Ye review "Water Tanki" pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "Water Tanki" pr mabni hai
    Ye review " Water Tanki" pr mabni hai


    Asslam o alaikum doston dua hai k aap sab khairiyat sy hon gy.



    Introduction:



    Jesa k aap janty hain k mera aaj ka mozu paani wali tanky k mutaliq hai. Ye tanky hr ghar ki zaroorat hai aur ye hr ghar main majood hoti hai. Ye tanky plastic ki ya plastar ki hui inton sy bani hoti hai. Ye hamary ghar ki chaht pr ya neechy washroom main pari hoti hai. Aur iss ka istamal bhot zyada hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (28).jpeg
Views:	1
Size:	20.9 کلوبائٹ
ID:	12470488
    Click image for larger version

Name:	images (30).jpeg
Views:	1
Size:	22.6 کلوبائٹ
ID:	12470489



    Advantage:




    Jesa k hum janty hain hr cheez ka koi na koi faida zaroor hota hai aur main yahan paani waly tanky k faidy aap sy share karun ga. Water tanky paani ko store krny k liye istamaal ki jati hai.... Inka size aur shape different hota hai jo k bazaar sy asaani sy mil sakti hain. Jitne bary size ki hogi utna zyada paani store kiya ja sakta hai. Ye paani ko saaf rakhny main kaam ati hai aur iss main aik baar paani store kr liya jaye to baar baar hamy motor ni chalani parti aur hum bijli ki bachat kr sakty hain. Paani wali tanky zyada expensive ni hoti balky issy sab log khareed sakty hain. Iss ka istamaal hamry roz mara kaam main ata hai.




    Disadvantages:



    Hr cheez k faidon k saath saath kuch nuqsaan b hoty hain issi tarah paani wali tanky k b kuch nuqsaan hain. Ye paani ko store karny k to kaam aati hai liken kuch dino main ye ghandi ho jati hai jis sy paani main jaraseem bacteria wagara shamil ho jaty hain aur ye paani qabil e isatamal ni rehta aur issy baar baar saaf krna kafi mushkil kaam hai. Agar ye bary size ki hon to inko uthana kafi mushkil hota hai aur ye tanky jitni bari hogi utni zyda jaga cover kary gi. Agar ye low quality ki hon to jaldi kharaab ho jati hain aur jaga jaga sy leak hona shuroo ho jati hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

    Asalm o alaikum gyys aaj ma ye review kafi important aur aam use honay wali cheez pe mabni hau ye review water tank k baray mai hai. Water tank ka mtlb hota hau paani ko store krna . Paani ko store krna aur ohir waqt prne pe zarort prne pe store hua paani ee istemal krliya jae naakay again se motor chlani pray ya kisi jga pe jana prey paani bhrnr pehly k dour mau ziada tar paani brtno mai mai bray bra drums type cheezon mau rakha jata tha ye sub hua krta tha pr ab fiber kee bni tankies hoti hain jin ko ghron mai mstemal kiya jata hau osko thra oper rakha jata takay paani mai prsure creat ho aur tezzi se paani istemal waly nalky mai phnchy .....

    Wanter tank fiber n bny hoty hain light weight aur bug size k hoty hain.ye fiber paani grmi srdi se khrab b ni hoty haun aur na isme paani pra jalfi khrab hota hau aur ye kafi achi trah coverd hoty hain paani khrab ni hota.. aur paani kafi der tak fresh ee rehta hai.. ye price mai b kafi km hoty hain pehly zamany mai mai plastic kee tank hity thay jo bht. Nzuk aur mehngy hoty thay aur ye kafi. Ventilated hoty acha presure b bnta ha. Aur ye light weight hoty aram se chath pe b rakha jaskta hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

      Introduction
      Asslam alaikum dear member ap ka review pani wali tanki par mabni hai yh ek esi cheez hai jis ko har ghr me use kia jata hai r bri bru buildings r offices r schools m b use kia jata hai ..yh bhtt bry size me b ap ko market se mil jati hen r choty sizes me bhii hoti hen r gharon m istemal kia jata hai ..in ko chat par rakha jata hai r us se fitting ki jati hai jis se ap us m mojood pani ko istemal kr skty hen ...yh plastics se bni huii hoti hen un ko ap kisi bhii jagah par rakh skty hen r pani is m store kr skty hen r zrurt k waqt use krty hen ...pani har cheez ke liye sb se ziada istemal hony wali cheez hai to us ko kahen na kahen store kia jata hai to yh bhtt achii cheez hai jis me ap asani se pani ko store kr skty hen ...in ke kuch faidy r nuksan me ap logn ke sath share krti hn ...
      size
      Pani wali tanki ap ko different sizes me market se mil jati hen ...ap ko jis hisab se chaiye ho ap market se asani se ly skty hen ...bri buildings r offices schools waghera me bhtt e bary sizes ki tankian use ki jati hen q ke udr bhtt ziada pani ki zrurt hoti hai sb pani use krty hen to is wajah se ziada bry size ke tank ko lgaya jata hai ta ke pani ziada store kia ja sky r pani ki kami na ho ...choty size ke tank ap gharon ke aam istemal ke liye use krty hen jin ko ap ghr ki chat par rakh ke phr us se fitting krwa k pani ko ap apny istemal me laty hen ...
      price
      Yh ap ko market se different prices me milti hen...jitna ziada bry size ki tanki ho gii utna ziada wo keemat me ziada ho gii to yh different range me hoti hen ...gharon ke liye alsar choty size ki tankian use ki jati hen jo price me bhii kam hoti hen r koi b us ko afford kr skta hai ..r sb apny gharon me us ko use krny ke liye khareed skty hen ...
      Advantage
      Pani wali tanki ke bhtt sary faidy hen me ap logn ke sath kuch share krti hn ...
      is ko apny gharon me pani ko store krny ke liye use krty gen ...
      yh ap ko different sizes me market se asani se mil jati hen ...
      pani wali tank plastic k hoti hen r yh bhtt ziada pani store krny ke liye bhtt ziada behtr hoti hen ....
      in me ap pani ko store kr ke r asani se use kr skty hen ...
      yh ap ko different price rang me mil jati hen ....
      sb e is ko apny hisab se afford kr skty hen ....
      in ko ap ghr ke kisi bhii hisy me rakh skty hen aksar log gharin ki chatton par rakhty hen ...
      disadvantage
      In ke kuch nuqsan bhii hen m ap se share krti hn ...
      in ko gharon ki chat pe rakha jata hai to yh dhoop se khrab ho jati hen ...
      yh bhtt size ki hoti to un ko saaf krna mushkil hota hai ...
      is ko akely utha ke ek jagah se ly ja ni skty hen ...
      is ka ek nuqsan yh hai ke yh sardion me in ke andr mojood pani bhtt ziada thanda ho jata hai ...
      garmion me pani is ke andr garm ho jata hai ....
      dhoop par pry hony ki wajah se khrab ho jati hai r toot bhi jati hai alsar...
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

        asalam o alikum dear member

        Introduction..

        Dear member apny hmary sath bht acha review share kia ha pani ki tanki ka bary ma. dear jesa k ap logun ko is ka nam sy e pta chl gya hoga ka yh pani ki tanki yani ka is ma pani rkha jata ha is ma is ko is liye use kia jata ha ku ka yh apny andr pani store krti h ku ka apni hmary liye bht zaida insan ko zinda rahny ka liye pani ki bht zaida zrort hoti ha. or isi liye pani ki tanki ka istimal kia jata ha ku k yh hr ghr ki bht zrori chez h is ka honq bht zaida zrori h dear yh apki market ma asani k sath mil jati h or is ka bht zaida istimal kia jata ha yh hr ghr ki ak bht e zaida aham zrort ha yh plastic ki hoti ha white ya blue clr ya koi r b clr apko mil skta ha. pani ki tanki ka ghr ma hona bht e zaida zrori ha yh hr ghr ki ak ahamzrrot ha ku ka yh apny andr pani ko store krti ha. pani ki tanki k kafi zaida fayde hain..


        Fayde...

        dear pani ki tanki hmin bht zaida fayda dati ku k jb hm is ko ak bhar laty hain tu us ma yh agr kabi loadsheding ka kafi masla hota ha garmion tu pir pani ka masla hmin ni dekhna prta ha ku is tanki ma ak dfa pani store hjta ha. or is ma yh hnara pani kafi zaida ajata ha jissy hm easily use krskty hain. dear apko chye k jb b tanki khredin pani wali tu hmesa achi quality ki khredin ta k wo khrb na ho or dear is tanki ko log zaida tr chat pr rkhty hain or is ka sath pipe wagira ki fitiing krwa laty hain or easily is ka use kr latyhain. ku ka pani ki tanki ak bht e fayde mand h hmary liye or is liye hmin is ko jb b lani chye achi quality ki lani chye ta k bad ma khrb na ho.. dear yh ak bht e zaida hmary liye fayde mand sabit hoti ha. or is ka istimal takreban hr ghr ma hota h yh hr ghr ki ak aham chez h ku ka pani hmary liye bht zaida zrori ha. is liye pani ki tanki ka istimal kia jata ha



        nuqsannat.



        dear jhan is ka fayde hain whan nuqsannat b hain dear hmin chye k hmesa achi quality ki tanki khredin ta k wo khrb na ho or dear garmion ma ku ka yh tanki chat pr hoti h jis wja s is ma pani kafi zaida garam hjta ha
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

          Assalamu alaikum aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai review ke liye. Pani hamari jindagi ki bahut important zaruri cheez hai. Pani ke bagair insan jinda nahi reh sakta. Aaj ka hamare review bhi Pani ki Tanki per hai. Pani ko ghar ke alava har jagah per istemal Kiya jata hai. Pani ko save karne ke liye Pani ki Tanki ko use Kiya jata hai. Pani ki Tanki bahut sare materials mein available hai aur areas ke liye hath se a Pani ki Tanki ka material choose Kiya jata hai. Pani ki Tanki ki bahut sare advantages hai.

          Advantages.
          Water ya Pani ki Tanki ka sabse bada advantage yah hai ke, isko Pani ki storage ke liye use Kiya Jata hy. Pani ki Tanki har Ghar mein main Iske alava hotels restaurants aur bhi bahut sari jagah per Pani ki Tanki ko use Kiya jata hai. Area ke hisab se a Pani ki Tanki ko select Kiya jata hai aur uska material decide Kiya jata hai. Jaise ke desert areas mein ya plan areas Jahan garmi Bohat ziada hoti hy wahan aksar Pani ki Tanki ko cement se banaya jata hai. Iske alava plastic ki Pani ki Tanki bahut sari jagah par use ki jaati hai. Pani ki Tanki ke bahut sare size hote Hain log apni jarurat ke hisab se Pani ki Tanki lete hain, 600 litres se le kar 1200 litres ki Tanki ko usually use Kiya Jata hy. Pani ki Tanki ka sabse bada fayda ye Hy ke Ham Tanki mein Pani ko store kar lete hain aur FIR apni jarurat ke hisab se jab jab Pani chahie hota hai to water tap ko kholte hain tu pani ana shuru hojata hy aur hamari zarurat Puri hojati hy aur hum Pani use karlete hain. Jaisa ki aapko pata hai ki pani ka istemal peene ke liye kitchen ke liye kapde dhone ke liye uske alava washroom ke liye aur aur Ghar ki safai ke liye bhi Pani ko use Kiya jata hai isliye Pani ki Tanki mein Pani ko store kar liya jata hai Taki jab jab jarurat ho to pani ko uswaqt istemal Kiya ja sake.

          Disadvantages.
          Pani ki Tanki ka vaise to Bohat Kam disadvantage hy lekin jo hy wo main apse share karne laga hun, plastic ki Tanki aksar garmiyon mein bahut garm Ho jaati hai jiski vajah se hamein garam Pani he use karna parhta hy isi tarha sardi Ke mausam mein Pani thanda ho jata hai aur jab Ham hath waghera dhotey hain tu hamein thand lagti hy, Iske alava agar koi bhi Tanki leak Ho jaaye to use hamara Pani Jaya hota hai aur aur mummy Tanki ko repair karna padta hai ya FIR Tanki ko change karna parta Hy .
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

            introduction.
            Assalamu Alaikum dear members aap sab log khairiyat se Honge aapane Jo review Hamare Sab share Kiya Hai vah Pani Ki Tanki per mein mbni hy...pani ki tanki ko istamal krny ky bhut sy faidy hy... isko takriban Har Ghar Mein istemal mein Laya jata hai

            types..
            Pani Ki Tanki ko unke size ki Bina per 3 types Mein Dakshin Kiya jata hai
            1. Large size ki Tanki
            2. Medium size ki Tanki
            3. Small size ki Tanki
            advantages..
            Ab main aapse Pani Ki Tanki ko use karne ke Kuchh advantage share Karti hun is Maut Ke Liye use Kiya jata hai
            Pani Ki Tanki Mein Pani ko store kar sakte hain
            Pani Ki Tanki Mein Pani e-store kar kar Muslim Maut Ke Liye use karte hain yah Pani aap bartan dhone ke liye kapde dhone ke liye Ghar Ki Safai karne ke liye aur Nanhany ke liye use karte hain
            disadvantages..
            Ab main aapse Pani Ki Tanki Kuchh disadvantages share Karti hun Agar Pani Ki Tanki Mein Pani kaffi arsy se a store Rahe to ismein Jain germs create Ho Jaate Hain Jo bahut khatarnak hote hain isliye aapko iski Safai kar Karni chahie
            Pani Ki Tanki was Nahin Hoti Hai isliye aap aasani se ek Jagah se dusri Jagah Nahin Le Ja Sakte
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

              Assalamu Alaikum dear friends Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic water Tanki se related hai hai aaj Ham aapke sath Apna Na knowledge water Tanki se related share Karenge waise to water Tanki Har Ghar Mein Hi juice ki Jaati Hai hai agar yah Ghar Mein maujood Na Ho To Ham Apna Ghar Ka saaf Safai bartan dhone ka kam washroom Mein use hone wala Pani e kahan se laen water Tanki Hamen ghar ke har Kone Mein Pani Major Sab karti hai Hai yah Har Ghar Mein maujood hoti hai ya chhatron per Aksar Logon ke gharon mein hoti hai hai vah water Tanki do Tarah Ki hoti hai
              Number 1 plastic ki water Tanki
              Number 2 cement ki water Tanki
              Vaise to yah donon tang kaiyan hi Hamen fayda pahunch Jaati Hain vecancy jyadatar munasib cement ki Tanki hoti hai hi dear friends water Tanki Hamen bahut se advantages Deti Hai hai aur Iske istemal ke Kuchh disadvantages bhi Hote Hain Jo ki main aapke sath share karungi
              Advantages of water Tanki
              Dear friends water Tanki ka sabse bada fayda yah hai ki yah Hamen Apne Ghar Mein Har Jagah per Pani Mein yah sab karti hai water Tanki Mein Ham Apna Pani save kar lete hain aur ham Sare ghar mein use karte hain cement ki Tanki ka sabse bada fayda yah hai Hai Ki Sardi AVN mein ismein Pani Itna Thanda Nahin Hota han aur garmiyon mein bhi cement wali Tanki se Hamara ghar ka Chhat kharab Nahin Hota vah yah Hamen Mana Sab Pani from Karti rahti hai hi dear friends water Tanki ka istemal takriban Har Ghar Mein Kiya jata hai hai yah Hamen vah hote hi fayda pahunch Aata Hai yah Hamen Manasu price se market Mein mil Jaati Hai isase Lagana Apne Ghar Mein Koi Mushkil Baat Nahin bahut hi aasani se aap apne ghar mein Laga sakte hain
              Disadvantages of water Tanki
              Dear friends water Jahan per advantages Hote Hain vahin per Kuchh disadvantages bhi hote hain to water Tanki ka sabse bada disadvantages hi hai ki plastic ki water tank ki bahut jaldi kharab ho sakti hai leak ho sakti hai hai agar garmiyon Mein plastic ki water Tanki ki bahut jyada Pani Garam ya Sar karti hai hi Chhat per Tanki leak hone Ki Surat mein aapke ghar mein sim bhi a sakti hai hai aur aapka bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai cement ki Tanki ka nuksan bhi ho sakta hai hai isliye jo bhi kam Karen bahut hi Itihaas se Karen thank you
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                Introduction

                Aoa...dear numbers ummid karti hun ki aap sab khairiyat se honge aaj aapane hamare sath bahut achcha review share Kiya hai aapane Pani wali Tanki ke bare mein baat ki hai jo ki aajkal har Ghar mein maujud hai aur yah har Ghar ki basic jarurat hai is Pani wali Tanki ko Ham apne gharon mein kisi bhi jagah per fix kar dete Hain chahe vah chhat per ho ya vaise bhi kisi bhi jagah per fix kar dete Hain jaisa ke AAP sab jante Hain ki Pani hamari daily life mein bahut jyada important hai aur ham peene ke sath sath Pani aur bhi bahut sare kam on ke liye aur ghar ke kam hone ke liye daily use karte hain to pani wali Tanki ko basically Pani store karne ke liye hi Josh Kiya jata hai to main aapko iske bare mein aaj bataungi

                Advantages


                dear memebrs Pani wali Tanki ke bahut sare advantages hai jaisa ki AAP sab jante Hain ki Pani hamari jindagi ki or daily life ki sabsePani wali Tanki ke bahut sare advantages hai jaisa ki AAP sab jante Hain ki Pani hamari jindagi ki or daily life ki sabse basic jarurat hai tu pani wali Tanki ko Ham Pani store karne ke liye use karte Hain Ham uske andar Pani bhar dete Hain aur pad mein tu pani wali Tanki ko Ham Pani store karne ke liye use karte Hain Ham uske andar Pani bhar dete Hain aur pad mein iskouse karte rahte hain Pani wali Tanki ke sabse bade fayde ki hai ki baar baar mein Pani lene ke liye kahin Jana nahin padta ya FIR Paniuse karte rahte hain Pani wali Tanki ke sabse bade fayde ki hai ki baar baar mein Pani lene ke liye kahin Jana nahin padta ya FIR Paniwali motor kaun nahin karna padta balki ek hi dafa aap usko on karke aur Pani wali Tanki ko phone kar le Jo sada Pani apne andar storewali motor kaun nahin karna padta balki ek hi dafa aap usko on karke aur Pani wali Tanki ko phone kar le Jo sada Pani apne andar storekar leti hai aur FIR aap usko time to time use karte rahte Hain jab tak vah Kali Na Ho to yah iska ek bahut bada advantagekar leti hai aur FIR aap usko time to time use karte rahte Hain jab tak vah Kali Na Ho to yah iska ek bahut bada advantage haiiske sath aata Pani store karke ek jagah per rahata hai use kyon rahata hai ya Tanki upar se band hoti hai Jo Pani saaf rahata hai Jo Pani saaf rahata hai auryah Pani wali Tanki ke andar kaise points bane hote Hain Jo hamen Pani different chuka hun per provide karte hain jaise ki kitchensyah Pani wali Tanki ke andar kaise points bane hote Hain Jo hamen Pani different chuka hun per provide karte hain jaise ki kitchensbathrooms aur vaise bhi jagah per Pani kehne Lage Hain vahan per Tanki hamen Pani provide karti rahti hai tujhe ek bahut hibathrooms aur vaise bhi jagah per Pani kehne Lage Hain vahan per Tanki hamen Pani provide karti rahti hai tujhe ek bahut hifayda Dene wali chij hai jiski fittest hamen easily Pani store karke aur FIR har kam ke liye Pani available hota hai yah Tanki chotefayda Dene wali chij hai jiski fittest hamen easily Pani store karke aur FIR har kam ke liye Pani available hota hai yah Tanki chotebade har size available hoti hai aur yah basically plastic ki bani hoti hai jo ki bahut moti aur acchi quality ki plastic hoti hai

                Disadvantages

                dear members vaise to iske bahut sare advantages hai magar aksar aisa hota hai ki sathiyon mein agar aap Tanki ke andar Pani store karke rakhe to vah bahut jyada thand hota hai aur agar garmi mein aap rakhe to Suraj ki vajah se ji bahut jyada garam hota hai iske sath agar Tanki ko aap acche tarike se saaf na kahe to kuchh time baat uske andar bahut sari Mel jaam Ho jaati hai aur yah bahut sare games bhi hote hain ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                  ya review "water tank" per mubni hai assalamualaikum doston purane wakton mein log kuen se pani nikalte the aur use istemal karte the lekin ab jaise jaise technology barhi hai aur logon ke pass time short hota gaya hai logon ne apne gharon ke upar bade bade tank banana shuru kar diye hain yahan per pani store kiya jata hai aur use bad mein istemal kiya jata hai is pani ko store karne ke liye water pump ka istemal kiya jata hai jo jameen se pani khinch kar vahan per phenk dete hain aur is pani ko store kar liya jata hai tank Aam taur per do tarah ki hoti hai yah to log paki tanki cement ke jariye banate hain ya fir aajkal market se bani banaye water tanks mil jate hain jo ke plastic ke bane hote hain donon tarah ke tank ke apne fayde aur nuksan hote hain

                  tank ki mukhalif types hoti hain
                  Large size tank
                  Medium size tank
                  Small size tank

                  ab ham iske advantages or disadvantages ke bare mein baat karte hain


                  Advantages


                  1)water tank banane ka sabse bada fayda yah hai ki ismein aap pani store kar sakte hain aur aap ko bar bar pani ke liye pareshan hone ki jarurat nahin hoti
                  water tank mein store kiya gaya pani aap kisi bhi time par istemal kar sakte hain
                  2)agar aap water tank ke andar pani store kar lete hain to agar light chali jaati hai to aap ke liye pani available hota hai jisse aap peene ke liye aur nahane ke liye istemal kar sakte hain
                  3)water tank kyon ke upar se band hote hain isliye iske andar pani jyadatar saaf rahata hai usmein koi bhi prinda wagera nahin girta


                  Disadvantages


                  agar aap water tank ke andar pani store karte hain to sardi mein pani bahut jyada thanda hota hai ise aap istemal nahin kar sakte aur garmiyon mein suraj ki garmi ki vajah se pani garam ho jata hai isliye aapko bar bar tanki ke andar pani change karne ki jarurat per jaati hai 2)water tank ke andar jab aap kafi der tak pani store karte hain to tank ki diwaron ke sath Jara seem grow karna shuru kar dete hain jiski vajah se tanks saaf nahin rahte aur aapko saal me kam se kam ek dafa water tanks saaf karvane padte hain
                  3)agar aap water tank apne chhat ke upar rakhwat hain to dhup ki vajah se plastic ke tanks kharab ho jaate hain kuchh arsy bad aap ko inko replace karna padta hai
                  4)plastic ke water tank kafi mahange hote hain aur har koi afford nahin kar sakta

                  doston mein ummid karta hun ki water tank ke bare mein yah review aapke liye kafi helpful rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                    Asalamalikum!!

                    Dstn umeed h ao sab khariat sa hon ga . Aj ka hamra ya review water tanki par mabni ha . Wo tanki his ma Pani hota ha Jo hamra ghron ka cht oar lagti ha ur okra ghr ko pani frahim krta ha . Water tanki plastic ki bani Wai hoti ha ur kuch log apna ghr ma cement ur into ki banta ha wo zada achi hoti ha ur zada time chlti ha . Pani ki tanki har ghr ma mojod hoti ha kio ka Pani har ghr ma use hota ha is ka but Sara faida hhi hota ha . Ya mutalif size ma mikti h ur but Sara Design bhi hota ha .
                    Water tanki plastic sa bnai Wai hoti ha just sa pipe connect hota ha ur pora ghr ko pani deta ha . Water tanki ta uoer ik dhkn laga IA hota ha just sa hum us ma Pani check krta ha . Is ka but Sara faida hhi hota ha . Water tanki itni zada mahngi NHi hoti . Ya har ghr ma lazmi mojod hoti ha .

                    Advantages:

                    Is ka bht Sara faida hota ha .
                    1: ya ght sasti milti.
                    2: ya pora ghr ko pani deti ha .
                    3: is ma bhr sara pani aa jata ha .
                    4: ya but asni da mikta ha ur but Sara Design bhi hota h .

                    Disadvantages:

                    Jis trha is kafaida hota ha us trha kuch nuksan bbhi hota ha .
                    1: ya plastic ki hoti ha is wagha sa jldi tot jati ha .
                    2: plastic dhoop sa but jldi khrb ho jati ha is Lia ya tanki zada time nhi chlti .

                    Is ka ilawa is ka koi nuksan nhi hota .
                    Umeed ha ao sab ki Mera review psnd ai ga . Thanks ☺️😍
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                      aisi bahut sari water tank is hai jo aapko market mein available hongi kuchh to plastic ki hote hain aur kuchh iron ki bhi hoti hain agar aap ek acchi water Tanki purchase karna chahte hain to uske liye aap ko iron ki water tank purchase karni chahie kyunki vah bahut jyada majbut hoti hai ab to aapko yah facility bhi market mein available hai ki aap khud hi apni Tanki banva sakte hain agar aap chahe to aap apne simat aur aap apne a cement ke jariye apne ghar mein hote Tanki banvas sakte hain aur usmein bhi leakage kya koi missile nahin hote Agar aap apne ghar mein Pani stall karna chahte hain to uske liye aapko water Tanki ki bahut jyada jarurat hoti hai aur almost aajkal ke daur mein har EK ke ghar water tank ki maujood hai kyunki aap bahut jyada quality mein water apne pass Tor kar sakte hain kyunki aap ko pata hai ki ab aaj Kal ke daur mein water ki bahut jyada killat ho gai hai agar aap koi bhi water use karte hain aur uske liye aapko bahut jyada missile hote hain kyunki Pakistan mein water bahut der ji ke sath kam ho raha hai sirf Pakistan mein nahin bol ke pure world mein water bahut teji ke sath kam ho raha hai jiski vajah se aapko aisi Tanki chahie Jin ke andar aap easily apne water cost aur kar sake aur uske liye aapke pass best option water tank ki hai kyunki uske andar aap bahut achcha aur bahut jyada Pani store kar sakte hain agar aap khud apne ghar mein banae to vah bahut jyada Paisa bate ho sakti hai main aapko yahi advice dunga ki aap plastic ki Tanki kabhi bhi 25 na Karen kyunki iski leakage kafi masala hota hai agar aap yah purchase karte Hain to ismein bahut jyada leakage problem aate Hain jiski vajah se aapka Pani bar baat pata rahata hai aur use vajah se Agar aapane isko apne chhat par rakha hua hai to aap ke chhat mein bhi Pani tapakne ki vajah se Sim a sakti hai isliye aapko water tank ki agar aap acche se karna chahte hain to uske liye aapko iron ki purchase karni chahie yah aapko hot water tank ki banani chahie and aur cement ki takat kabhi bhi leakage Gaye missile ka samna
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                        ASSALAM ALAIKUM!!

                        Hey friends ! Me aj ap k sath Water tank k about kuch share kroongi.

                        WHAT IS A WATER TANK?
                        Water tank mean gharo me water store krny k liye use hony wali tanki. Jis me pani ko store kr skty.Water tanks different size shape and different material me available hoti hn. Concrete plastic etc k water tank use kiye jaty hn. Is k elawa cement ki help se bhi water tank bnaye jatay thay but ab un ka use bht km Ho geya hai.


                        Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12337659

                        GOOD ASPECTS OF WATER TANK 😍:
                        Water tank water store krny k liye use hota hai. Water tank hmen economically benefit deta hai. Agar ap k ghar pe electric pump lga ho toh ap baar baar pump ko on off nai kr skty agar ap aisa krty hn toh apko electricity bills me increment ka samna krna pry ga. Or water tank me water store krny se ap light off hony k baad bhi pani ko use kr skty hn. Agar ap ny pani ki tanki bhari hui h or light off ho gyi hai toh bhi ap bina kisi hesitation or difficulty k apna work easily done kr skty hn.

                        SOME BAD ASPECTS OF WATER TANK 😔:
                        Water tanki me store water ko ap winter season me use krty huay zaroor hesitate hngy kiun k is store water intensity of weather ki waja se cold ho jaye ga jis ko use krna kafi difficult hai same as it is summer season me garm pani ka samna krna pr jata hai. Is k sath inko clean krny ka issue hai.

                        CONCLUSION
                        :Is k good or bad aspects k baad ye result samny aata hai k water tanki zroori cheez hai or is ko ghar me lazmi hona chaheay.

                        THANK YOU!!👍
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                          Salam dear members ji aapane hamare sath bahut hi achcha review share kiya hai jo ke water Tanki ke related to Diya aap ko pata hai kya aur ghar mein hi Tanki ka saroj use Kiya ja raha hai kyunki Tanki ke bagal ham log ghar mein bilkul bhi gujara nahin kar sakte aap ko pata hai ki pure ghar mein pani ka paudha use Kiya jata hai aur uske liye aapke ghar mein Tanki kaun aap bahut jyada jaruri hai jo jismein aap apna Sara Pani cover karke rakhe aur apne ghar ke har chij mein Pani easily Le se kese tarah ghar mein Tanki khana bahut jyada jaruri hai aur har Ghar mein takriban tank is truly maujud hoti hai ISI tarah main aapko iske kafi sare advantages hai jo main aapke sath detail se share karti hun .

                          Advantages .

                          Jii aapko pata hai kaise kafi sare advantages hai har Ghar mein Tanki ka surur istemal Kiya jata hai jiski vajah se Ham apne ghar mein isliye pain stomach kar sakte hain aapko different size mein 10 ki mil sakti hai agar aap ki family chhoti hai to uske sabse aap chhoti Tanki Le sakte hain aur agar aapki family badi hai to aap badi Tanki bhi le sakte hain hamen different designs of different size mein isliye mil jaati hai aur ham main hamesha acchi quality ki Tanki leni chahie Jo kabhi kharab Na Ho Varna ko bataya ki Tanki roj roj na kafi mushkil ho jata hai .

                          Disadvantages .

                          iske advantages ke sath iske Koi disadvantages bhi aur disadvantages rahi hai ki aapko pata hai ki that time ki koi floor per chhat per rakha jata hai hai aur jab chhat per jyada tej hone ki vajah se aur Tanki kharab ho sakti hai yah to fir agar aapko bataya tej barish aandhi toofan aaye jiske vajah se tab bhi aap ki Tanki kharab hone ke kafi jyada chance hote is tarah aapko usko port carefully save jagah per rakhna chahie tha ki bilkul bhi kharab Na Ho .
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                            Assalam o Alaikum umeed karta hon k sub dost khairiyat say ho gy
                            . introduction
                            Aj ka humara topic water tanki per ha jo k pani store karny k lea kaam aati ha or ye har ghar may mojod hoti ha or ye muktalif size ki hoti hain or is ki price normal hoti ha jo k aasane say le ja sakti hain

                            Advantages
                            is ki mutalif shape or size hoty hain jo k asane say mil jahty hain jitna bahra size ho ga utna pani store kar sakty hain is ka faida ye hota ha k is may pani store karny k bad bar bar moter ni chalne parti or bijli ki bachat hoti ha
                            Disadvantages
                            Har cheez k daidy or nuksan hoty hain is he tarha is k v nuksan ha jahsa k is may hum pani store karty hai. Laykin ye koch din baad ganda ho jahta ha jis say wo pani zaya karna parta ha or phr tanki ko bhar bhar ganda hony ki wajha say saf karna parta ha is ka size bahra ho to ye zaida jaga l
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;Water Tanki&quot; pr mabni hai

                              Aslam o Alaikum dear forex.
                              Introduction: HumRa apka review water Tanki KY Bary me ha Jo her ghr ki zarorat hai yah mostly ghron ki chat py pari hoti Hain yah plastic ki bhi hoti ha our cement ki bhi . Cement ki eik jhaga permanent pari rahti ha jab KY plastic wali ko hum utha KY kahein orh bhi rakh sakty Hain es me Pani safe rahta hai.main apko Esky KuCh advantages our disadvantages btaongi.

                              Advantages:
                              1) water Tanki ka sab sa bra advantage yh ha KY hum es me Pani ko safe ker sakty Hain yah oper sa cover hoti ha Pani dust sa mehfooz rahta ha.
                              2) water Tanki ka connection motor sa bhi lGya jaa sakta ha Jessa Pani easily pipe KY through Tanki me Chala Jata ha.
                              3) water Tanki different sizes ki hoti ha ap apni family KY hisaab sa ly sakty hain yah phir AP cement ki bhi banwa sakty hain.
                              4) yah Bazar me easily available ha our price me bhi less Hain AP afford Kar sakty hain.
                              5) Aksar loadsheeding ki wajah sa pani ki kami hojati ha jenky pas motors hoti Hain unky liYe, to AP apna Pani Tanki me safe ker sakty Hain jab zarorat ho ap nikal KY use ker lein.
                              6)water Tanki sa hum bejli ki bachat bhi ker sakty Hain daily motor nahi chalani parti AP eik dafa Chala KY water Tanki me Pani safe ker lein phir AP ahista ahista use ker lein.

                              Disadvantages:
                              1) water Tanki ka sabsa bara disadvantages yah hai KY yh size me Bari hoti ha to eat sauf kerna mushkil hojata ha our agr way sauf na kiya jYe to es me elgy our fungi ban jati ha Jessa Pani me bacteria paida hojAty hain.
                              2) water Tanki weight me bhi heavy hoti ha esy eik Banda utha nahi sakta esy uThny KY 2,3 bando ka hona zaroori hota ha.
                              3)water Tanki jesy KY ghr ki chat py hoti ha to barish , andhi , dhoop ki wajah sa yah kharab hojati ha our agr yah low quality ki ho to to eska clr jaLdi kharab Hojata.
                              4) water tanki size me Bari hony ki wajah sa kafi jhaga gair leti hai.
                              5) water tanki me garmiyeon me dhoop ki wajah sa Pani boht garm hojata ha our sardiyeon me thand ki wajah sa kafi thanda hojata ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X