Ye Review " PUBG " Par Mubni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " PUBG " Par Mubni Hai
    PUBG Ko ( Player Unknown's Battlegrounds ) Kay Naam Say Bhi Jana Jata Hai Or Ye Iska Full Name Hai Ye Aik Bhut Hi Famous Game Hai World Ki. Ye Game Develop Or Publish Ki Gayi Thi PUBG Corporation Ki Tarh Say Jis Mai Aik Subsidiary Bhi Shamil Thi Or Wo Aik Bhut Hi Famous South Korean Video Game Company Thi Jis Ka Naam Tha ( Bluehole ) . Ye Aik Bhut Hi Achi Game Hai Jise Develop Karney Mai Bhut Time Laga Or Is Game Kay Directors Or Deegar Staff Ya Members Nay Bhut Mehnat Kay Bad Ye Game Develop Ki Thi Ye Aik PUBG Corporation Nay Develop Ki Thi Jin Mai Game Bananey Waloun Members Shamil Hain Jin Mai Directors , Producers , Designers , Artists Or Composers Shamil Thy In Sab Nay Mil Kar Ye Aik Bhut Hi Achi Game Develop Ki Thi PUBG Corporation Mai 2 Directors Working Kar Rahy Thy Or Wo 2 Log ( Brendan Greene Or Jang Tae-seok ) Kay Naam Say Janey Jatey Hain Or Is Game Main Or Bhi Bhut Say Staff Mai Bhut Achi Mehnat KI Thi Khass Kar In Game Kay Producers Nay Is Game Ko Bananey Mai 1 Producer Shamil Tha Jo Kim Chang-han Kay Naam Say Jana Jata Tha Or Is Game Ko Design Karney Mai Bhi Bhut Time Or Mehnat Lagi Thi Is KaamKo Anjam Deney Kay Liye Expert Designers Shamil Thy Jin Mai Brendan Greene Ka Naam Tha Is Game Ko Design Karney Mai. Is Game Mai Sounds Effects Ka Work Jang Tae-seok Nay Kiya Tha Jo Keh Aik Artist Bhi Hain Is Game Ko Compose Karney Kay Liye PUBG Corporation Nay Tom Salta Ko Hire Kiya Tha Jo Apni Skills Ka Output Dy Sakey Or Achi Performance Dy Sakey. PUBG Game December 20, 2017 Mai Release Ki Gayi Thi Sirf Microsoft Windows Kay Liye Or Kuch Hi Arsey Bad Ye Game Consoles Or Mobile Gamers Kay Liye Bhi Release Kar Di Gayi Thi.


    Advantages


    PUBG Aik Bhut Hi Achi Game Hai Jis Say Bhut Say Log Apna Career Bhi Bana Saktey Hain Khass Kar Wo Log Jo Gamers Hotey Hain Or Unhein Kuch Different Karney Ka Shook Hota Hai Ye Game Aik Multiplayer Game Hai Jis Mia Aik Time Par 1 Ya 2 Say Zaida Log Game Khel Saktey Hain Or Is Game Ko Experience Hasil Kar Saktey Hain. Ye Game Aik Battle Royale Game Hai Jo Keh Action Gamers Kay Liye Bhut Faida Sabit Ho Sakti Hai Jo Log Fighting Pasand Kartey Hain Ye Game Un Gamers Kay Liye Best Hai. Is Game Ko Play Karney Say Hum Gaming Experience Hasil Kar Saktey Hain Or Apni Gaming Skills Ko Behtar Say Behtar Bana Saktey Hain Is Game Mai Voice Chat Option Bhi Hia Jis Say Hum Game Kheltey Time Boor Nhi Houn Gy Or Conversation Kar Saktey Hain Is Game Ka Faida Ye Bhi Hai Keh Is Game Mai Aik Trah Ka Interface Nhi ainIs Game Mai Differents Maps Hain Or Levels Jis Say Gamers Kabhi Bhi Boor Nhi Hotey Or Achi Gaming Kartey Hain Is Game Mai Seasons Hotey Hain Jin Mai Hamara Game Player Different Sites Ko Visit Kar Sakta Hai Jis Mai Snowy Areas Bhi Hain Or Ground Fields Bhi Hian Is Game Mai Hamein Levels Win Kar Kay Chicken Dinner Karna Hota Hai. Ye Game Har Platform Kay Liye Banayi Gyi Hai Jis Mai PlayStation 4 Say Ly Kar Xbox Mai YeUse oti Hai Yahan Tak Keh Ye Mobiles Mai Bhi AIk Game Application Ki Trah Agayi Hai Us Application Ko PUBG Mobile Bhi Kaha Jata Hai. Is Game Kay Graphics Bhut Achy Hain Jis Say Hamein Real Life Game Experience Milta Hai. Is Game Ko Khelney Say Hum Apna Account Acha Bana Kar Yani Top Level Ka Bana Kar Isey Achi Price Par Kise Ko Sell Bhi Kar Saktey Hain Jis Say Hamein Bhut Achi Amount Bhi Mil Jaye Gi.


    Disadvantages


    Ye Game Childs Kay Liye Especially Bhut Nuqsan Deh Hai Koun Keh Is Game Mai Sab Fighting Scenes Hotey Hain Tu Kuch Childs Isey Attract Ho Kar Yani Addict Ho Jatey Hain Is Game Kay Sath Or Wo Bhi Phir Real Life Mai Fighting Karney Ka Sochtey Hain Jis Nay Bachey Aik Dosrey Kay Sath Fight Kartey Hain Jo Keh Soceity Kay Liye Achi Baat Nhi Hai. PUBG Game Ka Aik Or Bhut Bara Nuqsan Ye Hai Keh Is Mai Hamein Kuch Features Buy Karney Partey Hain Jesy Keh Royal Pass Wagheira Tu Kuch Log Is Game Say Itna Attracted Hotey Hain Wo Log Isey But Kartey Hain Or Aoney Peesy Fazool Zaya Kartey Hain Or Is Game Ka Aik Or Ye Nuqsan Ye Hai Keh Ye Kise Low End Phone Par Nhi Run Karti Agr Karti Bhi Ho Tu Bhut Slow Karti Hai Jis Ki Wajah Say Game Kay Frames Mai Lag Atey Hain Or Gaming Experience Bhi Kharab Hota Hai Or Ye Game Bhut Zaida Storage Space Mangti Hai Run Honey Kay Liye Jis Say Hamarey Phone Ki Performance MaI Bhi Farq A Jata Hai Or Slow Run Hota Hai PUBG Ka Computer Setup Size 18.3 GB Mai Jo Keh Bhut Zaida Storage Hai Game Computer Kay Liye Or Iska Mobile Phone Version 2.3 GB Ka Hai Jo Keh Phone KI Performance Ko Slow Karney Mai Bhut Important Role Ada Karta Hai Ye Game Agr Childs Na Play Karein Tu Bhut Hi Achi Baat Hai Koun Keh Ye Game 18 Say Above Kay Liye Banayi Gyi Hai. Agr Hamein Is Game Ko Run Karna Hai Achi High Profile Settings Py Tu Hamein Bhut Aik Acha Gaming PC Ya Aik Flagship Phone Device Buy Karna Parey Ga.

    Click image for larger version

Name:	capture_20190817151607.jpg
Views:	1
Size:	462.9 کلوبائٹ
ID:	12467545




    Click image for larger version

Name:	images (43).jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12467546



    Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-18T001459.764.jpg
Views:	1
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12467547

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

    yeh aik game aye hae jo ke bahut he zayada logon ko is ne pareshan kiya hae is ke waja se kafi logon ke sath masail bhe howe hain is main logon ko nend ka bhe hosah nhe tah is game ke waja se lakin pechle kuch dino main yeh banned howe the lakin phir ab un banned ho gya hae lakin is ke overall bahut sare nuqsanat hae sab se pehle to yehtotal waste of time hae is se apko kuch bhe hasil nhe hota hae us ke bad logon ne isko bahut he zayada serious le liya tah wo apne ghar walon ko bhe time nhe de pa rahe the to bas is waja se hamen cahiye ke hum ese fazool kamon se bachne ke koshish kara karen take hum is main kamayb ho saken hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate hain hum is main se kuch na kuch to hum gain kar he jate hain to bas hamen is main apne kam ko bhe focus main sahe tarah se rakhna ho ga jitna zayada hum is main acha kam kar jate hain hum is main utna he kuch gain kar jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam karna cahiye take hum yahan se kuch na kuch gain kar aken bas tab he to hum is main kamayb ho jaen ge agar hum is main dil se kam karen ge to to bas ab yeh game baqi cuntries main bhe bnned ho chuke hae like india main
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

      ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

      💠Topic name : PUBG

      🔹INTRODUCTION :

      """ PUBG MOBILE """
      Dear friends Humara aj ka Review PUBG pe mabni hai. PUBG Aj kal bht khaili janay wali game hai. PUBG (player's unknown battlegrounds) ko Mar, 19, 2018 me tencent game waloon ne released Kia tha. PUBG ka version 1.0.0 hai but ye android 5.1.1 Aur 2 GB memory wali device require kerti hai. PUBG almost 1M+ log Khail rahay hain. PUBG aik fighting wali game hai.

      PUBG K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

      🔹ADVANTAGES OF PUBG ✅:
      PUBG K bht se advantages hain.
      PUBG aik multi tasking game hai jis se players ko bht seehknay ko Milta hai. PUBG aik aysi game hai jisay aik time me 4 friends mill k khail saktay hain is k elawa separate bhi khail saktay hain matlb K ye multi-player game hai. PUBG game me daily events Aur challenges monthly update hotay hain tu players ko new tricks seehknay ko miltay hain. Is k elawa PUBG me different seasons aatay hain.

      🔹DISADVANTAGES OF PUBG ❌:
      PUBG K jese advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
      PUBG aik fighting wali game hain jis me log serious me bhi fighting kernay lag jatay hain. Aur bht zeyada fighting wali game khail K log mentally disturb hotay hain. Is ka Aik Aur disadvantage ye hai k ye game her mobile me nai khaili jati is k Achhi device Aur Achhi memory wali mobile require hai.


      ♻CONCLUSION
      Is topic me hum ne PUBG Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k PUBG aik fighting game hai is se skill K sath sath is k zeyada use se insan depression me jata hai. Is liay Agr game khaili jaye tu is ko Itna serious na lia jaye.

      THANK YOU 👍
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

        Assalamu Alaikum guys welcome back ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge the guys abhi Hamara Jo topic hai vah bahut hi interesting topic hai joke aajkal ke
        Zamane aur Puri world mein bahut bahut hi famous Sudha game ke bare mein hai Jiska Naam Hai pubg ...To guys ye ek aisi game hai jo k poori world mai bahut hi famous
        ho chuki hai ye ek aisi game hai jis k baare mai har koi jaanta hai to guys abhi ham is game k advantages aur disadvantages k baare mai jaane ge....
        Advantages:
        Guys pubg game k kaafi sare fawaid hai yaani k is ki waja se bahut saare log online game chala kr kaafi paise kamaa rhe hai hai aur to aur pubg pr ziadaa tr log paise
        kharch bhi kr rhe hai is se log kaafi paise kamaa bhi rhe hai to guys agr pubg k players achhe se is ki videos bana kr upload kr de social media pr to is se bhi paise kamaye
        jaa sakte hai to guys ab ham pubg k disadvantages k baare mai jaane ge...
        Disadvantages:
        To guys pubg k nuqsaanat bhi hi wo ye hain k bahut saare log is pr kaafi der tak lage rehte hai jis ki waja se wo kisi ki baat ki tarf tawajja nhi dete aur ziadaa der tak game
        khelne se is ki firing ki aawaz kano mai aur dimaagh mai goonjti rehti hai aur is k kaafi ziada nuqsaanat hai jo k chand ek ye the.... To guys is topic mai ham ne pubg k baare
        mai jaana to abhi k liye itna hi agr aap ko mera ye thread achha laga to like zaruur kr dena...
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

          Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Hamara aaj ka review pabji tame apni hai pubg ji aajkal bahut hi khelai jaane wali game Hai pabji player unknown battlegrounds ko Mar 19 2013 Mein Tekken 8 game Walon Ne release ki thi pabji ki verification 10 mein bahut hi Android 1 1 1 aur 2 GB memory wali dawai decor karti hai aur Paap ji almost Jamalo Khyal rahe hain aur pabji ek bahut hi famous ke Ban chuki hai

          Pabji ke Kuchh advantage Aur nuksan Hain Jo Ki Main aapko Roj share karta hun

          Advantage of 5G

          Pabji ke boss se advantage Hai pubdai 1 multi testing game Hai jisse player ke bahut hi sikhne Ko Milta Hai pabji Kaisa game hai jisse ek time mein Char prant Mein Ruke Khel sakte hain Uske alava separate bhi Khel sakte hain aur matlab ke liye multiplayer game hai aur pabji game Mein daily challenge monthly update Hote rahte hain to clear ko new tarike se sikhane Ko Milta Hai Iske alava pabji Mein different experience Aata Hai

          Pabji Jaise advantage Hai vaise hi Kuchh nuksan Bhi Hai pubgy KYC cricketing wali game Hai Jisme khairiyat mein bhi fighting karne lag Jaate Hain aur bahut jyada fight wale game khel Ke Log mentally disturbed Hote rahte hain iska Ek Aur nuksan yah hai ki game aur mobile mein nahin Khela Ja sakti iski acchi device aur acchi memory wali mobile record hoti hai aur is ka nuksan bhi hai ki aajkal bacche game khelte hain aur vah School bhi nahin Jaate aur is game per time waste hota hai jisse unki padhaai Vidya hoti hai aur vah apni study bhi nahin kar paate game Ka nuksan Meri Hai Ki aajkal log kis game per bahut hi focus kar rahi hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

            Assalamualaikum!

            Aj mein apko online multiplayer game jiska naam PUBG hai usky baary main btany ja Raha hun pubg ka full name Player Unknowns Battlegrounds hai ye aj Kal bohat hi popular game hai sir pori dunya main khelo ja rahi hai is ko. Har koi khel Raha hai to chaliye iskay advantages aur Disadvantages par nazar dorhaty Hein .

            Advantages:-
            Pubg aj Kal bohat hi popular multiplayer online game hai Jo pori dunya main Aik acha fame hasil Kar chuki hai isko har khelta hai PUBG ko ham logon Kay entertainment ka zariya bhi keh saktay Hein Jo har koi khel Kar entertain ho sakta hai iskay elawa bhi isky bohat say benefits Hein PUBG kafi youngsters ka future ban chuki hai kaafi youngsters Jo pubg Kay pro player hoty Hein unkay ye future ban chuka hai .isky zariye log earnings bhi Kar rahy Hein PUBG Kay bohat sy tournaments hoty Hein jinko khle Kay achi earnings ki ja sakti Hein pubg ki wajast bahir dollars Pakistan main aa rahy Hein aur Jo log iskay achy players Hein wo bhi popular ho chukay Hein . pubg ko har koi khel sakta hai isy apky phones main install Karny baad khela ja sakta hai pubg ko Ap apny Facebook account Sy connect Kar sakty Hein aur apny dosto Kay sath bhi khel saktay Hein . .

            Disadvantages:-
            Pubg game Kay bohat Sy advantages Hein magar iskay kuch disadvantages bhi Hein aj Kal Kay larky aur bachy apna bohat Sara waqt is game par zaya Kar day Hein jiskoi waja sy unki study disturb ho rahi hai PUBG par ziada time lagany sy nazar yaani ankhon ko bhi nuksan ponchata hai aur ziada dair game khelny su sar main dard bhi shuro ho jata hai isky kuch health par effects Hein magar har kisi par nai hotay isgame ko chalany keliye apko Internet ki zarurat hoti hai is liye Ap Kay paas ja Tak internet nai hoga Ap ye game nai khel sakty pubg keliye apky paas achi quality ka phone hona chaiye jis main achi ram rom aur processor ho taky apka phone par pubg sahi sy chal saky simple phone aur Kam ram ROM waly phone's par pubg nai kheli ja sakti
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

              PUBG (Player Unknown Bettle Ground)Pubg duniya main taizi sy maqbool hony wali game ha. 2018k adad-o-shumar k mutabik is waqt40 crore sy zaid active users hain. Jin main sy taqreeban 8 crore rozana ki bunyaad pr pubg khaltyhain.
              PUBG DEVELOPER

              Is game ko banany wala koi professional game maker nahi balky wo sirf ek web-designer ha. Jiska nam BRENDAN GREENE ha. Is ny yeh game 23 March 2017 ko release ki.Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-22-22-03-47-07.jpg
Views:	1
Size:	233.1 کلوبائٹ
ID:	12333316

              GAMEPLAY

              Yeh ek shooting game ha. Jis ka maqsad ek dusry ko maut k ghat utar kr akhri dam tk survive kr kzinda rehna ha. Is game ko 1, 2 ya phir 4 bandoon k tor pr khaila jata ha game k start main 100bandy plane sy jump kr k mukhtalif jagoon pr uterty hain. Zameen pr uterty waqt un k pas kisikisam ka koi bhi weapon nh hota. Is leye un ki pehli kosish zameen pr uter k weapons ko talashkarna hota ha. Taqy wo mukhalif players ko maut k ghaat utar sakain. Ek aam game pubg kadurania taqreeban 30 mints ka hota ha or game main dil chaspi barqarar rakhny k leye har kuchmints baad map per mojood area kam hota jata ha. Khail k area sy bahir rehny waly players kihealth kam hoti gati ha or ager wo khale k leye muktas karda maqam per nahi jai ga to marny kiwaja sy game sy bahir nikal deya deya jata ha.
              ADVANTAGES

              Pubg ek boht he fast reflexes game ha. Yeh insan ki multing tasking ki ability ko improve karti haor pubg ki sab sy achi baat k hum es ko 4 players yani ek squad k sath khale sakty hain or planingk sath dushman ko mar sakty hain.
              DISADVANTAGES

              Pubg ek extremely voilance game ha. Yeh aj kal nojawan bachoon main addiction ki tarha phailrahi ha. Yeh insan ko boht he buri physical health ki taraf ly ja rahi ha or physical health k sathsath yeh mentaly tor pr bhi buri sabit ho rahi ha.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

                Pubg game me bhi khailti hun har rozz jis say kam ka hoga aurtabhi hao fir hamen se faydanahin Milsakta hai hamen isko samajhna bahut jaruri hai tab hello hamare liyekamyabi hai agar Ham isko nahin samjhe dengeto fir hamare liye Punjabi mumkinnahin Ho payegi isliye hamari koshish honichahie ki Ham isko samjhana ke hamenaasani ke sath samjha bhi mil jaaye aurhamen se aa element haijismein aapity ko examine kar sakte hain pricey jab aap quantity unfold evaluationKarteHain To ismein aap extraordinary vital facts Jaan sakte hain Jabaap marketplace ki motion kojudgement karte hue is associated extraordinary vitalelements aur equipment ko consciousness Karte Hain Toaap marketplace kaVolume be aware karai as an example Jab aap relativestrengthindex indicator ko istemal karte hue yah marketplace Mein dealers ka strain auriske sath bearska strain be aware karte hain aur uskibases according to aap marketplace meindowntrend aur aaptrent se associated differhiJarur consciousness KarteHain as an exampleJab goldaur crudeTo aapiski costs ko without difficulty discover kar sakte hain Kyunkiyah Aisicommodities Hoti Hai jinki foundation according to extraordinary commodities kiki costsvary ho rahihoti hai. Dear jab aap quantity unfold evaluation acche Tarahentire karlete hain to aapko bahut jyada blessings aur blessings Hasil hosakte hain auraapg and selling ke liyeextraordinary promoting quarter and shoppingfor quarter ke naked mein pata chal sakta hai.Aapwithout difficulty buying and selling marketplace ki facts le sakte ho aap ko maloomho sakta hai kitechnically marketplace kabullet educate hai yabearish buddy hai faux breakoutperceive karne ke liye bhi signs use keay jar apk0 first-rate facts offer krta hai apko maloom honachye ky apyahan py is bat ko janty hain ha nhi yeh bahot rely krti hai bat is leay apkhudko best dealer sabit kren aor apni expert abilties ko use krenextraordinary first-rate signs hai lkn aoko aik aingleindicator marlet ky entirephoto kybary ma nhi bta skta hai apko warmakamyabi mil skti hai aor ap kamyab ho skty ho.koibhiember apko achi steerage offer nhi krta agr wo apko tukky py exchange krny kymashvry deta haito apko maloom u9 jana jrah se is important kamkar jate hain ormarketplace ko decide kar sakte hain to bashamen bhe cahiye ke hum is important jitnazayadadil se kam karte hain hamare lihe himmat nheharne cahiye balke hamen cahiye ke hum is importantsahe tarah se pain tarah se kam karna cahiye hum agar is important isko use kartehowe kamkarte hain to is se hamare information important bhe izafa ho ga or humkambhe acha kar saken ge or hamen income bheacha he ho ga tab he to hum is importantkuchna kuch beain tarahse kam kar jate hainfulfillment hasilkarne ke liye hum jitna zayada is important kamkar jate hain hum isimportant kuchna kuch to fulfillment hasilkar lete hain bas hamen himmat nhe harnecahiye hamen is important kam karte
                • #9 Collapse

                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

                    ASLAM O ALAIKUM DEAS ;
                    Yeh review PUBG per mabni hai ;

                    Dears , App sab kesy hein , umeed hai k app sab thek thak hongein . Gee to abb ham batt kerty hein apny ajj k review k bary mein jo k hai PUBG .
                    Introduction ;


                    PUBG MOBILE ;

                    Dear friends Humara aj ka Review PUBG pe mabni hai. PUBG Aj kal bht khaili janay wali game hai. PUBG (player's unknown battlegrounds) ko Mar, 19, 2018 me tencent game waloon ne released Kia tha. PUBG ka version 1.0.0 hai but ye android 5.1.1 Aur 2 GB memory wali device require kerti hai. PUBG almost 1M+ log Khail rahay hain. PUBG aik fighting wali game hai.
                    PUBG Ko ( Player Unknown's Battlegrounds ) Kay Naam Say Bhi Jana Jata Hai Or Ye Iska Full Name Hai Ye Aik Bhut Hi Famous Game Hai World Ki. Ye Game Develop Or Publish Ki Gayi Thi PUBG Corporation Ki Tarh Say Jis Mai Aik Subsidiary Bhi Shamil Thi Or Wo Aik Bhut Hi Famous South Korean Video Game Company Thi Jis Ka Naam Tha ( Bluehole ) . Ye Aik Bhut Hi Achi Game Hai Jise Develop Karney Mai Bhut Time Laga Or Is Game Kay Directors Or Deegar Staff Ya Members Nay Bhut Mehnat Kay Bad Ye Game Develop Ki Thi Ye Aik PUBG Corporation Nay Develop Ki Thi Jin Mai Game Bananey Waloun Members Shamil Hain Jin Mai Directors , Producers , Designers , Artists Or Composers Shamil Thy In Sab Nay Mil Kar Ye Aik Bhut Hi Achi Game Develop Ki Thi PUBG Corporation Mai 2 Directors Working Kar Rahy Thy Or Wo 2 Log ( Brendan Greene Or Jang Tae-seok ) Kay Naam Say Janey Jatey Hain Or Is Game Main Or Bhi Bhut Say Staff Mai Bhut Achi Mehnat KI Thi Khass Kar In Game Kay Producers Nay Is Game Ko Bananey Mai 1 Producer Shamil Tha Jo Kim Chang-han Kay Naam Say Jana Jata Tha Or Is Game Ko Design Karney Mai Bhi Bhut Time Or Mehnat Lagi Thi Is KaamKo Anjam Deney Kay Liye Expert Designers Shamil Thy Jin Mai Brendan Greene Ka Naam Tha Is Game Ko Design Karney Mai. Is Game Mai Sounds Effects Ka Work Jang Tae-seok Nay Kiya Tha Jo Keh Aik Artist Bhi Hain Is Game Ko Compose Karney Kay Liye PUBG Corporation Nay Tom Salta Ko Hire Kiya Tha Jo Apni Skills Ka Output Dy Sakey Or Achi Performance Dy Sakey. PUBG Game December 20, 2017 Mai Release Ki Gayi Thi Sirf Microsoft Windows Kay Liye Or Kuch Hi Arsey Bad Ye Game Consoles Or Mobile Gamers Kay Liye Bhi Release Kar Di Gayi Thi.

                    Advantages;
                    Pubg aj Kal bohat hi popular multiplayer online game hai Jo pori dunya main Aik acha fame hasil Kar chuki hai isko har khelta hai PUBG ko ham logon Kay entertainment ka zariya bhi keh saktay Hein Jo har koi khel Kar entertain ho sakta hai iskay elawa bhi isky bohat say benefits Hein PUBG kafi youngsters ka future ban chuki hai kaafi youngsters Jo pubg Kay pro player hoty Hein unkay ye future ban chuka hai .isky zariye log earnings bhi Kar rahy Hein PUBG Kay bohat sy tournaments hoty Hein jinko khle Kay achi earnings ki ja sakti Hein pubg ki wajast bahir dollars Pakistan main aa rahy Hein aur Jo log iskay achy players Hein wo bhi popular ho chukay Hein . pubg ko har koi khel sakta hai isy apky phones main install Karny baad khela ja sakta hai pubg ko Ap apny Facebook account Sy connect Kar sakty Hein aur apny dosto Kay sath bhi khel saktay Hein .

                    Disadvantages;
                    Pubg game Kay bohat Sy advantages Hein magar iskay kuch disadvantages bhi Hein aj Kal Kay larky aur bachy apna bohat Sara waqt is game par zaya Kar day Hein jiskoi waja sy unki study disturb ho rahi hai PUBG par ziada time lagany sy nazar yaani ankhon ko bhi nuksan ponchata hai aur ziada dair game khelny su sar main dard bhi shuro ho jata hai isky kuch health par effects Hein magar har kisi par nai hotay isgame ko chalany keliye apko Internet ki zarurat hoti hai is liye Ap Kay paas ja Tak internet nai hoga Ap ye game nai khel sakty pubg keliye apky paas achi quality ka phone hona chaiye jis main achi ram rom aur processor ho taky apka phone par pubg sahi sy chal saky simple phone aur Kam ram ROM waly phone's par pubg nai kheli ja sakti .




                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review &quot; PUBG &quot; Par Mubni Hai

                      Assalamu alaikum dear friends Hamara aaj ka review pabji tame apni hai pubg ji aajkal bahut hi khelai jaane wali game Hai pabji player unknown battlegrounds ko Mar 19 2013 Mein Tekken 8 game Walon Ne release ki thi pabji ki verification 10 mein bahut hi Android 1 1 1 aur 2 GB memory wali dawai decor karti hai aur Paap ji almost Jamalo Khyal rahe hain aur pabji ek bahut hi famous ke Ban chuki hai

                      Pabji ke Kuchh advantage Aur nuksan Hain Jo Ki Main aapko Roj share karta hun

                      Advantage of 5G

                      Pabji ke boss se advantage Hai pubdai 1 multi testing game Hai jisse player ke bahut hi sikhne Ko Milta Hai pabji Kaisa game hai jisse ek time mein Char prant Mein Ruke Khel sakte hain Uske alava separate bhi Khel sakte hain aur matlab ke liye multiplayer game hai aur pabji game Mein daily challenge monthly update Hote rahte hain to clear ko new tarike se sikhane Ko Milta Hai Iske alava pabji Mein different experience Aata Hai

                      Pabji Jaise advantage Hai vaise hi Kuchh nuksan Bhi Hai pubgy KYC cricketing wali game Hai Jisme khairiyat mein bhi fighting karne lag Jaate Hain aur bahut jyada fight wale game khel Ke Log mentally disturbed Hote rahte hain iska Ek Aur nuksan yah hai ki game aur mobile mein nahin Khela Ja sakti iski acchi device aur acchi memory wali mobile record hoti hai aur is ka nuksan bhi hai ki aajkal bacche game khelte hain aur vah School bhi nahin Jaate aur is game per time waste hota hai jisse unki padhaai Vidya hoti hai aur vah apni study bhi nahin kar paate game Ka nuksan Meri Hai Ki aajkal log kis game per bahut hi focus kar rahi hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X