yeh review ludo per mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review ludo per mabni ha
    Advantages

    Dear friend Jaisa ki aapko Maloom Hai Virus ki vajah se hi lockdown ho chuka hai aur bahut Sare Aise kam hai jinko Ham abhi kar Nahin Sakte Aur ghar mein rahakar bahut jyada boriyat ki vajah se Ham bahut jyada mind upset ho raha hai aur Jiski vajah se Hamara time bhi spasht nahin Ho Pa Raha aur kuchh Aisi chijen Bhi Hai jinki vajah se Ham Sara Din Ghar Mein Baithe bhi nahin Rah Sakte to ISI Mere Khyal se Ludo Ek bahut hi behtarin chij Hai Jiski vajah se aap apne mind ko fresh kar sakte hain aur apne ghar Walon ke sath Ek Achcha time spend kar sakte hain

    Disadvantages

    Dear friend lekin iska disadvantages Yahi Mein man na Chahunga Kyunki yah physical Taur per aap ko fit Nahin banaa sakti yah sirf aur sirf time spend karne ke liye aur mind game hai aur Khud Ko Ek Jaisa body banane ke liye physical game Ka Hona bahut jaruri hai Joker ya nahin hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review ludo per mabni ha

    Ludo Game
    Dear Ludo game ke bare mein jo aapane Humko review diya hai vah bahut hi Achcha hai aur Ludo game bahut hi acche game hai Ludo Ek bahut hi purane game hai aur Ludo Char aadami Jyada Se Jyada Khel sakte hain lekin Agar 4 aadami complete Nahin Hai To fir do aadami bhi Ludo Khel sakte hain
    Jo situation aajkal chal rahi hai usne aap koi bhi aise game khel sakte hain jismein aapka Time Pass Ho Jaaye Kyunki time pass karne ke liye aapko Kuchh Na Kuchh Kahana yah game khelna padati hai yah kam karna padta hai tu aajkal ke Labh down ki situation mein aap Ludo Khel kar apna time bahut hi Achcha pass kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: yeh review ludo per mabni ha

      👋Assalamu Alaikum Dosto Hamen jismani Taur per fresh rehne ke sath sath hmein mentally tour per Bhi fresh Rahana chahie.
      Ludo game Ek bahut hi jabardast game Hai ismein Char log Khelty hain. Ludo game Hamen mentally Taur per fresh kar deti hai.
      Ludo game ka bacchon badhao Har shaks Mein iska shok Dekha Ja sakta hai.
      Agar Ham boring time ko bharpur trikey se enjoy karna chahte hain to Ham Ludo game khel sakte hain isase Hamen bahut enjoyment Hasil hoti hai.
      Bahut se log ise khelna Pasand Karte Hain.
      Ludo game ab Itni famous ho chuki hai ki yah mobile Kesariya online hokar bhi Khela Ja sakta hai📱
      • #4 Collapse

        Re: yeh review ludo per mabni ha

        asslam o alikam all ferinds ludo eik achi game main hum time paas krne k liye is game ko khalte hein agr hume apni fitness k liye koi game khate hein tu ise faida nai hota ha aj kal hum sab ko pta ha k lock dwon ki waja se har banda ghr main majood ha koi be kam nai kr sakta ha is waja se be log ap ludo khalna bohat pasand krte hein hum ghr main beth k is game ko khalte hein is main do kam se kam do bandey hone chaiye ur zada se zada 4 log is main khal sakte hein is ki price 100 se 500 tak ha jitne size ki ludo hon gey utna hi price be zada hoga is game ko khal k hum pana boring time acha time main tabdeel kr sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: yeh review ludo per mabni ha

          Luddo aik aisi indoor game hai jiss say time bohat acha guzar Jata hai. Luddo 4 players mai khaila janay wala khail hai jiss ki wajah say ghar waley mill kay khail saktay hain. Luddo ab online bhi khaili jaati hai jiss say social distance bhi hota hai aur time bhi acha guzar Jata hai. Luddo aik aisi indoor game hai jisay 4 dost bhi mill kay khail saktay hai aur bohat acha waqt guzar saktay hain.

          Aaj kall Corona Pandemic ki wajah say lock down hai aur parks waghaira sub band ker diye gaey hain tou ghar say baahir Jana mumkin nahi hai jiss wajah say indoor time guzaarna bohat mushkil ho raha hai kiyu kay humain iss ki aadat he nahi hai tou Luddo uss ka aik bahtreen hall hai jisay baray aur bachay mill kay bohat asaani say khail saktay hain. Luddo ki qeemat bhi bohat ziada nahi hoti aur taqreebun 150 rupay say 500 rupay takk hardboard waghaira bhi achi aur mazboot Luddo market mai available hai
          • #6 Collapse

            Re: yeh review ludo per mabni ha

            Jase hum sab apne apne gharo me hy lockdown ki waja se tu gharo me sab bari game ju aj kal chal rahy woh hy lado.chahe koi chota ho ya bara woh jub bhi free hots hy lodu ki ek bari zror khelta hy .es se hamara time pass axha hojata hy.ludo 4players ek sath khelte hy woh char k char ek dorse k opponents hote unko ek dosro ki goti ko mar k ek dosre se jeetne ki koshish krte hy.aam ludo hardboard 150 tak ajty hy jis me har chez shaml hoti hy.ludo wahid hal hy apni boriyet dor krne ka .
            • #7 Collapse

              Re: yeh review ludo per mabni ha

              ye review ludo game par mubni hey .
              asslam.o.alaikum,
              ludo game par tafseeli jaiza.
              agar ap dehaat main rhty hain or ap ka time pass nahi hota hai to ap ko ajj main bahot hi acha game batana chahata hun jo k ap minmum 2 bandey or ziada sey ziada 4 bandey ik sath beth kar khail skty hain os game ka name ludo hai .yeh ik bahot ziada khilaa jany wala game hai ludo ap ko asni k sath bazr main sey mil jata hai 50 sey 500 ripy tak jo ap lina chahy .is main ap apna free time easly spend kar skty hain or yeh ik isi game hai jis ko khleny main bahot ziada maza atta hai ap ko time ka pata hi nahi chaly ga or ap khlty jao geyai or bass khlty hi jao geyai .yeh ap apney ghar main ghar valo k sath ,bahir ,ya kise bhe jagah khair skty hain bass ap k pass ludo game or 1 dost ka hona zarori hai . faide or nuqsanat par nazar .
              faide (advantage );
              *yeh ap ko kise bhe shop sey asni k sath mil jati hai .
              *is ki price bhe bahot hi kam hoti hai 50 sey 500 tak or is main ap ko complate set milta hai jis main goti or chakaa smil hota hai .
              *is ko ap aram k sath beth k khail skty hain apny .
              is sey bahot hi acha time pass hota hai .
              nuqsanat (disadvantage);
              *is game key khlny sey ap ko time ka pata nahi chalta hai jis wajah sey ap ka koch kimti time bhe waste ho jata hai .
              *or is ko khleny k lia ap k sath ik or member lazmi hona chahi hai ap akaly is game ko nahi khel skty hain .
              main ummed karta hun k ap is game k motlic compltly jan chokey hey agar ap khly geyai to ap ko yaqinan maza ayai ga ap is game k khlny sey full enjoy kary geyai .
              #ludogame
              information for Beginners
              Complete Forex Knowledge
              • #8 Collapse

                Re: yeh review ludo per mabni ha

                Ji member aapane sahi kaha ki aajkal virus ki vajah se har banda bahut hi jyada parik hua hai aur apna time gujarne ke liye kuchh na kuchh khel raha hai kya kar raha hai jyadatar log to mobile per hi games khel lete hain aur apna time gujar lete hain lekin sabse achcha khel jo ham aapas mein mil baith ke khel sakte hain aur khel ke sath sath ek dusre ko time dete hain vah ludo ki game hai ludo ki game 4 lakh logon ko ek sath baitha deti hai aur khel ke sath sath bahut jyada taklif aur majak ki baten bhi ho jaati hain aajkal to mobile ki vajah se log aapas mein baithana bhul hi chuke hain lekin is love dona virus ki vajah se bahut se log kareeb a gaye hain paise to aamtaur per de jo log ludo ke shaukeen the vah ludo khelte the lekin aaj kal kuch jyada hi romesh aur aam ho gai hai aur har banda apna time gujarne ke liye ludo khelna pasand karta hai kuchh log jo ludo ko ek juaa lagakar khelte hain vah acchi baat nahin hoti kisi bhi khel ko khel samajh ke hi khelna chahie na ke is per kisi kishan ki koi shart laga deni chahie Koi bhi khel insan ki sehat ke liye bahut achcha hota hai isliye insan ko khel se taqreer karne ke liye khelna chahie na ki agar koi har jaaye to vah aapas mein ladai jhagada ya kisi kisan ki jarurat pade toh bahut hi achcha kam se kam char log isase jyada bhi aapas mein milkar per baithe hain aur bahut si ludo khelne ke sath sath baten karte hain
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review ludo per mabni ha

                  Ludo bahot hi popular aur famous game hay jo key Pakistan me be bahot hi mashahoor hay, ye indoor game hota hay jes ko 4 players kehl sakty hey es key koch advantages be ho sakty hey aur disadvantages be hey,

                  Advantages: Ludo kehlny ka faida ye hota hay key mind fresh ho jata hay aur es me win kar key ham acha feel kar sakty hey, Ludo kehl kar hamara time be pass hota jata hay aur mind agar confuse ho to es game me ye har tarha se fresh ho jata hay,

                  Disadvantages: Ludo kehlny ka nuqsan ye hota hay key es me time bahot zeyada lagta hay aur game finish karty karty ham apni life ka 1 ya 2 hours esy hi fazul me zaya kar lety hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review ludo per mabni ha

                    Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun ke ap sb kheriyat se hon gy. Doston Pakistan smet puri duniya mein is ka use kiya ja rha hai Pakistan Smith Puri Duniya Mein sabse Jyada famous ghar par kheli jaane wali game vah Ludo hai iska bahut hi jyada use Kiya Jata Hai mind fresh hone ke sath sath time bhi spent ho jata hai agar Ham Bor ho rahe ho to Ludo game khel sakte hain ismein Char log Khel sakte hain aur ismein bahut hi jyada fun Bhi Kiya Jata Hai Iske alava expensive Nahin Hoti isliye her koi khereed sakta hai Pakistan Mein To Har dusre ghar mein ye kheli Jati Hai.THANKX
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review ludo per mabni ha

                      ye rivew ludo game pr mu8bni h dosto jewsa k hum sb janty bh k ludo game bht hi famous h jesa k hum sab janty h ludo game hr chota bra khel rha h hr shaks ye game shoke se khel r5ha h ye game is liye bnai gei h k jb hum farig hoty h to hum ap tim e is khel me guzar skty h jesa k ab hum sb janty h k crona virus ki wja se bht se kam bnd ho gy h jiski wja se bht se log ghr bethy hoe h ghr bethny ki wja se bht se log ghr bety bore ho rhy h jinka tim e spernd ni ho rha h or unho ny kuch esa kia h k apny ghr me ludo game rakhi h jb wo borew hona shoro hoty h to wo ludo kgelna shoro kr dety h or is tra se unka tim e guzar jata h ludo game zyada se zyada 4 logo k drmyan kheli jati h ior 2 logo b khel skty h ludo game lrkeio ny b apna li h jb wo bore hoyi h wo bb apn a tuim e isi game me guzarti h or time guzar jata h aj kal log internet pr b ludo game khel rhy h jo log sari sari rat online ludo game kheltyu rehty hy or apna time spend krty h pakistan me hr ghr me ludo kheli jati hy
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review ludo per mabni ha

                        ASLAMU ALIKUM DEAR ,App sab kesy hein umeed hei ke app sab theek thak hongein Gee to ajj ka review bohatt hi achah hei kiun ke ye ik khell hei our jehan bhi kisi khell ka name atta hei to dill bagh bagh ho jatta hei our jehan takk Ludo ki batt hei to Ludo ik bohatt hi achi game hei jis ke bary mein mein sunn ker gud gudee see hony lagtty hei our iss ko khelny ka appna hi ik maza hei jiss terhan her ik cheez ke faeedy our nuksan hoty hei iss terhan iss ke bhi faeedy our nuksanatt hein jehan takk iss ke faeedy ki batt hei to iss ko khelny sy demagh teez hota hei insan fresh feel kerta hei oue apnon ke sath millmker khlny ka ik alag hi maza hei iss game ko khelnein sy insan boor nahein hotta our iss ke ilawa ager iss ke nuksanatt ki batt hei to iss ka sab sy barra nuksan ye hei ke ager is per zyada waqtt guzara jay to app ka qemti wqatt zayya ho ga our aksar to khellty kellty log apas mein larr bhi parrty hein our jo ke bohatt hi burry cheez hei .
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review ludo per mabni ha

                          ludo game eik bohat hi achi game ha hum is ko time paas krne k liye khal sakte hein is main hume 4 banduo ki zahrorat hoti ha is main zada se zada 4 ur kam se kam 2 bandey is ko khal sakte hein

                          advantages dear is game ko hum apney time paas k liye khal sakte hein baki hume koi faida nai hota ha ur jaisa k hume pta ha k crona virus ki waja se lock dwon ha mulk main tu hum apna time paas k liye is game ko khal sakte hein

                          distavantages is ko hum is free time main khal sakte hein ur bohat se log is game main juwa lagte hein hume esa nai krna chaiye hamre mazab ka juma haram ha is liye hume is ko sarif time paas k liye use krna chaiye
                          :1f60d: hard work :1f60d:
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review ludo per mabni ha

                            Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review ludo per mubni hay dosto ya ludo pakistan main boot zaida khali jatti hay is main na to ap ka kharcha ho t hay or na hi
                            is ko char log khal sakty hain or ya to app ghar main bi chal sakty hain ya boot acha kam hay is say ap ka mind boot zaida fresh ho ta hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review ludo per mabni ha

                              Dear friends Lock down ki waja say sab logg zayada time apney gharo may guzartay hay tou haumay kuch intertainment chahiye hoti hay iss Kay liye sab family members mil kar koi game kheal sakay tou iss Kay liye Ludo Best game hay jiss may ake time may four players keahltay hay magar enjoy sab logg kartay hay Ludo ake indoor zabardast game hay jiss ko kidz aur old age Kay logg bhi bohaut zayada pasand kartay hay aur iss ko sab say asaani Kay sath kehla jata hay iss ko kehlatay howey bohaut zayada cheezo ki zarorat nai hoti hay aur na hi bohaut zayada jaga chahiye hoti hay haumay market say easily Ludo mil jati hay aur bohaut zayada costly bhi nai hoti hay har koi iss ko khread sakta hay villages Kay logg hun Sheri logg hun sab hi Ludo ki pasand kartay hay aur enjoy kartay hay.

                              ADVANTAGES:

                              Ludo ake indoor activiti hay aur sab Ghar Kay logg mil kar iss game ko keahltay hay iss ko kehla bohaut asan hota hay bachay iss game ko keahltay hay aur bohaut zayada enjoy kartay hay ajkal Kay masrof zamanay may weekend pay logg iss ki waja say mil kar ake jaga pay gathering kartay hay aur mil kar Ludo kehlatay hay un ka time Ludo ki waja say acha guzarta hay aur Ludo ake healthy activeiti bhi hay Kyu Kay iss ko kehlatay howey haum patience ka muzahira Kartay hay.

                              Disadvantegs:

                              Ludo ake indoor game hay jiss ki waja say logg Ghar may hi rehtay hay aur unki physical fitness kharaab ho jati hay aur Ludo ko kehlatay howey logg aggressive bhi bohat ho jatay hay iss liye Ludo bohaut achi nai ho sakti hay haum ludo ki waja say bilkul lazy ho jatay hay aur kisi bhi physical fitness may participate nai kartay hay haum bas ludo ko hi kelna pasand kartay hay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X