Ye review "Motorcycle" pr mabni hai
Asslam o alaikum
Introduction
Motorcycle aik machine hai jis k main parts main motorcycle ka engine tyre aur rim , seat aur handle ye sab parts shamil hain. Ye hamy aik jaga sy dusri jaga ly jany k liye istamal hoti hai. Motorcycle sy phely cycle banya gya tha liken usy chalany k liye insan ki khud ki energy istamal hoti hai haal he main usi nazriye ko istamal kr k motorcycle banayi gai jo k petrol pr chalti hai aur iss ki speed cycle ki nisbat bhot zyda hoti hai. Cycle ki speed insan pr munhasir krti hai jab k motorcycle ki speed us k engine pr. Motorcycle different shape aur different range k hoty hain.
Advantage:
Jesa k hum janty hain hr cheez k kuch na kuch faidy hoty hain aur issi tarah motorcycle k b kafi sary faidy hain. Motorcycle hamy aik jaga sy dusri jaga ly kr jati hai. Agr hamy kisi jaga jana ho aur agr hum paidal jayen to kafi waqt lagta hai aur wohi safar hum motorcycle pr beht kr kary gy to jaldi pohnch jaye gy aur hamra kafi time bach jaye ga. Motorcycle choty sy choty safar sy ly kr bary sy bary sfar k liye istamal ki jati hai.
Disadvantages:
Motorcycle k faidy to hain liken iss k nuksaan b bhot hain.. Ye aik khatarnaak sawari hai agr issi normal speed sy zyda tez chalaya jaye to.. High speed zyda tar accident ka sabab banti hai jis waja sy jani aur mali nuksaan ka samana krna parta hai. Achi motorcycle kafi expensive hoti hain aur sasti motorcycle hr dusry roz kharaab ho jati hain. Agr unka engine kharaab ho jaye to kafi kharcha ho jata hai aur issi aik sawari k liye banya gya tha jo k aaj kal hadd sy zyda bandy behtny lag gye hain aur iss pr aaj kal to log peechy rehri laga kr iss pr overloading krty hain aur jis waja sy koi na koi hadhsa paish ata hai aur jani o mali nuksan uthana prta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим