Mera ye review Quran App par mabni hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review Quran App par mabni hy
    Assala O Alikum dosto, good morning. Umeed hy sab kheriyat dy hongy, dosto mera ye review Quran App par mabni hy jesa k aap sab ko pata hy k aajkal taqreban har bandy k paas android ya apple wala phone zaroor hota hy, koi aisa banda nahi hoga yaa buhat kam hongy jis k paas smart phone nahi hoga, to dosto smart phone aik aisa cheez hy jis nai kai kaam asan kiye hain, buhat saary kaam ausy thy jo physically karna parta tha yaa jaana parta tha us kaam k liye to abhi vo kaam aap baghair kisi physical involvement k aap kar sakty ho apny mobile sy, bilkul isi tara ab taqreban saary loug apni asaniyon k liye Quran majeed ke tilawat karny k liye apps he use karty hain, simply play store sy download karty hain aur pir usi main tilawat Kalam Pak karty hain, na kisi masjid main jaaty hain naa ghar main utt k Quran utaty hain, Q k ab mobile to vesy B har bandy k paas hoty hain to direct app main chalyy jaaty hain with in seconds aur tilawat shuro kar det hain. Chahy din ho yaa raat timing ka koi masla nahi rehta har waqt banda tilawat kar sakta hy. Lekin ab chonky Quran aik muqaddas kitab hy musalmanoon k liyr to iska Adad B karna hy to isliye him par B kuch zimadariyan lagoo hoti hy agar hamary mbl main Quran app ho to.

    Faidy:
    1) sab sy barra faida ye hy k aap agar uzzo main ho aur aap k pass mobile main charge ho to aap kah8n B kisi B waqt tilawat kar sakty ho, chahy din ho yaa raat, safar main ho yaa ghar main aap asaani k sath baghair rukawat k tilawat kar sakty ho.
    2) doosra fiada ye hy k aksar banda bhool jata hy Quran pak main k kahan tak mainy kal yaa paraoon tilawat kiya tha kahan tak nahi to app main aisa nahi hota aap jab B open karty hain to exactly wahan sy shuro hojata hy jahan tak aap ny parra ho.
    3) theesra faida iska ye hy k Quran main aap sirf aik waqt he tilawat kar sakty ho aur app main aap kisi B waqt tilawat kar sakty ho.

    Nuqsanat:
    Iska sab sy barra nuqsan ye hy k ismain be qadri hoti hy, jo banda Quran majeed ke tilawat karta hy aur jo adab aur qadar karty hai nvo app main nahi kar sakta.
    Doosra nuqsan ye hy k insan app k ssth aadi ho jaye to real Quran ko pir chorr dety hain ho tek nahi.
    Theesra nuqsan ye hy k apps buhat zyada available hain to trust nahi kiya jaa salta har app par.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

    Quran App Aik Bhut Hi Achi App Hai Jo Keh Aj Kal Daily Basis Par New Versions Kay Sath A Rahi Hain Tu Quran App Agr Hum Search Karein Hamein PlayStore Say Lay Kar AppStore Sab Mai Available Hai Hum Kahein Say Bhi Is Achi App Ko Download Kar Saktey Hain Ye App Muslims Or Non-Muslims Dono Kay Liye Banai Gayi Hain Ye App Is Liye Develop Ki Jayi Hain Takeh Duniyah Jahan Kay Log Isey Malomat Hasil Kar Sakein Or Deeni Malomat KO Pehlaein Takeh Islam Ki Value Increase Hoti Jaye Islam Ko Pehlana Bhi AIk Bhut Acha Or Sawab Ka Naam Hai Duniyah Mai Jitney Bhi Log Hain Chahey Jo Muslim Hain Ya Non Muslims Hain Unhein Chahiye Keh Islam Ki Education Hasil Karein Or Apni Life Ko Seedhey Rastey Par Chalaney Ki Kosish Karein. Quran Aik Esi Qitab Hai Jis Mai Har Cheez Kay Barey Mai Bayan Kia Gaya Hai Tafseel Mai Tu Agr Hum Ise Apni Daily KI Routine Mai Parhein Tu Hum Achi Malomat Hasil Kar Saktey Hain Or Apney Knowledge Mai Izafa Kar Saktey Hain. Quran Sab Duniyah Ki Akhri Qitab Hai Jo Keh Qayamat Tak Allah Ki Responsibility Hai Keh Allah Nay Khud Kaha Keh Quran Ki Hifazat Mia Khud Karoun Gah Jab Tak Qayamat Nhi Ati. Basically Quran Arabic Mai Hota Hai Or Isi Translation Urdu Mai Or Baki Deegar Zabanoun Mai Bhi Mojood Hoti Hai. Agr Koi Non Muslim Quran Parhna Chahta Hai Tu Wo English Mai bhi Parh Sakta Hia Koun Keh Ap Duniyah Is Qadar Jaded Ho Gayi Hai Keh Quran Ko Har Zaban Mai Tasreeh Kar Diya Hai Or Quran Banana Shuro Kar Diya Hai.


    Faidey

    Quran Pak App Kay Bhut Say Faidey Hasil Hain Hamein Hum Is Say Koi Bhi Kise Bhi Time Kise Bhi Ayat Ki Tilawat Sun Saktey Hain Or Quran App Kay Zariye Hum Ahat Kon Parh Bhi Saktey Hain Ye App Hum Apney Phones Mai Easily Download Kar Saktey Hain Or Wesy Hamein Kuch Jagah Par Quran Ly Kar Janey Mai Mushkilat Peesh Ati Hain Tu Hum Is Quran App Ko Use Kar Saktey Hain Or Ye Phone Kay Andar Install Hoti Hai Or Ye Offline Or Online Versions Mai Mojood Hai . Is App Kay Zariye Hum Quran Pak Ki Tilawat Roz Sun Saktey Hain Or Agr Hum Is Quran Say Deeni Tarjamah Bhi Sunana Chahtey Hain Tu Is App Mai Us Ka Bhi Option Mojood Hota Hai Hum Wo Bhi Sun Saktey Hain . Quran App Ko Hum Kise Bhi Languages Mai Istamal Kar Saktey Hain Ye App 15 Different Languages Mai Ati Hai Jo Keh Muslims Or Non Muslims Dono Kay Liye Hoti Hai Duniyah Mai Koi Bhi Is App Say Faida Utha Sakta Hai. Ye App MP3 Format Ka Istamal Karti Hai Apni Tilawat Or Translations Kay Liye. Is App Ka Ye Faida Hai Keh Hum Isey Kise Bhi Platform Mai Download Kar Kay Install Kar Saktey Hain Jin Mia PCS Yani Computers , Laptops , Phones Or Tablets Shamil Hain. Agr Hamein Quran Pak Say Muhabat Hai Tu Hum Digital Quran Ka Bhi Istamal Kar Saktey HainIs Quaran Mai Digital Ahat Coat Howi Hoti Hain Jin Par Pen Read Kar Kay Us Ahat Ki Tilawat Shuro Kar Deta Hai Us Pen Mai Aik In Built Speaker Ata Hai Jis Ki Madad Say Quran Ki Tilawat Hum Sun Saktey Hain.


    Nuqsanat

    Quran App Kay Koi Bhi Nuqsanat Nhi Hain Agr Baat Ki Jaye Tu Quran Ko Bura Balah Kehney Waly Zaida Tar Non Muslims Hotey Hain Or Jesy Keh Ap Jantey Hain Keh Qauran AIk Deeni Or Islami Qitab Hai Jis Mai Har Cheez Ko Bareeki Say Bayan Kiya Gaya Hai Is Kay Bawajood Non Muslims Quran Ko Accept Nhi Kartey. Quran Ko Bhut Zaida Bura Balah Kaha Jata Hai America Or Europe Mai Koun Keh Wahan Zaida Log Non Muslims Rehtey Hain Jin Ka Koi Bhi Aeman Nhi Hota Hamein Chahiye Keh Quran Ki Roz Tilaqat Karein Or Apni Knowledge Mai Izafa Karein Takeh Hum Apni Aney Wali Nasloun Ko Acha Or Taleemat Say Barpoor Dekh Sakein.

    Click image for larger version

Name:	images (44).jpg
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12331092

    Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-18T114320.860.jpg
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12331093

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

      Assalam o Alikum... Aj me apko jis cheez bry me Review dngii... Wo h"Quran paaak" ❤️Quraan paak hmri bht e muqadas kitaaab h.. Or yeh hmry Nabi pe utarii gyii kitaaab h... Quran paaak bht e muqadas kitaaab h.. Orr quran paak Ki bht fazeelat h.. Or quran pak hm sb pe farz h... Isko prhna or smjna har muslamn pe farz h.. Quran paaak aisi muqadas kitaaab h jisme duniya ki tamam baton ka ilm h.. Quran paak ki taleeem hr muslaman bachon or Bron pe frz h...💯 Or quran paak k beshumaar faidy hyn...Advantages : ✔️Quraan paak aisi kitaab h jisy bht fazeelat hasil h... Or quran paak k be shumar faidy hyn.. Is jahaaan. Me. B or agle jahaaan me b.. Quraan paaak hmen bht se faidy deta h... Phli bat to. Yeh h k yeh sb pe frz kia gya h.. Iski taleem hasi krna or is k mutabiq zindgi guzarna.. Quran paak ki tilawat. Krne se hmri rooh ko skoon milta h... Or insan ki saari mushkilaat door hjti hyn... ❤️Quran paak hmen neki krn3 ki talkeen krta h.. Or hmen burai se bachaata h.. Quraan paaak prhne se insaan bht se bury kamon se bach jta h.. Jb wo quran prhta h or uska trjama krta h or usy smjta h tou duniya ki tamam baton ka ilm usy hota h.. Is trah insan apni zindgi. Ko. Behtr trah guzaar skta. H.. Quran. Paak me. Hr bemari ka. Ilaaaj h.... Or quran. Paaak prhne se. Ilm. Hasil hota h.. Quraan. Paaak prhne se Roxana.. Hmry chehry pe noor. Ata h... Or insan ka iman. Or b ziada. Mzboot. Hotq h.. Agr hm. Apni zindgii. Behtr trwh guzarna chahte hyn tou hmen chahye k hm. Quran paak prhen or ie se ilm hasil kr k duniya or akhrat dono me kamayabi hasil kren.. 👍Quran paak prhne ka koi nuksan. Ni. H... Isy na prhne k bht se nuksaan hyn.. Islye hmen chahye k hm. Is kitaab se faiz hasil. Kren or isy Rozana prh3n or apni zindgioun ko behtr kren.. Or akhrat me b kayamabi hasil kren✔️👍
      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

        Quran App aik behtreen mobile app hai jo chalty phirty Quran Pak ko parhny aur sunny ki barkat sy ap ki zindagi ko khobsorat bnati hai. Hum is app ko agar hum android user hain to playsotre main ja kar install kar sakty hain. mainy is app ko install kiya huwa hai kafi arsy sy. aur main is ko din main Fajir ki nimaz k bad aur phir rat ko sony sy pehly open kar k Quran Pak ki talawat karta hon. Yeh app offline bhi work karti hai.is ko open karny k liye internet ki zarurat nhi hoti har time. just aik dafa hum isy install karty hain internet ko use kar k. Quiran pak aik muqamal zabta e hayat hai. Yeh humain zindagi k har pehlo k bary main rehnumai karta hai. Is app main Quran Pak ki tafseer bhi hai jis sy Quran Pak ko smjhny main asani ho jati hai. Ab to lastest Quran Versions main Quran ki tafseer k sath sath mashoor Qari k awaz main Quran Pak ki tilawat bhi hoti hai. Quran App k bahut ziyada faidy hain agar daily life main is ka achi tarah use kiya jaye to.

        Faidy:
        Quran App k hamari zindagi main beshumar faidy hain. Hum Quran App ko multiple mobiles main multiple time install kar sakty hain. Is app k through hum kisi bhi jaga aur kisi bhi waqt Quran Pak ki Tilawat kar sakty hain. Hum Quran App ko dosry logon k sath bhi share kar sakty hain zapia aur Bluetooth k through. Hum is app ki badolat Quran Pak ki tafseer ko smjh sakty hain. Aksar Quran App main Namaz ka time bhi hota hai.Quran app main Quran Pak multiple languages main majood hota hai.jis ki pori dunya k musalman apni madri zuban main Quran Pak ki tafseer ko smjh sakty hain. Quran App k through hum mashoor Qariain ki Awaz main Quran Pak ki tilwat kar sakty hain.

        Nuqsanat:
        Quran App k sb sy bara nuqsan yeh hai keh is main Quran Pak ki beqadri k chances hoty hain. Hum ny mobile main har tarah k apps install kiye hoty hain aur hamary mobiles main songs bho hoty hain. Quran Pak hamary liye mashal e rah hai. Hum amli zindagi main is ka bahut ziyada Ahtram karty hain aur yeh Ahtram aur adab hum app per us tariqy sy nhi kar sakty hain jaisy hum Quran Pak ki physicall book ka karty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

          play store main abhe aik Quran app launch howe hae jis main pora Quran pak hae jis ke bahut se faide hain or is ka sab se bara faida yeh hota hae ke hum isko kisi bhe time Quran read kar sakte hain to is liye yeh bahut he faide mand hota hae to bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is main isko sahe tarah se use karna cahiye take hum is main kam kar saken to is liye yeh overall hamare faida mand hota hae or isko read karne se hamen bahut faida milta hae hamen sawab bhe milta hae to is liye yeh aik bahut ache bat hae ab hum quran pak ko apne mobile main he kahen bhe read out kar sakte hain to yeh hamare liye bahut bara source hae sawab ka hum kisi bhe time agar free hn to hum is se faida hasil kar sakte hain to is liye yeh aik application bahut ache hae is ke sirf sirf faide he faide hain is ke koi bhe nuqsan nhe hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen take hum is main se kuch hasil kar saken or hamen is main Quran pak ko is app se read karna cahiye is ka hamne sab se bara edge yeh milta hae ke hum kisi bhe jaga par Quran pak ko read kar sakte hain to bas hamen cahiye ke hum is app ko apne mobile main install kar len ior is se faida hasil karte rahen is ke liye hamen is ko launch kar lena cahiye hum jitna sahe tarah se is main kam karte hain to hum is main utna he faida hasil kar jate hain to yeh overall hamare liye bahut he faida mand hota hae
          • #6 Collapse

            Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

            Assalamu Alaikum doston good morning ummid hai ki Sab khairiyat se Honge doston Mera yah review Quran E Pak par apni hai Jaisa ki aap Sabko pata hai ki aajkal takriban Har Bande ke pass Android yah Apple wala phone sarule hota hai koi aisa Banda hi nahin Hoga yah bahut hi kam Honge Jiske pass smartphone Nahin hoga to doston smartphone Ki Aisa chij Hai Jis Ne Kisi bhi kam Aasan kiya hai bahut Sare kam Aise the Jo ke basically karna padta the yah Jana Padta tha aur use kam ke liye to bhi vah kam ab Kar Gaya Kisi paise Kele involvement ke aap kar sakte hain apne mobile se bilkul ISI Tarah aap takriban Sare log apni saniyon ke liye Quran Majeed Ki Tilawat karne ke liye app hi use karte hain aur Symphony Play Store se download karne ka aur FIR Usi Mein Tilawat Kalam Pak Karte Hain Na Kisi Masjid Mein Jaate Hain karna ghar mein Kuran a pak uthate Hain Kyunki ab mobile ka vaise bhi Har Bande ke pass hota hai aur directly aap usmein Chale Jaate Hain aur with in second aur Tilawat karte hain Shuru kar dete hain aur chahie Din Ho Ya Raat aap timing ka koi bhi masala Nahin Rakhta Har Waqt Har Banda Tilawat kar sakta hai lekin ab Chuke Ki Rani part 1 Kitab hai musalmanon ke liye to is ka adab bhi karna hai to isliye Hamen per Kuchh zimmedariyan Hain Lagu hai agar Hamare mobile mein Kuran a pak Hai To Hamen kya karna chahie


            Advantage Ho

            Sabse bada fayda yah hai ki aap Agar wazu mein ho aur aapke pass mobile mein charge ho to aap aap to aap Usi Waqt lawat kar sakte hain Chahe Din Ho Ya Raat Raat ke safar mein ho ya 2000 Mein aap aasani ke sath ke bagair rukavat ke aap Tilawat e Quran E Pak kar sakte hain

            Dusra fayda yah hai ki Aksar Banda Bhul jata hai ki purani Park mein ke kahan tak mahine Kaliyar person Tilawat kiya tha to kahan tak Nahin to aap Mein Aisa Nahin Hota To aap Jab Bhi open Karte Hain To actually wahan se shuru ho jata hai jahan tak aapane Bada Ho
            Purane Park mein aapse Hrithik Waqt Mein Tilawat kar sakte hain aur aap mein aap Kisi bhi market lawat kar sakte hain

            Nuksan

            Is ka sabse bada nuksan yah hai ki ismein bhi bekadri hoti hai jo Banduk Rani Park Majeed Ki Tilawat karta hai aur jo adab aur Kadar Karta Hai vah Main Nahin kar sakta dusra nuksan yah hai ki Insan aapke sath aati ho jaaye to rail Quran pak ko Hi Chhod deta hai aur kisi ko hi vah Apna maksad Jindagi banaa leta hai Teesra anusar yah hai ki apps bahut hi jyada available hai to trust nahin kiya Jata
            • #7 Collapse

              Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

              Assalam_u_Alaikum dear members,

              Topic: Quran App.
              Aj ka mera review quran app par mabni hai. Aj to har kisi ky pas mobile majood ho ga kisi ky pas Android phone hoga to kisi ky pas i phone hoga. Ya Quran app ap ko play store sy mil jay gi ap is ko install kary ya kuh hi MBS ki app ho gi is pay ap har waqt Quran parh sakty hain jab farig ho kisi bi jagha par. Ya bagair net ky chalti hai. Id main koi bi mobile data istamal ni hota. Quran App ky bhot sy faidy bi hain ore bhot sy nuksanat bi hain.aj ham dono ko discuss kary gay
              Advantage ✅:
              Quran app ky bhot sy faidy hain. Is ko ap kabi bi parh sakty hain. Ore kahi bi parh sakty hain. Agar ap kisi office main kam karty hain ore ap ky pas time ni hota Quran parny ka to ap Quran App download kary. Ap is par quran ki tafseer bi parh sakty hain ore samj bi sakty hain. App Quran app par sirf Quran ki tilavat sun bi sakty hain. Quran app par ap kisi ko quran oarha bi sakty hain.
              Disadvantage ❌:
              Jis tarha Quran app ky faody hain os tarha is ky nuksan bi hain. Is wajah sy ap Quran ki bayadbi zaida karty hain. Ap ky Mobile main mukhtalif app hoty hain jis sy Quran ki bay adabi hoti hai. Ore dosra kay kabi ap asi jagha pay bhty hoty hain jaha ya app ni khulni wah agar ap kuhl lyty hain to phir ap ko gunah mily ga. H apni Zindagi main Quran la bhot abad karty hain jo ham is ap par ni lar sakty.
              • #8 Collapse

                Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                introduction ::

                dear friends ajkal digital door hai our aap ko har chizz internet se mil jati hai our aap k android mobile ki applications par bhi app k lye har chiz dastyab hai books reading ho ya internataiment har chiz ab applications mian dastyab hai dear friends aj ham bat kare ge QURAN PAK ki mobile Application par dear friends aap ko mobile par buhat zayda mobile applications mily g jin mian quran pak ki application b dastyab hai ye ek digital Quran Book ha jis ko Application k tor par sator kar liya gaye mukhtalif companes mukhtalif tarah ki quran applications bana rahi hai jin main quran to same hota hai bss un k design our facilities ka fark hota hai yani kuch applications mian prna asaan hota hai kuch main mushkil

                Click image for larger version

Name:	quran.png
Views:	1
Size:	10.9 کلوبائٹ
ID:	12331298
                Advantages ::

                dear friends Al-Quran Application k mandrja zail advantages hai

                • dear friends quaran pak ab aap ko kahin b sat le kar jane ki zarorat nhi hai aap is ko apne mobile application par read kar sakte hai
                • mobile application mian quran parhana asaan hota hai ku k is main alfaz ko assaan bnaya gya hai
                • agar aap quraan par nahi sakte to application aap ko quran parhna bi sikhati hai
                • kuch application main tilwat kisi achy molana sahb ki awaz main suni b ja sakti hai
                • parhan or smajhna asaan hota hai




                DisAdvantages ::

                dear friends is k kuch disadvantages bhi hain :

                • dear friends Quran pak ek buhat azeem kitab hai mobile application ki sorat main jab is ko jaib main rakha jata hai to is ki behurmati hoti hai
                • mobile main ham buhat kuch filme our gane bhi sunte hai our rakhte hai waha par quran bhi para ho to gunah hoga
                • dear friends mobile aksar napak jaga par gir jata hai is tarha is azeem kitab ki b be hirmati hoti hai
                • mobile application ki sorat main ham quran pak ka ko ehtraam nahi kar sakte hai jis ka ye haqdaar hai
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #9 Collapse

                  Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                  Apple store aur goolge play store par hamy bahot si applications Quran ki mil sakti hey en application ka faida ye hota hay key ham es ko apny mobile me install kar. key offline be Quran sun sakty hey aur read be kar sakty hey, ye application different hoti hey koch application videos ki be hoti hey jes me quaran ki telawat deki aur suni ja sakti hay aur koch applications esi hey jes me audio hoty hey, offline be en application me Quran ki telawat ko suna jata hay, safari kay Duran esi application ka hamy bahot zeyada faida hota hay has kar ramzan key month me hamy songs bilkul be nahi sunny chaye hamy quran ki application hi rozy key halal me faida de sakti hey, Quran applications jetni be hey en ka size bahot kam hota hay jo asani se download be ho jati hey aur use karny me be en ki speed kam size ki waja se bahot fast hoti hay, hamary mobile me Quran ki application ka hona bahot zarori hay ye application hamari nimaz ko be teek kar sakti hey aur agar Quran pardny me hamy koi masala ho to ham es application ka use karty howy apni ghaltiya teek kar sakty hey, bahot se log Quran ki application apni nimaz ko teek karny aur quran me jo mistakes ki jati hey es ko khatam karny key ley use karty hey, ye application Urdu me be available hoti hey jes ki waja se ham asani se en applications se faida le sakty hey,
                  • #10 Collapse

                    Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                    Quran App Aik Bhut Hi Achi App Hai Jo Keh Aj Kal Daily Basis Par New Versions Kay Sath A Rahi Hain Tu Quran App Agr Hum Search Karein Hamein PlayStore Say Lay Kar AppStore Sab Mai Available Hai Hum Kahein Say Bhi Is Achi App Ko Download Kar Saktey Hain Ye App Muslims Or Non-Muslims Dono Kay Liye Banai Gayi Hain Ye App Is Liye Develop Ki Jayi Hain Takeh Duniyah Jahan Kay Log Isey Malomat Hasil Kar Sakein Or Deeni Malomat KO Pehlaein Takeh Islam Ki Value Increase Hoti Jaye Islam Ko Pehlana Bhi AIk Bhut Acha Or Sawab Ka Naam Hai Duniyah Mai Jitney Bhi Log Hain Chahey Jo Muslim Hain Ya Non Muslims Hain Unhein Chahiye Keh Islam Ki Education Hasil Karein Or Apni Life Ko Seedhey Rastey Par Chalaney Ki Kosish Karein. Quran Aik Esi Qitab Hai Jis Mai Har Cheez Kay Barey Mai Bayan Kia Gaya Hai Tafseel Mai Tu Agr Hum Ise Apni Daily KI Routine Mai Parhein Tu Hum Achi Malomat Hasil Kar Saktey Hain Or Apney Knowledge Mai Izafa Kar Saktey Hain. Quran Sab Duniyah Ki Akhri Qitab Hai Jo Keh Qayamat Tak Allah Ki Responsibility Hai Keh Allah Nay Khud Kaha Keh Quran Ki Hifazat Mia Khud Karoun Gah Jab Tak Qayamat Nhi Ati. Basically Quran Arabic Mai Hota Hai Or Isi Translation Urdu Mai Or Baki Deegar Zabanoun Mai Bhi Mojood Hoti Hai. Agr Koi Non Muslim Quran Parhna Chahta Hai Tu Wo English Mai bhi Parh Sakta Hia Koun Keh Ap Duniyah Is Qadar Jaded Ho Gayi Hai Keh Quran Ko Har Zaban Mai Tasreeh Kar Diya Hai Or Quran Banana Shuro Kar Diya HaiQuran Pak App Kay Bhut Say Faidey Hasil Hain Hamein Hum Is Say Koi Bhi Kise Bhi Time Kise Bhi Ayat Ki Tilawat Sun Saktey Hain Or Quran App Kay Zariye Hum Ahat Kon Parh Bhi Saktey Hain Ye App Hum Apney Phones Mai Easily Download Kar Saktey Hain Or Wesy Hamein Kuch Jagah Par Quran Ly Kar Janey Mai Mushkilat Peesh Ati Hain Tu Hum Is Quran App Ko Use Kar Saktey Hain Or Ye Phone Kay Andar Install Hoti Hai Or Ye Offline Or Online Versions Mai Mojood Hai . Is App Kay Zariye Hum Quran Pak Ki Tilawat Roz Sun Saktey Hain Or Agr Hum Is Quran Say Deeni Tarjamah Bhi Sunana Chahtey Hain Tu Is App Mai Us Ka Bhi Option Mojood Hota Hai Hum Wo Bhi Sun Saktey Hain . Quran App Ko Hum Kise Bhi Languages Mai Istamal Kar Saktey Hain Ye App 15 Different Languages Mai Ati Hai Jo Keh Muslims Or Non Muslims Dono Kay Liye Hoti Hai Duniyah Mai Koi Bhi Is App Say Faida Utha Sakta Hai. Ye App MP3 Format Ka Istamal Karti Hai Apni Tilawat Or Translations Kay Liye. Is App Ka Ye Faida Hai Keh Hum Isey Kise Bhi Platform Mai Download Kar Kay Install Kar Saktey Hain Jin Mia PCS Yani Computers , Laptops , Phones Or Tablets Shamil Hain. Agr Hamein Quran Pak Say Muhabat Hai Tu Hum Digital Quran Ka Bhi Istamal Kar Saktey HainIs Quaran Mai Digital Ahat Coat Howi Hoti Hain Jin Par Pen Read Kar Kay Us Ahat Ki Tilawat Shuro Kar Deta Hai Us Pen Mai Aik In Built Speaker Ata Hai Jis Ki Madad Say Quran Ki Tilawat Hum Sun Saktey Hain.Quran App Kay Koi Bhi Nuqsanat Nhi Hain Agr Baat Ki Jaye Tu Quran Ko Bura Balah Kehney Waly Zaida Tar Non Muslims Hotey Hain Or Jesy Keh Ap Jantey Hain Keh Qauran AIk Deeni Or Islami Qitab Hai Jis Mai Har Cheez Ko Bareeki Say Bayan Kiya Gaya Hai Is Kay Bawajood Non Muslims Quran Ko Accept Nhi Kartey. Quran Ko Bhut Zaida Bura Balah Kaha Jata Hai America Or Europe Mai Koun Keh Wahan Zaida Log Non Muslims Rehtey Hain Jin Ka Koi Bhi Aeman Nhi Hota Hamein Chahiye Keh Quran Ki Roz Tilaqat Karein Or Apni Knowledge Mai Izafa Karein Takeh Hum Apni Aney Wali Nasloun Ko Acha Or Taleemat Say Barpoor Dekh Sakein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                      ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                      🔶Topic name: QURAN APP

                      🔸INTRODUCTION :

                      """ QURAN APP """
                      Dear friends Humara aj ka Review Quran app pe mabni hai.
                      Quran Pak par bohat c apps play store par available hain jisy ham apny mobile me install kar skty hain or Quran Pak parh skty hain.

                      Quran app K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                      🔸ADVANTAGES OF QURAN APP ✅:
                      Quran app K bht se advantages hain.
                      Quran app sy ham kisi bhi waqt Parh skty hain. Agar ham bus , car ya train me traveling kar rahy ho to ham us duran bhi Quran Pak parh skty hai . Sometime ham Quran ko sath nahi ly ja skty to Ham Quran app sy parh skty hain. Sometime hamy kbhi Quran k hawala ki zaroorat hoti hai or us waqt hamary paas Quran available na ho to ham Quran app sy dekh skty hain.

                      🔸DISADVANTAGES OF QURAN APP ❌:
                      Quran app K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                      Quran app bohat sari hain or hamy ye nhi pta kn si app bilkul theek hai yani jis me koi galti wagera na ho to ho skta hai kisi app me khi koi galti ho or ham usy wesy hi parhty rahy to is sy gunah ho ga.

                      ♻CONCLUSION
                      Is topic me hum ne Quran app Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k Quran app ka bohat faida hai lekin hamy usy install karny sy phly kisi sy confirm kar lena chahye k wo app theek hai k nahi taky ham galti sy bach sky.


                      THANK YOU 👍
                      • #12 Collapse

                        Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                        Quran app hr mobil mn aj Kal paid jati hy qk zeyada tr logon k pas time nahn hota bus jitna ho sakta h jub time milta h mobil jeeb sa nikala r parhna shoro kr detay hn aik tarha tu ya bhot acha hay ap jub dakhain ap free hn tu esko jeeb sa nikala in fazool chezon sa bhayat h ap quran app sa quran ki tilawat shoro kr dn es sa zeyada sa zeyada sawab basil hl ga r ap fazulayay sa b bachay rahay hey mn tu hr kisi ko suggest kron ga k quran app lazmi install krain r apna zeyada time quran parhany mn lagain r ya app reminder b laga leti hi rat ko reminder laga k rakhain ya remind kray gi ap na tilawat krni hay tu esko nikal k shoro krain.
                        Disadvantage
                        Ya hain k ap esko mobil mn rakhaty hn sath songs vedioes b rakhaty hn jo k bilkul b theak nahn h ya tu quran rakhain mobil mn warna na rakhain ghr or parh ln
                        • #13 Collapse

                          Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                          Quran app ap parhnay k liay use kartay hein reason aurpreceptm quarter of pinnaclerate hoga iskaKoipata nahin hain.Un ky mindsmein steady buying and promoting hktihai kyn kyunky payments bhtbaryhoty hain. Aur un pe 10 se20 charge earnings agar affirmmil jaye tobht zLeteHain Tovah Jyada kam Aate Hain agar aap bothering Meinacche seacche profitsKamanaChahteHain To uske t iy unusualexchangemarketplaceme newya antique vendor hain un kayliey industrial middleme fashion trade honykaaiktarika charge karnaylaga ho ap dekhay kayindustrial middle aikup fashion me ja rehi haorpinnacle trendy osnay ja karmukhalif me aik aisi mild banadi hain jisme 4 se5choti child flameosbari bearsh mild meagai hain waha trendypurchaser kapresure khatam hogaya ha or belly muscle industrial middleserviceprovider kaycontrool me agai ha isi tarahidentical enhance meha* yeh aik chargemotion layout trade stragety hai is kasuccessratiointehai zada ha nisbatun kay jo pointer kayzariey fashion trade honayka pata chalaty hain aurkiessenat hoya industrial middle fashioninversionmotionko steady karna ho to es key leyham specialised evaluationworksof artwork ko dismiss nahikarsakty hello, quick timespanki buying andpromoting keylaur industrial middle evaluation apky earnings kiasalwaja hotihyagar ap specialised evaluation sy supprtaur competition ka concept lgaa okayapniSL aur TPvivaciouskr very well alternate open krty fledgling toapko zaada taryahipossibilitieshoty bird OK earnings hogaisleay specialised evaluation lazmi krenalter aap kabhi bhikacommercial middle kadraw krty hn aur hmwahancandle defineko appearance into krtehuey vital 2 breakgar Ham industrial middle meinmakeventureskarkeinterchange laga ho sakta hai pokeHam buying and promoting kartehainindustrial middle ke evaluation bahutzaruri hain agaraap phir aap buying
                          • #14 Collapse

                            Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                            Introduction: Quran mobile application android mobile key ley available hay jes ko google play store se download kia ja sakta hay agar ham es app key size ki bat karen to es key ley 50 mb internal storage ki zarorat hoti hay jo key basani hi play store se download ho jati hay aur installation key bad es key ley mobile data ki zarorat nahi hoti hay,

                            Advantages: 1. ye bahot hi small size ki application hay jo key bahot short time me download aur install ho sakti hay,
                            2. Es mobile application me azan, quran, prayer times, qibla direction ki sahulat available hoti hay es app ko agar install kia jaye to internet key help se ham kesi be esi jaga par agar majood ho jaha par ham ne nimaz ada karni ho aur hamy qibla ki direction ki maloomat na ho to es app se ham qibla key direction ko asani se determine kar sakty hey, es app me nimaz ka tareeqa be hota hay jes ki waja se ham agar nimaz me ghaltia kar rahy hoty hey to es app ka faida hamy ye ho jata hay key ham apni ghaltiu ko teek kar sakty hey, es app ko agar quran read karny key ley use kia jaye to es key ley internet ka hona zarori nahi magar jab ham other options use karen gey to es key ley internet ka hona zarori hay,

                            Disadvantages: Holy Quran mobile application use karny key aur es ko install karny ka koi 1 be disadvantage nahi jes par bat ki jaye ye app har tarha se hamy faida deta hay aur hamy Islam se related har achi information provide kar sakta hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mera ye review Quran App par mabni hy

                              play shop primary abhe aik Quran app launch howe hae jis most important pora Quran pak hae jis ke bahut se faide hain or is ka sab se bara faida yeh hota hae ke hum isko kisi bhe time Quran examine kar sakte hain to is liye yeh bahut he faide mand hota hae to bas is ke liye hamen bhe cahiye ke hum is most important isko sahe tarah se use karna cahiye take hum is foremost kam kar saken to is liye yeh standard hamare faida mand hota hae or isko examine karne se hamen bahut faida milta hae hamen sawab bhe milta hae to is liye yeh aik bahut agony bat hae ab hum quran pak ko apne cellular foremost he kahen bhe study out kar sakte hain to yeh hamare liye bahut bara supply hae sawab ka hum kisi bhe time agar free hn to hum is se faida hasil kar sakte hain to is liye yeh aik utility bahut suffering hae is ke sirf sirf faide he faide hain is ke koi bhe nuqsan nhe hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is principal sahe tarah se kam kara karen take hum is important se kuch hasil kar saken or hamen is predominant Quran pak ko is app se study karna cahiye is ka hamne sab se bara side yeh milta hae ke hum kisi bhe jaga par Quran pak ko examine kar sakte hain to bas hamen cahiye ke hum is app ko apne cellular principal install kar len ior is se faida hasil karte rahen is ke liye hamen is ko launch kar lena cahiye hum jitna sahe tarah se is fundamental kam karte hain to hum is predominant utna he faida hasil kar jate hain to yeh basic hamare liye bahut he faida mand hota hae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X