yeh review dust bin par mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: yeh review dust bin par mabni hai

    Assalamu Alaikum dear Forex friend ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge dear members aaj ka Hamara review Dust bin par mabni hai to Chaliye Is ke bare mein information share Karte Hain apky sth...

    Advantages of Dust Bin :--
    Dear Forex friends Safai nisaf emaan hai, apny apko apny ghar ko aur apny qreeb tmam area ko saaf karna Hamara faraz hain, aur apny tmam Jago ka khyal Rakhna aur Safai ka khas khyal rkhna bhut zaroori hai, gharo ko, muhallo ko, aur Tamam areas ko saaf karny ky liye mukhtalif cheezon ka istemal bahut Hota hain, en Tamam tar cheezon mai sy aik msin cheez DUST BIN hai, Dust bin main Ham apny ghar ka, apny kitchen ka, aur apny Muhally ka Tamam gand aur kachara phankty hain, jo ba asani aik band bin main kachra parha hota hain, es ka faida yi hai kh Jab Bhi us kachry ko jalana ho ya aik jaga sy dosrii jaga painkna ho to aram sy ham us bin Utha kar aik jaga sy dosrii jaga paikh ajaty hain kahi dour...

    Disadvantages of Dust Bin :--

    Dosto har cheez ke faidey bhi hai aor sath sath nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah dust bin ky faido ky sth sth kuch nuksaanat bhi hai, wasy to es ky itny nuksaanat nahin hoty Lakin Jab Bhi es main kachara musalsal dhala jata hai, aur bar waqat us kachry ko jalaya na gya ya aik jaga sy dosrii jaga shift kar ky phanka bhi na gyaa to us kachry sy Dust bin ky andar sy bhut gandi smell Ana start ho jata hai, jis sy mahool py Kafi bura Asar parta hai, to es ley hamy chaey kh ham jo bhi kachara chahy ghar ka ho ya kitchen ka to us ko dust bin main dhal to dain Lakin dust bin ko bhi daily na ho to kam az kam weekly khsli karty rhaa Karen, es sy mahool par bura Asar Nahin padega..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: yeh review dust bin par mabni hai

      Asalam O Alykum Friends Dustbin Ek Roz Mra Kay Use Kay Lia Kaaam Ata Hai Or Har Ghar Men Apko Is Ka Istamal Nazar Aye Ga Office Men School Men Or Mohaally Kay Kisi Kony Men Kun Ky Hamaen Is Ka Istamal Krna Chayea Or Apna Kachra Nechy Or Galion Men Nahi Phenkna Chaheya Or Apna Ghar Or Mohallah Saf Krna Chaheya Or Gand Zyada Jama Ho Jaye To Us Sy Bemarian Bhi Phailti Hain Or Hamen Nuqsan Ho Skta Hai Is Sy Jan Ka To Ap Sb Ko Jahan Bhi Kachra Nazar Aye Ap Usy Side Pay Kr Den Or Apnay Ghar Ka Kachra Dustbin Men Phenken Or Dusron Ko Bhi Is Kay Bary Men Btyen.
      • #18 Collapse

        Re: yeh review dust bin par mabni hai

        Asalam O Alikum. Main umeed karti hun k ap sub log khriyt say hun gy. J ka review dust bin pay mavni hai. Fust bin har ghr ki zarurt hai har school ma college ma har jaga hoti hai jis ma hum log apna faltu kachra dalny k liye use krty hein.
        Ghro ma b 1 say zyda dyst bin hoti h ik kitchen ma or ik rooms ka gand phenkny k liye.
        Dust bin k uses:
        Is k use krny say jaga jaga pay humien gand nazr nahi ata or safai b achy say ho jti hai kahny peeny waly weeper b dust bin ma phenk jaye to room b neat and clean rhta hai or zayda messy nai lgta.
        Dust bin k nuqsan:
        Duat bin ka khass nuqsan to ni h magr jub kabhi dust bin bhari hoi ho or usko time say khali na kiy jaye to smell any lg jati hai ya dust bin agr galti say ulat jaye ya us ka ander ka kachra geela ho jaye tb b gandi smell any lg jati hai jis say sar drd b start ho jata hai or kafi ganda lagta hai.
        Him sub ko chahiye k humien har jaga ko saf suthra rakhna chahiye ta k ganda na lagy or clean rah k hum khud ko acha dekha saky. Q k safai nisaf imaan hai.
        Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	17.9 کلوبائٹ
ID:	12334663
        • #19 Collapse

          Re: yeh review dust bin par mabni hai

          ASLAMOALAOKUM DEAR FRIENDS SUBAH BAKHAIR umeed hy ap sb lo keriat sy hongen ajka topic dustmbin per mabni hy dosto duatbin hm korra karkat kly istamal krty hen yeh hr jagah mojood hota hy maslan ghar, school ,colleges , universeties ,offices, visitng place public places or parks me agr dustbin na hoon to muhally mn hr jagga gandgee he phail jay hm jo b cheez khaen uska raper dustbin me dal kr muhazib shehrii hony ka saboot den dosto isky kuch faiday or kuch nuksanat hen jin k bary me hm abi discuss kren gen .
          ASVANTAGES...
          DOSTO dustbin k bht sy faidy hen yeh mahol sy aaloodgee khatam krny me bht karaamad hy jo cheez kabil istamal nai hotii is me dal dety hen phir isko cantonment waly khalii kr k ly jaty hen or waste materrial ko jala dety hen istarah hamaree faza b saf rehtee hy agr hm aik achy shehree hen to iako istamal kr apny city or watan ko gandgee sy pak saf kr skty hen iskii waja sy hamri public aces or parks saf rehty hen or wesy as a muslim safai nisf eeman hy.
          DISADVANTAGES ...
          Dosto jistrah is k faidy issi tarah isk kuch nuksanat hen agr hm is me khany ki koi bachii hooi cheez dal dety hen to wo faza me badboo paida krtee hy jis sy logon ka sans lena mushkil hojata hy or agr cantonment waly iss wakt pe khalli nai krty to yeh waste matterial sy bhar jata hy or gandgee bahir virrny lgtii hy jis sy mahol kharab hota hy .is k aas pas janwar ghoomty rehty hen isleay isme koi aisii cheez na dalen jo badboo paida kry.
          • #20 Collapse

            Re: yeh review dust bin par mabni hai

            Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
            I hope ap sab fine hon gy or forex par hardworking kar rahy hon gy forex aik best plateform hai jaha ham ghar bethy bohat earning kar sakty hain ab ma apny topic ki taraf chalti hun.
            Introduction:
            G guys ap ny aik bohat acha review paish kiya hai mera aj ka jawab '' Dustbin '' par mubni hai dustbin har ghar ki important zarurat hai or har ghar ma aik sy zaaid dustbins mojood bhi hoti hain dustbins plastic,wood,steel ki hoti hain yeh bohatt usefiul hoti hain aj kal to automatic dustbins bhi hain jo ky pao sy khul jati hain jo ky useful hoty hain ab ma apko dustbin ky faaidy or nuqsanat ky baary ma btaon gi.
            Advantages :
            Dustbins ky bohatt sy faadiy hain jo ma apny knowledge sy apky sath share karny ja rahi hun;

            1.Dustbins bohatt important part of our homes cleaning hai...
            2.Dustbins ma ham har waste ko daal dety hain..
            3.Dustbins ki wajah sy hmaara ghar saaf rehta hai..
            4.Now-a-days bohatt avhi or decorative dustbins bhi hain jo ky pari hui bohat achi lagti hain..
            5.Dustbins har room kitchen ma rakhi ja skti hain..
            6.Dustbins hamy market ma easily available hoti hain..
            7.Dustbins diffrent coours ki available hoti hain ham apny room or house ky paint ky mutaabiq inhy buy kar sakty hain..
            8.Inki price bhi itni zyada nahi hoti..

            Disadvantages :
            Dustbins ky faido ky sath sath kuch nuqsanat bhi hain lekin isky nuqsanat dekhny ma samny nahi aty:

            1.Dustbins loe plastic wali bohat jald toot jati hain..
            2.Steel wali dustbins thori expensive hoti hain..

            I hope apko mera aj ka review acha lagy ga or ap isy like bhi karen gy .JazakAllah !
            • #21 Collapse

              Re: yeh review dust bin par mabni hai

              Assalamu alaikum my dear all friends members khairiyat se karta hun aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan Aaj Hamara topic Hai Re Hai dustbin ke upar to AAP Sab Jante Hain matlab Har office mein use Kiya jata hai dasvin ka yah Paida Hai yah Jahan per bhi hota hai matlab Hamen kachra vagaira ismein fenk Dete Hain Aur Dance bhi into aajkal Har quality ke hue hain new news colour mein bhi hai Ham Jaisa Chahe usko use kar sakte hain market Mein ja ke naya naya Mein available hai vahan se khareed sakte hain acche wala kharidna chahie Aur dasvin Mein Pani to bilkul Nahin Hona chahie usmein Hamesha Jija Sawan job use karta hai usko apna Saat Salam hall Rakhta hai aur ham Jab Bhi market Mein kharidne Jaate Hain To Hamen Harkishan ke Jasmine Najar Aati Hai Ya Kamre Mein Padi Hui aur ya nahin Khubsurat Najar Aati Hai ismein Nahin Har colourful aur designing Ki Nahin I padi hai market mein aur jab Ham isko ghar mein rakhte Hain To yah ghar mein Khubsurat Lagti Hai aur yah nuksan De Hai ismein matlab Jyada plastic Ki Dagar gajraja Dal Diya Jaaye to yah Phool sakti hai aur sabse acchi Hamesha saaf kara Rakhna chahie aur use Karni chahie jitni Shastri Hogi utna hi mahaul Achcha Rahega test Punjabi khareed do acchi aur ek number honi chahie main yah Kahana Chahunga ke din Jab Bhi khariden Ek majbut Aur Paida Re kharida Karen dustbin Hamesha Ghar Mein Sab 17 Mall Karti Hai Aur dasvin Ko rakhne sahi hai ki Ham Amrit ka kachra Hote Mein Dal sakte hain ya market Mein jakar acchi acchi aur ek number hai ki Patali Yaar Ki Tum ki mil Jaati Hai dost Peene kharidne se pahle kya hai dekh le Dari honi chahie Na Karna Kise Naal Hona chahie ismein aapane Jyada Lenge to yah Desh Hai Hamen chahie ke office Aur ghar mein dost Mein Rakhe jis mein Chhota Mota kachra Munh Mein Dal Dete Hain aur FIR Ho Sehwag 200 Khali kar de
              • #22 Collapse

                Re: yeh review dust bin par mabni hai

                Assalamu alaikum dear friend aaj ka hamara review dustbin par mubny Hy dustbin ko aajkal har Ghar mein use Kiya jata hai yah bahut hi fayde mand hai aaj Ham is per apna knowledge share karenge aur iske advantage aur disadvantage ke bare mein janenge
                Advantages
                Ismein Kura dalney se aludgi nahi phelti. Hr jaga munasib dustbin ka intezaam hona chahie. Is tarah Kura idhar udhar nahi pheley ga aur mahaul saaf suthra nazar aaega. Kudadan mein kuda dalne se insan tameez dar lagta haiaur yah bhi kaha jata hai kis finance abhiman hai isliye hamen kudadan mein kuda dalna chahie aur gate ki safai ka khyal rakhna chahie aur dustbin iske liye sabse mofeed h
                Disadvantages
                Jis tarah har chij ke fayde hote hain usi tarah nuksan bhi hote Hain ab Ham dustbin ke nuksan ke bare mein jante Hain dosto dustbin ky boht ziyaza naksan nhi hn is kom hm hr jgah asani sy use kr skty hyn lkn agr ya toot jay to is k andr mojod sara saman gir jatta hy or gndgi phyl jati hy jis sy boht bura hota hy hmen duastbin achi compny ki use krni chahiy q k hlki qualty ki dustbin jldi khrab ho jati hy dosto agr hm dustbin ki time per sfai nhi krty to is mn sy badbo any lg jati hy or hmara mahol khrab hop jata hy is k ilawa is sy boht ziyada bemarian b phel jati hn jesy maleria b phel skta hy ager hm in choti choti chezon ka khyal rkhen to hm boht bary nuksan sy bch skty hn
                • #23 Collapse

                  Re: yeh review dust bin par mabni hai

                  Dear Member Dustin b Ghareelu istemal ki chzo main Ahmiat ka Hamil hay.
                  Jesy ky hmain Pta hay ' Safai Nisf Emaan hay ' ye Gher ko saaf suthra rkhny main kaam hota hay.
                  Hr Gher ka aik Main Bra Dustbin hona chaiay sath main Hr Room aur kitchen main Chotay size ka hona Chaiay.
                  Dosto ye koi Mehnga Item nai hay 250-500 tk apko acha Face Cover wala b mil jata hay.
                  Tareeqa e Istemal:-
                  Dustbin k liay apko Shoppers aj kal asani say mil jaen gay. Ap dustbin ko Shopper say cover kr dian aur jb kachra bhar jaey woi shoper pack kr ky phaink aen, is say apka dustbin b saaf rhay ga aur asani say kachra b dispose off ho jaey ga
                  • #24 Collapse

                    Re: yeh review dust bin par mabni hai

                    Asalamalaikum:
                    Dosto me umeed karta hn k ap sab kheriat se hon r aj ap ne hmary sath bhut
                    Hi acha review share kia h jo k dust bin oar mabni hy dosto jese k hum sab janty hein ye har
                    Ghar ki zarurt h r har ghar me paayi jati h hum dust bin me kachraa ohenkty hn jo k hmary kitchen
                    R room me b oayi jati h ic ki bhut c shapes hti hn r ye plasstic r steel ki b bni hui hme mil sakti hn
                    To chlen ab hm ic k khuch fawaid r nuqsanant oar bat kren ge
                    Advantages:
                    Dosto jese k hum sb janty hn k dust bin k bhut sary fawaid hein jin mese khuch ka zikr
                    Me yha or karun va ic ki sb sa achi bat ye h k hm ic ko kahin b asani se move kar skty hn r ye bhut
                    Bhaaari b ni hti jati ici wja se hm asaninse icy move kr skty hn r icki sb se achi bat ye h k ue zyda
                    Mhngi b ni jis wja se icy har koi afford kar sakta r ye hme qareebi shops se mil jatu h r ye hme plastic
                    Body r steel ki body me b mil jati h
                    Disadvantages:
                    Dosto jese k ap sb janty hn k har cheez k dawaid k sath sath nuqsanant bhi hein ici tarh
                    Ic k bhi khuch nuqsan hn jese k hme dust bin achi quality ki leni chahiye q k ic me smell ban jati h jis wja se
                    Har trf smell ho jati h r agr ye toot jae to har trf gand phaill jata h
                    • #25 Collapse

                      Re: yeh review dust bin par mabni hai

                      Aaj ka Hamara topic dustbin per hai....

                      introduction....
                      200 dustbin hota hai jismein Ham Apne istemal Shuda chijen dalte Hain 10 Din ko ghar mein jyada use Kiya Jata Hai Taki Agar ghar mein koi bhi kachra vagera ho to vah uthake dustbin Mein Dal Diya Jaaye Jab aap ka kachra dustbin Mein Dal Diya jata hai to Municipal wale Aate Hain aur aapka kachra uthakar Le Jaate Hain...

                      advantage of dustbin...

                      dustbin ke bahut jyada fayde Hote Hain Jaisa ke Ham dustbin ko ghar mein use karte hain office mein shops Mein beauty parlour Aur Bhi bahut places per dustbin Ka istemal lazmi Hota Hai Jindagi ke kisi bhi Shobha Mein test Mein zaroor istemal Hota Hai dasvin ke bahut jyada fayde hote hain Kyunki Agar Ham Kisi neat and clean Jagah per Baithe Hain To vahan per Hamen dustbin ki bahut jyada jarurat Hogi Kyunki Agar dustbin Nahin hoga to kachra Nahin Jaega aapki Jagah per polution ho jayegi...
                      Isliye Hamen chahie kya Ham dasvin Jyada istemal Karen dustbin se Aalu ki kam hoti hai..
                      • #26 Collapse

                        Re: yeh review dust bin par mabni hai

                        Assalamu Alaikum doston Umaid Asif khairiyat se Honge Jaisa ki aap Sabko pata hai ki yah review dustbin per mummy hai tu to Samay aapko bata do ke dustbin bahut hi Jaruri aur ahem chij hai aisa kya aap sabne Dekha Hoga ki aaj ke Jamane Mein Sare Ghar per Uske aur tiles aur marble Savera ke Bane hote hain isliye Har Ghar Mein kachre Ki gunjaish Nahin Hota To iske liye log Mushtaq ke Sanket dustpan Chhote aur Bade istemal Karte Hain bahut hi Jabardast chijen ghar mein Rakhna chahie iski bahut jyada fayde bhi Hote aur nuksan Aaj Bhi Hote Hain, dosto duatbin hm korra karkat kly istamal krty hen yeh hr jagah mojood hota hy maslan ghar, school ,colleges , universeties ,offices, visitng place public places or parks me agr dustbin na hoon to muhally mn hr jagga gandgee he phail jay hm jo b cheez khaen uska raper dustbin me dal kr muhazib shehrii hony ka saboot den dosto isky kuch faiday or kuch nuksanat hen jin k bary me hm abi discuss kren gen, Kyunki doston har har chij Jo Insan Kaise Maloom Hota Hai Uske fayde bhi hote hain aur nuksan Aaj Bhi Hote Hain To Main likhta hun niche aapko Dushman ke fayde pahle paragraph Mein aur doosry main aapko nuqsanat likhta hun.

                        Faidy:
                        Doston kar fayda ki baat ki Jaaye to Dushman ke bahut jyada aur beshumar fayde Hain agar mein iska Ek fayda mention karna Chahun to Namumkin Hai Lekin iska jo sabse bada fayda Hai Doston ye mahol sy aaloodgee khatam krny me bht karaamad hy jo cheez kabil istamal nai hotii is me dal dety hen phir isko cantonment waly khalii kr k ly jaty hen or waste materrial ko jala dety hen istarah hamaree faza b saf rehtee hy agr hm aik achy shehree hen to iako istamal kr apny city or watan ko gandgee sy pak saf kr skty hen iskii waja sy hamri public aces or parks saf rehty hen or wesy as a muslim safai nisf eeman hy. Isliye Hamen chahie ki Apne bacchon Ko Bhi dispensed Amal Karne Ka Tarika To Apne Ghar Se Hi aur Bachpan Se Hi dekhiae Ok Har Insan Kuchh Na Kuchh Kale Tahir Raste Mein Ja bhaiya vah kachra Raste Mein fenk Deta Hai To Hamen Apne bacchon Ko tabiyat Dena chahie ke dasvin ka istemal Jindagi Mein bahut jaruri hai

                        Nuqsanaat:
                        Rukhsana ki Agarwal ki Jaaye To Hamen aapko yah bata do ke Jis Tarah Har chij ke fayde hote hain Kuchh Na Kuchh Iske nuksan Aaj Bhi hote hain yah bhi ho sakta hai ke fayde Jyada aur nuksan 8 kam hone ke nuksan Aaj Jarur hote hain Agar Jyada is per aur kiya jaaye to do to main aapko Bata Do Ki bilkul issi tarah isk kuch nuksanat hen agr hm is me khany ki koi bachii hooi cheez dal dety hen to wo faza me badboo paida krtee hy jis sy logon ka sans lena mushkil hojata hy or agr cantonment waly iss wakt pe khalli nai krty to yeh waste matterial sy bhar jata hy or gandgee bahir virrny lgtii hy jis sy mahol kharab hota hy .is k aas pas janwar ghoomty rehty hen isleay isme koi aisii cheez na dalen jo badboo paida kry. Aur Iske nuksan se bachne ke liye jaruri hai ki time to time does pen ko Khali kar diya Jaaye aur isko Saaf Rakhe Kyunki isase nuksan Deh hashrat bhi Paida Hote Jaisa ke machhar Makkhi aur ISI Tarah dusre ki sim ke nuksan de Jara sim Paida ho sakte Jiski vajah se aapki ghar mein Bimari pel sakti hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: yeh review dust bin par mabni hai

                          Introduction
                          Assalam alaikum dear member ap ne hmary sath achii information share ki hai ap ka review dustbin par mabni hai dustbin ko hr jagah use kia jata hai yh ap ka waste saman apny andr cover kr leta hai is ko ap apny room hal r kitcehn waghera m use krty hen sb se ziada is ko kitchen me use kia jata hai q ke wahan bhtt sara kachra dalny ke kam ati hai r wesy hhii dustbin ko schol college r offices ke andr hhtt ziada use kia jata hai hospitals kandr bhi is ko use kia jata haii in k kuch faidy r nuqsan me ap logn ke sath share krti hn ..
                          Size
                          Dustbin ap ko different sizes me market se mil jati hen hm log rooms ke liye cjoty size ki dustbin use krty hen r kitchen ke liye bry size ka dustbin us e krty hen qk hm ne us me bhtt sara kachra dalna hota hai ...hospitals ke andr bhtt ziada dustbins ka use hota hai r udr bry size ka dustbin hota hai q ke udr to har waqt hi is ka kam hota hai r kachry waghera ko hospital me esy hi ni phenk skty to dustbin use kia jata hai ..
                          Price
                          Dustbin ap ko different prices me milti hen ap market se asani se le slty hen ...jitna bry size ka duustbin hota hai wo utna ziada mehnga hota hai r kuch design waly dustbin bhii hoty hen jo ap ko marlet se ziada mehngy milty hen ...wesy to plastic ke dutbin hoty hen r bry size waly ap ko mehngy milty hem r choty size wali dustbin ap ko kam keemat me mil jati hen ...in ki different prices hoti hen kuch design ki wajah se r kuch size r quality ki wajah se bhii mehngii hoti hen ...
                          Types of dustbin
                          Dustbin different types ki hoti hen ap ko market se asani se mil jati hen kuch dustbin plastic ki hoti hen r kuch dustbin wood ki bhii hoti hen wood ki dustbin ap room me use krty hen q ke room me pani waghera ka use ni hota to is wajah se in ko ap room m use krty hen ..r plastic ki bhii dustbin hoti hen un ko ap bhar kitchen waghera m use krty hen ..
                          Advantage
                          Dustbin ke bhtt sary faidy hoty hen me ap logn ke sath share krti hn ..
                          In ko ap kachra dalny k liye use krty hen ..
                          Yh ap ka bhtt sara kachra cover kr lety hen jo esy hi ora hua bhtt bura lgta hai ...
                          Yh ap ko market se asani se mil jati hen ...
                          Dustbin keemat me bhii kam hoti hen ..
                          Yh ap ko har size me asani se mil jati hen ap koo bhii size ki dustbij ly skty hen ..
                          Dustbin ko har jagah use kia jata hai r yh bhtt kam ki cheez hoti hai ...
                          Disadvantage
                          In ke kuch disadvantages bhii hoty hen me ap logn ke sath share krti hn ...
                          Achii quality waly dustbin mehngy hoty hen ...
                          Bry size waly dustbin ziada jagah kety hen r in ko saaf krna bhii asani ni hota ..
                          Agr dustbin ko ap roz saaf ni krty to yh bhtt ziada gandi ho jati hain kachra jam jata hai jis ki wajah se smel any lgti hai ...
                          Dustbin kuch esi hoti hen jo bhtt ziada jldi toot jati hen ...
                          Wood wali dustbin khrab ho jati hen r wo bhtt choty size ki hoti hen ..
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: yeh review dust bin par mabni hai

                            Assalamu Alaikum forest members aaj ka Hamare topic dustbin se related hai
                            Jaise ki AAP Sab Jante Hain dustbin Har Ghar Mein maujud hoti hai ya bahut jaruri chij hai Ham kitchen Mein alag dasvin rakhte Hain rooms ki dost Bhi Na lagne ki hoti hai aur Bahar hall mein bhi dustbin rakhte Rakhi hoti hai Ham dustbin se Mukt 21 unke fayde lete Rehte Hain dustbin Mein Ham ghar ka saman kachra daalte Hain kitchen ki dasvin kitchen ke Tamam kachra dalte Rahte Hain Jo ke Hamare kitchen Ko alluda Hone se Mehfooz Rakhta hai aur ham bhai jo dost bhi Hoti Hai Shahar Mein Safai karne se jo Hamara kar kachra hota hai vah Ham dalte Hain Jo ki Hamari dustbin Kafi Jyada istemal Hoti Hai dasvin Ke bahut jyada fayde Hain vah Jyada advantages or disadvantages bhi hai dasvin ke fayde yah hai
                            Dustbin mein aap bahut sara Khuda Rakh sakte hain aapka kam Maine ho jata hai aap ka kachra faila Hua Nahin rahata aap dustbin ko acchi tarah utilise kar sakte hain dustbin Mein jaise ki AAP Sab Jante Hain dasvin ke bahut Sare fayde Hain dost main istemal Karke aap ghar mein aaloo DGI se Mehfooz rakhte bimariyon se main poochh rehte hain aur Apna Sara Khuda dustbin Mein dalne ki vajah se aap ka ghar saaf rahata hai dost bhi Hona bahut jaruri hai dasvin schools colleges Har Jagah per dustbin office mein bhi Hoti Hai 10 Din Mein pura dalne se ismein dalne se aloodgi nahin failti Har Jagah munasib dustbin Ka Intezar Hona chahie Is Tarah Se idhar udhar Nahin chalega Ghar Ka Khuda aur office mein Khandan mein agar jaise ki Ham bacchon Ko family Mein Sab Jaate Hain Ki Park Main Har Jagah dasvin Ka Hona bahut jaruri hai dasvin ke bahut jyada benefit se aur Hamen Hamesha Kuan dustbin Mein Hi baithana chahie

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X