Ye review "Bachoun k Khail" pe mabni h
Assalam-o-Alaikum
Aaj k review m main aapse bachoun k mann-pasand khailoun k baare m discuss krun ga. Ye wo khail hain jo humare bachpan m b humare favourite hua krte they.
Aaj kal k bachoun ki duniya tou mobile waghera m h. Aur pehle zmaane m jab mobile nhi hua krte the tou bachey apna waqt ache se guzaarne keliye ye khel khela krte they.
Main aap se kjh khailoun k baarey m discuss krun ga kiun k bachoun k khail bht zyaada hain par ye 3 bohot favourite hain sab k.
Gilli danda:
Ye khail assal m gaoun se e ijaad hue aur wahan pr e khele jaate hain. Kiun k is khail keliye bht khulli jgaah chahiye hoti h. Isse tang jgaah m b khail skte hain.
Par is khail se pooora luttf uthaane keliye khulli jgah ka hona zaroori h. Aur ik jgah hisse hum pitch b keh skte hain udher ik chota sa lakeeer jesa garha(khadda ya isse khurri b kehte hain) khoda jaata h.
Is khail mai 2 lakri (wood) k piece hote hain. Aik lamba sa danda(stick) hota h jo k hit(maarne) keliye istemaal hota h. Aur doosra piece(Gilli) chota sa hota.
Isko kjh is trah se bnaaya jaata h k iske corner nok waaley hote hain. Agr hum iske corner pr dandey se zor se maaren tou ye uchal prre.
Aur phir isse uchaalne k baad zor se hit lgaayi jaati h k doooor ja k girrey. Is khail k asoool area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif hote hain. Basic ye khail is trah khela jaata h k.
Gilli ko pehle khurri pe rkha jaata h. Pehle baari krne waala isse neeche uchaal k maarta h aur isse dooor phenkta h. Aur phir dandey ko khurri pe rkh deta h.
Aur doosra bnda Gilli ko phenkta h dandey ki trf agr Gilli Dandey ko lagg jaaye tou baari khattam. Aur agr na lgge tou pehla aadmi Gilli k corner pe maar k uchalta h aur phir isse maar k aur door phenkta h.
Iske paas 3 try hoti hain. Agr is m na uchaal ske tou baaari khattam ho jaati h. Aur agr is urdti hui Gilli ko b koi catch kr le tou baari khattam
Chuppan chuppayi:
Ye khail b gaoun se h aur bachoun se e hai. Ye khel shehr m b khela jaata h. ye khail bohot assan aur mazze ka h. Isme sirf 1 bachey ki baari hoti hai aur baaqi sab ne bass chupnna hota h.
1 bacha apni aankhen bnd kr leta h aur counting krta h 20,50 ya 100 tk jaldi jaldi. Itne m sab chupp jaate hain aur phir ye sab ko dhoondta h.
Is khail m b area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif asool hote hain
Bantey(kanchey):
Ye khail gaoun aur shehr dono m e khela jaata h. Is khail ki bht si qismen hain. Sab se aam waali qism ye k.
Ik gol bda sa daiyra(Circle) bnaaya jaata h. Har bacha apni apni entry deta h. Entry banttey e hote hain.
Aur wo phir sab inne circle m rkh dete hain. Aur phir circle ki side pe kharre ho k apna apna special banta phenkte hain jiska banta circle se bahir mgr circle k sab se qareeb hota h uski pehli baari hoti h. Phir wo bacha apney bantey se nishaana lgaata h aur doosre bantoun ko maarta h. Agr kisi bantey ko lagg jaaye aur wo circle se baahir nikal jaaye tou wo larka isse utha leta h mtlb jeet jaata h aur jo koi bantta na nikaal ske uski baari khattam.

- Gilli Danda
- Chuppan Chupaayi
- Bantey (Kanchey)

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим