yeh review ludo per mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeh review ludo per mabni ha

    Pakistan ki ek bahut hi famous Indoor Game Jisko aap Ludo Kahate Hain bahut jyada famous hai aur Pakistan ke maximum log is game ko Ho apne liye ek perfect time spent karne ka source banate hain yah Ek Aisi game Hai jismein Char member ek hi time per II Khel sakte hain ismein aapko Itni Jyada instrument ki jarurat Nahin Hoti aur aap isliye is game ko samajh aur Khel sakte hain ismein Kuchh rules and regulations hote hain jinko follow karte hue aap is game ko khelne ke sath sath isase enjoyment Hasil kar sakte hain.

    Is game se aapko koi bhi physically benefits Nahin Milta Milke just Ye aapki mental ability ko increase Karti Hai Kyunki Jab aap ismein Khel Rahe hote hain to ismein aap ko completely focus karti hui ya Apne mind ki situation ki Vishesh per Kuchh decision karne Hote Hain Jo aapke liye Ye bahut acche sabit hote hain aur aapko is game Mein win Karva sakte hain iske sath sath Kuchh aapki luck bhi ismein depend kar rahi hoti hai.

    Dear aajkal yah game bahut jyada famous ho chuki hai aur aap isko online Bhi Apne mobile per bhi Khel sakte hain isase pahle aapko yah facility available Nahin Thi lekin current situation mein aap Agar online Kisi member ke sath score kho-kho khelna Chahte Hain To usmein aapko yah facility available ho sakti hai. Isliye agar aap Ludo khelna Pasand Karte Hain To ab aapke liye bahut jyada easy ho gaya hai aur aap isko apne mobile per Bhi Online Puri world mein different members ke sath Khel ke enjoy kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeh review ludo per mabni ha

      Jio Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap Sabhi khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan agar aap Dehat mein rehte hain aur aapka time pass Nahin hota hai to aapko aaj main bahut hi acchi game batana chahta hun jo ki aap minimum do Bande aur Jyada Se Jyada Char Bande iske sath baithkar Khel sakte hain aur uske ko game Ludo Kahate Hain ya Ek bahut hi jyada Kheli jaane wali game hai aur Ludo aap ko aasani ke sath Bajar Mein Se Mil jaati hai aur 50 se 500 Tak jo aap Lena chahte hain ismein aap apna free free time isiliye spend kar sakte hain aur yah Ek Aisi game Hai Jis ko khelne mein bahut jyada maja aata hai aur aapko time ka pata hi nahin chalega aur aap khelte jaaoge aur bus khelte hi jaaoge yah aapko apne ghar mein ghar Walon ke sath bhai ya Kisi bhi Jagah Khel sakte hain bus aapke pass Ludo game aur ek dost Ka Hona jaruri hai fayda aur nuksan per Najar bhi Ham Karte Hain

      Advantage

      Yah aapko Kisi bhi Shop se Assamese ke sath mil sakti hai
      Iski price bhi bahut hi kam hoti hai aur 50 se 500 Tak per ismein aapko complete set Milta Hai jismein Roti Aur Chakkar Shamil Hota Hai
      Isko aap Ram Ke Sath baith ke Khel sakte hain
      Isase bahut hi Achcha Timepass Hota Hai



      Nuksanat

      Is game ke khelne se aapko time ka pata nahin Chalta Hai Jiski vajah se aapka Kuchh kimati time bhi West ho jata hai
      Aur isko khelne ke liye aapke sath Ek Aur member lakh Mein Hona chahie aur aap Akele isliye to nahin kar sakte hain
      Ummid karta hun ki aap isliye make a magic completely Jaan Chuke Honge agar aap khelenge to aapko yakin Nahin maja aaega aur aap game ke khelne Se full enjoy karenge
      Kyunki Aisi game hai jo ke Hamen Hamesha maja hi deti hai aur ham isase enjoy kar sakte hain

      tawajo///

      Isliye bhai mere bhai Hamen chahie ki Ham Ludo ko Jyada Se Jyada Khele Kyon Ke Laddu Aisi game hai jo ke Hamen bahut hi Achcha feel hota hai aur Ludo Aise game hai jo ki Har Ghar Mein voton ki Chalti Hai Mahaveer khelti hai baap bhi khelta hai isliye aapko chahie ki aap log Dhoka Jyada Jyada istemal Karen aur Khele ka ke aap dusri game khel sakte hain Kyon Ke Agar Hum Koi dusri game khelte Hain To uske liye bijali Ka Hona ya mobile Ka Hona jaruri hai lekin yah Aise game hai jo ki aapas Mein Pyar Aur Mohabbat Paida karti hai
      • #18 Collapse

        Re: yeh review ludo per mabni ha

        Aj ka review ludo pe mabni h....
        Introduction:
        ****** Ludo aik bht hi interesting family game h.... Jise log friends, family members, czns wgera free time. Main aksr khelte hain... Or log ise bht hi shok se khelte hain or bht josh or kharosh k sth.... Yh 4 bndun k khel h.... Jisme 4 players hote hain... Iske bht interesting rules hote hain... Yh aik board game h.... Jb bh ap bore horhe houn ap is se kisi bh waqt lutf andoz hoskte hain... Yh aik itni interesting game h jo ap agr khelne bathain to ghntun khelte rhte hain...
        Advantages:
        ************ Aik ludo ka sbse bara faida yh h k yh apki entertainment ka zaria h... Or fun bh h... Jis waqt ap bht bore horhe houn ap khel skte haim... Lockdown k is waqt main ludo bht hi interesting game h jo kisi bh waqt khela ja skta h... Iska sb se bara faida ab to yh h k iski app bh h agr apke friends ka ya czns apke pas nhi rhte ya qareeb nhi rhte to ap app pe bh khel skte haon... Ap ludo k zariye apni family k sth time spend kr skte hain... Yh apki mental disease k risk ko decrease krta h.. Apka blood pressure decrease krdeta h... Yh apka brain development krta h... Or apka immune system acha krta h....

        Disadvantages:
        Yh apke behavior or mental behavior ko bdl deti h... Har waqt ludo khelte rhne se ap dusri activities main dehan nhi de pate or academic performance bh poor hojati h... Is se apki nature lethargic hojati h or ap bethe hi rhte hain or weight bh gain hojata... Kisi bh cheez ki addiction apke dimagh ko kamzor krdeti h usi trh ludo ki addiction bh dimagh ko kamzor krti h...
        • #19 Collapse

          Re: yeh review ludo per mabni ha

          iDear friend ludo a kaise game hai johar koi khelna Pasand ka har Umar ke log ludo khelna like karte hain advantage bahut kam hai .Advantage,,,,,,,,,,,,,,, ludo ka ek advantages bhi hai aap isko gatte se bani ludo par khelte hain to aap apni family ke sath is ludo game ko khel sakte hain ya 4 player our 2player keli jaati hai ludo game khelna jyada mushkil Nahin hota aur aapka time acche tarike se band ho jata hai agar aap apni family ke sath khel rahe hain to aur bhi achcha hai kyunki family ke sath time spend karna aaj ke daur mein bahut mushkil ho gaya hai isliye ghar mein aisi activity ke liye ludo ek acchi game hai mobile per bhi ludo game online kheli jaati hai iske liye aapke pass internet Ka Hona bahut zaruri hai Nahin to aap online ludo Nahin khel sakte ludo game ka advantage hai kya aap play store se se download kar sakte hain aur apni ludo ko injoy kar sakte hain ludo game ke disadvantage per baat karte hain. Disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,, ludo game ka disadvantage hai ismein bahut time waste ho jata hai 4 player game ke liye ye aapki ko 45 minut aakar hote Hain Joker vast ho jaate Hain online ludo game khelne ke liye aapko internet ki jarurat hoti hai jiske liye aapko internet package ki jarurat hoti hai jo package ya Wi-Fi Chala kya rakhe li jaati hai school going bacchon ke liye ludo game koi acchi chij Nahin hai kyunki vah apni study par focus nahin kar paate
          Last edited by ; 14-09-2020, 11:15 PM.
          • #20 Collapse

            Re: yeh review ludo per mabni ha

            dear apne ludo game ke bare mein bahut acchi information share Ki hai ludo ek aisi game hai jisko 2 sa 4 person mil k khilty hain ludo bazdar se easily mil jaati hai ludo ka colour bahut khubsurat hota hai ya red green yellow or blue colour sa mil k bani hoti hai jab aap ladu purchase karte hain to iske sath aapko iska mukmmal saman Diya jata hai ludo ek aisi game hai jab log isko milkar khelte Hain to ismein bahut jyada excitement hoti hai yah ek mentally work hai jo aapko maza deta hai jab aap Bor ho rahe hain aur aapke pass karne ko koi kam Na Ho to aap ludo khel sakte hain jisse aapko time guzrane ka ehsas nahin hoga jab ludo game start hoti hai use waqt log Khushi khushi is ko start karte hain lekin jaise jaise yah game aage jata hai hai shor ki awaaz or excitement Ki awaaz aapko sunai deti Hain ludo mein log bahut cheating karte Hain yah game khelne ka bahut maza aata hai isase insan thodi der ke liye apna Gam bhul jata hai hai uska Sara dhyan ludo pa hota hai yah aisi game hai jisko khelte waqt aapka dhyan apni per kam aur dusron per jyada hota hai agar aapke ghar guest aaye Hain tu ya baith kar khelne wali acchi game hai aap unke sath ludo khelna pasand karte Hain aajkal coronavirus ki vajah se jo halat the bacche ghar mein bore ho rahe the unke liye ludo ek best game tha kyunki vah Ghar se Bahar jakar Koi game nahin khel sakte the ludo khelne ke kuch advantages Hain magar kuchh iske disadvantages bhi hain ludo khelte waqt aapko ehsas nahin hota ki time kaise gujar Gaya jisse aapki kuchh important kam ra jaty hain aur aap ka time waste hota hai ludo aise game hai jisko 1 person nahin khail sakta iske liye isase jyada logon Ka hona jaruri hai ludo ek aisa game hai jisko khelte waqt log hath ka istemal karte hain aajkal coronavirus ki vajah se is baat se Mana Kiya Gaya hai Ki hathon ko ek dusre ke sath Na Milay kyunki Ham bar bar usko hand sapakrty hain to ise khelne ke bad hands ko acchi tarah soap sa wash kry aur isko khelne ki doran apne hands ko aur nose lips or eyes pa na lgny dy or na koe khany peeny ki cheizen khay
            • #21 Collapse

              Re: yeh review ludo per mabni ha

              ludo aik bahut he ache or bahut he interesting game hae jis main hum 2 bande bhe khel sakte hain or 4 bhe to yeh aik bahut he ache game hae is main hamen karna yeh hota hae ke hum apni gotiyon ko dosron se bacha kar apne ghar main le kar ane hote hae agar hum sahe tarah se ache tarah se game ko khelte hain to hum asani se yeh kam bhe kar he jate hain to bas hamen bhe cahiye ke hum ludo ko sahe tarah se is main kam kara karen take hum yahan se kuch na kuch to gain kar he saken ge to bas is main he mehnat karen is main hum jitna ache tarah se kam kar jate hain hum is main ludo main jeet he jate hain aj kal to google play store main kafi sare apps aye howe hain ludo game ke jis ke madad se hum ludo khel sakte ahin duniya main kisi ke sath bhe is main girls bhe hote hain or is main boys bhe hote hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se km kara karen hum jitna zayada is main kam kar jate hain to hum is main kuch hasil kar bhe lete hain to bas mehnat karte rahen ache tarah se kam bhe karte rahen take hum is main success hasil bhe kar saken jitna zayada hum is main kam karte hain to hum is main kamyab ho jaya karte hain bas hamen is main bhe sahe tarah se kam karna ho ga agar hum is main kamayb hona cahte hain to or is main ache tarah se khelan cahte hain to
              • #22 Collapse

                Re: yeh review ludo per mabni ha

                Assalamoalaikum dear member ap ny bahot acha topic share kiya hai ludo game k bary main is game ko hr koi play krna like krta hai especially bachy bry shoq sy khelty hain aur enjoy krty hain.

                Advantage:

                Ludo game k advantage bahot sy hain agr hum bore ho rahy houn tou hum isy kehl k apna time spend kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k yeh hum apni family k sath mil k khel sakty hain is trhan hum easily apni family ko time dy sakty hain mobile games ya computer py game hum akely play krty hain jb k ludo game asi hai k jisy hum mil k khel sakty hain yeh bachy bary shoq sy khelty hain agr bachy bahot shirarti houn wo baz na aty houn tou hamen unko ludo game khelny k liye dy deni chyae tak wo udr busy reh k different kisam ki shirartoun sy bach saken ludo game bhaot famous game hai aur yeh aik enjoyable game hai yeh hr ghr main majoud hai is ka sb sy bra faida yeh hai k isy hum ghr beht k khel sakty hain istrah sy family ko phir koi tention nahi hoti kioun k hum un k samny hoty hain...


                Disadvantage:


                Ludo game k disadvantage yeh dekhny main aye hain k bahot sy log isy khelny k liye shirt lagaty hain rupees ki ya phir kisi bhi qeemti cheez ki jb k shirt haram hai islam main shirt puri na krny py bahot sy log lrai jhagra shuru ho jaty hain jis sy kafi nuksan hota hai...
                • #23 Collapse

                  Re: yeh review ludo per mabni ha

                  INTRODUCE........
                  Asslam o Alaikum friends...
                  Ap sub log janty hain k corna virus ny pori dunia ko apni lapt main lay lia tha us ki waja say Mostly country main wha ki government ny pory mulk main lockdown lagia jesa k pakistan main bhi lagia tha har aik office schol idhry shop krobar sub kuch band ho gia logo srf or srf apny apny ghro tk Madod ho kr rhy gay as surat main orty murd bachy Javan sub log ghro main free beth kr buht zyda Boriyat feel krty thy jas ki waja say sub logo ny ludo game ko buht zyda time pass krny ka zaria bania sub logo ny khoob ludo pay time pass kr k mazy uthy jab k ab tu Moblile par as ka app hain jha pay log online ludo khlty hain.....

                  ADVANTAGES........

                  Ludo dkha jaye tu koi buri game ni hain Jab k ya saf sutri mentoly tor pay kud ko active mind rkny k lay ghr main sub choty bhry girls boys murd orty sub khal skty hain apny free time main hansi mazk gup chup ka buht hi acha zaria hain jass main Chalange laga kr buht acha time pasand kya ja skta hain jo buht kam price main ati hain jas ka koi bhi dusra karcha nuksan ni hain........

                  DISADVANTAGES.........

                  Dear friends ap sub janty hain k ludo srf or srf time pas krny hansi mazk krny mantoly tor pay kud ko fresh rkny k lay bani gie hain bs as k ilwa ya physically koi fida ni deti na hi jasmni tor pay agr as main Java wgra lago gay tu ya ap ki zindgii k lay buht nukn day ban jaye gie as lay as ko srf ir srf time pas smjah kr khala kro na k passy lagny ya jvan wgra nuksan krny k lay.....
                  • #24 Collapse

                    Re: yeh review ludo per mabni ha

                    dear members , sports hamari life klye bht ziada important hoti hain inse hamara mind fresh rehat hy .aur hamari soch bi positive hoti hy .jaisa keh yahan ludo ki bat ho rhe hy me ap logo ko yeh batana chahta hn keh ludo bht acha khel hy . aj ke time m eplaygrounds bi ni rahy aur log apny gharon ki hadd tak qaid ho kar reh gay hain. unhe yeh bi ni pata hota hy kb din ho raha hy aur kb raat ho rhe hy wh bs ek room me qaid apny cell phone me ghum rehty hain . is sorat me ludo ek behtreen option hy entertainmeny klye .agar ham khud ko enterntain karna chahty hain to hamen ludo khelni chahye ,aj ke mushkil time me khud ko entartain karn abht ziada mushkil hy..logo ke pas time e ni hy keh wh apni sehat py dhian dy saken itna advance time chal raha hy . agar ham chahty hain keh apni sehat ko maintain rakhen aur negative soch se bi door rahen to hamen apny ziada time me se kuch time nikal kal ghar walon ke sath ludo khelni chahye.takeh ham khud ko mintainrakh saken . ludo khelny se ham apny andar ki tention kuch time klye bhol jaty hain .ab me yeh kam kar rha hn,yeh posting karny ke bad me bi ludo khelo ga .me har roz apny doston ke sath ludo khelta hn aur ham mil kar sae shugal lagaty hain .
                    • #25 Collapse

                      Re: yeh review ludo per mabni ha

                      Salaam Alaikum dear aapane bahut Achcha topic Diya Hai Apne experience Ko share karne ke liye aur main aaj aapke sath ludo games per apni experience or knowledge ko share karna chahta hun Ludo Ek bahut acchi game hai jo Kahin bhi kisi bhi Shop se aasani se mil Jaati Hai Jiski bahut hi kam kimat hai aur is game ko khelna Har Koi Pasand karta hai


                      Advantage

                      Ji Bhai Jaisa ki aap sab log Jante Hain ke coronavirus Mein lock down hone ki vajah se bahut se log physically games se aur ground Se Dur Ho chuke hain aur vah apne ghar mein lock ho kar rahe chuke hain tu Ludo Ek Aisi game hai jo Ham ghar mein rahakar Khel sakte hain aur aur apne time ko spend kar ke utilise kar sakte hain Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Ludo Ek Aisi game hai jismein 4 members Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Agar 4 members na Ho to Ludo khelne Mein Maza Nahin Aata aur Ludo Ek Aisi game hai jisse Hamara time thi Achcha Guzar Jata hai aur enjoyment Bhi Ho Jaati Hai

                      Disadvantage

                      Dear friends Jahan per is game ke advantage Hain vahin per Iske bahut se a disadvantage bhi Hain Jo main aapke sath share karna chahta hun yah Ek Aisi game Hai jismein ham perform karte hue Apne time Ka Khyal Nahin rakhte yah Ek Aisi interesting game Hai jismein Hamara bahut sar kimti time waist ho jata hai aur aur ismein khelne wale 4 numbers Bhi Apne a time ka waste Karte Hain isliye Hamen just enjoyment ke liye timetable bnao kar is game ko enjoyment ke liye khelna chahie Agar ham bahut jyada is game ko Khilte Hain To ham . aur zaroori kam ko Ho Waqt Nahin De paate Jiski vajah se Hamen nuksan Hota Hai aur Ludo ko just enjoyment ke liye khelna chahie bahut se log Ludo game per juaa Laga kar khelte Hain aur jab Ek yah yah 2 member Har Jaate Hain To vah Ladai jhagade per Uttar Aate Hain Jiska bahut se sangeen result Milte Hain aur bahut se disadvantage Hasil Hote Hain
                      • #26 Collapse

                        Re: yeh review ludo per mabni ha

                        A. oa friends hmara yh review ludo py mabni hy... ludo ak aesi game h jis ko har koe pasnd krta h.. aj kal to bachon r baron dono mn hi maqbool hy.. r sab hi apny free time mn yh game khekna pasand krty hn... bht s log isko apni pori family k sath khekty hn.. log is game p bht zyada bet bhi lgaty hn .... r jeetny waly ko inaam dea jata hy... isi trah bht sy log is keay bhi pasand krty hn q k yh bht hi asaan game hy. is mn bht zyda waqt darqaar nh hota r nah hi is k leay koe bijli etx cheay hoti h.... isko ap akely nh khel skty... 2 sy 3 ya 4 log isko khel skty hn.. isky bhi hmari zindgi p do trah k asraat hoty hn... kuch Bury hoty hn r kuch achy in sb ko hm discuss kren gy r umeed h apky knowledge mn izafa hoga..

                        . *Faidy*


                        ludo game ka sb s bra nuksan bhi hoty hn... isko ap agr online khel rhy hon to apko bht jldi apna decision lena prta h..r is s apki decision making power ka pta chlta hy... is s ap apna Time Acha spend kr skty hn... ap family k sath bhi khel skty hn r bachon k sath bhi... bht s log dafatr mn bhi fre time mn apny sath kam. krny walon k sath yh game play kr skty hn....

                        *Nuksaan*


                        dear is ky bht s nuksan bhi hoty hn r in sb ka ilm hona bhi zarori hy jesy k. apko pta h k yh srf apko relax krti h is s ap ki sehat p koe asar nh prta...... is k ilawa ap is s kuch gain nh krty.... bht s log is k aafi hoty hn r har dfa jeena chaty hoty hn r agr woh is game mn nakam ho jaen to unhn gusaa any lg jata hy... r is trh woh is bat ka gussa apni family r ghr walon p niklty hn
                        • #27 Collapse

                          Re: yeh review ludo per mabni ha

                          INTRODUCTION.

                          Assalamu Alaikum dear members of name irsa bahut Achcha kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Sab Jante Hain ke Ludo Ek bahut jabardast game hai jo ki Har Ghar Mein Kheli Jaati Hai is may 4 person Khel sakte hain at a time aur Iske rules and regulations bhi Har Kisi Ke different Hote Hain Har Kisi ka ismein Apna knowledge experience hota hai jo Apne Apna alag se batata hai..


                          ADVANTAGES..
                          Jaisa ki aap sab log Jante Hain ke coronavirus Mein lock down hone ki vajah se bahut se log physically games se aur ground Se Dur Ho chuke hain aur vah apne ghar mein lock ho kar rahe chuke hain tu Ludo Ek Aisi game hai jo Ham ghar mein rahakar Khel sakte hain aur aur apne time ko spend kar ke utilise kar sakte hain Jaisa ki aapko Maloom Hai Ki Ludo Ek Aisi game hai jismein 4 members Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Agar 4 members na Ho to Ludo khelne Mein Maza Nahin Aata aur Ludo Ek Aisi game hai jisse Hamara time thi Achcha Guzar Jata hai aur enjoyment Bhi Ho Jaati Hai

                          Disadvantage

                          Dear friends Jahan per is game ke advantage Hain vahin per Iske bahut se a disadvantage bhi Hain Jo main aapke sath share karna chahta hun yah Ek Aisi game Hai jismein ham perform karte hue Apne time Ka Khyal Nahin rakhte yah Ek Aisi interesting game Hai jismein Hamara bahut sar kimti time waist ho jata hai aur aur ismein khelne wale 4 numbers Bhi Apne a time ka waste Karte Hain isliye Hamen just enjoyment ke liye timetable bnao kar is game ko enjoyment ke liye khelna chahie Agar ham bahut jyada is game ko Khilte Hain To ham . aur zaroori kam ko Ho Waqt Nahin De paate Jiski vajah se Hamen nuksan Hota Hai aur Ludo ko just enjoyment ke liye khelna chahie bahut se log Ludo game per juaa Laga kar khelte Hain aur jab Ek yah yah 2 member Har Jaate Hain
                          • #28 Collapse

                            Re: yeh review ludo per mabni ha

                            Assalamu Alaikum Forex friends kaise hain aap sab ummid Karti hun theek Honge to store aaj ka Hamara review Ludo game per Madani hai Ludo ke bare mein to aap sab bahut hi acche tarike se Jante Honge lekin main Apna review aapke Samne rakhti hun Ludo Ek bahut hi Jabardast enjoyable game Hai Jab aap Bor ho rahe ho aur ghar mein koi aur acchi activity maujud Na Ho To aap apni family ke sath Ludo Khel sakte hain really is very beautiful game bahut maja aata hai apni family ke sath Ludo khelne mein ismein jaise ki aap Jante Hain 4 block Hote Hain aur an 4 blocks ki Char Char ki taiyar hoti hai Tu Jab aap vodeis ko fenk Dete Hain khilakar 2 dice per jo bhi number hai aap use Gati use number ke hisab se apni Gati ko aage chalate hain is main Agar aapke second blocks wale a shak ki ginti use number per Ho Jis per aap ki duty hai to aap uski Gati ko Maar Dete Hain aur apni Galti Jagah per Rakh Dete Hain ISI Tarah aapko apni charin geetiyan Apne block ke home ke andar Lekar Jani hoti hai jo bhi aapke Charon block mein se apni Charon geetiyan Apne home mein le Jaaye Vahi game ka first winner Hota Hai jabardast game hoti hai hai aur doston isko Har Koi baccha Bura Sab injoy Kar Ke hi khelte hain aur aap sab ne a isko coronavirus ke Dinon Mein To bahut hi jyada enjoy Karke Khela hoga Kyunki Jab lockdown Tha To Ham Ghar Se Bahar jakar Koi Aur activity ya game Mein participate nahin kar sakte the to ghar mein Ludo available hone ki vajah se Ham easily e use per Khel sakte hain
                            • #29 Collapse

                              Re: yeh review ludo per mabni ha

                              Assalamu alaikum dear friends dehaat main rhty hain or ap ka time pass nahi hota hai to ap ko ajj main bahot hi acha game batana chahata hun jo k ap minmum 2 bandey or ziada sey ziada 4 bandey ik sath beth kar khail skty hain os game ka name ludo hai .yeh ik bahot ziada khilaa jany wala game hai ludo ap ko asni k sath bazr main sey mil jata hai 50 sey 500 ripy tak jo ap lina chahy .is main ap apna free time easly spend kar skty hain or yeh ik isi game hai jis ko khleny main bahot ziada maza atta hai ap ko time ka pata hi nahi chaly ga or ap khlty jao geyai or bass khlty hi jao geyai .yeh ap apney ghar main ghar valo k sath ,bahir ,ya kise bhe jagah khair skty hain bass ap k pass ludo game or 1 dost ka hona zarori hai . faide or nuqsanat par nazar .
                              faide (advantage );
                              *yeh ap ko kise bhe shop sey asni k sath mil jati hai .
                              *is ki price bhe bahot hi kam hoti hai 50 sey 500 tak or is main ap ko complate set milta hai jis main goti or chakaa smil hota hai .
                              *is ko ap aram k sath beth k khail skty hain apny .
                              is sey bahot hi acha time pass hota hai .
                              nuqsanat (disadvantage);
                              *is game key khlny sey ap ko time ka pata nahi chalta hai jis wajah sey ap ka koch kimti time bhe waste ho jata hai .
                              *or is ko khleny k lia ap k sath ik or member lazmi hona chahi hai ap akaly is game ko nahi khel skty hain .
                              main ummed karta hun k ap is game k motlic compltly jan chokey hey agar ap khly geyai to ap ko yaqinan maza ayai ga ap is game k khlny sey full enjoy kary
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: yeh review ludo per mabni ha

                                Asalamalaikum:
                                Dosto me umeed karta hun k ap sb kheriat se hon ge r aj ap ne hmary sath
                                Hi acha review share kia h jo k ludo game or mabni h ludo 1 yesi game h dosto jis me hm
                                Minimum 2 bndy khail skty hn r zyda se zyda 4 bndy khail skty hn ic ko khelny k khuch rules
                                Hty hn ludo me jo 4 bndy khelty hn un sb ki 4 4 gottian hti hn r jo b nu ber ayen un k hissab se
                                Gottian chalaty hn r jis ki 4ro gotian phky ghr chli jati hn wo game ka winner hta h to chlen ab
                                Hm ic k khuch fawaid r nuqsanat pr b bat krty hn

                                Advantage:
                                Dosto ludo 1 bhut hi achi game h r ic se hmara time bhut acha spend hta h ic ki sb
                                Se achi bat ye h k ludo bhut zyda mhngii ni h ic ly icy hr koi kharaad sktaa h r ye hme apni qareebi
                                Ksi b sports shop ya ksi b or shops pr se asani se mil jati h ic ki 1 r qchi bat ye h icy hm apny sath
                                Kahin b carry kr k le ja skty hn r kahin b rkh skty hn q k ye zyda jaga ni gherti ic wja se ye bhut achi
                                H r ic ki sb se achi bat ye h hm icy 1 e jaga beth kr khail skty hn

                                Disadvantage:
                                Dosto k hm sub janty hn k hr cheez k fawaid k sath sath khuch nuqsanat b hn ici trh ic
                                K b khuch nuqsanat hn jese k hm sb ko pta h k ludo hm 1 e jaga behth kr khelty hn jis ki wja se hmri
                                Physical fitness ni ho paati jese k baki games me ho skti h jese k cricket football wagera

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X