yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review keypad mobile phone par mubni hay.
    dear is wakt jis hisaab say poori dunya electronic k hisaab say taraki kar rahi hay wahin pay he ab aisay keypayd walay moble phone ki value bhi kam say kam tar hoty ja rahi hay agar hamaray pass aisay akhrajaat nai hain jin say hamko aik android cell phone ka buy karna mushkil hay to isk sath sath ham aik keypad mobile ko buy kartay hwuay us say bahut saray faiday bhi hasil kar skatay hain aur sath sath isk buy kartay whauy hamko kuch nuksaan ka bhi andasha hay jisko agar ham mange kar skatay hain to usay bhi ham sab achay faiday main change karnay main kamyab ho saktay hain usk liye hm aaj is review main isi topic pay he baat kartay hain jis say umeed ki ja skaty hai k hamko kuch na kuch zarur seekhnay ko bhi mil sakta hay aur hamko is pay amal kartay hwuay kuch na kuch faiday ki bhi umeed ki ja sakty hay kepad mobile phone ko buy kartay hwauy hamko jo faida aur nuksaan hota hay uski baat ham darj zail main tafseel k sath kartay hain.

    KEPAD MOBILES KI IKSAAM;

    dear agar ham kepad walay mobile phone ko pasand kartay hain ya hamko sirf usi ki he zarurat hay to wo ab hamko har kisam k mil saktay hain jin main agar hama kisi achi company ka kepad mobile karna cahhtay hain to usk liye hamko nokia jaisi koi bhi aur achi kisam ka mobile nai mil sakta hay jis main wo sab facilities hain jinki hamko zaruat hoty hay aur agar ham is say kam keemat main buy karna cahhtay hain to hamain usk bad q mobiles k kepad walay mobile bhi bahut zaida achi kemat main bhi hain aur unki khubsurty bhi sab say achi hay isk ilaa ham kisi bhi aur company k kepad walay mobile phone ko buy karna cahhtay hin to wo hamko sab mil saktay hain in main har kisam k kepada walay mobile ka milna ab bilkul mumkin hay baaki baat hamari choisce pay khatam hoty hay.

    FAIDAY;

    dear kepad walay mobiles k hamko bahut saray faiday hotay hain,agar ham aik bike pay safar karnay walay hain to us douraan agar haamray pass kepad wala mobile hay to ham us say usay easily use kar skatay hain jis main hmain sab say barra faida yeh hay k ham driving bhi easily kar skatay hain aur sath sath ham usay istemaal bhi assni say kar skaaty hain jiska hamko touch ki nisbat say isk istemaal say koi bhi side effect nai hay.

    NUKSAAN;

    dear waisay to kepad walay mobiles k koi bhi ziada nuksaan nai hain laikin agar ham nau kabhi internet ka isrtemaal karna hay to ham is say aisa kama kabhi bhi nai kar skaaty hain is fast dour main agar ham nay kisi k sath whatsapp pay live baat kanri hay to hamko iski speed say bahut ziada problem honay say hamko bahut barra nuksaan is liye hos akta hay k ham is k sath koi bhi aur acha busines nai kar skatay hain aur na he ham kabhi is say achay tareeaky say internet ka faida hasil kar skatay hain isk ilawa iska koi bhi aur khaas nuksana nai hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

    Assalam o alaikum guys..

    Aaj ka review keypad mobile pe mabni hai ye mobile purany waqton mai bht ziada use hty thay. Pr aajkl ka dour hau touch mobile bht ziada agye hain. Aur keypad mobile bht kamnreh gye pr aksr bazurg log key pad mobile ko ee use krty hain aur iskay ilawa karobari log b keypad mobile ee use krty hain calling kliye kiunki wo kaafi chota aur easy to handle hota hai.... Aur iska size aur wazan b kafi kam hota hai aur iski battery timming b bht achi hoti hai isliye ziada tar log isko apne sath rakhty hain. Ek bra touch mobile honay k bawajood ye sath rakhty hain.. aur aksr log keypad mobile msgs typing kliye rakhty hain talay privately typing keenja sky touch screen walay kafi bray hoty hain isliye wo log chota mobile choti screen walay pass rakhty taakay is se secretly msgs type kiye jaa ske aur sko use kiya ssky ....

    Keypad mobile karobari logon kliye aur private chat kliye toy kaafi achy hain pr ye bht ee slow aur ajeeb se hoty hain. Inkay button khrab ho jaaty hakn jaldi aur inme na tou camera hota hau agr ho b bht ghatia kism ka aur na isme internet hota hau jo k bht eham cheez hai sliye bht saray log isko ni pas rakhty hain aur Android aur IOS k aadi log tou is se jaan churaty hain
    • #3 Collapse

      Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

      mobile ka keypad hi main cheez hoti hay agar kesi 1 button me be kharabi ajati hay to mobile ko use karna mushkil ho jata hay, simple mobile ka jo keypad hota hay es me kharabi a sakti hay jab key touch mobile key keypad me kesi kisam ki koi kharabi nahi a sakti hay, different keypad key mobile companies banati hey agar ham simple mobile jo key zeyada tar nokia company key hoty hey es ka keypad bahot hi best hota hay es ko use karna bahot hi asaan hota hay khas kar sms esy keypad key moible par easily key ja sakty hey, touch screen ka jo keypad hota hay es ki importance be bahot zeyada hoti hay ye sms, email ya per other kesi work key ley use kia ja sakta hay aur agar nokia ya other companies key jo old mobile hey es ka keypad bahot hi simple hota hay jes key baghir mobile ko use hi nahi kia ja sakta hay, mobile me keypad aur laptop key ley keyboard ka hona zarori hay es key baghir mobile ya laptop key kesi be function ko use nahi kia ja sakta hay, mobile keypad jo key bahot hi simple tareeqy se design kia jata hay agar jes ka jaiza leya jaye to ye bahot hi soch samaj kar aur planing key sath design kia gia hay jes me fast tareeqy se hi operate kia ja sakta hay, har zaban ka keypad mobile me majood hota hay jes ko ham easily use kar sakty hey.
      Click image for larger version

Name:	Master.jpg
Views:	1
Size:	40.7 کلوبائٹ
ID:	12337624
      • #4 Collapse

        Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

        Assalam walekum Pyare bhai jaan is Waqt Jis hisab Se Puri Duniya electronic hisab se tarkki kar rahi hai vahan per hi ab Aise keypad wale mobile phone ki volume bhi kam se kam kar hoti ja rahi hai agar hamare pass Aise akhrajat Nahin Hai Jin Se Humko ikat Road cal phone ke boil karna Mushkil Hai To iske sath Ham Ek keypad mobile ko boy karte hue usse bahut Sare fayde bhi Hasil kar sakte hain aur sath sath Iske boy Karte vahan Humko Kuchh nuksan Bhi Nahin Hoga Jisko Agar Ham manager kar sakte hain to use bhi Ham sabse acche final Mein change karne mein Kamyab ho sakte hain uske liye Aaj is review Mein is topic per hi baat karte hain jisse ummid ki Ja sakti hai ki Humko Kuchh Na Kuchh Jarur sikhane ko bhi mil sakta hai aur ham ko is per Amal karte hue Kuchh To Kuchh fayde Ki Bhi ummid ki Ja sakti hai keypad mobile phone ko boy karte hue Humko Jo fayda aur nuksan hote hain uski Baat Ham Jarur karte hain aur aapko tafseel Ke Sath batate Hain

        Keypad mobile ki exam

        Pyare bhai Agar Ham keypad wale mobile phone ko Pasand Karte Hain yah Humko Sirf Usi Ki hi jarurat Hoti Hai To vah ab Humko Harkishan Ko Mil sakte hain jismein Agar Hamen Kisi acchi company ka keypad mobile karna chahte hain to uske liye Humko Nokia Jaisa Koi bhi aur acchi kism ka mobile Nahin Mil Sakta Hai jismein vah Sab faculity Se Hain jinki Ham kaun sa Vrat hoti hai aur Agar Ham is se kam kimat Mein boy karna chahte hain To Hamen Uske bad Kyon mobile ka keypad wale mobile bhi bahut jyada acchi kimat mein bhi Hamen mil sakte hain Unki khubsurti bhi sabse acchi hai aur Iske alava Ham Kisi bhi aur company ke keypad wale mobile phone ko boy karna chahte hain to vah Humko Sab mil sakte hain is Mein Se Har kisam Ke keypad wale mobile ka pillar na ab bilkul hai aur Baki Baat Hamari choice per khatm hoti hai

        Fayde

        Pyare bhai jaan keypad wale mobile ka Humko bahut Sare fayde hote hain Agar Ham Ek bike a Safar Karne Wale Hain To Uske dauran Agar Hamare Paas keypad wala mobile Hai To Ham usse use easily use kar sakte hain Jin mein se Hamen sabse bada fayda yah hai ki Ham driving bhi is nikal sakte hain vah Sath Sath Ham use Sambhal bhi aasani se kar sakte hain Jiska Humko Taki Dushman se iska istemal se koi bhi side effect Nahin Hai

        Nuksan

        N-tier re bhai jaan vaise to keypad wale mobile ke Koi Aur Bhi Jyada nuksan Nahin Hai Lekin Agar Ham Ne Kabhi internet Ka istemal Karna Hai To Ham isase Aisa Kama kabhi bhi nahin kar sakte hain is fast agar humne kisi ke sath WhatsApp per life baat karni hai to Humko is ki speed se bahut jyada problem hone se Humko bahut bada nuksan isliye ho sakta hai ki Ham iske sath koi bhi aur accha business nahin kar sakte hain aur na hi Ham Kabhi isase acche tarike se internet ka fayda Hasil kar sakte hain Iske alava iska koi bhi aur Khaas nuksan Nahin Hai
        • #5 Collapse

          Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

          Keypad cell phone Ek Aisa cell phone hai jo Kisi bhi Jagah per aap Lekar Ja sakte hain aur kisi bhi Jagah per aap aasani se istemal kar sakte hain iska Na Koi bat Jyada hota hai na hi koi Khatra hota hai usse snatching ka. Cell phone ne Tamam Duniya Ke musalmanon ko ek dusre Se Juda Hua Hai Log Aise Rabta kar sakte hain call kar sakte hain aur ismein Har kisme functions hota hai jismein radio functions Hain frequency function hai. Is Mein dual sim Lagti Hai. Aur yah button wala phone Aata Hai. Yah cellphone touch mobile Se Bhi Zyada Achcha hai. Kyunki is cell phone Se Kisi bhi Bande se behtar tarike se Rabta kar sakte hain.

          Yah mobile phone takriban Har kismi metal conductor per most Mel Hota Hai. Yah phone sabse pahle John f mitchel Discover kiya tha. And Martin Motorola 1972 mein hua tha. Iske alava bahut se keypad wale phone Discover hue hain Junoon Insan ke Life ko bahut hi banaa Diya Hai. Keypad cellphone bossy kind of tips Mein Mil Jata Hai. Jismein Nokia ki company hai aur dusri Chi companiyon bahut famous hai.

          ADVANTAGES:_
          1. Is cellphone ke bahut jyada fayde Hain Ba nisbath others phone ke.
          2. Is cellphone ko Aap Kahin Bhi Le Ja sakte hain.
          3. Aap Duniya ke kisi bhi area mein hun is Sal phone se call per baat kar sakte hain.
          4. Is Sal phone bahut se distance ko kam kar diya hai.
          5. Yah Sal phone market Mein Sasta Mil Jata Hai.
          6. ya cell phone agar aap driving kar rahe hain tab bhi istemal kar sakte hain.
          7. Yah cellphone a Kaisa cellphone hai Jo Gum Ho Jaaye to Insan Ko Kisi bhi Kasam ka Fark Nahin Padta.
          8. Agar chori ho jaaye tab Bhi Koi Fark Nahin Padta.

          DISADVANTAGES:_
          1. Mere Bhai Main aapko Bata Dun is cellphone ke Koi Jyada nuksan Nahin Hai Kyunki yah cellphone acche tarike se kam karta hai aur Behtar facilities deta hai. Han main kah sakti hun ke Agar yah Na Ho To Insan business nahin kar sakta Kyunki business Hamesha WhatsApp per chalta hai aur messing Vera packing ka touch cell phone per internet ki solid hoti hai to internet Katwa Aap Jo bhi kar sakte hain aur bahut se dusre kam kar sakta hai isliye hi iska Ya nuksan Hai Ki is mess kiske solid Nahin Hoti.
          • #6 Collapse

            Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

            asalam o alikum dear member

            Introduction..

            Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha keypad mobile phones ka bary ma dear phaly phaly log bht zaida keypad mobile phone ka istimal krty thy jb andriod mobile ni thy tb keypad mobiles ka bht zaida use hota ha jest jesy andriod mobile aty gy inki qadro qemat kam hoti gai. lekin agr dkha jy tu keypad mobile phone ki apni ak jgha ha aj kl ka dur ma b zaida tr log keypad mobile ka use krty hain dear yh apko different types ma b mil jata ha agr apko android mobile khredny ka liye apky pas ikhrajat ni hain tu ap is keypad mobil ka easily ap isy lay skty hain hr company ka hmin keypad mobile mil jata ha or agr dkha jyw tu hmin is ma kafi zaida features milty hain jin ma sy camera wagira or memorycard ka b option hota ha is ka ilawa dual sim ka b option hota ha or tu or is ma kisi mbl k keypad andriod k jesy hoty hain jisy ap use krka easily typing krskty hain. jo k ap ka liye bht zaida fayde mand ha aj b log zaida tr keypad mobile ka lazmi tur pr use krty hain dear key pad mobile ka kafi zaida fayde hain..


            fayde.

            keypad mobile ak bht e zaida acha mbl hain is ma b hmin kafi zaida features milty hain or dear is ma hmin kuch web b provide ki jarin hoti hain or takreban ap apni lasand ki kisi b company ka keypad mobile use krskty hain agr ap log bike pr hn tu ap easily is mbl ko use krskty hain or asani sy ap msg typing krskty hain is pr typing krna bht easy hota ha... or is ka ilawa kisi keypad mbl ka keypad b andriod mbl jesa he hota ha jisy ap easily typing krskty hain.. or keypad mbl ki battery timingbht zaida achi hoti ha 3 din asani s nikal jaty hain or is ma memory card ka b option hota ha jis ma ap kuch b krwa kr koi videodkh b skty hain or koi song b sun skty hain. jo k apky liye bht fayde mand ha yh apko ka budgets ma mbl mil jata ha ap easily is mbl ka use krskty hain. or ap is mbl pr jhanpr b hon clpr bt krskty hain or is ma dual sim ka b option hota ha ha ap easily 2 sim use krsktyhain. or yh size ma kam hota ha ap utha kr khi b lay k jaskty hain. or yh bht achambl ha or is liye is ka kuch log aj b bht zaida use krty hain............


            nuqsannat..

            Dear is mbl k kuch nuqsannat b hain ap is pr internet ni use krskry hain jest whatsapp wagira is pr ap use ni krskty hn or kuch logun ko is mbl pr typing ka bht msla hta ha wo easily msg typing ni kr skty hain..
            • #7 Collapse

              Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

              keypad mobile bht asani sy use hojaty hyn muqablay mein ziyada se ziyada munafe kamanay ka aik behtar mauqa fraham karti hain islahi lehron ko agli barri tasalsul ki lehar withdraw looks qabza karne ki koshish mein rujhan tijarat mein daakhil honay ke liye Elliott deck nigh per kam karte Hain to bit organization mein bahut acchi wry kar sakte hain aur boost se debased bahut hi achcha munafa Kama sakte hain isliye hamen chahie ki afflicted jarur Elliott wait in accomplice Kiya Karen kyunki yah hate hamare liye kafi acchi aur behtar ho sakti hai aur hamen se kafi achcha munafa bhi Kama hai jiski vajah se Play-acting despite that smooth ke analyses karte Hain yah ek bahut hi he got nearly OK hai hamen jarur is propositions per kam karna chahie tha ki overdone support mein achcha munafa Kama value agar Niminy-piminy change-over mein Elliott flourish ko to pieces kar lete hain to fir bent karna hamare liye mushkil Nahin hota hai aur sketch Hoard rotation se bahut hi kamena hai to capacity ko bahut Malice practis sty-wittedness taste se menial har tarah ke patton ko acchi tarah Se maloom kar lete hain UN proclivity ko kabhi bhi be at one mein koi faculty nahin hoti hai join ko apni loathing co profitable banaa lene ke liye mehnat karna hoti hai aur jo cusp acchi tarah Se mehnat karte Hain vah help apni relationship mein kabhi na Kam nahin muddle in hon aps look after to apko smjh jana chye ky the radiate ranging hai aor iska koi pursuit word nhi hai variation unprejudiced hailkn jub VDX portion ko directorship opening
              • #8 Collapse

                Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                Assalam o alaikum Dear member ap ny bahot acha topic discuss kiys hai keypad mobile phone k bary main...

                Introduction:

                Dear member keypad mobile phone aik simple mobile hota hai jis k button hoty hain is py touch system k bajaye buttons ko push kr k use kiya jata hai yeh bshot c companies k market main available hain jin main Q mobile,Nokia,Samsung,shamil hain dear member yeh bahot simple aur alla quality k hoty hain ...
                Click image for larger version

Name:	IMG_20201122_182831.png
Views:	1
Size:	378.0 کلوبائٹ
ID:	12337681

                Advantage:

                Dear member keypad mobile phone k bahot zyada advantage hain yeh bahot easy chala sakty hain aur is mobile ka sv sy bra faida yeh hai k iski battery timing long hoti hai aur isy hr koi use kr sakty hain aur is mobile main signal problem bahot km hoti hai is k ilawa yeh bahot jaldi khrab bhi nahi hoty hain aur in main bahot sy mobile asy hain jin main dual SIM use kr sakty hain aur dear member is ka sb sy bra faida yeh hai k yeh weight less hoty hain jo ap easily pocket ya pouch main dal k kahen bhi ly ja sakty hain dear member yeh market main different companies main munasib rate main available hain jo hr koi afford kr sakta hai in main jo aj tak best company ja rahi hai wo nokia ki hai is k ilawa in main hanging ya virus ka bhi issue nahi hota hai isi liye yeh jaldi khrab naho hoty hain is k ilawa is mobile ki hamen elehda sy bettery bhi mil sakti hai original jo k hum long time use kr sakty hain...

                Disadvantage:

                Dear member keypad mobile phone kioun k purani aur pehli ijad hai tou ab science joun joun taraki krti ja rahi hai tou bahot c facility hamen provide kr rahi hai jis main hamen touch screen system mobile jehsi facility provide ki hai jis main bahot zyada application ki facility bhi available hai jis k trough hum internet k trough ghr beht k bahot c information hasil kr sakty hain aur online job bhi kr sakty hain is liye in mobile phone ki velue bahot km ho gai hai hr koi touch system mobile like krta hai keypad mobile phone py hum internet bhi use nahi kr sakty...thanks
                منسلک شدہ فائلیں
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                  ASSALAM ALAIKUM TO EVERY ONE 😊😊
                  Ye review key pad mobile per mbni hai.

                  INTRODUCTION:
                  Key pad mobile different types k hoty hn kuch coloured screen k sath or black and white screen k sath hoty. Or phir key pad ki base per bhi ye 2 types k hoty hn 1 Qwerty and 2nd traditional. Mostly ye mobile size me kafi choty hoty hn.
                  Click image for larger version

Name:	images (16).jpeg
Views:	1
Size:	13.0 کلوبائٹ
ID:	12337696




                  ADVANTAGES
                  :
                  In mobiles ko carry krna bohat easy hoty hai. In ki help se ap music enjoy kr skty hn. In ki battery timing bohat achi hoti hai mostly in 6 volt ki battery hoti hai or ye 2 to 3 days takk charge nai krni parti. In mobiles ka talk time or music time bohat ziada mean 2 to 3 days ka hota hai. In se txt messages easily type ho jaty . Ap inko one handily use kr skty hn. Small size hony se inko use krna very easy hai. In me mms ki facilty hoti hai picture send or recieve ki ja skti hn.

                  DISADVANTAGES
                  :
                  In pe koi app use nai ho skti. In pe internet browsing or streaming achi nai hoti kiun k ye 2G supported hoty hn. In me cameras 2 to 3 mega pixals ka hota hai. Inki screen bohat small size ki hoti hai. Is waja se ap entertainment nai li ja skti.

                  CONCLUSION
                  :
                  Over all ye achy mobiles hn inki cost kam hoti hai or use easy hota hai so ye achi products hn

                  THANK YOU!!!!👍
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                    Dosto ab MN bat krnay lga hoo keypad mobile ki apny tuwajah farmani hai science ny duniya MN bahot traqi ki hai lekin keypad mobile nhi change hua baqi sb Chez change ho gai hn touch mobile k sath sath keypad mobile ki bhi rating ziada hai.
                    Agr hm past ki bat kren to jb ye keypad mobile nhi tha to log ptcl waly mobile sy bat krty thy lakin keypad mobile ki wajah sy ab asani ho gai hai Agr hmny kisi ko koi bhi bat batani ho to mobile k zariye bta skty hn agr hamara koi azeez beroonemulkh hota hai to hm us sy call py bat kr skty hn.
                    Keypad mobile k bahot faiday hn is ki Look bhi piyari hai or market MN is ki qeemat bhi munasib hai is MN aik camera bhi mujood hai agr hm kahi tafreeh k liay jaiy to wahan hm keypad mobile sy tasveer bhi bana skty hn is MN 2sim dalti hn Jo bhi hamari mrzi ho hm daal skty hn keypad mobile ki battery bhi bahot achi hoti hai 2.3din aram sy nikal jati hai.
                    Keypad mobile MN game bhi hoti hai jb hm free ho to game khel skty hn or is trah time pass bhi ho jata hai keypad mobile ka speaker bhi bahot loud hota hai ye pocket MN Aram sy aa skta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                      Assalamu alaikum ummid karta hun tamam forex members khairiyat se honge. Aapane bahut hi acchi topic review Kiya Hai. keypad mobile phones simple mobile phone hote Hain jismein basic functions hote Hain jaisa ke calling messaging aur Iske alava aur kuchh functions bhi hote Hain. Keypad mobile phones aajkal bahut sari companies banaa rahe hain. Different specifications ke sath ink in different models market mein available hai Jin ki price range model ke aur specifications ki accordingly hai. Keypad mobile phones ke bahut sare advantage hai share karne ja raha hun.

                      Advantages.
                      Keypad mobile phone ka sabse bada advantage hai kya ismein touch panel nahin hota keypad hota Hai hai button hote Hain Jin ko press karke a number dial kiya jata hai yah messaging ki jaati Hai. Keypad mobile phones ka sabse jyada benefit blind persons Ko hota hy Iske keypad ke upar uh do chhote chhote dots ya points hotay hain jinki use kar ke blind person apni call kar sakte hain ye button ke points specially blind persons ke liye he design kiye gaye hain. Keypad mobile phones ka ek aur bara advantage ye Hy ke agar mobile phone zameen pe for Jaye tu ye itni jaldi kharab nahi hotay kese touch panel wale mobile phone kharab hojate hain girne se. Keypad mobile phones ki battery long lasting hoti hy agar ap iski battery ek dafa full charge kar lein tu phir isko battery 2 se 3 din tai chalti rahti hai. Market mein Nokia, samsung, q mobile, g five, aur bhi bohat sari companies ke mobile phones available hain. Keypad mobile phones bahut bada advantage-g hai ki ya slim size aur light wale hote Hain Jo easily carry kiye ja sakte hain aur pocket mein bhi easily ajate hain. Aj kal dual sim ke keypad mobile phones available hain market mein Jin mein ap double sim cards use kar sakte hain. Inki price bahut kam hoti hai aap isko thoray person mein purchase kar sakte hai. Aur agar keypad mobile phones kharab hojate hain tu inki repairing bhi easily hojati hy..

                      Disadvantages.
                      Keypad mobile phones ka disadvantages mein sabse bada disadvantage hai kya touch panel nahin hota aapko keys press kar ke typing karni parti hy, touch panel mein easily typing Ho jaati Hai jab Ke keypad pe button press karna thora difficult hota hy. Lava keypad mobile phones ka disadvantage hai kya ismein aap koi bhi application install nahin kar sakte aur na hi is ke andar internet use kar sakte hain. Iski screen bhi bahut chhoti hoti hai jiski vajah se aksar letters alphabet ya numbers apko Sahi nazar nahi at.
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                        mobile phone Hamari Jindagi Ka Ek M hissa Ban chuka hai agar Agar 2002 2003 ki baat ki Jaaye Tu mobile phone bilkul bhi famous Nahin the the kisi ko Iske use ka Nahin Pata Tha but ab Jaise Jaise time Guzara hai mobile phone Har EK ke Hath Mein Main Najar aaega yah Ek bahut acchi invention Hai Jisne Hamari Jindagi bahut hi Aasan Kar Di Hai Yahan per Ham mobile phone ke Kuchh fayde ke bare mein main baat karenge. mobile ek ain zarroat ban cuka ha bly hamri klife is kay beghr is kay beghr udhori lagti ha ya hamari life ka ek important part ban chuk ha or ya aj kal har kis kay pas majod hota ha or is ka use bhe boht zada am ho gay ah ya pely key pad ma ata ah lekn aba ya touch screen ma ata ha jis ma boht zada facilties hoti ha or us ko use karna bhe boht asan hoti ha or us choty say mobile a pori duniya samai hoti ha ja kay door maus kay beghr nahi aa jaa ha is kay bot zasda faidy han.


                        Advantages of mobile ..

                        1) mobile phone ka sabse bara fayda ya bhi hai aap kahin bhi Hain duniya ke kisi Kone mein bhi aaya aap apnon se rabte mein rahte hain
                        2) dusra Bara fayda yah haiagar aapke pass Android mobile hai to aap apnon se video link kar sakte hain
                        3) mobile phone se aap social media per kuchh bhi kar sakte hain social media per aap Facebook WhatsApp messenger kuchh bhi use kar sakte hain
                        4) Android mobile phone mein aap HPL app download karke online transaction kar sakte hain bijali ke bil gas ke Bell Ada kar sakte hain yah ek advantage hai
                        5) mobile phone se aap forex form mein kam kar sakte hain forex online trading kar sakte hain
                        6) Android mobile phone ka advantage haiaap online trading ke liye duniya ke kisi bhi sarvar se connect ho sakte hain jaisa ki Asia mein sangapur server se log connect hai online trading ke liye

                        Disadvantages of mobile...

                        1) mobile ka sabse bara disadvantage hai ismein load karvana partha hai aur internet package lagana partha hai
                        2) mobile phone Android mobile phone se aap social media par kisi ki video ko like comment aur viral kar sakte hain kisi ke khilaf kuchh bhi bol sakte hain
                        3) chhote bacche agar mobile use karenge to wo study per tawaja nahin de sakenge
                        3) Android mobile phone rakhne se aapke kharche barh jaate Hain
                        4) Android mobile phone per jhuthi khabren phali ja sakti hain.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                          Dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy aur apna kam ache treke se kr rhen hun gy. Ajj ka yeh review keypad mobile per mabni hai. Yeh bohat hi faeda dar mobile hai. Use koi bi easily use kr skta hai. Yeh mobile use krna koi mushkil kam nahi hai is ko bri age ke log ho pre likhe nahi hote wo bi ise use ker skte hain. Is ke bohat se faede hain ager hum khen safer kr rhen hai bike per to hum use easily use kr skte hain iska ghirne ka bi khtra nahi hota. Usko hum during drive bi easily use ker skte hai. Is pe hum Internet use nahi ker skte na hi kch aur ker skte hai. Otherwise yeh bohat Acha mobile hai.
                          Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                            Asslam o alikum dear forex members how r u.?
                            Keypad mobiles k bary mn bht mufeed post ki h aap tmam ne bht achy aur
                            Informative reviews parhne ko mily hn..

                            INTRODUCTION:
                            Keypad mobiles market mn apni aik alag hi value rkhty hn saarfeen
                            Ki aik bht bari tadaad keypad mobiles ki demand krti h uski wja
                            Yeh k keypad mobiles cheap rate mn mil jty hn.. mn apko chand faidy aur nuqsanat
                            Se aagah krna chahun ga

                            ADVANTAGES of keypad mobiles:
                            Dear members keypad mobiles ka pehle aur sb se ehm advantage yeh
                            Hai h keypad mobiles cheap rate mn asani se kisi b mobile shop
                            Se mil jaty hn.. aur keypad mobiles use krna bht hi asan hai woh
                            Afrad bhi asani se istemal kr skty hn jo educated nahi hn ya jo frst
                            Time cell phone use krty hn.. keypad mobiles ki bettry timing bht
                            Achi hti h long time tk bettry chlti hai.. aur soft keypad hny ki wja se
                            Istemal mn asani hti hai.. size mn choty hty hn pocket mn asani se
                            Ajaty hn ..bettry km time mn full charge ho jati hai.. resale achi hai
                            Keypad mobiles ki.. agr aapki apni shop hai to aap km investment mn
                            Zyada stock rkh skty hn keypad mobiles ka

                            DISADVANTAGES:
                            Keypad mobiles ka sb se ehm nuqsan yeh hai k is mn toch mobile
                            Jesi koi sahuliyat nahi hti koi android version nahi hota yeh mobiles
                            Bs calling aur texting k liye munasib hty hn..
                            4g technology nahi hti in mobiles mn .. is k ilawa aap high graphics games
                            Nahi khel skty keypad mobiles mn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yeh review keypad mobile phone par mubni hay.

                              Asalamalikum!!
                              Umeed ha dstn ap sab khariat sa hon ga ... Ja ka hmara topic mobile phone par mabni ha . Mobile phone ik chota sa radio telephone hota ha Jo radio waves ka Zaria chlta ha . Mobile phones kisi sa communication kran ka Lia use hota ha bhgr wires ka . Ik ka signals is ka nazdek lagna base station sa ata ha . Jo Isa main phone ka network.sa connect krta ha .agr ik ka signals ik sell sa disconnect ho Jata ha to dosra ka sth connect ho Jata ha kio ka har jhga signal tower laga hota ha . Money phone aj Kal but popular ho gai Han .ya but sasta bhi Han ur but mehnat bhi ha . Ur aj Kal har koi isa afford kr skta ha . Aj Kal zaa tar smart phone use hota ha . Ia ka but faida hota h
                              Advantages:
                              Is ka bht sara advantage hota ha is ka Zaria hum kisi sa communication kr skta ha . Is ka size but chota ha hum Isa easily carry kr skta ha is ma hum photo ur video dekh skta ha send kr skta ha . Is ma hum kisi ko message kr skta ha . Is ma hum fashion ka bara ma pta chlta ha .ya Huma entertain krta ha . Is ma hum reminder laga skta ha .ia ma calendar hota ha us ka sth sth time bhi btata ha PHR ya hum map bhi dekhta ha .ya but faida mand cheez ha .
                              Disadvantages:
                              mobile phone ka kuch disadvantage bhi hota ha .... Ya aj Kal ka logN ko time waste krwata ha unha apna maqsad sa distract krta ha . Ia sa logn ka darmian ikalafat paida krta ha . Ia ki battery ktm ho jati ha . Is ka Zaria logn ma koi privacy nhi rhi . Ya expensive hota ha tab he log isa but krta ha ur money waste krta ha is ka aur bhi but Sara nuksan hota ha .
                              Umeed ha ap sab ko review psnd ai ga. Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X