Ye review "Television" pr mabni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "Television" pr mabni hai
    Ye review "Television" pr mamabni hai


    Introduction:


    Television jise TV kaha jata hai ye aik electronic khilona hai. Ye different size aur shape k hoty hain aur iss ki shakal choras aur mustateel ki tarah hoti hai. Ye bijli pr chalta hai aur iss k sath aik antina attach hota hai jo signal catch karta hai aur tv tak pohnchta hai aur tv main majood tube rod us signal ko tv ki screen pr dekhati hai. Aur tv main majood speaker jin sy hamy awaz ati hai. Television aik bhot mufeed cheez hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12470345
    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12470346
    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	21.0 کلوبائٹ
ID:	12470347


    Advantage:


    Television aik electronic cheez hai jis k bhot sary faidy hain jo yahan byan kiye jaye gy. Television puri duniya sy hamy bakhabar rakhta hai. Iss television k zariye hum duniya k halaat sy bakhabar rehty hain aur iss k saath saath television hamy tafreeh b mohiya krta hai. Hum television pr dramy news films aur deegar programs dekhty hain aur lutfandoz hoty hain. Jesa k hum janty hain k newspaper pr hum sirf news parh sakty hain aur usy prhny k liye urdu aur English language pr maharat chahiye jab k television ka ye b bhot bara faida hai k wahan hamy prhny ki zaroorat ni hoti balky sunanna hota hai aur saath saath hum wo manazar b dekh sakty hain jab k newspaper main hum video ni dekh sakty.



    Disadvantages:


    Jesa k hum janty hain hr cheez k faidon k saath saath kuch nuksaan b hoty hain. Television ka nuksaan ye hai k hamy issy dekhny k liye aik jagah behtna prta hai jab k newspaper ko hum sath ly kr ja sakty hain aur safar main hon to kisi b jagah usy prh sakty hain. Aur television ka aik aur nuksaan ye hai k ye bijli pr chalty hain aur kafi bijli istamal hoti hai. Agr ye achi quality k na hon to jald kharaab ho jaty hain aur achi quality waly television kafi expensive hoty hain jo hr koi ni ly sakta. Television ka sab sy bara nuksan ye hai k issy nazdeek sy dekha jaye to aankhy kharaab ho sakti hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

    Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aaj aapko television se related apni kuch important analysis aur information share karna chahta hun yah information aapke liye bahut jyada valuable ho sakti hai aur aapke knowledge ko increase kar sakti hai dear jab Ham television ki invention se pahle aur television ki invention ke bad ke time ko compare Karte Hain To usmein Humko bahut jyada difference mil raha hota hai no doubt television ki Humko bahut jyada advantages mil rahe hain aur ham is completely utilise ho rahe hain television ki invention se yah world Global Village bar chuki hai aur Duniya ke kisi bhi part Mein Kuchh Bhi Ho Jaaye to isase properly update Rahe ke liye liye television Ka Sahara le rahe Hote Hain.

    Dear agar aap television ke complete advantages aur benefits study karna chahte hain to usmein aap ko bahut carefully iski study karna hoti hai ismein bahut jyada advantages aapko Mil Rahe hote hain Agar aapke pass extra time hota hai aur aap usko entertainment ke liye comment karna chahte hain to television aapke liye ek bahut hi important platform hai jismein aapko multiple options available hote hain Kyunki ismein aapko different channels ki facility mil rahi hoti hai jinko aap different times were properly utilised kar sakte hain Agar aapko games dekhne ka bahut jyada craze hai to aap is per different games channels Hasil kar sakte hain Agar aapko drama ya FIR koi movie dekhna Hoti Hai To iske liye bhi aapke pass variety of channels available Hoti Hai iske sath sath agar aap all over the world Kisi bhi country se related different news Hasil karna chahte hain to use platform ke liye bhi aapko television Ek perfect facility provided kar raha hota hai aur aapki multiple requirements ko same time per complete kar raha Hota Hai.

    Faidy :

    Television ki invention Se Lekar agar aap usko study karte hain to uski aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain round out your Ek bahut jyada expensive platform bhi nahin Hota aur almost 90% members isko easily afford kar sakte hain agar aap iski purchasing karna chahte hain to aapko all over the world different important places per Iske different outlets available ho sakte hain aur uske sath Agar ismein Kuchh problem a Jaaye to iski service centre Sabhi available hote hain jismein app is ko correct karwa sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

      Assalamu Alaikum dear friend aapane Ek bahut Achcha aur important review Hamare Sath share kiya hai jo complete television se related hai television Jisko Aam Taur par per gharon Mein TV Kahate Hain yah Har Ghar Mein maujud Hota Hai yah Ek entertainment ka ka bahut Acha source hai ... television ki invention bahut time pahle Hui yah use time Ki Baat Hai Jab Ek Ghar Mein television Hua Karta Tha the aur Tamam neighbours unke ghar mein television dekhne Aate the the television par sabse pahle PTV channel nashar hua .

      Television Banane wali Bahut Si company Pakistan mein maujud hai hai jo bahut acche a and guaranteed television taiyar kar rahe hain yah outlets Hamen Pakistan ke Different cities mein Main Najar Aati Hain in me kuch television bnany wali famous companies hn jin me bahut popular Sony ,Toshiba ,Nobel , or philips shamil hn Jay companies all over Pakistan mein bahut acche a suppliers hn.

      Faiday :

      Television ke Hamen bahut se fayde Milte Hain television Ko Dekhkar Ham Apna free time spent kar sakte hain all over world se related news ke bare mein mein Hamen information milati Hai Ham world Mein Jo kuch bhi ho raha hai usse related Tamam knowledge and information television ke jarie Hasil Karte Hain television Ek family time to jaane ke liye bahut Achcha shorts hai Iske alava ladiss ke liye ismein bahut acche program hote hain jinko Dekhkar vah Apne mind ko relax kar sakti hain.

      Nuksan:

      Television ka koi Itna Bada nuksan Nahin Hai bacchon Ko free time mein television Jarur dekhne Diya Jaaye bahut zyda dekhny se hmari eye side per bad effect ho sakta hai ....thanks
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

        Dosto purane Jamane Mein log Ek dusre se bilkul Bekhabar rehty the Jani ke Ek Mulk Mein dusre Mulk mein jo log Ho the Koi Khabar Nahin Hota tha is sirf newspaper ke jariye hi pata chal jata tha ya nahin kiya Hamar Dekhte to pata chal Jata ke philim aur koi yah vah aur phullanwal kya hua FIR a Gaya Ki Tarah Ki hoti ja rahi thi to Pata Chala aur Bil radio Jo Hota Hai radio Kesariya bhi log khabren sunkar Ek dusre se vahan bar rahe the Jani ke Pakistan UK USA Canada Germany India-Australia China Japan hijra ki jitne bhi Malik ke shahron mein yah Hota tha ki Jab news ki khabar Chalti to Radio Ke jarie Log sochte the aur log randiyon ke ad ke Baithe Rahte the aur time to time news vagaira sunte the aur gane sunte the lekin FIR Tarah Ki hoti Rahi aur Har kism Ke Technology Mein Tarah Ki hoti rahti hai to ISI Tarah news channel Jo television hota hai television Walon Ne Bhi Tarah Ki ki aur pahle purane Jamane black and white television aata tha ki hoti Rahi aap LED LCD aur badh screens Aate Hain Jis per log mote Kishan ke film TV shows news aur ISI Tarah kya matlab Kishan ke news channel dekhte hain Jiski vajah se Logon Ko entertainment Milta Hai do Samay aapko bata do ke television Ek bahut hi Jabardast kijiega Kaise theek kiya jaaye aur Agar iska istemal Sahi nahin kiya Jata uska bahut jyada nuksan hai Kyunki aapka bahut jyada time Jaya karta hai uske upar Ho To Dil Kisi Ke Keral bhi Chalte Hain jo mukhtalif kism Ke Bekar products ke promotion Karte Hain To doston main aapko bata do kya Iske positive or negative donon ki file Se Hamare Ho Jindagi ke upar.

        Faidy:
        Fayda Sky Hota Hai Doston Ki jawab purane Jamane Mein black and white television par koi cricket match football match TV shows Gyan use Dekhte the to aap ko Sahi tarike se pata nahin chalta na uski Awaaz Se Hoti Thi sound system bhi Sahi Nahin Hota tha aur display September se hi nahin Hota tha black and white television Hote the yah radio ki jagah Jab Sunta to sirf aap Awaaz sunte Sakte the lekin aapko Koi Najar nahin aata tha aapko dekh Nahin Sakte na koi video Na Koi Mein images to ab chunki Taki Jyada Hui Hai acche bade bade screen televisions LED LCD aapko dekhne ko Milte Hain To doston iska fayda yah hai ki Aap Jo Bhi dekhna Chahte Hain aapko ful HD mein Milta Hai Aap Chahe cricket match dekhte hain Chahe aap Koi football match ya koi aur sports Mein Kitna Chahte Hain To aap aasani ke sath acche condition Mein dekh sakte hain ful HD mein iske alava aap news channel bhi Laga kar Dekho Te Hain To aapko soundsystem bhi Sahi Milega aur display system bhi aapko Sahi Milega Iske alava Iske Aur Bhi bahut jyada fayde Hain.

        Nuqsanat:
        Doston Iske fayde jyada hi to fayda ke sath sath Ke nuksan Aaj Bhi Hai Aur iska nuksan yah hai ki iski vajah Se Jyada logon ka bahut jyada time Jaya hota hai lekin main aapko bata do kya Aksar log Aise Hote Hain Jo Kuchh aur Kam Nahin Karte Yahan sirf TV shows dekhte hain ya news channel dekhte hain to iski vajah se iska yah hota hai ki Walon Kuchh aur Kam Nahin Karte yah cricket matches dekhte hain to bahut jyada time Jaaye hota hai Jiska usko nuksan Hota Hai Uska Kyunki vah Jab Haroon ka TV ke samne baithe rahata hai to vah Koi Aur Kam Nahin kar sakta aur vah productive Nahin Hota.
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

          Television dunia me technology ki behtreen misal ha jis se door daraz bethy logo ki news hamy milti rhti ha hmara ajka review is k bary me ha ayen start krty hn.

          Advantages:
          Is k bht sary faidy hn jis me sb se bda ghR me bethy hue hum sb jaga k bary me information le skty hn.
          is k ilawa mosam ka hr haal hr jaga ka pta chalta ha.
          Diffrent types k countries ka rehn srhn culture pta chalta ha.
          hr trha ki news milti ha.
          logo k barh me janny ka moqa milta ha.
          sports k international aur international events dekhny ko milty hn.
          bachon k liye cartoons aur tafrreh programs chalty hn.
          is k ilawa bdo k liye hr qism k liye channels hoty hn.
          national level ki hr trha ki news se insan ba khabar rhta ha.
          political talk shows hoty hn.
          funny programs hoty hn.
          educational learning system aur programs hoty hn.
          religious programs hoty hn jis se seekhny ko milta ha.

          Disadvantages:
          is ko ziada dekhny se nazar kamzor hoti ha.
          bachy aksar ziada games dekhny aur time zaya krny me lga dety hn.
          bijli ka bill ata ha ziada.
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

            Introduction..

            Assalamu Alaikum der baad aap Hamari kiya hai aur ek informative top discuss Kiya Hai television Har Ghar ki jarurat hai aur Har Ghar Mein Hi available hota hai kya Sab Jante Hain ke bacche Buddha Jawan Hua shok se TV Dekhte Hain To Har ghar mein gilas mein hota hai aur Har Ghar Mein Dekha Jaane wala use hone wala atom Hai electronic Hota Hai.
            Ishq Kuchh advantage or disadvantage hai jo main aapke sath share karta hun...

            Advantages.

            Dear members television ke bahut Sare advantage hai Tejaji Ka Sab Jante Hain ke bahut hi companies hai jo television Pyar Karti Hain highest Samsung Noble bahut hi companies hai hai aur Har company ki prices bhi alag hi hoti hai television bahut Thi Jyada use hone wala atom hai Is per colour bhi acche hote hain aur aap Har Tarik Apne Pasand ka channel dekh sakte hain..

            Disadvantages..

            Dear member is ke Kuchh disadvantage bhi hai jo main aapke pass share karta hun television Khush company ki television essay Hain jinki coloured bilkul bhi acche Nahin Hote aur kuchh bahut hi expensive Hote Hain Jo Har Koi afford nahin kar sakta...
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

              Asalam O ALIKUM
              phly door ki bat ki jaye to phly k door ma Television Ariel waly hoty thy jo k singles say chlty hein Ariel ko ghar k chato pay rakha jata thaw or bar bar usko set kiya jta tha ta k television ay honybwali transmission ko dekha ja saky usk liye biht mehnat ki jatai thi.
              Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	1
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12337447
              Is trha k television ko Vintage Tv kaha jata thaw
              Aj k door ma time k sath television ma boht c changing aagae hain ji ma LCD tv or LED tv aty hein
              Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	1
Size:	46.8 کلوبائٹ
ID:	12337448
              In ko control krny k liye remote ka istamal kiy jt hai or aasani say koi b channel ko tune kar k dekha ja sakt hai LCD tb or LED tv ma ik difference hai jo k boht r main hai LCD tv k sath Speaker ko alg say attach krn prta hai jub k LED ma automatic speaker Fit hoty hein jin ka use nahi kiya jata is liye Zyd tr Log aj kal k door ma LED ko khreedty hein
              Ye dekhny m b boht oyaru lgti hai or inko asani say dewar ma fit b krwa ja sakta hai q k inki scren b bari hoti hai ji say ckear image nazr ata hai
              Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12337449
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                asslam o alikam dear ferinds ap ne is k bhrey mn kafi acha review diya ha hume pta ha k har ghr mn television ka istamal hota ha ye har ghr mn use hone wali cheez ha ye eik bohat achi cheez ha jis k hamri life mn kafi zada adavantages hote hum bat krte hein is k faide k bhrey mn ur nuqsan k bhrey mn.

                adavantages television

                dear hume ye tu pta ha k is ka istamal har ghr mn hota ha television mn hum bohat hi program dekh sakte hein ye kafi arsey phaly wajood mn aye tha ur abi tak chak rha ha is kikafi achi services hein hamre mulk mn is k zaritye hum tv mn bohat sarey channel ko dekh sakte hein jaisa k ptv sport ptv hone ur agr hum movie ya gane suna chahte hein tu wo be is mn dekh sakte hein is k bohat zada adavantages hein hum ise free time mn dekh sakte hein ur hamri boring life achi guzar sakti ha agr hum is ko khareedna chahte hein tu ap kisi be electronic cheez se ise dekh sakte hein ye hamre liye achi cheez ha hum is mn islamic program be dekh sakte hein ur news ko be check kr sakte hein hume is mn kisi ur cheez ki zahrorat ni hoti ha ye eik electric cheez ha ur hum ise bijli mn hi use kr sakte hein ye har ghr mn hoti hein ur bachy bohat shook se dekhte hein
                Click image for larger version

Name:	download (3).jpg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12337513
                Click image for larger version

Name:	download (4).jpg
Views:	1
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12337514
                disadvantages .
                dear jaisa k hume pta ha k hum ise free time mn use kr sakte hein ur ise bachuo ko kafi zada nuqsan ho sakta ha is liye hume apney bachuo ko zada der tak tv ni dekhne ni dena chaiye un ki study mn kafi gira ashar par sakta ha
                ur is ka dosra nuqsan k aj kal k door mn television har ghr mn bohat zada use ho rha ha jis ki waja se bijli ka bil be bohat zada ata ha ur aj kak tv se be achi cheezey aa gi hein jaisa k L.E.D ur is liye ab tv ka istamal be kafi kam hota ha
                :1f60d: hard work :1f60d:
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                  ye aik electronic device he ye different shape aur qism k hote hain is se log boht si information hasil karte hain entertainment ka zreea bhi he is ka aik enteena hota he jo signals catch karta he aur jis ki waja se tasveer clear nazar ati he is me aik speaker hota he jis ki waja se hum awaz sun sakte hain aur is k mukhtalaf buttons hote hain jin ki waja se hum chanal badal sakte hain aur awaz oonchi aur neechi kar sakte hain ye behtreen informative device he.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                    ASSLAM ALAIKUM

                    Hey friends ! Friends mera ye riview television per hai.

                    🔸 INTRODUCTION
                    Television aik bohat important or valuable cheez hai. Ye different parts per mushtamil hota hai. Is ki aik badi screen hoti hai jahan se ham picture dekhty hn. Is screen k peechy aik electron gun hoti hai jo electrons ki help se picture ko show krti hai. Television k andar bohat sary electronic parts lgy hoty hn. Ye different size or shape me milty hn. Aj kal is ki aik new veriety l.e.d ki shape me i hui hai.

                    🔸 ADVANTAGES
                    Television mean T.V aik behtreen entertainment ka way hai. Is se ham differnt typs ki entertainment kr skty. Is k sath gaming console ko attach kar k games kheli ja skti hn . Dvd player or v.c.d player attach kr k songs or movies bhi dekhi ja skti hn. Jahan tv entertainment provide krta wohin is se islamic or learning activity bhi ki ja skti hn. Television aaj k dor me news ka sb se behtar medium hai. Is ki madad se ham all over the world ki news ly skty hn.

                    🔸 DISADVANTAGES
                    Jahan tv k bohat sary advantages hn wohin is k kuch disadvantages bhi hn. For example is ko ham apny sath nai ly ja skty agar hm news sun.na chahty hn hn toh isko carry nai kiya ja skta. Is ko ziada use krny se eye sight effect ho skti .


                    ♻️ CONCLUSION
                    Over all television aik achi product. Depend krta ap iska use kesy krty.. agar ap ka use behtreen hai toh ye ap k liye valuable or effective hogi

                    THANK YOU!!!👍
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                      Dear Forex members aaj ka Hamara topic television se related Hai Jaise ke AAP Sab Jante Hain ke television To Har Ghar Mein hi maujud hota hai television ke jariye Ham social media se new se Mulk ke halat se Bekhabar a sakte hain TV par drama Lagte Hain news Hoti Hai moviece Hoti Hai Jiski vajah se Ham entertainment bhi Hoti Hai television ki intention se pahle television ki intention ke bad time ko compare Karte Hain To usmein Hamen bahut jyada differentiate feel hota hai Jaise ke television Koi shak Nahin ke aapko bahut jyada advantages mil rahe hain aap completely utilise ho rahe hain television ke tension se Yahan world Global Village ho chuki hai aur Duniya Ki Kisi bhi part Mein Kuchh Bhi Ho Jaaye aap isko properly update kar rahe ho 10 television ke through aap Mulk ke halat ke se Bekhabar rahte hain aap entertainment ke liye television ka istemal kar sakte hain TV dekh sakte hain drawing Mein dekh sakte hain movies dekh sakte hain
                      Television ki intention Se Lekar aap course Mein study Karte Hain To usse aapko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain Ek bahut jyada expensive platform bhi nahin Hota is main almost 90% member is ko easily afford kar sakte hain agar aap iski purchasing karna chahte hain to aapko all over the world different important places per Uske different outlets available ho sakte hain aur uske sath agar aap Kuchh problem a Jaaye to iski service centre se bhi aap available hokar sahit theek Karva sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                        Assalamu alaikum ya review television par hai.
                        My dear jaisa ki aap sab log jante Hain ki telivijan bahut acchi technology hai television ki Humko bahut jyada advantages mil rahe hain aur ham is completely utilise ho rahe hain television ki invention se yah world Global Village bar chuki hai aur Duniya ke kisi bhi part Mein Kuchh Bhi Ho Jaaye to isase properly update Rahe ke liye liye television Ka Sahara le rahe Hote Hain.
                        Dear agar aap television ke complete advantages aur benefits study karna chahte hain to usmein aap ko bahut carefully iski study karna hoti hai ismein bahut jyada advantages aapko Mil Rahe hote hain Agar aapke pass extra time hota hai aur aap usko entertainment ke liye comment karna chahte hain to television aapke liye ek bahut hi important platform hai jismein aapko multiple options available hote hain Kyunki ismein aapko different channels ki facility mil rahi hoti hai jinko aap different times were properly utilised kar sakte hain Agar aapko games dekhne ka bahut jyada craze hai to aap is per different games channels Hasil kar sakte hain Agar aapko drama ya FIR koi movie dekhna Hoti Hai To iske liye bhi aapke pass variety of channels available Hoti Hai iske sath sath agar aap all over the world Kisi bhi country se related different news Hasil karna chahte hain to use platform ke liye bhi aapko television Ek perfect facility provided kar raha hota hai aur aapki multiple requirements ko same time per complete kar raha Hota Hai.Television ki invention Se Lekar agar aap usko study karte hain to uski aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain round out your Ek bahut jyada expensive platform bhi nahin Hota aur almost 90% members isko easily afford kar sakte hain agar aap iski purchasing karna chahte hain to aapko all over the world different important places per Iske different outlets available ho sakte hain aur uske sath Agar ismein Kuchh problem a Jaaye to iski service centre Sabhi available hote hain jismein app is ko correct karwa sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                          Yeh review television per mabni hai
                          INTRODUCTION :

                          Asslam o alikum dear members bht hi acha aur informative topic share kia h ap ne ..dear members television aik
                          electronic device hai jo electricity k zariye chalti hai aur screen per tasveer namudar hti hai.. dear members television
                          K kafi faidy hn aur nuqsanat bhi hn aaj mn apko tafseelan btaunga television k bary mn..

                          Click image for larger version

Name:	shutterstock_227118130.jpg
Views:	1
Size:	521.9 کلوبائٹ
ID:	12337919

                          FAIDY :


                          Dear members television k sab se main faida yeh hai k is se hum puri duniya se connect rehty hn aur lamha b lamha ba khabar rehty hn.. is k ilawa wqt guzari
                          K kiye behtreen chez hai.. television per hum news dekh skty hn drama aur movies k ilawa hum is per indoor games khel skty hn.. television aik bht entertainment
                          Wali chez hai..

                          NUQSANAT:
                          Dear members television k bht sary nuqsanat bhi hain jese k television ka bht zyada istemal hmari ankhin k kiye bht dangerous hai .. is k ilawa agr television ko
                          Hum apni adat bna lety hn to is se hmara wqt zaya hota hai.. television bht expensive hta hai so khrab ho jae to money loss hota hai.. television bachon ki parhai
                          K liye nuqsan ka sabab bnta hai is se bachon ki parhai per bht bura assar parta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                            Assalamu alaikum dear forex friends
                            dear aaj aapane bahut hi important topic discussion ke liye choose kiya hai jo ki hai television iske review ko study karne ke bad Ham yah dekhte hain ki ki Tali vision ke kitne benefits aur kitne a disadvantages hote Hain dear main bhi aaj aapse a a television se related kuch important information share karna chahti hun.
                            Dear no doubt television be ek great invention hai is ke invention ke baat insan ki jindagi mein bahut bada change aaya hai.aur agar ji kaha jaaye ke television aajkal har Ghar ki jarurat hai to yah kahana galat nahin hoga kyunki iske sariya hi Ham apni e country aur aur Baki international word se connected sakte hain iske jariye hi hamen current affairs ke bare mein bhi pata chalta hai.
                            Size of television:
                            Dear television aajkal hamare pass minimum 14 inches se lekar maximum bahut badi screen ki Surat mein bhi mil sakte hain jis tarah in ka size increase hota jata hai ine ki price bhi ISI tarah move karti hai isiliye agar aap badi size ki television Jones karte hain to aapko per bhi jyada karna padta hai aur agar dekha jaaye to aajkal television ki price kam jabke LCD ya FIR LED expensive hai lekin unko bhi aap easily add kar sakte hain.
                            Advantages:
                            dear agar Ham baat Kari television ke advantages ki to iska sabse main advantage Jay hai ki aapko apne Malik ke andar ya FIR Baki tamam duniya ke andar Jo kuch ho raha hota hai uske bare mein complete information mil sakti hai iske jariye aap current affairs se bhi e bekhabar train sakte hain iske alava aapko entertainment ke liye bahut jyada programs dramas bacchon ke liye cartoons jivan ke Islamic programs bhi dekhne ko Mil sakte hain aur agar aapke area mein cable ki sabhi bullet maujud hai to aapko harkishan ke channels kesari har kisam ki entertainment mil sakti hai yahan Tak ke agar aap kisi aise mulk mein rehte Ho ki Jahan aapke bacchon ko quran e pak parhaane ke liy tutor ki facility bhi mil sakti hai.

                            Disadvantages:

                            Dear agar Ham baat Karen television ke disadvantages ki tu is silsile mein main yah kahana chahti Hun ki television ke Jahan per bahut se advantages hai wahi par uska bahut se disadvantages bhi hain.iska main disadvantage Jay hai ki aap ko agar bahut jyada is ko use karne ki habit ho chuki hai to aap apna time based karte hain aur agar aap iske jariye informative jise nahin dekh Rahe tab bhi aapka time waste hota hai. Iska ek disadvantage yah bhi hai ki agar aapke bacche sada time ke liye isko dekh Rahe hote hain to uski screen se release hone wali e dangerous race aapke bacchon ki eyesight ko effect kar sakti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;Television&quot; pr mabni hai

                              Assalamualaikum!!

                              Mein an apky sath television Kay baary main information share karny ja Raha hun . Television asal main Aik electronics ki Aik aijad hai .Ap television Kay zariye different Chanel's dekh sakty Hein aur ye Aik kisam ki entertainment aur news dono ki device hai .

                              Uses of television:-

                              Television Kay aam for par bohat sary use Hein is par channels hoty Hein to Ap is par different channels dekh sakty Hein .

                              News channels:-

                              Television par Ap news channels dekh sakty Hein . Television ko Ap cable Kay sath ya dish Kay sath connect Kar Kay jab use karty Hein to is par different news channels hort Hein jinko Ap use Kar saktay Hein aur news dekh sakty Hein . AP ko TV par news channels Kay zariye pori dunya main honay walay wakiat aur hadsat ay agah reh sakty Hein . TV par har kisam ki need hoti Hein aur Ap news dekhh sakty Hein Jis waja sy Pakistan Kay sath sath pori dunya sy agah reh sakty Hein .

                              For entertainment:-

                              TV par Ap entertainment channels bhi dekh sakty Hein jesa Kay jab Ap TV istmaal karty Hein to hs par bohat sary entertainment keliye channel's jese Kay movies Kay channel Jahan par har kisam ki movies dekh sakty Hein isky sath sath songs channel sjahan par Ap Pakistani indian sur English songs bhi sun sakty Hein isky sath sath TV par bachon ki entertainment keliye cartoons channels bhi hoty Hein Jahan par bachy cartoons bhi dekh sakty Hein .

                              Disadvantages :-

                              T Kay kuch Disadvantages bhi hoty Hein TV ko agar ziada dekha jaye to is sh apki ankhn ko nuksan hota hai ziada see TV dekhny sy eyesight weak ho jati hai aur aksar log ziada dair TV delh dekh Kay time zaya karty Hein bachy bhi ziada dair cartoons waghera dekhty rehty Hein aur ankhn Kay nuksaan Kay sath sath apni sehat ko nuksan ponchaty Hein aur sahi sy parhai bhi nai ksrty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X