Ye review "mobiles k charger" pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "mobiles k charger" pr mabni hai
    AssalamoAlaikum guys ummeed krta hu k aap sab khairiyat se ho ge to aaj ka jo hamara topic hai wo bara hi interested topic hai plZzZzz iss thread ko sirf parhna hi nhi balke kr k bhi dekhna jo mai aap sab ko btaane wala hu wo bara hi aasan hai plZzzz is ko ek baar try kr k zruur dekhna.....To guys aate hai hamaare topic pe to hamaara topic hai k mobile k jo chargers hote hai unhe hum kis trah se thiik rakh sakte hai yaani k ziada tr chargers ki jo leed hoti hai wo aksr starting se ya end se toot jaati hai to um kis trah se leed ko khrab hone se bacha sakte hai to guys bhut hi easily tariika hai simply aap ne krna ye hai k jo baal pen hota hai us k ander se spring nikaal lena hai aur us spring ko charger ki leed k starting aur end dono pr lapet dena hai aur is trah spring ko lapet dena hai k taake jb leed ko ikatha kia jae ya marooda jae to wo flexible ho jae jis ki waja se wo leed aap k charger ki safe rehti hai aur kabhi khraab nhi hoti to guys plZzzz ek baar ye trick zruur kr k check krna........To guys agr aap ko mera ye thread acha laga to plZzzZzzz is thread ko like kr dena to guys aaj k liye sirf itn hi aur next thread tak k liye ALLAH HAFIZ.........
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

    My all forex member is a review mobile ke charger per mabni haidoston agar mobile ka charger aapke jyada Ham pyar ka hai to aapka mobile jaldi charge ho jaega dost mobile ke charger jiske bahut se advantage or disadvantage bhi hai sabse pahle main aapko iske advantage brief karunga uske bad iski disadvantage brief karunga.

    Advantages.
    iske bawse advantage and doston agar aapka mobile Android hai aur aapke pass charger zyada ampr wala hai to aapka mobile jaldi charge karega iske sath sath aap ki mobile ki battery timing bhi bahut acchi hogi doston aajkal duniya mein bahut fast charger aaj chuke hainare charger ke apne Hi advantage hote Hain iski ek Vishal ji hai ki jis tarah market mein gold up down hota rahata hai is tarah agar aap ka charger jyada pyar wala hoga to aap ke mobile ki time sev rahegi.

    Disadvantages.
    iska sabse bada disadvantage yah hai ki iski price yadav hoti hai aur agar ek dava jal jaaye to use dobara repair nahin ho sakta are karo Pyar karvane ke liye aapko market jana partha haiiska disadvantage hai Kya Karen ismein Pani chala jaaye to yah kharab ho jata hai agar isko zyada volt diye ja rahi hai jal jata hai ismein setp up aur start down transformer nahin hota
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

      Salam dear members g member aapne bahut accha topic hamare sath discuss Kiya hai jaise ke aapko pata hai hai ki har phone ki sabse important chij uska phone charger hota hai jiske bangaru mobile kisi kam ka nahin is tarah hamen apne mobile ke charger ki bolata care karni padati hai hai agar phone ka charger original charger kharab ho gaya to matlab phone bekar hai isliye kuchh phone ke charger aise hote Hain Jo sirf apne charger sahi charge karte hain aur koi charger unke phone ko nahin lag sakta to unke liye unko chahie ke charger ka khyal rakhen kyon ke original charger kharab ho jaaye to fir dobara milna mushkil ho jata hai jaise aap ko pata hai ki iPhone hai uska charger se I phone ka charger usko lag sakta hai uske alava Koi usko nahin lagta hai is tarah se Hain uske alava Koi dusra charger charge nahin kar sakta isliye apni charger ka khas aur per khyal rakhen kyunki game mobile ki bahut important chij hai hamen is ko yaad karke nahin rakhna chahie kyunki uske andar Jo wire hoti hai vah to sakti hain isliye charger mobile ka bahut important hisa hota hai...
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

        Yes dear member aapane bahut acchi cheez ka zikr Kiya Hai mobile ke charger Hamari ghar Ke balkay Har Ghar Ki zarorat Hoti Hai Kyunki aaj kal Har kisi ke pass mobile hota hai aur mobile ko charge karne ke liye ek charger ki zarurat Hoti Hai Jab tak charger Nahin Hota Ham kabhi bhi mobile ki charging nahin kar sakte mobile ka charger Har market se available Nahin ho sakta Kyunki Har mobile ka ek Apna charger hota hai isliye Hamen Soch Samajh Kar charger ka istemal karna hoga Kyon Ke Agar Ham isko switch Mein Laga Chhod Dete Hain To is per Uske kharab hone ka bhi khadsha hota hai agar use mobile ka charger kharab ho jata hai To Kabhi Bhi Hamen Vaisa original charger available Nahin ho sakta isliye Hamen apne mobile aur charger ki safety Khud karna Hogi Lekin Jab Bhi Ham mobile charge kar lete hain to kabhi bhi charger ko switch Mein Laga Nahin Rahane Dena chahie yah Hamare liye Khatra Ban sakta hai ek to isase bijali waste Hogi aur dusra ya kharab bhi ho sakta hai yah Itna expensive Nahin Hota lekin isko original dhundhne bahut Mushkil hota hai Kyunki Har mobile ka ek hi charger Hota Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

          Mobiles ky chargers lety waqt aap ko bhut dhyan dena parta hai. Aur har mobikes ky alag chaegers hoty hain jo suitable hoty hain agar aap dusry chargers istemal karyn gy to aap ky mobile ki batetery health khrab ho skti hai.

          Har mobile ky liye makhsus amperes ka charger hota hai. Agar aap ka mobile 1.2 ampere se charge hota hai to aap ko chahye ky koi bhi bara charger apny mobile ky sath nah lgayen is se yeh hoga ky agar aap 2 ya 3 amperes wla charger istemal karty hain to aap ka mobile waqgi tor pe jaldi charge ho jaye ga lekin jab ap istemal karty hain to aap ki battery percentage jaldi girti rehti hai. Isi trha agar aap zeada amperes waly charger se charge karty hain to aap ky mobile ki battery ahista ahista khrab hony lag jaye gi. Aur jald hi tabdel karna pary gi.

          Islye aap ko chahye ky charger lety waqt is baat ka khas khyal rakhyn ky aap ka mobile kitny ampere ky charger se charge hota hai. Agar aap ghalt charger lagayen gy to aap nuqsan utha sakty hain. Aur ghair myari chargers se prhaiz karyn..​
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

            Hi friends umeed hay kay ap sab thak hon gay or ya review jo hay mobile kay charger pey mubni hay dosto mobile kay charger kay boot zaida faiday hain or jab i ap ka dil kary to ic wqat ap apna mobile chare kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

              *Aslam Alaikum*. Yh review *mobile charger* pe mabni h.📱

              *Introduction:*
              Mobile charger aik aesi cheez h jise ajkal k dour main duniya ka chote se chota bacha b janta h.. Ajkal k dour main logon k lye itna zroori h jese k sans..😅 Ajkal log jese mbile k bgher ni rh skte wese e mbile iske bgher ni rh skta.. Ajkal k dour main aik ghar main jitne afrad hote hain utne hi charger b paye jate kiunke har bande k mbile ka alag charger hota h.. Kisi k pas i phone ka charger to kisi k pas android ka charger or kisi k pas bareek or moti pin wale charger... Aik charger apke mobile ki battery ko charge krta h.. Ajkal yh itna zaroori hogya h k insan k bag main or kuch ho ya na ho aik mobile or uska charger to lazmi hi paya jata h...😊

              *Advantages:*🎊
              Aik mobile charger ka is se bara faida kia hoskta h k wo apke mobile ki battery ko chrge krta h... Jese hi battery kam ho ap use chrge kar skte. Or kiunke yh jadeed dor h to market main ab trh trh k chargers mil rhe hain... Yahan tk k wireless chargers b milte hain or ziadaaa ampr wale chargers....yh charger apke mobile ko bht tezi se apke mbile ki battery chrge krta h📱🔋 or yh apke mbile ki battery timing bhi barhata h.. ✔️💯

              *Disadvantages:* ⁉️
              Aik aesi cheez jo apka mobile chrge krti h uska kia nuksaan ho skta h haan albata iska nuksan yh h k jese jese dour jadeed hota jarha iski rating barh ri aur chargers menhge hote jarhe hain...⚠️ Or agr hm aik chrger ko ziada time lgaye rkhen or ziadaaa watr dalen to yh heatup ho k jal jata h or naya khareedne k liye market jana parta jahan se orignal chargers ni milte or wo mbile ki battery der se chrge krte 📴
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                Asslamolikum !

                Aj ma jis topic ka jawab deny jaraha ho wo mobile kay charger par mabni ha yab har ghr ki zarorat bani hoi ha or ya har ghr ma majood hota ha isky hamari life ma bohat zada faidy han is ma ham is kay faidy or nuksanat ka zikar kary gay umeed karta ho apko pasand aye ga to ham start karty han.
                Advantages :
                mobile charger kay bohat zada fawaid han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga o ham start karty han mobile charger ka sab say bara faida ya ha jesy he hamari mob ki battery low hoti ha ham us ko forn charge kar lety han or market ma aj kal bohat jaded or axhy charger aye hoy han jin ko use kar kay ham apna mobile bohat tezi say charge kar sakty han or ya wahid cheez ha jis ko ham apny safar ma hamesha sath rakhty han jis kay begha hamra guzara bohat mushkil ha.
                Disadvantages :
                Jaha par mobile charger kay bohat zada faidy han us kay sath sath us kay kuch nuqsanat bhe han jo ma ap kay sath share kro ga to ham start karty han ajkl market ma kafi fast charger aye hoy han jo hamary mobile ko bohat tezi ma charge kar dety han vus ka hamary mobile ki battery par bohat bura asar parta ha us ki battery kafi jaldi khrab ho jati ha or agr hamara mobile kay sath orignal charger ghum ho jta ha to market ma us ka sahi charger bilkul nahi milta jo charger ap laty han wo apki mobile battery ko khrab kr deta ha.
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan aaj ka review mobile charge per mummy hai

                  Introduction

                  Mobile charge Ek Aisi chij hai jisse aajkal ke Daur Mein Duniya Ke Chhote se Chhote bacchon bhi Jante Hain Aaj Kal ke Daur Mein Logon ke liye itna Zaroori Hai Ki Jaise ke sath aajkal log justice mobile ke bagair nahin Rah Sakte vaise hi mobile is Nahin Rah sakta aajkal ke Daur Mein Ek Ghar Mein jitne bhi Apradh hote hain utane hi 4 bhi manjur hote hain Kyunki Har Bande ke mobile ka alag alag charge Hota Hai Kisi ke pass phone ka charge to kisi ke pass Android karmchari aur kisi ke pass break aur Moti Pan wala shareit shareit shareit aap ke mobile ki battery ko charge karta hai aajkal yah Itna zaroori ho gaya hai ki Iske bad aur kuchh ho ya na ho theek mobile aur uska Chari chal aadami hi paya jata hai

                  Advantage
                  Ek mobile charge ka isase Bada fayda kya ho sakta hai ki vah aapke mobile ki battery ko charge karta hai jisse aap ki battery kam ho aap use charge kar sakte hain Kyunki yah Ja Jid door ho to market mein aap Taraf Taraf Ke Char Ajmeer rahe hain Yahan Ke takke wireless charge bhi Milte Hain aur Jyada wale yah charik aapke mobile ko bahut hi Devi kis aap ke mobile ki battery charge karta hai

                  Nuksan and fayde
                  Ek mobile shareit ka isase bare mein fayda ho sakta hai ki vah aapke mobile ki battery ko charge karta hai jisse hi aap ki battery kam ho aap use use kar sakte hain aur Kyunki Jagjit dur hai to market mein Main ISI Tarah 4 inch Mil Rahe hote hain Yahan Tak ke vah use charge bhi Milte Hain aur Jyada Ham per wale charge bhi yah Charit aapke mobile ko bahut Teji se aap ke mobile ki battery charge karta hai aur yah aap ki mobile ki battery timing bhi banata badhata hai

                  Nuksan

                  Yah Ek Aisi chij hai jo aap ke mobile charge Karti Hai Uska Kya nuksan ho sakta hai alberton campus ka yah Hai Ki Jaise Dor Jo Dil Hota ja raha hai uski rating badh jaati hai aur Chali Jaaye mahanga hota hai aur Agar Ham 1 tarikh ko Jyada time lagaen rakhen aur Jyada water dalen to yah help to Hote kar kharab ho jata hai Jal sakta hai aur hamen bhi Insaan ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                    Assalamu alaikum friends aaj ka hamara ya topic mobile ka charger per hai doston aap jante Hain ki mobile ko charge karne ke liye charger ki jarurat hoti hai jo ki aajkal ki kism ke aur Kai ampere ke market mein available hai aaj Ham charger ke fayde aur nuksan se agar honge
                    Advantage
                    Dosto mobile ke charger ke bahut jyada fayde Hain Ham is se apna mobile charge karte hain aajkal mobile ke charger se Ham Ho Gaye Hain Ham ek charger Le Le to hamare ghar mein maujud to ma'am mobile ko vahi charger lag jata hai isliye hamen jyada kharch Karne ki jarurat nahin padati ek charger se Hi to Mar mobile charge ho jaate Hain doston kahi mobile charger acche hote Hain Jo mobile ko jaldi charge kar dete hain lekin kahin mobile charger slow hote Hain Jo mobile ko bahut hi jyada der se charge karte hain doston Jo charger mobile ke sath company deti hai vah charger bahut hi achcha hota hai vah mobile ko uske hisab se charge karta hai usse mobile ko koi nuksan nahin pahunchta isliye jyadatar log mobile ke sath company wale charger ko jyadatar ji dete Hain
                    Disadvantage
                    doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska kuchh nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah charger ke bhi ke nuksan hai Jin mein se Chand main aapke sath share karunga doston jab Ham charge per mobile lagaen to hamen yah confirm kar lena chahie ki hamara charger theek hai kyunki agar mobile charger kharab ho to usse mobile kaun nuksan pahunchta hai mobile shot bhi ho jata hai dusri baji ke hamara charger Sari raat charge per nahin lagana chahie jisse mobile ko yah bahut nuksan deta hai mobile ki battery kharab kar deta hai mobile jab charge ho jaaye to hamen charge se utaar Dena chahie nahin to charger hamare mobile ko bekar kar deta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                      Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                      I hope ap guys sab fine hon gy or forex par hardwork kar rahy hon gy forex aik asa plateform hai jis par ham ghar bethy hardwork sy good gain kar sakty hain to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                      Introduction:
                      G guys mera aj ka topic bohatt important gharelo r electric cheez par hai mra aj ka topic '' Mobile ky Charger '' par mubni hai mobile charger har ghar ki zarurat hony ki wajah sy har ghar ma mojood hota hai kyun ky mobile har ghar ma mojood hoty hain is liye uska charger bhi hona zaruri hai mobile ki batttery low hony par ham usy foran charge par lga sakty hain mobile charger ki aik dabbi hoti haii or isky sath aik data cable hoti hai jisy hm mobile par insert kar ky mobile charge kar sakty hain mobile charger ki pins mobile ky mutaabiq 3 tarah ki hoti hain;
                      i)Bareek pin wala charger
                      ii)Moti pin wala charger
                      iii)Chori pin wala charger
                      Ab ma apko mobile fone ky faaidy or nuqsanaat ky baary ma btaon gi.
                      Advantages:
                      Mobile charger aik bohatt zaruri cheez hai isky bgair kisi bhi ghar ka guzara naa-mumkin hai mobile charger ky bohatt sy faaidy hain mobile charger hamry mobiles ki battery khatam hony par ionhy charge karta hai agar mobile charger na hoty to mobile bhi naa hota aj kal asy chargers agay hain jin sy charging bohatt fast hojati hai or hamy zyada dair intezaar nahi karna parta mobile chargers ny hmari zindagi ko asaan bana diya hai har mobile ko different charger lgta ahi lekin chori pin waly charger bohat sy mobiles ko lag jaaty hain .
                      Disadvantages:
                      Isi trah mobile chargers ky kuch nuqsanat bhi hain charger choonky bijli sy charging hoti hy to bijli ka zayaa bhi hota hai or agar ham aik charger ko bht sy mobiles par use karyn to iski kam karny ki selahyat bohatt kam hojati haii or charger ki pin aksar toot jati hai jsiki wjah sy hamy bar bar data cable change karna pparti hai or agar iski tar nangi hojay to current bhi lag sakta hai is liye hamy ehtiyat sy isy use karna chaye.
                      I hope apko mera review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy .JazakAllah !
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                        Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ki aap Jante Hain ki aaj ka Mara topic mobile ke charger per hai aaj Ham isase related aap se batchit Karenge dear friends Har Ghar Mein mobile mein jo hota hai aur Agar mobile hai to iske sath charger Ka lajmi Hona Hota Hai dear friend mobile ke charger ke alava mobile Kisi kam ka Nahin Hota Agar aapke ghar mein ek bhi charger hai to aap ghar ke Tumhen phone charge kar sakte hain Agar aapke pass charger Nahin Hai To vah Bhaiya ka koi fayda nahin bagair charge kiye aap mobile ko istemal nahin kar sakte dear friend Iske bahut se advantages aur dish advantages bhi hain jo ki main abhi aapko bataunga ke mobile ke charger ke kya fayde aur kya nuksan Hote Hain
                        Advantages
                        Dear friend Jaisa ke aap Jante Hain game mobile charge ke bahut se advantages hote hain Agar aapke pass mobile hai hai to iske sath aapko apna charger bhi lajmi Lena padta hai Iske charger se Ham apna mobile full battery charge kar sakte hain basic Subah Sham mobile ko use Karen charger ki madad se Ham bahut jaldi apna mobile charge kar sakte hain Agar hamare pass phone hai aur Jyada Mein Jhooth Nahin Hai To Ham Kisi dusre mobile ka charge Bhi Apne mobile ko laga sakte hain mobile charging Ho To Ham bahut se Aise kam kar sakte hain Jo Humne delete kiye Hue hote hain muscle charge Kiya Hua phone Ham Apne Walden se baat kar sakte hain Agar battery low Hogi To Ham kisi se koi baat nahin kar sakte a real friend mobile ke charger do kism ke hote hain mobile ke sath Milta hai aur dusra charger charger hota hai jo ki Kisi bhi mobile ki battery ko charge kar deta hai
                        DisAdvantages of mobile charger
                        Jaisa ki aap Jante Hain Jahan per charger ke bahut se advantages Hai vahin per Iske disadvantages bhi hain Jaoge main abhi aapke sath share karungi real friend mobile Ko Agar Kisi dusre charger se aap charge karenge Apne charge ke alava to aapke mobile ki battery kharab bhi ho sakti hai dusra charger Lagane se aapke mobile ki battery Phool bhi sakti aur aapka kimti phone kara bhi ho sakta hai isliye charger use karne se pahle Jarur Dekhen ke charger aapka original aur acche wala charger Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                          Mobil charger

                          Dear members aaj ka Mera yah review mobile charges per mein apni hai aap mein se bahut se Logon Ne mobile charger ko use Kiya hoga Kyunki mobile charger ke mobile ko use karna takriban Namumkin Hai Har mobile ke sath use quality ke mobile charger use Hote Hain Jo Usi hisab se a use mobile ko charge karte hain market Mein mukhtalif Kishan ke mobile charger available Hain Jin message Samsung iPhone aur mukhtalif Chinese Kasam ke charges Basani mil sakte hain depend karta hai ki aapka mobile kaun sa hai aur vah kitne electric power ko consume karta hai fast charger hota hai utna hi vah mobile ko jaldi charge karta hai aajkal jo bhi advance mobile A rahe hain unke Sath pass charges bhi companies Apne customer ko de rahi hai Kyunki vah bahut kam Waqt Mein mobile ko charge karti hai Jitna Jyada achha quality Hoga use hisab Se Hi Hua mobile ko jaldi charge Karega inmein se a Vatan kisam Ke Power Banks bhi available hai Jiska jariye se mobile charge hoti hai lekin uski price Thodi Radha Hai Aam Kishan ke mobile charges Basani mil sakte hain aur vah price ke liye Hath se bhi bahut low price ke hote hain Neha depend karta hai ki aapane kaun sa charger dena hai agar aap log wale theek hai mobile charger Hari Denge to uski mobile charging capacity V bahut jyada kam Hogi aur mobile ko bahut jyada time mein charge Karti Hai Lekin agar aap acche quality ke mobile charger use Karenge Jaise kaise Samsung iPhone Tu yah mobile charger bahut Achcha kam karte hain aur mobile ko bahut fast tarike se charge karte hain is aap ke mobile ka battery bhi kharab Nahin Hoti aur uski life time bhi bahut jyada badh Jaati Hai Neha Ja Mera Sahab ko Yahi man hua hai ki agar aapane apne mobile ke liye charger use karna hai to best quality Ka Intezar Kiya Karen Kyunki Iske Zariya se aapke mobile ki life time badh jaati hai aur aap usko Jyada der tak use kar sakte hain

                          Faide
                          Dear member mobile charger ke bahut jyada fayde Hain Iske bagair mobile ko istemal karna takriban Namumkin Hai Kyunki jab mobile charger hoga tab hi mobile ki battery ko charge Kiya Ja sakta hai Le Har Ja yah Har mobile ke liye Jaruri aur ham chij hai inmein se bahut acche quality ke mobile chargers market Mein available hai jo mobile ko bahut kam Waqt mein charge kar deti hai aur aap usko Jyada der tak use kar sakte hain Agar price ke Neha se mobile charger Ko Dekha Jaaye to market mein bahut acche aur kam price ke a mobile charger available hai jo Har Kisi Ee ke liye affordable hai

                          Nuksanat
                          Jis Tarah har kiske mukhtalif fayde hote hain Usi Tarah use chij ke Mukta electrician ke nuksan Hath bhi Hote Hain mobile chargers ke nuksan 8 mein sabse bada nuksan yah hai ki yah bahut jyada kharab hote hain aur Aksar Jab bijali ki voltage badh Jaati Hai To mobile charger kam karna Chhod deta hai Jiski vajah se aapko dusra mobile charges market se hurried na padta hai Iske alava agar aap low quality ke mobile charger khareed Lenge to Hua mobile ko bahut jyada time mein charge Karta Hai jeevanagar charge kar bhi le 2 mobile Usi Tarah Kam Nahin karta
                          Zuhaib9988 Trading journal
                          https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                            Introduction: Mobile charger home based par common use hony wali product hay jes ko har koi use karta hay aur apny mobile ko charger key base par charge karny key ley use kia jata hay, mobile charge key through rechargeable battery ko AC current provide karny key ley use kia jata hay jes ko use karny ka main purpose ye hota hay key battery charge ho jaye,

                            advantages:Mobile charge ka main advantage ye hota hay key es key through asani se hamara mobile charge ho jata hay jes ko ham bahot zeyada time tak call aur sms karny key ley use kar sakty hey, mobile charger key baghir ye possible nahi key ham apny mobile ko kesi aur source key base par charge karen, ye charger hamy small price par market se mil sakta hay aur mobile jab ham kesi be company ka purchased karen gey to es key sath me charger zaror dia jata hay, charger ki waja se hi mobile ki battery life bahot zeyada ho jati hay ye use karny me be bahot hi simple hay aur es ka size aur weight be bahot hi light hota hay jes ki waja se es ko ham apni pocked me be rak sakty hey, har mobile ka charger agar different be hota hay to ye market me zaror available hota hay,

                            Disadvantages:Mobile chargers agar kharab ho jaty hey to ye kesi be condition me rappers nahi ho sakty hey experts be en chargers ko temporary base par zaror repairs kar sakty hey magar jo condition original charger ki hoti hay kharab hony ki sorat me charger ki condition new Jesi nahi rehti hay, agar ham apny mobile key sath original charger use nahi karty to ye chargers hamary mobile ki battery aur mobile dono ko kharab kar sakty hey, apny mobile key sath company ka hi original charger use karny ki koshish karni chaye.
                            Click image for larger version

Name:	Unknown.jpg
Views:	1
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12334276
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;mobiles k charger&quot; pr mabni hai

                              dear member aapane bahut acchi cheez ka zikr Kiya Hai mobile ke charger Hamari ghar Ke balkay Har Ghar Ki zarorat Hoti Hai Kyunki aaj kal Har kisi ke pass mobile hota hai aur mobile ko charge karne ke liye ek charger ki zarurat Hoti Hai Jab tak charger Nahin Hota Ham kabhi bhi mobile ki charging nahin kar sakte mobile ka charger Har market se available Nahin ho sakta Kyunki Har mobile ka ek Apna charger hota hai isliye Hamen Soch Samajh Kar charger ka istemal karna hoga Kyon Ke Agar Ham isko switch Mein Laga Chhod Dete Hain To is per Uske kharab hone ka bhi khadsha hota hai agar use mobile ka charger kharab ho jata hai To Kabhi Bhi Hamen Vaisa original charger available Nahin ho sakta isliye Hamen apne mobile aur charger ki safety Khud karna Hogi Lekin Jab Bhi Ham mobile charge kar lete hain to kabhi bhi charger ko switch Mein Laga Nahin Rahane Dena chahie yah Hamare liye Khatra Ban sakta hai ek to isase bijali waste Hogi aur dusra ya kharab bhi ho sakta hai yah Itna expensive Nahin Hota lekin isko original dhundhne bahut Mushkil hota hai Kyunki Har mobile ka ek hi charger Hota Hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X