ye review train main safer karnay par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye review train main safer karnay par mubni hay..
    dear train main safar karnay ka aik khaas apna he maza hay jis main agar ham kisi lambay safar k liye ghar say nikalnay ka sochtay hain to usk liye agar ham kisi achi train ka safar kartay hain to us say haamin bahut saray faiday bhi mil saktay hain aur sath sath hamko is k safar say achi khaasi bachhat bhi ho sakty hay aur agar ham aisa nai akrtay hain to hamko safar k lambay honay say bhi nuksaan hay hamko aisay safar main sab say ziada jo cheez nuksaan daity hay wo hay aik he jagha pay baith kar safar ki thakwat laikin aaj ham is review main train k safar say faiday aur nuksaan k baray main aik achay tareekay say explain kartay hain k hamain train main q safar karna chaye.
    ADVANTAGES;
    dear members train k safar k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi aisi bimari hay jis say ahamra thoray safar k baad ya thori dair k abad chalna lazmi ho jata hay to aisi situations main hamain train k safar say bahut ziada faida hay ham train k safar k douraan washroom ka istemaal kartay huway bhi faida hasil kar saktay hain ham train k safar k douraan chal phir kar apni sehat k khaas khal rakhtay huway bhi faida hasil kar skatay hain train k safr main ham har aik stations main utar kar jo marzi kha pee saktay hain yeh is safar ka sab say barra faida hay ham train k safar k douraan thoray paisay main ziada safar kar saktay hain wo bhi nakal o hamal k sath train k safar k douraan agar haamray pass barth hay to ham is main so kar araam bhi kar saktay hain jo aisi situations main sab say barri sahulat hay.
    DISADVANTAGES;
    dear members jis bhi cheez ka koi khaas ya acha faida hota hay us main koi na koi aisi cheez zarur hoty hay jo hamain nuksaan bhi daity hay is main agar ham train k safar main aik say dusri jagaha pay jatay hain to hamara samaan bhi chori ho sakta hay jisaky chori honay ka koi bhi zimadaaar nai hay agar ham aisi chotty choty batonka khaas sat sath khayl bhi rakhtay hain to hamaisay har aik nuksaan say bach saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

    Asslam o Alaikum Dear friends aj humri guftgu ka section train pay safar krny pay mabni hain dosto yaqeenan as bat ka ap ko ilam tu zurar hoga k train pay safr krny ka kuch apna hi maza hain hum buht zyda enjoy krty hain kuly ho kr Hava dar safe safar krty hain jass main humy washrome or khany peny ki facilities wgara bhi available hoti hain jass pay karaia bhi dusri busss say kam hota hain Mary khayl say jatna por sukn acha safar train ka hota hain shyd atna acha safar koi or ni hota.....
    ADVANTAGES :::::%%%%%
    dosto ap ny zyda tar note kya hoga k train main buht rush hota hain ku k wha safar buht acha hota hain wha hum asani k sth safar krty hain sth enjoy bhi buht krty hain karaia bhi kam hota hain or humy wha har tra ki faculties malti hain Jab k family k lay train ka safar best hain....
    DISADVANTAGES :::::%%%%%
    dear friends agr ap ko ya bat ka ilam ho k train pay jatna safer acha hota hain shyd bura bhi uthna hi hota hain kapry shakl surat dhor matii ho jaty hain train main rush buht hita hain har astaion pay train ruk jati hain phr buht late krva deti hain as say bhatr hain hum log bus pay acha safe safar kry....
    • #3 Collapse

      Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

      Train mein Safar karna hai train Aaj Bhi Pakistan mein Chalti Hai Pakistan mein ek City se dusre city mein jaane ke liye train ka istemal Kiya jata hai lockdown ki vajah se train per Safar karna Manu kar diya gaya tha Kyunki coronavirus Bahut TV se chal raha tha Aur Insaan Ne Jaan Ke Liye dangerous ho gaya tha is vajah se train ka istemal kam kar diya gaya tha lekin Allah Ka shukr Hai Ab coronavirus Bhi kam ho gaya hai aur train ka istemal Dobara shuru ho chuka hai Ham Agar Lahore Se Kisi dusre city mein Safar karna chahte hain ya nahin Agar Ham Lahore se Multan Aana Chahte Hain To Ham train ke safar kar sakte hain Is Tarah Ham Faisalabad se Karachi tak train mein Safar kar sakte hain ya Ne Har sim se dusre city mein jaane ke liye Ham train ka istemal kar sakte hain train mein Safar karne ke liye Hamen ticket kharidne ki jarurat Hoti Hai ticket kharidne ke bad Hamari seat ki booking Ho jaati hai aur ham train per aasani ke sath Safar kar lete hain train per Safar karne ke fayde hi fayde Hain train py safer karne ka koi bhi nuksan nahin hai vaise to Pakistan mein bahut acchi gadiryan Jani ka motorcycle cimaa brothers Bikes istemal hoti hai lekin train mein Safar karne ka Apna hi Maja hai ya best Hai Humne Safar Karna Hai To Hamen train per karna chahie it is best for ever one
      • #4 Collapse

        Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

        Yes dear aapane Ek bahut acchi famous aur important travelling se related Ek platform ko apni review may discuss Kiya Hai jismein Pakistan ke maximum people utilise ho rahe hain aur iski services se bahut jyada satisfied ho rahe hain no doubt Pakistan Ek Aisa country Hai jismein Iske maximum people is service se utilise hote hain aur aapane is Baat Ko note kiya Hoga Pakistan Railway always overcrowded hi Najar aaega ismein Jab aap Kisi city mein travel karna chahte hain to aapko advance ticket per change karna hoti hai aur apni reservation ko complete Karke is per travelling karna Hoti Hai Kyunki iski services as compared to all other channels bahut jyada low rates Mein available Hoti Hai Jiski wajah se maximum people is per travel karne ko prefer Karte Hain.

        Lekin is wale se aapko Ek important problem Mein share karna chahta hun ki yah service Pakistan ke Different cities Mein available Nahin Hai Jiski vajah se Logon Ko Kuchh problems bhi Hoti Hai Lekin jo jo is track ke sath sath cities Aate Hain aur main aap yah services utilise kar sakte hain sometime aapane Dekha Hoga ke service mein bahut Sare damages bhi hui hai jismein bahut Logon ki death Hui jismein Kuchh Aise problem se jo mistake ki vajah Se Hue aur is vajah se bahut jyada nuksan hua.

        Pakistan mein bahut sari Luxury train bhi start kar di gai hai jismein aapko bahut hi comfortable seats aur birth available hoti hai no doubt ya as compared to local train thoda sa expensive hoti hai aur ismein timing ko bhi bahut jyada focus Kiya jata hai jismein aapko apni required destination mein bahut jald pahuncha Diya jata hai ya one of the fastest services hai jo recently Pakistan mein start kar di chuki hai Pakistan is field mein bahut jyada development aur improvement kar raha hai aur Thode time Ki Baat Ham ummid Karte Hain ki ismein bahut jyada development ho jayegi Jiski vajah se a maximum people essay properly utilise Ho Sakenge.
        • #5 Collapse

          Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

          Assalamu Alaikum dosto train par Safar karne ka Apna hi Maja hai Agar aapane abhi tak train mein Safal nahin kiya to aap ek dafa Safar Karke Jarur check Karen FIR Dekhen kya aapko Kitna maja Aata Hai lekin train par Safar karna Jitna maja Aata Hai utna hi Banda kharab bhi Hota Hai Kyunki Agar Raste Mein Kahin barish ho jaaye Tu train mein Pani hi Pani ho jata hai Kyunki aaj kal train ki khidkiyan Itni Khas tarike se band Nahin ho sakti Jiski vajah se Pani andar aa jata hai aur Logon Ko mushkilat Desh hoti hain lekin Fir Bhi enjoy karne ke liye train ka safar bahut maja karta hai aap Puri train mein Kahin Bhi ghoom Phir sakte hain Jidhar Marji jao Koi puchne wala Nahin Hota agar aap bus me Safar kar rahi hun Tu Banda ek hi seat Tak mehdood ho jata hai hai aur Safar Karte Karte Banda thak jata hai Jab ki train mein main aadami Puri train Tak Mehboob Hota Hai hai agar banaa thak bhi Jaaye Tu chal Phir sakta hai aur apni thakawat Dur kar sakta hai aur dusra Ja train Jagah jagah par rukti hai Jiski vajah se vah time bahut jyada Laga Deti Hai aur Manzil Tak pahunchne mein Kafi der lag Jaati Hai train ke fayde bhi hain aur nuksan bhi hain lekin Insan Kisi HAL mein bhi Kuchh Nahin Hai isliye han train per Safar Karen bus me Safar Karen baten to Fir Bhi aapane karni hai lekin train par Safar karna aapko sari Jindagi Yad rahega
          • #6 Collapse

            Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

            HI friends umeed hay kay ap sab tahk hon gay or ya review train main safer karny py mubni hay dosto train main safer karny kay boot zaida faiday hain ap sleeping barth bi mall jata hay or tran ka safer boot hi aram da hota hay or ic main accident ka khatra ni hota hay
            • #7 Collapse

              Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

              Ji bhae.​Train ka safar bhut hi ehm hota hai agar aap ko train mein sfar karny ka mouqa miky to ap ko ek naya experience hota hai har bar aur kuch na kuch naya sekhny ko milta hai. Baqi hr chz k faidy nhqsan sath sth chalty hain..​Wo bhi explain krty hain.
              ADVANTAGES.
              1)Train mein aap lamby safar ba asani kr skty hain.
              2) aap trsin mein so bhi skty hain kyn k sleeping births mojud hoti hain.
              3) Accident ka khtra nahin hota
              4) washroom ki sahulat mojud hoti hai.
              5)Boht se naye logon se waqfiat ban jati hai.
              DISADVANTAGES.
              1)Train mein bhut se buty log mil skty hain jo k aap ka saman chura skty hain.
              2)Train mein washrooms ki sfai zeada nahi hoti.
              3)shor bhut hota hai.
              4)Ap bemar hjaen to doctor ki sahulat nhi hoti.​
              • #8 Collapse

                Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                dear brother aapane Jo review bataya hai yah bahut hi helpful hota hai kyunki Jin areas mein train ka safar karne ki halat maujud hoti hai vahan per Ham agar train par Safar karte hain to hamare pass information honi chahie ki Ham train par kaise Safar kar sakte hain kyunki aajkal bahut hi advance dur a gaya hai aur is time Ham agar prem per Safar karna chahte hain to humko yah baat bata honi chahie ki Ham online booking ke jariye train ki seats book karwa sakte hain iske sath aap agar train per Safar karte hain to aapko yah Bata hone chahie ki aap agar kisi lambe Safar per Jana chahte Hain to vahan per aap gadi per jaenge to aapko Safar karte ho yah bahut thi masala sakta hai yah aap acche tarike se safar ko injoy nahin kar sakte magar jab aap train par Safar karte hain to aapko ismein yah fayda ho jata hai ki aap rest ke liye ye so bhi sakte hain iske sath aapko ismein economy class ke sath sath business class ki bhi Di jaati hai jismein agar aap apni booking karva lete hain to ismein aapko Safar karte hue bahut thi maja aata hai kyunki ismein aapko kafi acchi sahuliyat Di jaati hai Jin se aap fayda utha sakte hain aap agar train per Karachi ke liye ja Rahe Hain to yah ek bahut hi lamba Safar hota hai magar is train main aapko khane peene ki Salah Di jaati hai jisse aapko yah Safar itna jyada lamba mahsus nahin hota aur aap Assamese se yah Safar gujar lete hain ismein aap apni puri family ke sath bhi aasani se Safar kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                  Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic hamar sar discuss kiya hai jo kaise train per travel karne ke liye today jaise aap ko pata hai ki Ham hamen aise mauke ko kabhi bhi gavana nahin chahie life mein se nahin I experience through karne chahie aap ko kafi jyada experience or knowledge hota hai isliye jaise aapko bataya ki har chij ke advantage or disadvantage hote Hain to main aapko advantages or disadvantages aap kaisa shahar karungi..

                  jaise member aap ko pata hai ki train Pacific karna bahut isliye hota hai kyon ke is specific karke Ham kabhi bhi thak nahin sakte kyunki yah ek bahut badi hoti hai aaram ismein isliye sabhi sakte hain yahan per samay bed ki solid manjur hoti hai aur is mein Safar Kar ke Ham kafi ne experience increased karte hain aur jaise aap ko pata hai kaise aapko har EK galat hoti hai jaise khane peene ki washroom vagaira ki bhi jarurat hoti hai is tarah train ka safar ek bahut achcha safar hai aur ismein accident hua kara kabhi Koi 17 nahin hota aap is may easily travel kar sakte hain Bina kisi pareshani ke aapas mein travel kar sakte hain....

                  band member jaise aap ko pata hai ki har chij ke advantages kaisa uske disadvantages bhi jarur hote Hain to jaise aap ko pata hai ki train mein chori Bukhara bahut jyada hoti hai aur isase aapko bahut yad karni padati hai aur jyada log train mein safar ko bhi nahin kar sakte hain to isko har Koi phone nahin kar sakta isliye kafi expensive ho sakta hai aur agar aap train mein bimar ho jaate Hain desh mein aap aur Doctor ki bhi Koi shauk nahin milati is tarah itihaas bahut jyada karni padti hai kyunki yah bahut lamba is ka Safar hota hai...
                  • #10 Collapse

                    Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                    Har kesi ki khowahish yahi hoti hay key wo train me hi safar kary es ki waja ye hay key aajkal agar koi safar mehfooz hay to wo train ka hi safar hay aur koi be esa safar nahi hay jes me ham khud ko mehfooz samaj saken agar by air ham safar karen to es key pehly to akhrajaat etny zeyada hoty hey key ham es ko afford hi nahi kar sakty hey aur es ka safar be mehfooz nahi hota hay, agar ham motorway par bus me ya apni car me safar karny ko tarjeeh den to kesi be tarha se ham es ko be mehfooz safar nahi samaj sakty hey, train ka hi safar esa hay jo sab se hi zeyada mehfooz aur bahot low charges ka hota hay, kesi be city ka ticket buy kia jaye to hamy bahot asani se mil sakta hay aur bahot kam price par hamy mil sakta hay es ki waja ye hay key Pakistan Railway government ka edara hay, agar ham train ki service ki bat karen to hamary ley train me bahot hi facilities aur achi service provide ki jati hay, sab se big advantage ye hota hay key har train me bathroom available hota hay jo key kesi bus me kabi be ye facility nahi mil sakti hay, train har stop par rukti hay jes ki waja se ham kesi be station par utar kar apni zarorat ki cheez le sakty hey, corona virus ki waja se koch time tak Pakistan railways ne har train band kar di ti magar ab per se train chalna start ho gai hey aur ham kesi be city ka pehly ki tarha se safar karny me kamyab ho sakty hey.
                    • #11 Collapse

                      Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                      Train ke safar ka bhi bahut hi good experience hai main khud bhi train mein Safar kiye hai aur mujhe bahut hi achcha mahsus hue hain aur main samajhta hun ki agar mausam theek ho matlab jyada garmi bhi Na Ho aur jyada sardi bhi Na Ho to fir Safar ke liye train bahut hi best hai train ke open window ki vajah se a train bahut hi hawadar hoti hai hai aur is mein Safar karne ka bahut maja aata hai.

                      kuchh din pahle main Karachi se Multan tak train mein Safar kiya hai aur mujhe bahut hi achcha mahsus hua hai Karachi se 4 p.m. ko hamara Safar start hua tha aur raste mein main teen station per train name barekmor lagai thi the aur passengers ne a platform se shopping bhi ki thi train ke safar ko main kafi injoy Kiya aur mujhe train ka safar bahut hi behtar mehsoos hua hai.

                      Advantage:
                      Train ke safar ka sabse positive point train mein hum chal phir sakte hain aur Puri train mein main ghoom FIR kar apni boriyat ko dur kar sakte hain lekin jab Ham bus mein Safar karte Hain to aisa mumkin nahin hota hai aur hamen only wala seat milati hai jis per baithkar humne apna Safar pura karna hota hai lekin train mein Ham easily chal fir bhi sakte hain aur iske alava train mein sone ke liye birth bhi maujud hota hai jis per Ham aaram kar sakte hain yah train mein Safar karne ka ek bahut bada positive point hai.

                      Disadvantage:
                      Train mein Safar karne ka disadvantage train mein main main har bar mein ISI nahin hota hai aur agar Ham garmiyon mein Safar karte Hain 2 train ka safar kafi mushkil hota hai kyunki bahut jyada garmi lagti hai aur agar ham AC wale dabba mein Safar karte Hain to uska kiraya double hota hai isliye yah iska big disadvantage hai aur iske alava apne saman ki ki hifazat karni padati hai kyunki train mein aksar saman chori ho jata hai yah train ke safar ke a 2 negative point hai aur main samajhta hun ke government ko in problem ko solve karna chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                        Salam:
                        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo train ma safer karny ka bara ma ha jese ka ap janty han train ma safer karny ma bohat maza ata aj ham is ky faidy aor nuksanat likha ga umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
                        train ma safer karna ka faidy:
                        train ma safer karny ka bohat faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga train ma safer karna sa haam kuli hawa lagti ha aor train ma safer karny sa koi bhi traffic ka sur nahi hota aor na hi kahi rokna nahi parta ya apko apki manzil tak asani sa pohancha deti ha train ma ham asani sa rest bhi kar sakty han.
                        train ma safar karny ka nuksanat:
                        hawai jahaz ki tarah train ma bhi apna parosiyu ka sath kareeb aor zati hona ki koshish kara kuch karu ma asi nisastan hoti han jin ka samna ak dosra sa hota ha tarin ka agy achanak janwar bhi a sakty han jis sa hama bhi nuksan ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                          Asslamolikum !

                          Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha wo train kay safar kay bary ma ha is jawab ma ham train kay safar par tafseelan bat kary gan is ma hony waly or nuqsanat par bat kary gay to ha start karty han umeed karta ho apko bohat pasand aye ga.

                          Introduction :
                          ya cars any say pehly log trin or bus par he safar kiya karty thy or aj kal cars or new vechiles ma a kar ham train kay safar ko bhool gay han agr ap ko apni life ma kbhi train ma safar karny ka moqa mily to ap ko chayia kbhi isko miss na kary is ko enjoy kery is say ap ko kafi experiance gain hota ha or apko duniya dari ka pta lagta ha or apko nya logo say milny ka moqa milta ha or apko much experience gain hota ha is safar ma apko bohat zada faidy or nuqsanat hoty han jo ma apko btoa ga.

                          faidy :
                          Train ma safar karny kay bohat zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga agr ap train ma pehli dafa safar kar rahy han to apko bohat zada experience gain ho ga or ap ko bohat zada naye logo say milny ko mily ga or apko duniya dari ka kafil ilam ho ga or ap ko bohatmaza aye ga train ka safar to hota he bohat acha ha is ma thori mushklat hoti ha par ya bohat acha hota ha or train ka safar hamesha yadgar rehta ha train kay safar ka sab say bara faida ya hota ha insan boor nahi hota or train ma washroom ki facility bhi majood hoti ha or agr ap ka train ka safar thora lamba ha to ap udar let bhe sakty han seats kay sath berth bani hoti han jaha par ham khulty ho kar so sakty han or ya safar frends kay sath karny ka bohat zada maza ata ha.

                          Nuqsanat :
                          train ma safar karny ma jitny zada faidy han us kay sath us kay kuch nuqsanat bhe han jo ma apky sath share kro ga to ham start karty ahn train kay safar ma apko bohat tang hona hota ha yani apko ticktes lety waqt line ma lagna hota ha or ap ki apny saman ki hifazat achy tariky say karni hoti ha or is a kafi chor bhe phr rahy hoty han jo apky saman ko utha sakty han or is safar ma apko kafi late jana parta ha q kay train har station par rukti ha jis ki wja say apko kafi dushwari ka samna karna parta ha.
                          • #14 Collapse

                            Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                            Assalam walekum doston aaj ka hamara ja review train mein Safar karne per mubny Hy doston train ek bahut hi hi mufti Eid gadi hai jismein Ham ek jagah se dusri jagah bahut hi aasani se Safar kar lete hain aaj Ham iske fayde aur nuksan se aage honge
                            Advantage
                            Train mein Safar karne ke fayde hi fayde hain jaise ke hamen agar kisi e dur dhiraj lakar mein jana ho to hamesha train mein hi Safar karte Hain ismein Ham apna bahut sara saman sath Le ja sakte hain kyunki yah railgadi bahut hi badi aur lambi hoti hai agar hamara Koi marriage sath Ho to use bhi Koi taklif nahin hoti train ka safar bahut hi ramdas Safar hota hai ismein Koi jump nahin lagtetrain hamen dur raja lakhon mein bahut aasani se pahuncha deti hai ismein Ham apna na na is mein Ham jyada lamba Safar ho to khane ki aisi agera bhi sath Le ja sakte hain sabse badi baat train ke andar washroom bhi hota hai jarurat ke waqt Jo bahut aham kirdar Ada karta hai train ke andar sleeping ke liye bhi jagah hoti hai yahan per Ham raat hone per so bhi sakte hain train ke puncture hone ka bhi Koi khatra nahin hota kyon kya iske lohe ke taiyar hote Hain aur uske accident ka bhi bahut kam khatra hota hai kyunki is ka rasta Baki gadiyan se alag hota hai
                            Disadvantage
                            doston rassi chahie jiske fayde Ham uske kuchh Na kuchh nuksan aaj bhi jarur hote Hain ISI tarah train mein hamen apne saman ka khyal rakhna padta hai yahan per hamara saman chori hone ka khatra hota hai dusri baat yah ke Pakistan mein jyadatar train ke a darvaje nahin hote agar Koi baccha darvaje kekro Chala Gaya tu vah bahir bhi gir sakta hai ISI tarah Ham chhoti chhoti chijon ka dhyan rakhen to Ham ine nuksan 8 se Bach sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: ye review train main safer karnay par mubni hay..

                              Doston mein aaj aap kotrain ke safer ke bare mein bata rahi hun Safar ke liye different Zaray istemal hote hain Jis mein bike riksha bus gari aeroplane aur train shamil hai in mein aaj Ham train ke safar ke bare mein baat karenge agar aapane kisi lambe Safar per jana hai hai to train ka safar bahut achcha hai train mein Safar karne ke bahut sare fayde hote Hain jab aap train ka ticket lekar train per sawar hote hain to aapka bahut sare logon se vasta padta hai is tarah aap muthalif logon ko dekhte hain unke rasmo riwaj ko dekhte hain unke labas ko dekhte hain unki language ko dekhte hain vah sare train mein aapke a dost Ban jaate Hain Jo aapke sath apna experience share karte hain apne city ke bare mein batate hain aapane dukh sukh karte Hain u aap ka train ka safar bahut jaldi khatm ho jata hai agar aap kisi acchi train mein Safar karte Hain to aap ka yah Safar bahut enjoyable hoga lekin agar aap local train mein Safar karte Hain to aap ka yah Safar boriyat ka sabab bhi ban sakta hai kyunki local train bahut jyada gandi hoti hai jo bahut lambe Safar wali train hoti hai un mein logo ne khana Pina pakana sab kuchh andar hi kiya hota hai jiski vajah se train mein bahut jyada gand hota hai jo aapko achcha nahin lagta lekin agar aap acchi train mein Safar kar rahi hai 7 sutri train mein Safar kar rahi hai to aapka yah sab per bahut achcha hoga kyunki train lambe Safar ke liye ye bahut best hai ismein paison ki bachat hoti hai aur safar jaldi khatm ho jata hai Pakistan mein train ka safar Koi itna aasan nahin hai is ka pehlyticket Lena FIR uske bad train ka let ho jana ek aam si baat hai jo aapko train ke safar ko muskil banta hai Yu to train ka safar bahut injoy karne wala hota hai lekin agar kabhi aise halat piche a jaaye to train ka safar mshkil peda kar deta hai train ke safar ka maja lene ke liye agar aap ek bogi se dusri bogi mein chale jaate Hain to aapka saman bhi chori hone ho sakta hai yah iska sabse bada nuksan hai aap apne saman ko liye bagair ek jagah se dusri jagah nahin ja sakte train ke safar ka ek maza ya bhi hai ki jab aap kisi local bus mein ja gadi mein Safar karte Hain to aap chal fir nahin sakte lekin ismein aap aaram se jab tak chahy Hain to chal fir bhi sakte hain barth per so bhi sakte hain aur seat per baith bhi sakte hain soo ya aaram de Safar bhi ho sakta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X