PUBG Ko ( Player Unknown's Battlegrounds ) Kay Naam Say Bhi Jana Jata Hai Or Ye Iska Full Name Hai Ye Aik Bhut Hi Famous Game Hai World Ki. Ye Game Develop Or Publish Ki Gayi Thi PUBG Corporation Ki Tarh Say Jis Mai Aik Subsidiary Bhi Shamil Thi Or Wo Aik Bhut Hi Famous South Korean Video Game Company Thi Jis Ka Naam Tha ( Bluehole ) . Ye Aik Bhut Hi Achi Game Hai Jise Develop Karney Mai Bhut Time Laga Or Is Game Kay Directors Or Deegar Staff Ya Members Nay Bhut Mehnat Kay Bad Ye Game Develop Ki Thi Ye Aik PUBG Corporation Nay Develop Ki Thi Jin Mai Game Bananey Waloun Members Shamil Hain Jin Mai Directors , Producers , Designers , Artists Or Composers Shamil Thy In Sab Nay Mil Kar Ye Aik Bhut Hi Achi Game Develop Ki Thi PUBG Corporation Mai 2 Directors Working Kar Rahy Thy Or Wo 2 Log ( Brendan Greene Or Jang Tae-seok ) Kay Naam Say Janey Jatey Hain Or Is Game Main Or Bhi Bhut Say Staff Mai Bhut Achi Mehnat KI Thi Khass Kar In Game Kay Producers Nay Is Game Ko Bananey Mai 1 Producer Shamil Tha Jo Kim Chang-han Kay Naam Say Jana Jata Tha Or Is Game Ko Design Karney Mai Bhi Bhut Time Or Mehnat Lagi Thi Is KaamKo Anjam Deney Kay Liye Expert Designers Shamil Thy Jin Mai Brendan Greene Ka Naam Tha Is Game Ko Design Karney Mai. Is Game Mai Sounds Effects Ka Work Jang Tae-seok Nay Kiya Tha Jo Keh Aik Artist Bhi Hain Is Game Ko Compose Karney Kay Liye PUBG Corporation Nay Tom Salta Ko Hire Kiya Tha Jo Apni Skills Ka Output Dy Sakey Or Achi Performance Dy Sakey. PUBG Game December 20, 2017 Mai Release Ki Gayi Thi Sirf Microsoft Windows Kay Liye Or Kuch Hi Arsey Bad Ye Game Consoles Or Mobile Gamers Kay Liye Bhi Release Kar Di Gayi Thi.
Advantages
PUBG Aik Bhut Hi Achi Game Hai Jis Say Bhut Say Log Apna Career Bhi Bana Saktey Hain Khass Kar Wo Log Jo Gamers Hotey Hain Or Unhein Kuch Different Karney Ka Shook Hota Hai Ye Game Aik Multiplayer Game Hai Jis Mia Aik Time Par 1 Ya 2 Say Zaida Log Game Khel Saktey Hain Or Is Game Ko Experience Hasil Kar Saktey Hain. Ye Game Aik Battle Royale Game Hai Jo Keh Action Gamers Kay Liye Bhut Faida Sabit Ho Sakti Hai Jo Log Fighting Pasand Kartey Hain Ye Game Un Gamers Kay Liye Best Hai. Is Game Ko Play Karney Say Hum Gaming Experience Hasil Kar Saktey Hain Or Apni Gaming Skills Ko Behtar Say Behtar Bana Saktey Hain Is Game Mai Voice Chat Option Bhi Hia Jis Say Hum Game Kheltey Time Boor Nhi Houn Gy Or Conversation Kar Saktey Hain Is Game Ka Faida Ye Bhi Hai Keh Is Game Mai Aik Trah Ka Interface Nhi ainIs Game Mai Differents Maps Hain Or Levels Jis Say Gamers Kabhi Bhi Boor Nhi Hotey Or Achi Gaming Kartey Hain Is Game Mai Seasons Hotey Hain Jin Mai Hamara Game Player Different Sites Ko Visit Kar Sakta Hai Jis Mai Snowy Areas Bhi Hain Or Ground Fields Bhi Hian Is Game Mai Hamein Levels Win Kar Kay Chicken Dinner Karna Hota Hai. Ye Game Har Platform Kay Liye Banayi Gyi Hai Jis Mai PlayStation 4 Say Ly Kar Xbox Mai YeUse oti Hai Yahan Tak Keh Ye Mobiles Mai Bhi AIk Game Application Ki Trah Agayi Hai Us Application Ko PUBG Mobile Bhi Kaha Jata Hai. Is Game Kay Graphics Bhut Achy Hain Jis Say Hamein Real Life Game Experience Milta Hai. Is Game Ko Khelney Say Hum Apna Account Acha Bana Kar Yani Top Level Ka Bana Kar Isey Achi Price Par Kise Ko Sell Bhi Kar Saktey Hain Jis Say Hamein Bhut Achi Amount Bhi Mil Jaye Gi.
Disadvantages
Ye Game Childs Kay Liye Especially Bhut Nuqsan Deh Hai Koun Keh Is Game Mai Sab Fighting Scenes Hotey Hain Tu Kuch Childs Isey Attract Ho Kar Yani Addict Ho Jatey Hain Is Game Kay Sath Or Wo Bhi Phir Real Life Mai Fighting Karney Ka Sochtey Hain Jis Nay Bachey Aik Dosrey Kay Sath Fight Kartey Hain Jo Keh Soceity Kay Liye Achi Baat Nhi Hai. PUBG Game Ka Aik Or Bhut Bara Nuqsan Ye Hai Keh Is Mai Hamein Kuch Features Buy Karney Partey Hain Jesy Keh Royal Pass Wagheira Tu Kuch Log Is Game Say Itna Attracted Hotey Hain Wo Log Isey But Kartey Hain Or Aoney Peesy Fazool Zaya Kartey Hain Or Is Game Ka Aik Or Ye Nuqsan Ye Hai Keh Ye Kise Low End Phone Par Nhi Run Karti Agr Karti Bhi Ho Tu Bhut Slow Karti Hai Jis Ki Wajah Say Game Kay Frames Mai Lag Atey Hain Or Gaming Experience Bhi Kharab Hota Hai Or Ye Game Bhut Zaida Storage Space Mangti Hai Run Honey Kay Liye Jis Say Hamarey Phone Ki Performance MaI Bhi Farq A Jata Hai Or Slow Run Hota Hai PUBG Ka Computer Setup Size 18.3 GB Mai Jo Keh Bhut Zaida Storage Hai Game Computer Kay Liye Or Iska Mobile Phone Version 2.3 GB Ka Hai Jo Keh Phone KI Performance Ko Slow Karney Mai Bhut Important Role Ada Karta Hai Ye Game Agr Childs Na Play Karein Tu Bhut Hi Achi Baat Hai Koun Keh Ye Game 18 Say Above Kay Liye Banayi Gyi Hai. Agr Hamein Is Game Ko Run Karna Hai Achi High Profile Settings Py Tu Hamein Bhut Aik Acha Gaming PC Ya Aik Flagship Phone Device Buy Karna Parey Ga.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим