Re: ye review solar system par mubani ha
Assalamu Alaikum friend ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Ham Roj Ek Naya topic Lekar uske sath hajir hote hain aur uske Kuchh nuksan aur fayde aapke Samne Byan Karte Hain....Aaj Bhi Ham Ek new topic ke sath hajir hain aur aaj ka Hamara topic solar system ke bare mein hi Jaise ke AAP Sab Jante Hain ke solar system aajkal Har Ghar Mein laga hua hai ....solar system Ek Aisa system hai jo Suraj se energy leta hai aur uski madad sahit Jab Hamari light Nahin Hoti to hamare pankhe Aur bulab On Ho Jaati Hai ....... Garmi Ka Mausam Kareeb Hai To bahut se logon Ne solar system lagva Liye Hain Jin ki madad sy garmiyon Mein Apne pankhe on Rakhenge ......friends ke Kuchh advantages bhi hai aur kuchh disadvantages bhi hote hain Jinka zikar Aaj Ham Karenge .....
Advantages..
friend is ka sabse bada fayda yah hai ki Ham is ko us time use kar sakte hain Jab Hamari bijali Nahin Hoti Iske alava is ka sabse bada fayda hai Jay Hai Ki Is per Hamara bahut jyada expense bhi nahin Hota ......isko ghar mein lagwane per Koi Jyada kharcha Nahin Hota isliye bahut se log is ko Apne gharon mein lagva rahe hain is ki madad se Ham apni pankhe on Rakh sakte hain ...light na hone Ki Surat Mein Ham solar system ki madad se apni light on karke study bhi kar sakte hain ...........
disadvantages
friend is ke Kuchh Jyada nuksan To Nahin Hai ....Fir Bhi Kuchh nuksan Hai jin Ka zikr Karna jaruri hai ....Agar Mausam kharab ho to solar system work nahin karta ....Agar dhooo khatm Ho Jaaye tab bhi solar system per karna Chhod deta hai .....Kyunki yah Sirf Dooop ke andar kam kar sakta ......is leay Aise log jo Aise area Mein Rehte Hain Jahan Dhoop kam hoti hai vah log solar system ka istemal bahut kam Karte Hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим