Ye review "Motorcycle" pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "Motorcycle" pr mabni hai
    Ye review "Motorcycle" pr mabni hai


    Asslam o alaikum


    Introduction


    Motorcycle aik machine hai jis k main parts main motorcycle ka engine tyre aur rim , seat aur handle ye sab parts shamil hain. Ye hamy aik jaga sy dusri jaga ly jany k liye istamal hoti hai. Motorcycle sy phely cycle banya gya tha liken usy chalany k liye insan ki khud ki energy istamal hoti hai haal he main usi nazriye ko istamal kr k motorcycle banayi gai jo k petrol pr chalti hai aur iss ki speed cycle ki nisbat bhot zyda hoti hai. Cycle ki speed insan pr munhasir krti hai jab k motorcycle ki speed us k engine pr. Motorcycle different shape aur different range k hoty hain.


    Click image for larger version

Name:	125-Pictures-New-Model-1.png
Views:	1
Size:	487.3 کلوبائٹ
ID:	12470337

    Advantage:


    Jesa k hum janty hain hr cheez k kuch na kuch faidy hoty hain aur issi tarah motorcycle k b kafi sary faidy hain. Motorcycle hamy aik jaga sy dusri jaga ly kr jati hai. Agr hamy kisi jaga jana ho aur agr hum paidal jayen to kafi waqt lagta hai aur wohi safar hum motorcycle pr beht kr kary gy to jaldi pohnch jaye gy aur hamra kafi time bach jaye ga. Motorcycle choty sy choty safar sy ly kr bary sy bary sfar k liye istamal ki jati hai.



    Disadvantages:


    Motorcycle k faidy to hain liken iss k nuksaan b bhot hain.. Ye aik khatarnaak sawari hai agr issi normal speed sy zyda tez chalaya jaye to.. High speed zyda tar accident ka sabab banti hai jis waja sy jani aur mali nuksaan ka samana krna parta hai. Achi motorcycle kafi expensive hoti hain aur sasti motorcycle hr dusry roz kharaab ho jati hain. Agr unka engine kharaab ho jaye to kafi kharcha ho jata hai aur issi aik sawari k liye banya gya tha jo k aaj kal hadd sy zyda bandy behtny lag gye hain aur iss pr aaj kal to log peechy rehri laga kr iss pr overloading krty hain aur jis waja sy koi na koi hadhsa paish ata hai aur jani o mali nuksan uthana prta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	46.9 کلوبائٹ
ID:	12470338
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

    Assalamu Alaikum dear member Jab aap travelling ke liye different important platform ko find out kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko motorcycle Ek perfect aur best platform mil raha hota hai jisse aapko maximum advantages Mil Rahe hote hain ismein sabse main advantage of Khoya mil raha hota hai ki aap Kisi bhi time per is per travelling kar sakte hain aur aap Aisi location per ismein travelling kar sakte hain Jis Jagah per aapki local transport aur other conveyance Nahin Ja sakti uske sath sath aapko is per travelling karna bahut jyada expensive Nahin Hota aur aap apni different it important requirements ko easily complete kar sakte hain.

    Pakistan mein agar aap motorcycle purchase karna chahte hain to is purpose se bhi aapko bahut jyada facilities provide ki ja rahi hoti hai aur aapko maximum advantages of are Kiye Ja Rahe hote hain aapko easy installment Mein different outlets motor bikes offer kar rahe hote hain jismein aapko bahut hi is easily installment Dena hoti hai aur aap monthly basis per apni requirement ki basis per installment fix kar sakte hain aur motorcycle purchase ka sakte hain dear Pakistan mein motorcycle ka bahut jyada trend hai lekin Jab aap isko istemal kar rahe hote hain to ismein aapko bahut carefree isko istemal karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problems Ban sakte hain.

    Faidy :

    Dear jab aap Pakistan mein kisi bhi platform per travel karna chahte hain to motorcycle aapke liye ek best platform available hota hai aur ismein aapko maximum advantages Mil Rahe hoti ismein aap instantly apni Kisi bhi location per driver kar sakte hain aur apni requirements ko complete kar sakte hain agar aap Pakistan ke kisi City se Motorcycle per change karna chahte hain to is main aapko several companies ke motor bikes offer ki Ja Rahe hote hain aap apni Pasand ke mutabik koi bhi achcha motorcycle purchase kar sakte hain uske sath aapko bahut jyada advantages of sakte hain jo aap Kisi bhi motorcycle ko pratyaksh karne ke bad complete kar sakte hain.

    Nuqsan :

    Dear jab aap motorcycle per travelling kar rahe hote hain ismein aapko bahut care for local train driving Karni chahie Kyunki agar ismein aap overspeeding karte hain yah Jab aap raining ke dauran motorcycling kar rahe Hote Hain To Aisi situation main is per aapki travelling bahut jyada dangerous ho sakti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

      dear motorcycle aik ghar main sab say ziada istemaal honay wali cheez hay jis main agar ham ko koi bhi kaam nai hay to tab bhi hamain isk honay say bahut saray kaam hain jisk baghair ham kabhi bhi apnay ghar k kaam ko complete nai kar skatay hain jiski help say hamin kahin say bhi saamaan lanay k liye isay use kia jta hay hamko kahin bazaar jana hay to tab bhi hamain usk liye chotty motty galion say guzarnay k liye isi ka he sahara laitay huway ham araam say har ak kaam ko mukammal kar skatay hain agar ham yeh sochtay hain k hamara sirf isk baghair guzara ho sakta hay to asia sochna bhi ghalt hay aur asia hona bhi na mumkin hay jisk bagahir agar hamain kisi kisam ki zaruriat ko poora kanray main ham kamyab ho saktay hain to aisa kartay hwuay jahan ppay ham nay aik kaam ko kuch hours main karna hay ham iski help say usay minutes main kar saktay hain jisk liye hmari is sab say barri zarurat k bgahair ham kisi bhi kaam k nai hain aur na he ham isk baghair kabhi kisi k pass pounch saktay hain is liye iski zarurat ko mehsoos kartay hwuay hamin is say bahut saray faiday hain aur sath sath kuch nuksanaat bhi hain jinka zikar ham apnay is review main kartay hain jiski tafseel darj zail hay.

      FAIDAY;

      dear agar hamary pass hamaray ghar main aik achi motorcycle hay to hamko uska sab say barra faida yeh hay k jub hamko koi bhi kisi kisam ki emergency main sawari nai mil rahi hay aur jub hamko isk ilawa kuch bhi aur nazar nai aa raha hay to ham isay har kisam ki emergrncy mainnbhi use akrtay hwuay is say faida utha saktay hain aur agar hamaray passs ghar main motorcycle hay to ham har aik kaam ko time pay karnay say is say achay faiday ki umeed kar skatay hain.

      NUKSAAN;

      dear yeh aik alag baat hay k motorcycle k honay say hamain ziada faiday ki umeed hay laikin usk sath sath agar hamko is main safaer kanray say kabhi ky oi accedent hota hay to us say hamko jo chott lagty hay wo ziada tar haamray head pay he lag janay ki tawako ki ja sakty hay jisk sath sath ya kam say kam hamari death ho sakty hay ya phir hamaray jisam ka koi bhi aisa hisaab damage ho sakta hay jis say hamain bahut ziada nuksaan hos akta hay.
      agar ham is situtaionsko apnay mined main rakh kar iski sawari kari kartay hain to hamko is nuksaan say bachnay ki bhi umeed hay aur ham is nuksaan say bhi bachnay main kamyab ho saktay hain.
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

        Assalm o alaikum guys aaj ka review Motorcycle pe mabni hai

        Motorcycle aaj ghrelo istemal mai bht ziada use honay kga hah log baar taxi rickshaw k karayeon se tang aakr motorcycle khid buy krlete hain. Ye choti family kliye bht acha aur faida mnd cheez hajn aur iskay ilawa agr aap ko bazar se kuch lana ho paidal chal k janay se behtr 2 mint kee ride len bike pe aur jaldi se cheez pkar layen aur ye kafi time saving hai aur kafi tezz b hai...

        Bike ko aasaani se baaAr gali koochon mai le jaskty hain ispe 2 se.3 swarian aram se beth jati hajn aur cha comfortable aafar ho jata haj ye bazar k rush mai assani se handle kiya jaskta hai. Aur ispe load b laad skty hain aur sko chlanay mai mssani hoti haj or wazan k sath smbhlaana thra mushkil hota hai pr itna b nu aur iskay ilawa agr bike achi company aur achi tunning k sath rakhi gyi ho to iski mileage bht achi hai aur bht time aur paise saving cheez hajn ... Family kliye tou aur b achi haj 2 mian bivi 2 bachin kee choti family kliye tou aur b achi cheez hau paison kee saving b haj taxi rickshaw k karaya kee saving hai aur iskay ilawa ye aap isko apne kaam karobar mai b istemal kr skty hain .. bikes kee bht see kisme hain diffrnt power j bikes hoty hain koi 70cc hoty koi 125cc aur 150cc b hoty hain jo ajkl ghron mai istemal hoty hain pr aap ko 70cc ee use krna chahiye kkun ki iski milegae ziada hhai aur khrcha km haj baqi heavy machine k heavy khatchy hty hain.....

        Bike jitni faida mand hia itni khtrnaak swari b hai ispe beth shaks kee zra see b ghlti oski jaan le skti hai aur ajr ghlti ni hoto doosray kee bike driver ko mout k ghaat le jaati hai... Kiun ki ye 2 tyres pe mushtamil hiti hai aur bht unstable gaari hau aur iskay ird gird koi safety cheezen hain.... Is gira hua bnda bina chout ni uthta osko lazmi chot lg ee jati hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

          Asslam U Alikum
          Dear Forx Finds umeed krta ho Ap sab thk ho ge To Aj ka Topic he Motorcycle han g dosto Motor Cycle aik machene he Jis ka istemal Aj kal bahot ho raha he Motorcycle mn injen ka kmal hota he jis ke badolat wo chla he motorcycle mn jab tak ap petrol ka istemal nahe kro ge to wo nahe chly ga jis tra Ap log khaty pety ho to tandorst rehty ho ise tra Ap motor cycle ka kam fit kra k rahken ge moblail wagera sahe ho ga to Ap ka motor cycle bahot fit rahy ga or ap k pas kafe time sahe rahy ga ..or os k noqsanat bhe kuch hem ap ko pta he k motor cycle k 2 paia hoty he ya jab ap chla rahy hoty ho to ap ko ahteat se chlana chaea q k ye gir sakta he to ap ka bhr noqsan hota he or motor cycle ka bhe ap ko pta he na k jo bhe axedent hota he to zaida tar motocycle ka hota he is se insan ke jan bhe ja skte he ise lia is ko ahteat se chlana chahea . Thnku
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

            Assalam o Alaikum dear friends aaj ka hamara review motorcycle par mubani hai jesa k ap sab log jantey Hain k motorcycle ek sawari ka naam h his par do log aasani se Beth Kar kahin bhi ja saktey hain. motorcycle par bethny k liye helmet ki bohat zaroorat hoti hai kiun ye hamen chot lganey se bcgata hai. Aj kal har city mein motor cycle har showroom mein mil jatey hain. motorcycle bhi different iqsamm k hotey Hain jesa k
            Honda
            High speed
            Motorcycle hamein second hand bhi mil jatey hain. New motorcycle bohat costly hotey Hain isliye zyada log second hain motorcycle lena pasand kartey Hain. Aj k dour mein motorcycle har Ghar ki zarrorat hai kahin bhi Jana ho motor cycle par ja saktey hain is ko ghar se nikalna or andar lana b easy hota hai ab Ham motorcycle k faidy or nuqsan k Barry mein baat karte hain
            Advantages
            Motorcycle k bohat se faidey hen jesa k motor cycle apni sawari hoti hai Ham jab chahen kahin bhi as ja saktey hain gharon ki tarah ye nikalney ya andar karney k liye time nahi let's. Is tarah ham time ka ziyah kiye baggair kahin bhi Jani bhi ha saktey hain .hamein second hand motorcycle munasib keemat par mil jatey Hein or so chalney mein bhi mushqil nahi kartey.
            Disadvantages
            Motorcycle k kuch nuqsan bhi hen jesa k motor cycle par zyada tar boys apney doston k sath reclining kartey dikhai detey hai his se accident ka bohat khatra hota hai I San ki has bhi ja sakti hai. Isliye hamein motorcycle ko ehtiat se chalana chahiye or bacchon ko motorcycle chalney se tokna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

              Guys ajj kal k dor me travel krna hr insan ki majboori bn chuki ha hr ksi ko kahen na kahen travel krna hi prta ha to asy me sb se assn aur sasta safar motor cycle ka ha chalen shuru krty hn.

              Advantages:
              motor cycle k bht sary faidy hn motor cycle se travel krny me timd bht km lgta ha waqt ki bachat hoti ha
              motor cycle rush me bhi kahen na kahen se rasta bna k nikal jata ha
              iski fuel average bht achi hoti ha jis se paison ki bht bachat hoti ha.
              ye car etc k muqably me sasta hota ha jis se apki bht bachat ho jati ha
              iski maintaince cost bht km hoti ha
              isky spare parts bht sasty hoty hn
              is k travel se km waqt me kahen bhi ja skty hn
              isko parking k liye bht kam jaga chahie hoti ha.
              choti family k liye ye ik bht achi sawari ha jis k km paisy lgty hn.
              iski maintaince kahen se bhi ho jati ha bht asani se.
              is py do log aram se travel kr skty hn
              ye installment py bhi mil jati ha aur sasti bhi.


              Disadvantages:
              ye long route k liye sahi nhi ha
              is k accident bht khatrnaak hoty hn
              ye two wheel ha to is k girny k chances ziada hoty hn.
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                motorcycle aik vehicle hai aur har insan iskay naam aur iski shakkal se achi tarah waqif hay aur shayd pakistan mein koi aisa ghar ho jahan rehnay walay afrad k pas motorcycle na ho.motorcycle vaqt ki aham zarurat hay aur yehi wajah hay k yeh taqreeban har ghar mein maujood hota hay.pakistan mein motorcycles banany wali bohat si companies hain jaisa k Honda,Yamaha Suzuki etc.iskay ilawa kuch china ki bhi motorbikes pakistan mein aasani se mil jati hain.motorcycle ka major function yehi hay k is pe sawari kr k hum apna fasla km vaqt mein poira kr sktay hain aur isko challany wala insan thakta bhi nahi hai motorcycles ki mukhtalif shapes aur mukhtalif designs hotay hain aur har motorcycle apny design aur company ki wajah se different price ka hota hai.motor bikes 50Cc engines se le kr 700cc tak k engine mein mil jatay hain.150cc de above power k motorcycles ko heavy bike ya racing motorcycles ka naam bhi deya jata hay aur aisy motorcyckes boht km apko nazar aaingay q k yeh sirf enjoy aur entertainment k leye hain normakky oakistan mein 70cc se 150cc tak ki bikes apko ziada nazar aaingi.motorcycles ki seating caoacity 2 hai iska matkab is pe 2 persons travelling k leye allow hain magr aap ne dekha higa k log is rule ki parwah nahi krtay aur 2 ki bajaye 4 ya 5 afraad bhi bike pe sawar ho jatay hain jo k sb se barri be waqoofi hay q k ziada afraad ki wajah se over weight honay ki wajah se koi bhi incident ho sakta hai motorcycles ko hamesha helmet pehn kr dribe krna chahye q k iski drive aik risky drive hay aur aksar dekha gaya hay k agr motorcycles ka road accident ho to mostly logo ki feath head injury ki wajah se hoti hai is leye helmet ka istamal yaqeeni banana chahye aur iskay sath sath traffic police ki taraf se banaye gaye rules pe ammal krna chahye isi mein hm sb ka faida hai.motorcycle ka sb se barra dusadvantage yehi hai k iskay 2 tyres hain iskay ilawa iski koi support nahi hai to aksar yeh slip hota hay aur accident ki wajah banta hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                  Asslam o alikum dear members.. yeh post motorcycle per mabni hai

                  INTRODUCTION..
                  Motorcycle hmari zndagi mn bht ehmiyat ka haamil hai..
                  Motorcycle aik two wheel vehicle jis pe 2 afraad asani se saffar
                  Kr skty hn ..

                  FAIDY :
                  Dear members motorcycle k be_inteha faidy hn motorcycle aik bht
                  Kam kharchy wali sawari hai.. jis per hum km wqt aur intehai km
                  Kharchy mn kahin bhi saffar kr skty hn.. size mn choti hony aur
                  Light weight vehicle hony ki wja se asaani se control ho jati hai
                  Aur kahin bhi kam jagha per bhi adjust ho jati hai.. motorcycle
                  Intehai km qeemat mn behtreen sawari hai jahan aik aam insan
                  Car ya car ka kharcha afford nahi kr paata motorcycle ba_asani khareed
                  Skta hai ..

                  NUQSANAT:
                  dear members motorcycle ka sb se bara nuqsan yeh hai k
                  Two wheel vehicle hai jo asani se kisi bhi haadsy ka shikar ho skti
                  Hai .. motorcycle two wheel vehicle hony ki wjah se stable nahi
                  Hai .. motorcycle per hm lmby saffar pr nahi ja skty .. aur accident
                  Ki soorat mn shadeed nuqsan ka khatra hota hai insan ki jaan bhi
                  Ja skti hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                    Asalamalikum!!!
                    Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga .... Aj ka hamara topic motorcycle par mabni ha . Motorcycle aj Kal ki for ki bht zarori cheeza ha . Aj Kal motorcycle ka bhgr guazra mumkin nhi ha . Motorcycle par hum ik jhga sa disri jhga travel krta ha .is ki bht sara types hota ha ur mutalif design ma bhi milta ha . Motorcycle ������️ but zaror cheez ha kio ka aj Kal itna zada safr padal krna mumkin NHi hota ia lia log zada tar bike use krta ha . motorcycle petrol ka Zaria chlta ha . Is oar hmara safe jldi ho jata ha ur time Bach jata ha .ya but achi cheez ha travel krna ka Lia .is ka but Sara faida hota ha . Is ka price 60000 sa shuru hoti ha ur aga chlti rhti ha jitna achi bike utni zada Price . Aj Kal ya har ghr ma mojod hoti ha . Kio ka ya but zarori ho gia ha is ka bhgr Safar krna muksil ha kio ka padal ma bht time lagta ha is Lia motorcycle but zarori cheeza ha Safar krna ka Lia ya hmara time hi bachta ha . Aj ma ap ko is ka faida ur nuksan btaoun ga .
                    Advantages:
                    Motorcycle ka but Sara advantage hota ha .. motorcycle but kam fuel Leta ha is Lia ya fuel ka itna zada Kharcha nhi krwata ha . motorcycle but kam khrb hota ha ur BHT sasta ma thik ho jata ha .is ko parking ka Lia bht Kam jhga zarorat hoti ha ya thori shi jhga par park ho skta ha .ya traffic ma sa as I sa nikl jata ha kio ka is ka size hota h . Motorcycle ka chori hona ka bht Kam chances hota ha .is ko drive krna bht asn hota ha .ya but faida mand cheez ha ur ik achi safari ha .
                    Disadvantages ������:
                    Motorcycle ka kuch disadvantage bhi hota ha . Ia ka chlna ma bhr kgrta ha koi sfatey ka Lia cheez nhi hoti ha . Agr ma koi cheez buy krta ha to is par carry nhi kr skta kio ka is par jhga nhi hoti ha . Is ka accident ka chance zada hota ha . Barish ma ya slip ho jata ha ia ko chlna ka Lia helmet ki zarorat parti ha Jo carry krna muskil hota ha . Is ka Tyers jldi khrb ho jata ha .
                    Umeed ha ap sab dstn ko review psnd ai ga . Thanks 👍👍😊👍
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                      Assalamu Alaikum dear Forex member Jaisa ke aap Jante Hain Mera aaj ka review Ek motorcycle par hai hai aur Jaisa ke aap Jante Hain ke motorcycle aajkal bahut hi jyada ho chuke hain aur Ahmad bhi ho chuke hain motorcycle aaj kal Har Ghar ki jarurat Ban chuka hai hai motorcycle Ek bahut acchi Sawari Hai Jise Ham aasani se Safar kar sakte hain Motorcycle ke jitne acche fayde bhi hai utna Jyada nuksan bhi hai motorcycle ko drive karte waqt Hamen bahut hi Khyal se driver Karni Hoti Hai Kyon Ke Is Se accident hone ka vah bhi hota hai to isliye Hamen chahie Ke Jab Ham motorcycle driver karen to Charon taraf se Khyal rakhen ke Hamen Koi chij nuksan Na pahuncha sake motorcycle chalate Waqt Hamen na to Koi mobile use karna chahie aur na hi koi Aisi chij use Karni chahie Jis Se Hamen nuksan HoHo Hamen motorcycle chalane se pahle use ko check kar lena chahie ke is Mein petrol hai aur is ka Har purja Fit hai yah sabo chijen check karne ke bad Hamen motorcycle Ki Sawari Karni chahe Motorcycle ke bahut hi fayde Hain is Mein Do hi Apradh bahut aasani se Safar kar sakte hain Aaj Kal ke Daur Mein motorcycle bahut jarurat banaa chuka hai Jise Ham aasani se Safar kar sakte hain motorcycle Ek bahut hi Aasan Sawari Hai Jis per Ham sakon se drive kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                        motor cycle ijaaad ki ammi h jo boht zayda faida deti H
                        tbhi to ammi k🤦*♂️hti h ky beta washroom bhi tum ab biker Jaya kro 😂😁😁😁🤣🤣🤣
                        pr bike chalana boht asani h itni mushkil hamare life bhi H 1 glti or oper faida to bhot drti h pr nuqsan bnana
                        zindagi sy hat dhoo betha H
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                          Topic For Discussio:Moter Cycle
                          Yeh Review Moter Cycle pr mabni hy.
                          Moter cycle jisy Bike Bhe kaha Jata Hy yeh 2 paiyon wali gari hoti h. yeh aam toar par lohay aluminum ore steel sy bnaya jata hy.jisy Zarort k mutabiq aik khas design dia jata hy. es main petrol engine hota hy jo k amoman 4 stroke hota hy. moter cycle aik aram deh ore portable sawari hy jis ke hamari zindagi main bhot ziada zrort hy aisa samj lain ka yeh hamari zindagi ka aik eham juz hy. Yeh 70cc, 78cc,90cc,100cc,125cc,150cc, 250cc Wghrea main dastiyab hy. moter cycle aik portable sawari hy jis ke aik main waja eski fuel average hy yeh taqrebn kam sy kam aik litre main 35 km krta hy ore ziada sy ziada 70 km.ore Yeh 35-70 aik bahot achi average hy. jis mn ap kam kharch main bahot ziada safar kr skty hn.choty safar ke yeh aik achi sawari hy.esko chala kafi asan hy ore bnda thory dinu maim eska driver ban jata hy. es ka electric ore mechanical functions ke samjhna bhe kafi asan hy es lia es main anay wali choti moti fani kharbiyon ko asani sy hal kr lia jata hy.Es main thora safety issue hy lihaza motor cycle chalaty waqt helmet ka istimal zror krien.
                          Advantages:
                          Es ka faida yeh hn.
                          1)Chalana asan hy.
                          2)fuel Average Achi hoti hy.
                          3)Kharch kam hy, spare parts sasty hn.
                          Disadvantages:
                          1)Lamba safar nhi kr sktay es py.
                          2)safety ka issue. hota thora.ehtiyat sy chalana parta.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;Motorcycle&quot; pr mabni hai

                            Salam ap n hmry Seth bahut accha review share kia h jo k motorcycle p mbni hai..
                            Pakistan mn different companies motorcycle offer karti hyb jin mn s chand ak k name darjj zail hyn
                            Honda
                            Suzuki
                            7star
                            Yamaha
                            Eagle 🦅 etc
                            motorcycle k kych faidy r nuqsanat mn ap s share krna chahungi

                            Advantagez

                            Inko chalana asaan hai
                            Bahut jldi Apko manzil tk phncha dety hyn
                            Ap instalment o b khareed skty hyn
                            Yeh 2ya 3logo ko b easily bithaa skty hyn
                            Petrol ⛽ km use hota hai
                            Ap 2nd hand ✋ b khareed skty hyn

                            Disadvantages

                            In j Kuch nyqsanat b hyn Jese k
                            In mn kah safety measures nahi hoty
                            in men accident ka bahut khatraa hota hai
                            Kuch bahut jldi khrb hojaty
                            Achii companies k motor cycle mehngy hoty hyn

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X