dear is wakt jis hisaab say poori dunya electronic k hisaab say taraki kar rahi hay wahin pay he ab aisay keypayd walay moble phone ki value bhi kam say kam tar hoty ja rahi hay agar hamaray pass aisay akhrajaat nai hain jin say hamko aik android cell phone ka buy karna mushkil hay to isk sath sath ham aik keypad mobile ko buy kartay hwuay us say bahut saray faiday bhi hasil kar skatay hain aur sath sath isk buy kartay whauy hamko kuch nuksaan ka bhi andasha hay jisko agar ham mange kar skatay hain to usay bhi ham sab achay faiday main change karnay main kamyab ho saktay hain usk liye hm aaj is review main isi topic pay he baat kartay hain jis say umeed ki ja skaty hai k hamko kuch na kuch zarur seekhnay ko bhi mil sakta hay aur hamko is pay amal kartay hwuay kuch na kuch faiday ki bhi umeed ki ja sakty hay kepad mobile phone ko buy kartay hwauy hamko jo faida aur nuksaan hota hay uski baat ham darj zail main tafseel k sath kartay hain.
KEPAD MOBILES KI IKSAAM;
dear agar ham kepad walay mobile phone ko pasand kartay hain ya hamko sirf usi ki he zarurat hay to wo ab hamko har kisam k mil saktay hain jin main agar hama kisi achi company ka kepad mobile karna cahhtay hain to usk liye hamko nokia jaisi koi bhi aur achi kisam ka mobile nai mil sakta hay jis main wo sab facilities hain jinki hamko zaruat hoty hay aur agar ham is say kam keemat main buy karna cahhtay hain to hamain usk bad q mobiles k kepad walay mobile bhi bahut zaida achi kemat main bhi hain aur unki khubsurty bhi sab say achi hay isk ilaa ham kisi bhi aur company k kepad walay mobile phone ko buy karna cahhtay hin to wo hamko sab mil saktay hain in main har kisam k kepada walay mobile ka milna ab bilkul mumkin hay baaki baat hamari choisce pay khatam hoty hay.
FAIDAY;
dear kepad walay mobiles k hamko bahut saray faiday hotay hain,agar ham aik bike pay safar karnay walay hain to us douraan agar haamray pass kepad wala mobile hay to ham us say usay easily use kar skatay hain jis main hmain sab say barra faida yeh hay k ham driving bhi easily kar skatay hain aur sath sath ham usay istemaal bhi assni say kar skaaty hain jiska hamko touch ki nisbat say isk istemaal say koi bhi side effect nai hay.
NUKSAAN;
dear waisay to kepad walay mobiles k koi bhi ziada nuksaan nai hain laikin agar ham nau kabhi internet ka isrtemaal karna hay to ham is say aisa kama kabhi bhi nai kar skaaty hain is fast dour main agar ham nay kisi k sath whatsapp pay live baat kanri hay to hamko iski speed say bahut ziada problem honay say hamko bahut barra nuksaan is liye hos akta hay k ham is k sath koi bhi aur acha busines nai kar skatay hain aur na he ham kabhi is say achay tareeaky say internet ka faida hasil kar skatay hain isk ilawa iska koi bhi aur khaas nuksana nai hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим