dear is dour e jadeed main ab hamko kuch aisay halaat ka bhi samna karna parta hay k jub tak haamray pass achi taleem nai hay achi digree nai hay to ahmko uska koi bhi faida hasil nai ho sakta hay to usk liye hamko ziada say ziada mehnat ki bhi required hoty hay jisk liye jub tak ham achay nubers lay kar pass nai hotay hain ham kabhi bhi kamyaab nai hos aktay hain to kia hamko apni taleem mukamml karnay us say achay results hasil karnay k liye school,college k time k baad tutions ka sahara laina theek hay kia hamko aisa karna chaye ya khud pay he depend kartay huway mehnat karni chaye?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим