Re: yeh review dust bin par mabni hai
Assalamu Alaikum dear Forex friend ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge dear members aaj ka Hamara review Dust bin par mabni hai to Chaliye Is ke bare mein information share Karte Hain apky sth...
Advantages of Dust Bin :--
Dear Forex friends Safai nisaf emaan hai, apny apko apny ghar ko aur apny qreeb tmam area ko saaf karna Hamara faraz hain, aur apny tmam Jago ka khyal Rakhna aur Safai ka khas khyal rkhna bhut zaroori hai, gharo ko, muhallo ko, aur Tamam areas ko saaf karny ky liye mukhtalif cheezon ka istemal bahut Hota hain, en Tamam tar cheezon mai sy aik msin cheez DUST BIN hai, Dust bin main Ham apny ghar ka, apny kitchen ka, aur apny Muhally ka Tamam gand aur kachara phankty hain, jo ba asani aik band bin main kachra parha hota hain, es ka faida yi hai kh Jab Bhi us kachry ko jalana ho ya aik jaga sy dosrii jaga painkna ho to aram sy ham us bin Utha kar aik jaga sy dosrii jaga paikh ajaty hain kahi dour...
Disadvantages of Dust Bin :--
Dosto har cheez ke faidey bhi hai aor sath sath nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah dust bin ky faido ky sth sth kuch nuksaanat bhi hai, wasy to es ky itny nuksaanat nahin hoty Lakin Jab Bhi es main kachara musalsal dhala jata hai, aur bar waqat us kachry ko jalaya na gya ya aik jaga sy dosrii jaga shift kar ky phanka bhi na gyaa to us kachry sy Dust bin ky andar sy bhut gandi smell Ana start ho jata hai, jis sy mahool py Kafi bura Asar parta hai, to es ley hamy chaey kh ham jo bhi kachara chahy ghar ka ho ya kitchen ka to us ko dust bin main dhal to dain Lakin dust bin ko bhi daily na ho to kam az kam weekly khsli karty rhaa Karen, es sy mahool par bura Asar Nahin padega..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим