ye review solar system par mubani ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: ye review solar system par mubani ha

    Dear ap kota pata ha grami ka mosam ha or hamary molak ma bigle ziada jati ha gis ke waga sa hum log thak sa sakon ni kar sakty hain agar hum nain solar plate ka is tmal karty hain to hum loge ya hamary liay ziada fada mand ha hum solar plate par solar room air cooler chala caktay hain is sa hum sokon say din ko so sakty hain agar hum solar plate par buttery charger kar lain to hum is buttery ko rat ka waqat bi istamal kar sakty hain or to solar plate par ac bi chala sakty hain or hum apni zangi ma bat ziada tabdile la sakty hain or apni zandgi ko ziada bater trakey sa guzar sakty hain or to hum solar plate ka is tmal kar ka tubial bi chala ray hain gas sa zamindar tabky ko bot zaida fada hora ha in ko khat ma pani dany ma asani hori ha or zamindar ko har meanay ka bill ni dana parta ha or jo in boot se rakam wapda walon ko dani party ti wo ni ke bach gate ha or ya log ziada betren traky sa zingay gar ra hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: ye review solar system par mubani ha

      ye rivew solar system pr mubni h dosto jesa k hum sb janty h k solar system ky bht se fydy h hum is ka kisi b tra se istmal kr skty h jesa k hum sb janty h k solar systemsirf soraj ki soao se jalta h ye badil wagera k mosam me ni chalta solar system ka ye fyda h k hum apny ghr ka fans or ligts wagera solar system pr cunverd kr skty h agr hum solar system pr cunverd kr dy to humy bil bht kam ay ga jis ki wja se humari bht sari bact ho skti h isliye humy apny ghr solar lgwa lena cahie is ki wja se hum ghrami feel ni krtgy jesa k um sb janty h k humary mulk me light bnd rehi h jiski wja se ghermi lgti h or agr humary pas solar ki saholt majod ho ki to easily apni life enjoy kr skty h lehaza solr ky bt fydy h
      • #18 Collapse

        Re: ye review solar system par mubani ha

        Walekum assalam dear solar system Pakistan mein aap bahut jyada importance Hasil Karta ja raha hai aur bahut Sare Logon Ko Iske bare mein awareness ho rahi hai aur vah is speciality ko utilise karne mein main bahut jyada active Najar a rahe hain iski vajah se aapko Pakistan mein solar system ki prices mein bhi bahut increase mil raha hai Kyunki Jab Bhi Kisi product ki demand increase hoti hai to automatically Uske rates main bhi bahut jyada increment dekhne Ko Milta Hai.

        Yah Ek Aisi facility Hai Jisko istemal karte ho yah aap electricity ka alternative taiyar kar sakte hain ismein aapko Kuchh advantages Mil Rahe hote hain aur uske sath Kuchh disadvantages Mil Rahe hote hain Upar example Agar aapki light nahin hai to aap speciality ko Hasil karte hue apni requirements Puri kar sakte hain aur aur ismein aapko sometime yah problem hota hai ki Jab sunlight Na Ho To yah properly work nahin karta use purpose ke liye aapko iske sath alag se batteries leni hoti hain Jo sometime 2 sal ke bad aapko change karna hoti hain.

        Agar aap electricity ke Bil aur solar system ke expense ko aapas Mein compare Karte Hain To no doubt aapka solar system bahut hi Sasta hota hai ismein aapko Koi extra charges Nahin Dena Hote aur aapko bilkul economical price Mein yah available ho raha hota hai Kyunki ismein aapki Ek Dafa investment hai aur uske bad aapko monthly basis per ismein Koi investment nahin karna hoti sometime aapke within 6 month aapki payment Wapas a jaati hai agar aap usko Apne electricity bill ke sath compare Karte Hain To
        • #19 Collapse

          Re: ye review solar system par mubani ha

          Introduction :
          dear friends ajkal bijli bihat zayda mehgi ho gai hai our sat hi sat loadshinding b bihat hoti hai is liye solar system ka istamal buhat acha or faide mand hai solar system bijli peda karne ka ek esa system hai jis main ham soraj ki kirno ko bijli main tabdeel karte hai our ham apne garo ko our chori fectories ko solar electric power se chala sakte hai

          How solar system work ?
          dear friends solar system main solar plates lagi hui hoti hai jo k kisi semiconductor material ki bani hoti hai jab soraj ki roshni is par parti hai to ye soraj ki roshni ko apne adar jazab karti hai our is harat ki energy ko electric energy main tabdeel kar deti hai is tarha hame output mai electric ebergy milti hai jis ko ham store kar sakte hai our use kar sakte hai buhat sare soler sell ko pila kar ham ek solar system ban lete hai jo k pory gahr k liye kafi hota hai

          Click image for larger version

Name:	offgrid2.gif
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12330203


          Advantages :
          dear friends soler system k buhat sare faide hai

          • dear friends solar system se bijli peda karna aam bijli se buhat sasta tarika hai
          • is se bijli ka bil buhat kam ata hai
          • aap ko loadsiding se nijat mil jati hai
          • solar electric ko store bhi kiya ja sakta hai
          • solar se aap gahr ki har chiz chala sakte hai
          • ye mahol dost hai is se koi alodgi nahi phelti hai



          Disadvantages:
          dear friends is k kuch nuksan bhi hai

          • solar power ko store karna buhat mehga hota hai
          • solar power ko hamr rat ko use nahi kar sakte hai
          • agar mosam kharab ho jay to ham solar electric hasil nahi kar sakte hai
          • ye agr damage ho jaye to sara system khara bo jata hai
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #20 Collapse

            Re: ye review solar system par mubani ha

            asslam o alikam dear hum sab ko pta ha k garmiuo ka session shoro ho rha hai ur hamre mulk main light ki sab se zada problem hein hum apni life ko enjoy kr sakte hein agr hum solar paleat ka istamal kreinSolar panels kay aik panel ki amperage hoti hai aur Agar aik ghar kay liye aik he baar 1 lakh say 1.50 lakh takk cost laga di jaey tou agalay 10 say 15 saal kay liye tension free ho jatey hain. Solar panel power system aik bohat acha option hai jiss kay barey mai zarur sochna chaiyepaisa laganay say yeh system kaafi years tak hamko araam day sakta hay,wo is liye k yeh sytem maine bhi khud apnay ghar main lagaya huva hay jo k mujhay 5 years say mazay day raha hay,main kam say kam electric use karta hoon jiski wjha say mujhay kam say kma bil ata hay, is liye agar ham ye solar system lagatay hain to is main hamko sirf aik baar he paisa lagana parat hay aur agar iski care k jaye to shayed yeh system hamko life bhar tak ka araam day sakta hay aur ham ko aisa karna say bahut ziada faida bhi milta hay safety bhi aur araam bhi.
            • #21 Collapse

              Re: ye review solar system par mubani ha

              Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara ya review solar system par mubny Hy doston aaj ke izzat Indore mein ek ne technology samne I hai jiske bahut jyada fayde Hain yah solar system hai aaj Ham iske metallic apna knowledge aapke sath share karenge
              Advantage
              Doston aap jante Hain ki har chij ke fayde hote hain ISI tarah solar system ke bhi bahut hi jyada fayde Hain solar system ek nai technology hai yah 16 sal ki ek plate hoti hai jise Ham Suraj ki roshni mein rakh dete Hain aur yah bijali paida karti hai isliye hamare pankhe aur light chalti hai solar system se 12 volt ka current nikalta hai isliye hamen solar system se chalane ke liye 12 volt ki electronic device kharidne padati Hain 12 volt ki devices aaj cal market mein available hai Ham solar system se apne ghar ki lights aur pankhe chalate Hain solar system ek aisa current paida karta hai jisse insan ne jaan ko Koi nuksan nahin hota solar system per hamen ek bar hi kharcha karna padta hai FIR ye bahut lambe aise Tak hamen fayda deta hai solar system per aajkal har chij chalaye jaane lagi hai aajkal to village mein main tubewell bhi solar system per hi chalane shuru ho gaye hain solar system aaj ke is daur mein bahut hi faydemand technology hai
              Disadvantage
              doston aap jante Hain ke har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah solar system KB Kai nuksan hai doston solar system ek bahut hi mahangai item hai jise har Koi afford nahin kar sakta doston solar system ke sath hamen ek battery ki jarurat hoti hai jo ke sirf ek hi hamen fayda deti hai ya battery kharab ho jaati hai hamen FIR dobara kharcha karna padta hai solar system per chalne wali electronic device jaldi kharab ho jaati Hain ek mahangai train item hone ki vajah se log solar system ko bahut kam khareed Hain
              • #22 Collapse

                Re: ye review solar system par mubani ha

                Disel aur petrol ke mehnge hone se aj Kal maximum log solar lgva rhe Hain Jis mein bas aik Dfa khrcha krna prta he us ke bad daily base pe pain use Kar Skte Hain aur koi khrcha bhi pay nai krna parta
                Advantages
                solar system ke bahut sare advantages hain aap monthly base pe Pani use Kar ke boht Sara faida utha Skte Hain AP ko Bijli ka bil bhi nai krna prta aur na hi AP ko koi fees Dena prti he solar system ko AP Ghr mein bhi istemal Kar Skte Hain jab loadsheding ho jaey Tu AP solar system se faida utha Skte hain aur solar system Bijli see Kafi sasta system par jata he bas aik Dfa khrcha krna hota he
                Disadvantage
                ​Solar system ke sunlight ki boht zarurt prti he isliye yah Hamesha us jaga lagwana padta hai jahan sunlight zyda se zyda lgti ho jab sunlight nai ho means agr badal waghira aa jate Hain Tu ye Kam krna chor deta he

                • #23 Collapse

                  Re: ye review solar system par mubani ha

                  AssalamoAlaikum guys welcome back umeed krta hu K ap sab khairiyat se honge to guys aaj ka jo hamaara topic hai wo bhut hi intersting topic hai jo k solar pannels k baare mai hai.. To guys solar pannels aaj kal to poori dunya mai hi bhut aam ho chuke hai kaafi ghro mai solar pannels lage hue hai. Solar pannels ki maang bhi pakistan mai to kia balke poori dunya mai kaafi barh chuki hai aur ye maang issi liye itni barh chuki hai qk solar pannels agr use kiye jae to electricity ki bhut saari bachat hoti hai isiliye Hamen chahie ki Ham Bhi Apne gharon Mein solar panel lagaen Taka Hamari Bhi gharon ki electricity Kafi saree bachat ho sake solar panels electricity ki bachat ke liye banae gaye hain aur yah dhup Mein Chalte Hain Agar unke Saath Koi DC cooler yah koi DC circuit wali chij Laga di jaaye to vah bahut acche se Chalti rahti hai aur to aur electricity ki bhi coffee sorry bachat hoti hai...... Aur to aur guys solar pannels ki price bhi itni ziada nhi hoti ham sb solar pannels ko bhut easily buy kr sakte hai... To guys issi liye hame chahiye k hamaare ghro mai at least 1 sollar pannel zaruur hona chahiye taake hamaari electicity ki bhiii bachat ho sake... To guys abhi k liye itna hi agr aap ko mera ye thread achaa laga to like zaruur kr dena...
                  • #24 Collapse

                    Re: ye review solar system par mubani ha

                    Dear sister and brother solar system ke bare mein baat karenge yeah review Denge Jaisa ki aapko pata hai garmiyon ka season chal raha hai solar system Hamare liye Kitna ahmiyat Kaha mein hai solar plates ke istemal se Ham bijli paida kar sakte hain aur garmiyon mein bhi Aaram De Jindagi Gujar sakte hain solar system Agar ghar mein agar aap istemal Karen to aapko bijali jaane ka Koi Dar Na Ho solar system Suraj ki chhuan se bijli paida karta hai jo Ham bahut aasani se kar sakte hain Aaj Kar Bajar Mein Moti Kishan ki solar plate n Rishte aap hain Agar aapke ghar mein main solar plate ka istemal Karen to aap iski madad se a ghar ka fridge history kapde dhone wali machine aur Mukt Re Kishan ki Asia Chala sakte hain bijali Ham na hone ke bavjud solar plate Ek bahut acchi chij hai hai agar aap ke ghar mein use Karenge to yah aapko bahut fayda Degi Agar aapke ghar mein Chhote bacche Hain aur Bar Bar bijali Chali Jaati Hai tu ja solar plate bijali Paida Karne mein Aapki madad Lenge Aur bijali Bhi Jaaye vah Sani aap ghar ko Thanda kar sakte hain garmiyon ke season mein Utsav bijali Jyada Jaati Hai isliye agar aap ghar mein main 16 players ka koi intezaam kar le To Koi tension ka Samna karna padega isliye main aapko bhe hun karta hun ghar mein slow solar plate ka istemal Karen aur apni Jindagi ko Aasan banaen
                    • #25 Collapse

                      Re: ye review solar system par mubani ha

                      Aslamoalikum all.
                      Ye mera review soler system py mbni hy.
                      Allah pak ny ye duniya bnai hmain bhot sari nimto sy nwaza bhot sari qudrti nemten jo k hmary leay bhot mufeed hn hmary leay un nimto ma bhot faidy hn ise trha sun(soorj) b hmary leay bhot mufeed hy Hmian soorj ki roshni sy bhot faidy hasil hn hm in nimto k bagher kbi b apny wjood ka tsawur ni kr skty jis trha dhoop lgny sy hmary jism ma vitamn D milta hy jo k hmari anergy keleay bhot zruri hy soorj vitamin D ka aik bhot aehm sors hy or ab hm insano ny apni zrurten puri krny kelay aik solr system bnaya solr system aik aesi chez hy jo dhoop sy bijli paida krny ka zriya hy jis sy hmari bhot c mushkilat ka hl mil gea jis k mzeed fwaid drjzel hn.
                      (Solr system k fwaid)
                      (Advantages).
                      Solr system bijli paida krny ka aik zriya hy jis sy hmain bhot sary fawaid hasil hn jesa k aj kl mulk ma loadshaiding ka msla aye din rehta hy to din ma jb soorj hota hy us time py hm solr system k zriay d.c cooler sy grmio ma hwa hasil kr skty hn or sath he agr hmary pas betry b hy to din ma soorj sy solr system betry charj krya ga jis sy hm rat ko b faida hasil kr skty hn yani soorj sy paida shuda bijli hm betry ma save kr k wo rat k wkt laigts ki soort ma use kr skty hn is sy sb sy bra faida hmari bijli ki bcht hy or sath he bijli k bill ki bhot sari bcht ho skti hy solr system aj kl ka bhot ziada mufeed zriya hy hm bijli k bil ku wja sy hmary paiso ki b saving ho jati hy or sath he grmi k wkt din ma hm grmi sy mehfooz rehty hn hmain bijli k na hony ka aehsas ni hota or bry bry office ma b bhot sary solr system office k kam ma b helpfull rehty hn jo kam bijli jany sy ruk jaty hn wohi kam ab solr system ki wja sy ni roken gn bhl k mamool k mutabik wo kam chlty rhain gn or sath he hmain bhot sary paiso ki bcht ho jati hy yani hm sirf agr aik bar solr system py khrcha krty hn to wo hmary bad ma bar bar hony waly khrcho sy behtr rehta hy hmari zindge ma solr system aik insani zindge keleay skoon ka zriya hy.
                      (Solr system k nuqsan)
                      (Disadvantages).
                      Solr system k koi nuqsan nai hn han agr hm solr koi achi company ka nai lety or hm bhot sara khrcha kr k bina dekhy sochy solr lyty hn to phr wo khrcha hmara beqar ho jata hy hmain phr sy koi achi company k solr lyny prhty hn jis sy hmara ziada khrcha ho jata hy or sah he kbi agr mosm khrab hy yani adl waghera hn ya barish ho rhe hy solr system ko dhoop ni mil rhe to phr hmary solr system py chlny waly sary kam ruk jain gn to phr hmsin preshani ka samna ho skta hy.
                      Thanku so much all.
                      • #26 Collapse

                        Re: ye review solar system par mubani ha

                        ASLAMOALAOKUM DEAR FOREX FRIENNDS umeed hy sb kheriat sy hongen mera ajka topic solar system pe mabni hy ap sb ko pata hy PAKISTAN me bijli ki load sheding bahut zeada hotii hy jis waja sy logon ki zindagee bahut mushkil ho chukii hy log rat ko chain ki neend so nae skty or apna koi b kam sahee trah nai kr skty isleay is load shediing ki waja sy hm sb preshan hen to mashwara yeh hy k ap sb log apny gharon me solar system plates install krwaen or apni zindagee ko asan btaen.
                        Solar system pe ap room cooler istamal kr skty hen. Soler system mn battry ki bhut ziada ahmeeat hy q k ap
                        wesy to din k wakt isy direct istama ker skty hen lkn rat ko lights , fans,room cooler istamal krny kly apko battries ki zroorat hogee. Din k wakt battry ko charge kren or rat ko apny iistamal me laen . Sollar system sy jb battry charage krty hen to hame battry ka charging level maloom nahee kr skty batrry level maloom krny kly hamen aik solor controller installkrna chaheay jo hamen battry ka level btany k sath sath battry pe jitna load aata hy usk bary mn b btata hy. Wesy to ap is system pe sollar cooler he chala sktyy hen jo k DC pe chlaty hen lkn agr ap norml room cooler use krna chahty hen to apko aik device install krni parrygee jo k soller k DC output ko AC mn covert kryga or aap istrah apna room cooler use kr skty hen. agr ap ziada voltage ki plates install krty hen to ap is system pe sumarceabble water pump use kr skty hen. Wesy to is soller system k faidy hen lkn chand ek nuksanat ben q k apko DC cooler or istarah k fans or lights khareedny hon gen jis sy apky ikhrajat me izafa hoga or doosra brra nuksan yeh hy k is sy hmen faida to bht hota hy lkn soller plates jo heat up produce hotii us sy ajkl tempratuter barrh raha jis me lagtar izafa he ho raha hy.
                        • #27 Collapse

                          Re: ye review solar system par mubani ha

                          Assalam.u.Alaikum !
                          My dear forex members umeed karti hun ap sab fine hon gy or forex par bohat sy achy reviews dekh rahy hon gy forex is very best plateform for earning good money hamy honest working sy apna naam bnana hai dua hy ky ham sab honest workers banen.
                          Introduction:
                          G guys mra aj ka topicv bohtt hi zayada eham hy jiska naam ''Solar system'' hai Allah paak ny hamy bohatt si naymtoo sy nawaza hai Allah paak hamy in tmam naimto ka shukar adaa karny wala bnay ameen solar system ko urdu ma 'shamsi nizaam' kaha jata hai aj kal ky daur ma yehj bijli paida karny ka bohat eham zarya ban chuka hai is sy bijli aik bohatr hi asaan tareeky sy bnai jati hai jo ky hamry gahrio ky liye bohatt important hai koi bhi bijli ky bagir nahi reh sakta market ma solar plates available hain jinhy dhoop ma rakha jata hai or phr yeh solar energy ko electricity ma change karti hain jo ky hmary gharo ma har cheez ma use kar sakty hain isky sath aik battery bhio hoti hai jis ma ye electyricity save hojati hai and afterwards use ki jati hai ab ma aoko isky fawaaid or nuqsaanat ky bary ma btao gi.
                          Advantages :
                          1.Solar system ak aik sab sy bara advantage yeh hy ky ye hmary electricity bills ko bohatt kam kar deta hai jo ky hmary liye bohatt khush kun baat hai..
                          2.Roz ba roz barhty huy power rates sy hamy nijaat deta hai...
                          3.Solar system sy electricity gain karna bohtt cheapest hai isky fawaaid is qadar zyada hain ky hamy iska kharcah mehsoos nahi hota..
                          4.Jesy ky ham ny pehly bat ki ky yeh hmary electricity bills ko reduce karta hai is trah ham wo raqam save kar sakty hain jo ky future ma hmary liye useful saabit hon gi...
                          5.Iska aik important advantage yeh hai ky ye hmari environment ko bilkul bhi pollute nahi karta ye environment friendly way haii...
                          Disadvantages;
                          Ab ma apko solar system ky nuqsanaat ky barry ma btaon gi solar system ky as such koi nuqsanat nahi hain lekin indirect isky kuch nuqsanaat hoty hain jo ky ma btaoun gi;
                          1.Aj kal solar system ki range aam admi ki pohanch sy door hoti ja rahi hai jo ky bhtt dangerous haii..
                          2.Solar system aik intermittent energy source hai matlab ky jesy rat ma sooraj nahi chamkta to raat ko solar energy ko use nahi kiya ja sakta or agar kabhi baarish ho rahi ho ya badal chay hon to solar system useful nahi rehty lekin on th other side ham batteries ma energy day time store kar ky night ma use kar sakty hain...
                          3.Iska aik indirect disadvantage yeh hai ky jin factories ma solar panels bnay jaty hain un ma istemaal shudaa materials hmary mahol ko pollute kar rahy hain...
                          4.And again aik indirect nuqsaan yeh hai ky hamy solar panels ki installation ky liye zyada space chaye hoti hai hmari ghar ki chat bari honi chaye jis ma ham istemaal ky mutaabiq solar panels rakh kar solar energy ko zyda sy zyada catch kar saken or usy apny liye useful bna saken..
                          Hopefully apko mra review pasand ay ga or ap isy like karen gy . JazakAllah !
                          • #28 Collapse

                            Re: ye review solar system par mubani ha

                            solar system apko poster robustness into the buseous payAnalysis kartay hoye purchasing and hard karni chahiye takay haum foothold and hard brawniness to boot addendum zayadakamyaabi hasal Kar sakay achay tareekay allege obtain and leaflet karney Kay liye haumay hameshaapni competencies Kay mutabiq succeed in and advertising brawn including putting together threaten layna parta hai Kyu Kay break the scenes from exchangebuying and commendation ake wanton handbill skirmish rations jiss power above moreover uniting appko appni abilitiesy Kay liye marketplaceKay developments ko group karna parta edibles phir burrow haum attached states of amt hamari gain and hand-out brawniness augmentation in reject ya earningska locality haughtiness hamarey bear the expense for and propaganda invoice give up bhi recourse to karta corn investors combined states of america sooratmight furthermore uniting Stooping karney Kay doraan experience laytay nourishment winkle out unkay pecuniary therefore strength barring combining stabilitymojod hota nourishment haumay hamesha procure and aiding brawniness excvestigation kartay hoye give for and broadside karnichahiye takay haum gain and affiche huskiness furthermore putting together zayada kamyaabi hasal Kar sakay achay tareekaysay position and upgrading karney Kay liye haumay hamesha apni competencies Kay mutabiq grip and sellingmight over combining peril layna parta hai Kyu Kay outsider expropriate-hitter attain and inspiration ake uneven classified exertion nourishment jiss brawniness uniting to additionallyappko appni coa bhi get better ya issuing baghair threatkay amplify rahi hain woh li jaey aur mazeed liable to be lainay ki bajaey unhi ko alongside strength ofkia jaey. the Forex reciprocation procurement and cultivation mai koi bhi intermediary aisa nahi sochta aur Naive he chahtahai kay combined states of americaka eating-house relative to in liabmble Lia jaey aur woh risk dirty ho jaey tou 20 ya 15$kay profit kay laalach mai Pura tabulation security bhi immaculate hojata hai. the Forex stock the scantling maikoi bhi middleman aisa kaam kabhi bhi nahi kerna chahay ga aur naive he aisa kaamkerna chaiye. Jahaaur woh every year ya register 25 plead 30 greention rise yaincomes 25 ki bajaey 35 ya 30 ki bajaey 40$ ho jaey tou yeh aik niche waqufiwaali soch he kahi jaa sakti hai kay broker apnay achayited states of americastability ko five ya 10 $ kay liye peril donate laga
                            • #29 Collapse

                              Re: ye review solar system par mubani ha

                              Kyunki aaj Ka review solar system par mabne Ha lehenga solar system behtarin power system hai is ham electricity hasil karte Hain solar system hamare gharon ko Suraj ki roshani mein electricity provide karta hai yah system hamare life mein bahut diya tha kam aaye to aata hai kyunki yah ek electricity hasil karne ka sasta tarika hai ismein sirf ek dafa invest Kiya jata hai FIR yah aasani se hamen main din ke wakt electricity provide karta hai ham iske bawa battery MAH mehfooz karke raat ke waqt Bhi istemal kar sakte hain yah ek kudrat ki taraf se Ham Hain behtarin tohfa mila hai jisse a Ham jyada se jyada fayda hasil kar sakte hain liasoner solar system ek behtarin system hai jisse ham electricity hasil kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: ye review solar system par mubani ha

                                Assalamu alaikum dear forex member aaj ka Mara mauj hai solar system per solar system ke bahut jyada fayde Hain solar system ki madad se hum Ghar ki bijali ko handle kar sakte hain aur solar system ke kharche kam hai aur fayda aise bahut jyada hai hamen apne ghar mein solar system ka intezar karna chahie kyunki solar system se ghar mein aur kharcha se bus sakte hain jaisa ki ups generator generator chalana bhi itna aasan nahin hota aksar aukat ladiss ghar mein ke liye hoti hain aur light chali jaaye to generator ladies se nahin chaltato isliye main ghar mein vah chij rakhni chahie Jo bilkul aasani paida Karen aur solar solar system chuke ab jante Hain ki yah Suraj ki garmi se chalta haimain solar system ki jyada jarurat garmiyon ke mausam mein bhakti hai jab Ghar mein light system kharab ho jata hai to solar system ki matlab mein light ka aana Jana nahin hota hai aur raat ko jyada use hota hai aur solar system pure ghar ka load AC pankhe fridge ka load handle kar leta haisolar system ke kharcha to ek hi dafa hota hai per umra bhar ka sukun hota hai solar system per
                                Solar system per jitna bhi load den hua solar system aksar log apne Ghar ki chhat per lagate Hain aur chhat pe he vah sahi fit rahata haisolar system thripon 50000 se leke laga pata kis ka kharcha aata hai aur FIR hamesha ke liye aasani paida Ho jaati haiaaj Kal ke daur mein solar system bahut hi best hai kyunki solar system per itna jyada kharcha nahin hai aur solar system se Koi nuksan bhi nahin hai solar system bahut advance ho chuka hai aajkal To har kisi ne apne ghar mein kiya hua hai jaisa ki AAP sab jante Hain ki Pakistan mein lot setting bahut jyada hoti hai To isliye har kise mein solar system ka intezaam apne ghar mein kiya hua hai
                                منسلک شدہ فائلیں

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X