Assala O Alikum dosto, good morning. Umeed hy sab kheriyat dy hongy, dosto mera ye review Quran App par mabni hy jesa k aap sab ko pata hy k aajkal taqreban har bandy k paas android ya apple wala phone zaroor hota hy, koi aisa banda nahi hoga yaa buhat kam hongy jis k paas smart phone nahi hoga, to dosto smart phone aik aisa cheez hy jis nai kai kaam asan kiye hain, buhat saary kaam ausy thy jo physically karna parta tha yaa jaana parta tha us kaam k liye to abhi vo kaam aap baghair kisi physical involvement k aap kar sakty ho apny mobile sy, bilkul isi tara ab taqreban saary loug apni asaniyon k liye Quran majeed ke tilawat karny k liye apps he use karty hain, simply play store sy download karty hain aur pir usi main tilawat Kalam Pak karty hain, na kisi masjid main jaaty hain naa ghar main utt k Quran utaty hain, Q k ab mobile to vesy B har bandy k paas hoty hain to direct app main chalyy jaaty hain with in seconds aur tilawat shuro kar det hain. Chahy din ho yaa raat timing ka koi masla nahi rehta har waqt banda tilawat kar sakta hy. Lekin ab chonky Quran aik muqaddas kitab hy musalmanoon k liyr to iska Adad B karna hy to isliye him par B kuch zimadariyan lagoo hoti hy agar hamary mbl main Quran app ho to.
Faidy:
1) sab sy barra faida ye hy k aap agar uzzo main ho aur aap k pass mobile main charge ho to aap kah8n B kisi B waqt tilawat kar sakty ho, chahy din ho yaa raat, safar main ho yaa ghar main aap asaani k sath baghair rukawat k tilawat kar sakty ho.
2) doosra fiada ye hy k aksar banda bhool jata hy Quran pak main k kahan tak mainy kal yaa paraoon tilawat kiya tha kahan tak nahi to app main aisa nahi hota aap jab B open karty hain to exactly wahan sy shuro hojata hy jahan tak aap ny parra ho.
3) theesra faida iska ye hy k Quran main aap sirf aik waqt he tilawat kar sakty ho aur app main aap kisi B waqt tilawat kar sakty ho.
Nuqsanat:
Iska sab sy barra nuqsan ye hy k ismain be qadri hoti hy, jo banda Quran majeed ke tilawat karta hy aur jo adab aur qadar karty hai nvo app main nahi kar sakta.
Doosra nuqsan ye hy k insan app k ssth aadi ho jaye to real Quran ko pir chorr dety hain ho tek nahi.
Theesra nuqsan ye hy k apps buhat zyada available hain to trust nahi kiya jaa salta har app par.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим