dear train main safar karnay ka aik khaas apna he maza hay jis main agar ham kisi lambay safar k liye ghar say nikalnay ka sochtay hain to usk liye agar ham kisi achi train ka safar kartay hain to us say haamin bahut saray faiday bhi mil saktay hain aur sath sath hamko is k safar say achi khaasi bachhat bhi ho sakty hay aur agar ham aisa nai akrtay hain to hamko safar k lambay honay say bhi nuksaan hay hamko aisay safar main sab say ziada jo cheez nuksaan daity hay wo hay aik he jagha pay baith kar safar ki thakwat laikin aaj ham is review main train k safar say faiday aur nuksaan k baray main aik achay tareekay say explain kartay hain k hamain train main q safar karna chaye.
ADVANTAGES;
dear members train k safar k bahut saray faiday hain jin main agar hamain koi aisi bimari hay jis say ahamra thoray safar k baad ya thori dair k abad chalna lazmi ho jata hay to aisi situations main hamain train k safar say bahut ziada faida hay ham train k safar k douraan washroom ka istemaal kartay huway bhi faida hasil kar saktay hain ham train k safar k douraan chal phir kar apni sehat k khaas khal rakhtay huway bhi faida hasil kar skatay hain train k safr main ham har aik stations main utar kar jo marzi kha pee saktay hain yeh is safar ka sab say barra faida hay ham train k safar k douraan thoray paisay main ziada safar kar saktay hain wo bhi nakal o hamal k sath train k safar k douraan agar haamray pass barth hay to ham is main so kar araam bhi kar saktay hain jo aisi situations main sab say barri sahulat hay.
DISADVANTAGES;
dear members jis bhi cheez ka koi khaas ya acha faida hota hay us main koi na koi aisi cheez zarur hoty hay jo hamain nuksaan bhi daity hay is main agar ham train k safar main aik say dusri jagaha pay jatay hain to hamara samaan bhi chori ho sakta hay jisaky chori honay ka koi bhi zimadaaar nai hay agar ham aisi chotty choty batonka khaas sat sath khayl bhi rakhtay hain to hamaisay har aik nuksaan say bach saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим