi taleem hum demo account se hi len sakte hein hardwork krein gein chart indicotor ko fallow kr k kam krein gein tu hum kameyab ho sakte hein .

                adavantages

                is mn agr hum rule ko fallow kr k ur trading ki taleem hasil kr k kam krein gein tu hume trading mn kameyabi milen gi trading mn hum daily profit hasil kr sakte hein is mn hume analysis chart ko be check kr k kam krna hota ha yahi forex ki taleem hai

                disadavantages

                bhai is mn kameyabi hume menat se hi milti ha agr hamre paas is business ki taleem nai ha tu phr hum asani se kameyab nai ho sakte hein is mn hume analysis chart ko check kr k kam krte rehna hota ha hamri kameyabi is mn hume menat kr k hi milti h
                • #9 Collapse

                  Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

                  There are many reasons parents choose tutoring for their children. Some parents feel unable to help their children with schoolwork. Others may find their children are more receptive to working through school struggles with another person. Tutoring can help strengthen subject comprehension, boost confidence, and build important learning skills.

                  Tutoring gives students individualized attention that they don’t get in a crowded classroom. This helps children who struggle to keep up, as well as those who aren’t challenged enough. It also keeps students on track during breaks from school, such as during March Break, or during the summer.
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: kia hamko apni taleem complete karnay ya achi karnay k liye tutions rakhni chaye?

                    There are many reasons parents choose tutoring for their children. Some parents feel unable to help their children with schoolwork. Others may find their children are more receptive to working through school struggles with another person. Tutoring can help strengthen subject comprehension, boost confidence, and build important learning skills.


                    Tutoring gives students individualized attention that they don’t get in a crowded classroom. This helps children who struggle to keep up, as well as those who aren’t challenged enough. It also keeps students on track during breaks from school, such as during March Break, or during the summer.
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X