Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

No announcement yet.

X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #1 Collapse

Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.
Ye review "Bachoun k Khail" pe mabni h

Assalam-o-Alaikum

Aaj k review m main aapse bachoun k mann-pasand khailoun k baare m discuss krun ga. Ye wo khail hain jo humare bachpan m b humare favourite hua krte they.
Aaj kal k bachoun ki duniya tou mobile waghera m h. Aur pehle zmaane m jab mobile nhi hua krte the tou bachey apna waqt ache se guzaarne keliye ye khel khela krte they.
Main aap se kjh khailoun k baarey m discuss krun ga kiun k bachoun k khail bht zyaada hain par ye 3 bohot favourite hain sab k.
• Gilli Danda
• Chuppan Chupaayi
• Bantey (Kanchey)

Gilli danda:

Click image for larger version

Name:	images (7).jpeg
Views:	1
Size:	29.2 کلوبائٹ
ID:	12469496

Ye khail assal m gaoun se e ijaad hue aur wahan pr e khele jaate hain. Kiun k is khail keliye bht khulli jgaah chahiye hoti h. Isse tang jgaah m b khail skte hain.
Par is khail se pooora luttf uthaane keliye khulli jgah ka hona zaroori h. Aur ik jgah hisse hum pitch b keh skte hain udher ik chota sa lakeeer jesa garha(khadda ya isse khurri b kehte hain) khoda jaata h.
Is khail mai 2 lakri (wood) k piece hote hain. Aik lamba sa danda(stick) hota h jo k hit(maarne) keliye istemaal hota h. Aur doosra piece(Gilli) chota sa hota.
Isko kjh is trah se bnaaya jaata h k iske corner nok waaley hote hain. Agr hum iske corner pr dandey se zor se maaren tou ye uchal prre.
Aur phir isse uchaalne k baad zor se hit lgaayi jaati h k doooor ja k girrey. Is khail k asoool area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif hote hain. Basic ye khail is trah khela jaata h k.
Gilli ko pehle khurri pe rkha jaata h. Pehle baari krne waala isse neeche uchaal k maarta h aur isse dooor phenkta h. Aur phir dandey ko khurri pe rkh deta h.
Aur doosra bnda Gilli ko phenkta h dandey ki trf agr Gilli Dandey ko lagg jaaye tou baari khattam. Aur agr na lgge tou pehla aadmi Gilli k corner pe maar k uchalta h aur phir isse maar k aur door phenkta h.
Iske paas 3 try hoti hain. Agr is m na uchaal ske tou baaari khattam ho jaati h. Aur agr is urdti hui Gilli ko b koi catch kr le tou baari khattam

Chuppan chuppayi:
Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	1
Size:	52.5 کلوبائٹ
ID:	12469497
Ye khail b gaoun se h aur bachoun se e hai. Ye khel shehr m b khela jaata h. ye khail bohot assan aur mazze ka h. Isme sirf 1 bachey ki baari hoti hai aur baaqi sab ne bass chupnna hota h.
1 bacha apni aankhen bnd kr leta h aur counting krta h 20,50 ya 100 tk jaldi jaldi. Itne m sab chupp jaate hain aur phir ye sab ko dhoondta h.
Is khail m b area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif asool hote hain

Bantey(kanchey):
Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	1
Size:	37.8 کلوبائٹ
ID:	12469498Ye khail gaoun aur shehr dono m e khela jaata h. Is khail ki bht si qismen hain. Sab se aam waali qism ye k.
Ik gol bda sa daiyra(Circle) bnaaya jaata h. Har bacha apni apni entry deta h. Entry banttey e hote hain.
Aur wo phir sab inne circle m rkh dete hain. Aur phir circle ki side pe kharre ho k apna apna special banta phenkte hain jiska banta circle se bahir mgr circle k sab se qareeb hota h uski pehli baari hoti h. Phir wo bacha apney bantey se nishaana lgaata h aur doosre bantoun ko maarta h. Agr kisi bantey ko lagg jaaye aur wo circle se baahir nikal jaaye tou wo larka isse utha leta h mtlb jeet jaata h aur jo koi bantta na nikaal ske uski baari khattam.
• InstaForex
• #2 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

dear members , khail hamari sehat klye bht zarori hain . agar ham khelo ki taraf tawajeh den gy to hamari sehat bi bany rhy ge . hamen chahye keh ham apny bachoo ki sehat ki taraf dhian den . aj ke time har banda e masroof hy . koi bi bahoo ki sehat py tawajeh ni dy raha . ek to bahar playgrounds bi ni rahay.aj se pehly agar past me dhken to pehly galiion me bi larky har sham ko khelny me lagy rehty thy .aur playgrounds bi bht ziada thy . in bachoo me larai bi hoti the lakn khelo ki waja se in me sulah bi ho jati th e. inki sehat bi the .yeh school bi jaty thy .time py study bi karty thy laken yeh khelon ki taraf bi tawajeh dety thy.runing karty thy .
Laken aj ke time me bachoo ko sirf pressure me dal kar unhe kaha jata hy keh apne sirf parhna e hy .apne doctor banna hy , apne engineer banna hy . laken koi yeh janny ki kosish ni karta keh is bachy ki kia khawish hy koi iski mental health py tawajeh ni deta . wh din rat to parhta rehta hy laken wh active bacha ni ban sakta kabi . wh apni study se zaheen to ban sakta hy laken wh physicaly fit ni ho pay ga. khel bachoo ki sehat klye bht ziada zarori hain .ab agar koi bacha cricket khelny klye bahar jany lagta hy to uske parents kehty hain keh ghar betho aur study karon. aesa bach aconfident bi ni ho pata apni life me , wh hamesha mayos aur depressed ni rehta . uske andar ke skills andar e mar jaty hain .kyukeh yeh khel hamen moqa dety hain keh ham apny skills ko grow karen .
• #3 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
Yeh review Bachoun k khail par mabni hai ;

Dears , Ajj ka hamara review hai Bachoun k khail .
Introduction ;

khail hamari sehat klye bht zarori hain . agar ham khelo ki taraf tawajeh den gy to hamari sehat bi bany rhy ge . hamen chahye keh ham apny bachoo ki sehat ki taraf dhian den . aj ke time har banda e masroof hy . koi bi bahoo ki sehat py tawajeh ni dy raha . ek to bahar playgrounds bi ni rahay.aj se pehly agar past me dhken to pehly galiion me bi larky har sham ko khelny me lagy rehty thy .aur playgrounds bi bht ziada thy . in bachoo me larai bi hoti the lakn khelo ki waja se in me sulah bi ho jati th e. inki sehat bi the .yeh school bi jaty thy .time py study bi karty thy laken yeh khelon ki taraf bi tawajeh dety thy.runing karty thy .
Laken aj ke time me bachoo ko sirf pressure me dal kar unhe kaha jata hy keh apne sirf parhna e hy .apne doctor banna hy , apne engineer banna hy . laken koi yeh janny ki kosish ni karta keh is bachy ki kia khawish hy koi iski mental health py tawajeh ni deta . wh din rat to parhta rehta hy laken wh active bacha ni ban sakta kabi . wh apni study se zaheen to ban sakta hy laken wh physicaly fit ni ho pay ga. khel bachoo ki sehat klye bht ziada zarori hain .ab agar koi bacha cricket khelny klye bahar jany lagta hy to uske parents kehty hain keh ghar betho aur study karon. aesa bach aconfident bi ni ho pata apni life me , wh hamesha mayos aur depressed ni rehta . uske andar ke skills andar e mar jaty hain .kyukeh yeh khel hamen moqa dety hain keh ham apny skills ko grow karen .
Aaj kal k bachoun ki duniya tou mobile waghera m h. Aur pehle zmaane m jab mobile nhi hua krte the tou bachey apna waqt ache se guzaarne keliye ye khel khela krte they.
Main aap se kjh khailoun k baarey m discuss krun ga kiun k bachoun k khail bht zyaada hain par ye 3 bohot favourite hain sab k.
• Gilli Danda
• Chuppan Chupaayi
• Bantey (Kanchey)

• Gilli danda:

Ye khail assal m gaoun se e ijaad hue aur wahan pr e khele jaate hain. Kiun k is khail keliye bht khulli jgaah chahiye hoti h. Isse tang jgaah m b khail skte hain.
Par is khail se pooora luttf uthaane keliye khulli jgah ka hona zaroori h. Aur ik jgah hisse hum pitch b keh skte hain udher ik chota sa lakeeer jesa garha(khadda ya isse khurri b kehte hain) khoda jaata h.
Is khail mai 2 lakri (wood) k piece hote hain. Aik lamba sa danda(stick) hota h jo k hit(maarne) keliye istemaal hota h. Aur doosra piece(Gilli) chota sa hota.
Isko kjh is trah se bnaaya jaata h k iske corner nok waaley hote hain. Agr hum iske corner pr dandey se zor se maaren tou ye uchal prre.
Aur phir isse uchaalne k baad zor se hit lgaayi jaati h k doooor ja k girrey. Is khail k asoool area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif hote hain. Basic ye khail is trah khela jaata h k.
Gilli ko pehle khurri pe rkha jaata h. Pehle baari krne waala isse neeche uchaal k maarta h aur isse dooor phenkta h. Aur phir dandey ko khurri pe rkh deta h.
Aur doosra bnda Gilli ko phenkta h dandey ki trf agr Gilli Dandey ko lagg jaaye tou baari khattam. Aur agr na lgge tou pehla aadmi Gilli k corner pe maar k uchalta h aur phir isse maar k aur door phenkta h.
Iske paas 3 try hoti hain. Agr is m na uchaal ske tou baaari khattam ho jaati h. Aur agr is urdti hui Gilli ko b koi catch kr le tou baari khattam

Chuppan chuppayi:

Ye khail b gaoun se h aur bachoun se e hai. Ye khel shehr m b khela jaata h. ye khail bohot assan aur mazze ka h. Isme sirf 1 bachey ki baari hoti hai aur baaqi sab ne bass chupnna hota h.
1 bacha apni aankhen bnd kr leta h aur counting krta h 20,50 ya 100 tk jaldi jaldi. Itne m sab chupp jaate hain aur phir ye sab ko dhoondta h.
Is khail m b area(ilaaqey) k hisaab se mukhtalif asool hote hain

Bantey(kanchey):
Ye khail gaoun aur shehr dono m e khela jaata h. Is khail ki bht si qismen hain. Sab se aam waali qism ye k.
Ik gol bda sa daiyra(Circle) bnaaya jaata h. Har bacha apni apni entry deta h. Entry banttey e hote hain.
Aur wo phir sab inne circle m rkh dete hain. Aur phir circle ki side pe kharre ho k apna apna special banta phenkte hain jiska banta circle se bahir mgr circle k sab se qareeb hota h uski pehli baari hoti h. Phir wo bacha apney bantey se nishaana lgaata h aur doosre bantoun ko maarta h. Agr kisi bantey ko lagg jaaye aur wo circle se baahir nikal jaaye tou wo larka isse utha leta h mtlb jeet jaata h aur jo koi bantta na nikaal ske uski baari khattam.
• #4 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

A. oa friends umeed h ap khriat sy hun gy... apko malom h k hm roz new topic p discussion krty hn r apna review pesh krty hn... aj bhi hm Apna point of view is topic p apko btaen gy.. ak ka hmara topic bht hi zyada important hy... aj ka hmara topic bachon k kail py mabni hy..... jesy k apko malom h k hanra topic bht hi zyda important h... isi leay hm is k bary mn ap k sath Advantages and disadvantages share kren gy...

Advantages........

Advantages

friends is k bht sy advantages hn... jesy k apko malom h k Jo bachy games mn rhty hn r games ko pasnd krty hn woh hi sb sy zyada active rhty hn...... kuch parents apna bachon ko is leay khail ki trf le jaty hn a k woh active bhi rhen r unki sehat bhi achi rhy... q k is sy bachon ki sehat achi rhti h.... ap janty hn k bachon ko hmehsaa achy kail ki trf raghib krna cheay... jis sy unki sehat py achy asraat muratab hun... bht sy bachy apni favourite game mn school and colleges k leay bhi khelty bn.... aj kal k bachy game ki trf a bht zyda jaty hn... is k ilawa agr hnary bachy apni gali ya muhally mn bhi koe kail khelty hn to apko un par nazar rakhni cheay ta k woh hmehsa Acha khail khelen..... is k ilawa bachon ko hmesha Bury game sy save rakhna cheay r unko us game ki trf nh jany dena cheay jis sy unki life p koe bhi bura asar par skta ho....

disadvantage

friends is k kuch disadvantages bhi hn. m. ap janty hn k har chez k two sides hoti hn.. har cheez k kuch advantages hoty hn r kuch disadvantages hoty hn... Is k bhi kuch disadvantages hoty hn.... agr apka bachy har time khail ya game mn rhta h to is sy us ka time bhi waste hota hy.. r uski study ka loss bhi hota h r sath time ka loss bhi hota h... umeed h apko hmara aj ka ay reviews pasand aay ga... thanks
• #5 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Assalamu Alaikum Forex friends Karti hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara topic bacchon Ke Khel per mabani hai. Kisi bhi Kishan Ke Khel ki activity aap Jante Hain bacchon ke liye bahut hi Jaruri hoti hai jo bacchon ki body Mein Ek fitness Lekar Aati Hai Hai khel vaise bhi bacche bahut Pasand Karte Hain Kale bacchon ki sehat ke liye bahut jaruri hai agar bacchon ko khelon ki taraf tawajjo De to bacchon Ki sehat Bani Rahegi bacchon ko khelne ki activities main Jarur hissa Lena chahie aaj ke time Mein Har Banda Mas roop rahata hai koi bhi sehat ko active rakhne ki activity Mein Mila 20 Nahin Hota Hamen bacchon ko khelne ki taraf Jarur Dava jode Ne chahie Bahe ground mein khelne ki taraf Mutalik kism Ke Khel activities Khele Jati Hai Jaise ke Gulli Danda chupan chupai cricket match aur Bheem ki activity football Aise Kale joke bahut jyada hi body ko fitness provide Karte Hain football khelne se Nasik running hoti hai bol ke bacchon ki ki running power bhi bahut strong hoti hai hai aaj ke Daur mein jyadatar bacche video games mobile games aur laptop per games khelne mein jyada Tava Jo Dete Hain lekin Hamen unhen Jyada Jo unko activity games Mein karvani chahie Tha ke baccha Har kisam Ke physical fitness main Rahe agar koi baccha cricket match khelne ke liye Jane lagta hai to use parents Kahate Hain ke ghar mein baitho aur study karo Aisa Nahin Hona chahie bacchon ko confident Rakhna chahie bacchon ko apni life mein main activities Mein mashruf Rakhna chahie aur Tak ke bacche Ghar Ke Andar Se Bahar jaen aur khelte Rahen aur aur strong bane
• #6 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Assalamu Alaikum dear Forex member ap ny bahot acha topic share koya hai jo k bahot informative topic hai bachoun k khail k bary main...

Introduction:

Dear member jehsa k ap sb log janty hain k khel sehat k liye bahot zruri hai aur bachy jb tk khelty rehty hain wo healthy aur active rehty hain bachy jb bhi khelna chor dety hain tou bemar hona start ho jaty hain jis ka bachoun ki health py bura asar prhta hai tou dear member agr bachoun ki khel ki iqsam ki bat ki jaye tou bahot c iqsam hai jin.main sy chupan chupai,banty,football,aur chinggi shamil hain jiny bachy bary shoq sy khelty hain...

Advantage:

Dear member bachoun k khelny k bahot sy advantage paye jaty hain bachy khelty huye bahit kush rehty hain aur hamesha bahot active rehty hain jitny bachy khelty hain in kheloun main sb sy zyada bachy chupan chupai aur banty khelna pasand krty hain yeh game zyada tr village main rehny waly bachy khelty hain aur kush hoty hain inka.sb sy bra faida yeh hai k bachy active rehty hain aur apni study main bhi bahot zyada tawaja dety hain aur physically bhi thek rehty hain aur unka mind bhi hmesha fresh rehta hai...

Disadvantage:

Dear member bachoun k khelny k kuch disadvantage bhi paye jaty hain k bahot sy bachy asy hain jo khelny k doran bahit lrai jaghra krty hain jin sy bachoun ko chot bhi lg sakti.hai aur bachy aik 2sry ko nuksan bhi pouncha sakty hain aur city main rehny waly bachoun k pas khelny k liye jaga he km.hoti.hai.jis.sy bachy achi trhan nahi khel.paty aur bahot sy bachy asy hain jo apna bahot zyada time khel main waste kr dety hain aur apni study bhi chor dety hain jis sy unka future strong nahi bn sakta...thanks
• #7 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Asalam o alikum dear member

Introduction..

Dear member apny hmary sath bht zaida acha or intresting topic share Kia ha bacon ka khel ka Bary ma. Bachon ki khel ki bht sari games hoti hain jinh bachy bht shoq sy khelty hain. Ku ka jb bachy games khelty hain tu bht zaida healthy rhaty hain bachy games ko bht e zaida shoq sy khelty hain bht sari games hoti hain jinh bachy khelty hain Jin ma chupan chupai chenji guli danda asi bht c games hain jo k bachy bhot shoq sy khelty hain Jin ma banty wagira b hoty hain jo k Jin ko bachy bht e zaida apny shoq sy khelty hain or In khelon ko bht zaida pasnd Kia jata ha.

Fayde..

Choty bachy bht e zaida khelon ko pasnd krty hain ku ka jb choty bachy games khelty hain tu wo bht e zaida active or healthy rhaty Hain choty bachon ko bht zaida shoq hota ha games khelny ka s wja sy wo Kai zaida games khelty hain Jin ma banty wagira jesi games hoti hain banty Jin ma bht sary bachy AK dsry sy mil Kar khelty hain or is ma is ko khelny ka liye ak kholo jgha chye hoti ha jhan pr is game ko khela jata ha or is k sath AK choty bachon ki game hoti ha chupan chupai Jisy khela jata ha isko bachy bht e zaida shoq sy khelty hain jis ko bht e zaida pasnd Kia jata ha yh sb bachy games zaida tr kholo jgha pr khelty hain or in ma ak game or b hoti ha goli danda yh AK bht e zaida mashor ha sb bachy bht e zaida shoq sy khelty hain ku ka is ko b bht zaida pasnd Kia jata ha is game ko b.. Yh games zaida yr kholi jgha pr khelin jati hain..

Nuqsannat..

Is ma kafi zaida nuqsan b hoty hain in games ko khelny ka kuch bachy is ma bht zaida lrai krdty jis wja sy un ma kafi zaida lrai hjati ha or jo bachy gaon ma rhaty hain wo asani sy yh games khel skty hain lekin jo bachy city ma rhaty hain wo inky pas jgha kam hoti ha wo ni khel skty
• #8 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Yes dear aapane bahut hi perfect aur detailed review Hamare Sath share kiya hai no doubt Jab Ham children ki different games ko properly aur carefully study Karte Hain To usmein Humko different options available hote hain dear jab aap children ki games ko completely ready kar rahe hote hain to ismein aap isko further two major types Mein divide kar sakte hain Jab aap villages Mein children ki games ko study Karte Hain To yah totally different Hoti Hai as compared to cities children's games.

No doubt Jab children apni games ko injoy kar rahe hote hain to ismein vah Kisi bhi Tarah Ki disturbance bardasht Nahin Karte agar aap unko Kisi bhi Tarah disturb Karte Hain To Aisi situation Mein unko bahut jyada taklif hoti hai aur vah aapke against Bhi Ja sakte hain no doubt agar aap children ki proper Parvarish karna chahte hain aur uske sath sath unko physically aur mentally fit Rakhna Chahte Hain to aapko Hamesha yah koshish Karni chahie ki apni children ko 1 Din Mein Ek specific time Jarur unko game Mein spent karvaye otherwise unke Liye educational field me aur uske sath apni society Mein Ek Achcha member Banna difficult ho jaega Kyunki Jab aapke children different games may involve hote hain to usse Unki mental group hoti hai aur uske sath Unki physical fitness be perfect rahti hai.

Faidy :

Dear jab aap children ki different games mein completely aur attentively learning kar rahe hote hain to ismein bahut jyada knowledge aapko mil raha hota hai Kyunki children ki jitni bhi games hoti hai usmein vah apne mental ko use kar rahe hote hain Jiska Jaisa Unki mental growth possible hoti hai aur uske sath sath jitni bhi games Hoti Hai Unmai children ki health fitness bahut jyada important matter aur han hota hai jismein ko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain isliye aapko Koshish Karna chahie ki Jab aap apne children ko time spent karne ke liye Kuchh Aisi games offer Kar Rahe Ho Jisme Unki mental growth aur uske sath body fitness Jarur include Ho.
• #9 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Salam
Ap n hmry sath bahut accha review share kia h jo k bcho k khail p mabni hai ..bchy ghr ki ronak hoty hyn r bahut e pyary hoty ....yh oulad ki shakal m ak nemaatt hoty hyn ..bchy 2kism ki games khelty hyn
1:indoor
3:outdoor
Ak wo games jo bchy ghr k andr khelty hyn r kuch jo ghr k bahar khelty hyn ..

Bcho ki games darj zail hyn
Jo kych mn p a share krna
1:galli dana
2:hath lawnr
3:chupan chupai
4:gogo
5:yassu panju
6:cricket
7:footbal
8:ludo
9:carrom bored
10:saima gaddi ai

Yeh kuch games pakistan 🇵🇰 mn kheli janti hyn r bcho k darmiyaan jagi famous b hyn
Umeed hai apko mera review psnd aya hoga
• #10 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Introduction
Asslama alaikum dear member ap ne hmary sath acha review share kia hai ap ka review bachon ke khail par mabni hai ...bachy Allah talah ki nehmat hoty hen yh Allah ki taraf se maa baap ke liye tohfa hoty hen ....bachy har ghr ki ronaq hoty hen ...bachy mushktalif games khekty hen jis ki wajah se active rehty hwn ...bachon ki different games hoti hwn jo wo apny ghr r bhar ke bachon ke sath khelty hen ....
types of games
Bachy mukhtalif games khelty hen jin me se kuch ke bary me ap logn ke sath information share krti hn ...
gilli danda
chupan chupai
pakran pkrai
cricket
football
Yh sb games esi hen jo har bacha bhtt shok se khelta hai aksar bhar bachy mil ke yh sb games khelty ben ...r ghr me bhii khelty hen ...maa baap bachon ko yh games khelny dety hen in games se bachy active hoty hen r phr har kam asani se kr lety ...bhagny dorny wali fames se bachon k jism sakht hoty hen r body ki achii growth hoti hai .
Advantage
Bachy jo games khelty hen un ke bhtt sary faidy hoty hen me ap logn ke sath share krti hn ...
Aksar bachy bhtt sari games khelty hen jis se active hoty hen ...
bachon ki body ki growth achii hoti hai ...
bhagny dorny se sehat achii hoti ...
jo bhii har kam me agy hoty hen un ki sehat achi hoti hai ...
bachon ko esi games khelni chaiye is se un ki sehat achii hoti hai ...
bachon jb esi games khelty hen to un ki body strong hoti hai r bhtt ziada active ho jaty hen...
disadvantage
In ke kuch nuqsan bhii hem m ap logn ke sath share krti hn ...
aksar bachy bhagny dorny wali games me gir bhii jaty hen r chot lg jati hai ...
aksar mayen bachon ko bhar khelny ni bhejti ke wo gir jyn gy to us se un ki r sehat khrab hoti hai ..
Cricket bachy khelty in se in ko chot bhii kg skti hai ...
• InstaForex
• #11 Collapse

Re: Ye review "Bachoun k khail" par mabni h.

Assalamu Alaikum dear Forex members hammad Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge aapane Hamare se bahut accha topic share Kiya Hai bacchon Ke Liye Khel Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki usse anman Hasi Paida Hoti Hai bacche active hote hain Susti aur Kali Dur hoti hai aur isase bacche sehatmand rahte hain Jab case ke Barat ko bacche Jo sports Nahin Sah Nahin lete Vasu suit rahte hain bacchon Ke Khel ke Ek tarike Hain Nike football gilli danda show 5 Pi cricket brackets khelna ine sab se bacche active rahte hain Kyunki sports unke Jism ko majboot banata hai Iski vajah se vah Apna Har kam jaldi jaldi kar paate Hain Iske bad vah bacche Jo Jyada sports minister Nahin lete vah jyadatar sochte rahte hain bacchon ke khelne se Unmai chhutti Paida hoti hai aur vah Hamesha active rahte hain

Dear Forex members ya to Mera tha aaj ka review abhi Apne reviews arooj share Karen thank you so much

اب آن لائن

Working...
X