Power bank

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Power bank
    ASLAMOALAIKUM doston aaj ka Mera topic Power Bank per mbni hai Power Bank bar Mein aapane suna hi hoga lekin main aapko Iske bare mein Aaj detail se bataunga doston aap Power Bank ko offline charger b keh sakte hain agar aap apne mobile ko charge karna chahte hain tu bijali Hogi tabhi aap charge kar sakte hain aur bijali Ke bagher charge karna chahte hain to aapko Power Bank ki jarurat padegi aur powerbank aapki smartphone ke hisab se Hona chahie matlab Agar aapke smartphone ki battery 15,000 MAH hai to aapko 3000 MAH battery ka Power Bank chahie kuch Power Bank pocket size ke hote hain jinhe aap Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain aur kuchh kA size Bada Hota Hai Kuch Power Bank Mein multiple USB ports hoti hai Chin ki madad se Ek Se Jyada mobile ko charge kar sakte hain Power Bank ke sath cable hoti hai jisse aap apne mobile ko connect Karke charge kar sakte hain doston Power Bank ke andar Ek battery hoti hai Jaise aap charger se charge kar sakte hain aur iski charging level Maloom karne ke liye Iske Upar Ek LED light Lagai Jaati Hai jisse aap Power Bank charging level Maloom kar sakte hain doston agar aap Lambe Safar per Ja Rahe Hain To powerbank aapke liye bahut mufeed hai Kyunki Agar aapka mobile fully discharge ho jata hai to aap se Dobara charge Karke Apne Pyaron se rabty me reh sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Power bank

    Assalam i Alaikum friendz kasa ha ap sab umeed ha khair khaiyat sa ho gy or apni zindgi ka roza mar kamo ma masroof ho gy to aj jis cheez ka baar ma baat karna wala ha wo science ki ak new ajad ha or aj kal bhot zaida istmal ho rhi ha to is ka naam ha "POWER BANK"
    Ji to power bank hum moblie ko charge karna ka istmal karty ha to sab sa phaly hum is ka kuch faido ka bara ma baat karty ha
    Advantages:- power bank ka sab sa bara faida ya ha ka hum is ka zariya apna mobile os wait bi charge kar sakty ha jab bajli nhi hoti or kahni pa bi kisi bi waqt istmal kar sakty chahy wahn pa bajli ki sholat majood ho ya na ho or is ka istmal karobari logo ka ka bhot faidamand ha jo apna kam mobile ka zariya karty ha or agr apny kisi lamby safr par ja rha to ap os ko apna sath rakhy sakty taky jab bi ap ka mob ki ki battery khatam ho to ap powerbank sa apna mob charge kar lan or kisi bi parshani sa bach jay
    Disadvantage:- jis trah ak cheez ka faida hoty is trah is kuch nuksant bi hoty ha ak to ya bhot mahnga hota ha jo ka ak am insan nhi kharied sakta or ya sirf smart phone ki battery charge karna ka lia istmal hoty dosra local moblie ka la nhi or ya anytime mobile charge karna ki sholat data to bhot sa log is sholat ka galt faida uthy ha apni time or health dono hi waste karty ha khas tor par humhri nojwan nasl to hum chiye hum is ka istmal sirf zorart ka waqt hi karn sukriya...
    • #3 Collapse

      Re: Power bank

      Assalam walekum kya hal hai doston aaj ka Hamara review Power Bank per mabni hai hi Power Bank Ek Aisi ejad hai hai jo ke bahut hi kamyabi ke sath bahut Aage badh rahi hai aajkal Har kisi ki zarurat Ban chuki hai jo bhi log apna mobile use karte hain vah koshish Karte Hain Ki Ek Power Bank lazmi Apne Sath rakhen Agar Kahin safar par jana bhi Pad Jaaye to mobile ki charging Ka Koi masla Na Ho aur vah aasani ke sath Safar Karte Rahe aur Unki battery Bhi khatm Na Ho..
      Advantages of POWER BANK..
      Power Bank ka sabse bada fayda ya hota hai ki aapko apna charger Nahin Sath Le Jana Padta aur Agar aapki charging Kahin khatm Bhi Ho Jaati Hai To aapko tension lene ki zarurat Nahin Hai Kyunki Agar Power Bank aapke pass hai to aap aasani ke sath Apna Kam Jari Rakh sakte hain aur bagair kisi rukawat ke aapka mobile chalta Rahega Power Bank Ek bahut hi acchi ejad Hai Har Koi Isko use kar raha hai baz dafa Aise Bhi hote hain Jahan Par light ka bahut ziada problem Hota Hai to vahan per powerbank bahut hi ka Rahmat sabit Hota Hai Uske alava yah Itna Chhota Hota Hai ke Aam Jeb mein bhi a Sakta Hai Isko uthane ka bhi koi masla nh hy eska weigt bhi kam se kam Hota Hai hai aur Har Koi Isko Utha sakta hai market ke andar bahut hi acchi quality ke Power Bank available hai hai jo ke 3 se 5 din tak musalsal aapke mobile Ko Itna charge Rakh sakte hain ki aap apna kam bagair kisi rukawat ke Jari Rakhta Dekhen
      Disadavantage of POWER BANK..
      Power Bank vaise to Ek achi aur mufeed ejad Hai Isko Har Koi use kar raha hai lekin Iske Kuchh drawbacks bhi hain vah yah hai ki iska overuse bahut ziada masala Paida karta hai aur naujawan nasal eski Aadi Ho Jaati Hai Hamen chahie ki zarurat ke Waqt isko istemal Karen aur koshish Karenge Jab bahut ziada zarurat ho to hi Ham isko istemal Karen Uske ilava aap apne mobile ko original light Se Hi istemal Karen
      • #4 Collapse

        Re: Power bank

        Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun kya Sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan Power Bank per mummy hai ki power bank ki Kasi ki Chadh hai ki yah ke bahut hi kam Yad ke sath bahut hi Aage badh rahi hai aur aajkal Har Kisi Ki Hasrat Ban chuki hai jo bhi log apna mobile use karte hain vah koshish Karte Hain Ki IQ Power Bank lazmi Apne Sath rakhen Agar Kahin safar par jana bhi Pad Jaaye to mobile ki charging Ka Koi masla Na Ho Aur vah aasani Ke Sath Safar Karte Rahen aur Unki battery bhi Khatam Na Ho

        Advantage

        Power Bank ka sabse bada fayda ji hota hai ki aapko apna charger Nahin Sath Lekar Jana Padta aur Agar aapki charging Mein Kahin khatm Bhi Ho Jaati Hai To aapko tension Lene Ki ki hoti Kyon Ke Agar Power Bank aapke pass hai to aap Pathani ke sath Apna Kam Jari kar sakte hain aur Bahar kisi rukavat ke aapka mobile chalta Rahega aur Pawan Bank ki tum bahut hi acchi ijad hai aur Har Kisi Ko isko juice kar raha hai aur was Rakha Aisa Bhi hota hai jaha par light ka bahut jyada problem hota hai to vahan per bhi Power Bank bahut hi jyada use Kiya jata hai aur Iske alava yah utna Chhota hota hai ki Aam Jeb mein bhi a sakta hai aur isko uthana Kabhi Koi masla Nahin Hota aur iska bhi Gate bhi kam se kam hota hai aur Har Koi Kisko Utha sakta hai aur Market ke andar bahut hi acchi quality ke Power Bank available hai jo ke 3 se 5 minut Tak musalsal istemal karne ki koshish karen to bahut hi acche se ho Jaate Hain

        San nuksan

        Doston is ka sabse bada nuksan yah hai ki power bank ko bhi charge karna padta hai agar load shedding Ho To fir Ham Power Bank ko bhi charge Nahin
        • #5 Collapse

          Re: Power bank

          dear mairay khyal main is jadeed dour main power banks ka hona bhi bahut zizada aehmiat ka hamil hay jisk liye hamara acha choose he hamaray liye sab say acha kaam hay aur agar ham is main kam say kam powre wala power banks buy kartay hain to ham kabhi bhi us say koi khaas faida hasil nai kar saktay hain aur agar ham koi aisa power bank buy kartay hain jis main khud hamain bhi acha bharosa ho aur sath sath hamko uska back up bhi acha milnay ki umeed hay to haamray liye aisa power bank kabhi bhi kisi nuksnaa ko profit main is liye change kar sakta hay jaisay k hamko kahin emergency jana parata hay aur sath sath hamko apnay mobile phones ki battaery ka bhi bahut ziada fikkar hay to aisay main ham agar aik achi company ka power banks buy kartay hain jin main agar ham original samsung ka power banks buy kartay hain to maira us main yeh experience hay k ham us say aik acha back up hasil karnay main success bhi ho saktay hain aur sath sath hamara wo power bank ziada say ziada time k liye use bhi ho skata hay aur agar ham lalach kartay hain jis main ham koi china ka power bank buy kartay hain to aisa karnay say aik wkat k liye to ham ko aisa lag sakta hay k ham jo buy kar rahay hain wo kam say kam kharch main achi say achi cheez hay laikin jub ham usay thoray din k liye use kartay hain to tab he hamko uskay back up ka sahi andaza hota hay jisk baad ham sirf pachta saktay hain aur us nuksaan ka samna he kar skatay hain isk ilawa ham kuch bhi aur nai kar saktay hain phir usk baad hamain apnay power bank ko change he karna parta hay is iye hamko aik baar he samsung ki original power bank ko buy karna chaye.
          • #6 Collapse

            Re: Power bank

            Introduction:-
            Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap sab theek hongy dosto aj ka hanara review piwer bank k bary ma ha jo k aik jadeed aur bahtreen electronic ajad ha dosto power bank zariyea ham koi bhi mobile bina light directly charge kr sakty hain dosto piwer bank k istemal har admi kr sakta ha isss k alawa dosto power bank aur bhi bht zayada faidy aur nuqsanat han jo k bayan kiyea gaye hai

            Advantages:-

            1) power bank aik light weight device ha jis ko ham easily kahin bhi la kr ja sakty hai.

            2)power bank sa kisi bhi mobile ki battery chand minto ma charge ki ja sakti ha

            3)power bank un ilaqon k lia bht zayada mufeed ha jahan load shedding bht zayada hoti ha

            4) power bank k sath mobile ko attach kr k ham sath sath use bhi kr sakty hain aur apna mutalqa kam kr sakty hai

            5) power bank ko charge krna bhi nahayat asan ha hamain bas aik power cable laini ha ussy aik taraf sa bijli k sath attach krna ha aur 2ri taraf sa power bank k sayh aur kuch ghanto ma fully charged hojata ha


            Disadvantages:-


            1) power bank aik khatarnak device ha iss lia short circuit ki waja sa hamain nuqsan uthana patr sakta ha

            2) power banks price ma kafi zayada hoty hain jss lia har admi in ko khareed nai sakta

            3) power banks kuch dair ma bas 2 ya 3 mobile e mushkil sa charge kr sakta

            4) jin ilaqun ma light bht zayada jati ha un k lia power banks k istemal nakara ha kuin k light na hony ki waja sa charge nai kr paty ham theek sa aur mobile charge nai ho sakta .
            • #7 Collapse

              Re: Power bank

              Asalamalaikom dosto umeed karta hon ap log kheriat se hon ge.!
              Dear members!
              Ye review power bank par mabni hai....! Ap Sab ko pata e hoga k power bank kise kehte hai. Power bank wo chiz hai jise ham battery ki Tara istimal karte hai. Ek bahut zabardast chiz hai Joo mobile ki battery ka charge khatam hote waqt charge k lye istimal karte hai. Har chiz ka faida or nuksan zaror hota hai. Kişi chiz ko azmane k bad.....!

              Advantage; (faide)

              Har kişi chiz ko istimal kar k forang bad pata chalta hai is main bahut faide hote hai.
              1: Jab mobile battery Main charge khatam hone ka khatra ho. Power bank k zarye charge de sakte hai.
              2: Is main aksar battery 10,000 mAhs or ya 20,000 Tak bh hoti hai.
              3: Agar electric na ho ye 5 din Tak ham is se confirm kam le sakte hai. Mobile battery charge khatam hone se bachata hai.

              Disadvantage: ( nuksanat)
              1: Power bank ka ek dangerous device jiss se current bahut jald pass hota hai magar pattne ka chance bahut zyada hai.
              2: Ye jab buy karna chahte Ho too ye price main bahut zyada hota hai gharib k lye khareedna faZol kharchi hai.
              3: Power bank ko bacho se door rako qk ye bahut e Bara nuksan deta. Ör bache ko current dene se garez nhi kare ga....!
              4: jab charge karte ho bahut jald charge nhi hota hai. Ye 5 ya 7 gyante tak charge karna parta hai.
              5; mobile ko power bank k zarye zyada charge dene par mobile k battery kharab hone ka chance zyada hai.....!
              ❤️❤️
              • #8 Collapse

                Re: Power bank

                Assalamu Alaikum dear all members ya review power Bank per mabni hai

                Introduction
                Power Bank Ek aisi device hai jismein ham charging ko store karke rakhte hain aur jab zarurat padati hai mobile phone Ko attach karke Ham usse mobile phone charge kar lete hain yah bilkul Ek spare battery ki tarah kam karta hai

                Advantage
                1) jitni Tezi se technology ne tarkki ki hai itne hi zyada hamare mobile aur uske sath attach devices ne tarakki Kar li hai iska sabse bada fayda yah hai ki ham power Bank Ho apne sath travelling Mein kahin bhi Le ja sakte hain aur yah hamare mobile ko charge kar deta hai
                2) Market Mein available power Banks 10000MAH aur 20000MAH ke hote hain aur yah hamare mobile ko 2 se 3 dafa charge karne ki salayet rakhte Hain aur ham jab chahe ine se battery backup Le sakte hain

                3) kuch power Bank itne jyada advance hai ki agar Ham mobile phone ko unke upar rakh den tab bhi vah hamare mobile ko charge kar denge aur unke liye cable ki bhi zarurat nahin hoti Ham cable Ko attach kiye bagair mobile ko charge kar sakte hain
                4) power Bank ko charge karna koi problem nahin hai agar Ham ise Ek dafa charge kar lenge to travelling Main kahin bhi Le ja sakte hain yah hamen mobile ko ek accha battery backup de sakta hai

                Disadvantage
                jaisa ke aapko pata hai ke kisi bhi chiz ke Agar advantage hai to uske disadvantage bhi honge power Bank ke bhi disadvantage Hain.
                1) kuch power Bank bahut zyada dangerous hote Hain aur wo overcharging ki vajah Se heat up Ho jaate Hain aur um mein maujud battery blast ka khatra hota hai
                2) jasa k in mein battery bahut badi hoti hai aur zyada MAH ki hoti hai to inko charge karna bhi masla hota hai ya Ek dafa charge hone Mein 7 se 8 aur lagate Hain
                3) power Bank Jo acchi company ke hote Hain vah bahut zyada expensive hote Hain aur ek aam aadami unko purchase nahin kar sakta
                4) power Bank ko resale karna bhi bahut problem hoti hai power Bank ti resale value bilkul bhi nahin hai aur yah kuchh time use karne ke bad kharab ho jaate Hain aur unka backup bhi utna nahin rahata jitna ke pahle din tha.
                • #9 Collapse

                  Re: Power bank

                  Power Bank AC bahut hi important tools Hai Jiski basis per aap apne mobile ko few times recharge kar sakte hain dear ji Aisi device hai jo bahut jyada expensive nahin hai aur aap isko properly istemal Karke apni mobile ki charging ko complete kar sakte hain bear face platform ko propose karne ke liye aapko bahut jyada amount paint nahin karna chahti aur aap isko easily purchase kar sakte hain.

                  Dear jawab Power Bank ko purchase karne Jaate Hain To aapko different places kar Iske distance outlet mil sakte hain Jahan se aap isko aasani se purchase kar sakte hain nodal Power Bank bahut jyada expensive Nahin Hota aur aap isko Jab purchase Karte Hain To travelling karti hui Ye aap ya facility utilise kar sakte hain aur apni charging se related problem ko decrease kar sakte hain Jab aap travelling kar rahe hote hain to aap Power Bank ko properly utilised kar sakte hain aur aap is maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                  Faidy :

                  Power Bank ka sabse main advantage hota hai ki Jab aap apne mobile ko recharge karna chahte hain to usmein aap ko electricity ki jarurat Nahin Hoti aur aap Jab Ek Dafa Apne Power Bank ko complete charge kar lete hain to aap is se apne mobile ko 5 times easily recharge kar sakte hain specially Jab aap Kisi Aisi location for travelling karna chahte hain Jo aapke liye bahut jyada long distance per include hoti hai aur vahan per aapko electricity problem so sakte hain To Aisi situations MI Power Bank aapke liye bahut hi important role play kar raha hai Jab aap Power Bank ki purchasing karna chahte hain to usmein ko bahut jyada amount spent nahin karna hoti Kyunki yah cheapest rate main aapko mil sakte hain.

                  Nuqsan :

                  Jab aap Power Bank ke nuksan ko learn karte hain to usmein aapko kabhi bhi ise overcharge nahin karna chahie otherwise is se Kuchh problem ho sakte hain aur aapke liye difficulties ho sakti hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Power bank

                    Assalamu alaikum my dear all Fox member aaj ka review power Bank per hai power Bank kit bahut acchi cheez hai jo aapko mobile battery backup deti haiaap apne mobile ko few times recharge kar sakte hain dear ji Aisi device hai jo bahut jyada expensive nahin hai aur aap isko properly istemal Karke apni mobile ki charging ko complete kar sakte hain bear face platform ko propose karne ke liye aapko bahut jyada amount paint nahin karna chahti aur aap isko easily purchase kar sakte hain
                    Dear jawab Power Bank ko purchase karne Jaate Hain To aapko different places kar Iske distance outlet mil sakte hain Jahan se aap isko aasani se purchase kar sakte hain nodal Power Bank bahut jyada expensive Nahin Hota aur aap isko Jab purchase Karte Hain To travelling karti hui Ye aap ya facility utilise kar sakte hain aur apni charging se related problem ko decrease kar sakte hain Jab aap travelling kar rahe hote hain to aap Power Bank ko properly utilised kar sakte hain aur aap is maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                    Advantage.
                    Power Bank ka sabse main advantage hota hai ki Jab aap apne mobile ko recharge karna chahte hain to usmein aap ko electricity ki jarurat Nahin Hoti aur aap Jab Ek Dafa Apne Power Bank ko complete charge kar lete hain to aap is se apne mobile ko 5 times easily recharge kar sakte hain specially Jab aap Kisi Aisi location for travelling karna chahte hain Jo aapke liye bahut jyada long distance per include hoti hai aur vahan per aapko electricity problem so sakte hain To Aisi situations MI Power Bank aapke liye bahut hi important role play kar raha hai Jab aap Power Bank ki purchasing karna chahte hain to usmein ko bahut jyada amount spent nahin karna hoti Kyunki yah cheapest rate main aapko mil sakte hain.

                    Disadvantage.
                    Jab aap Power Bank ke nuksan ko learn karte hain to usmein aapko kabhi bhi ise overcharge nahin karna chahie otherwise is se Kuchh problem ho sakte hain aur aapke liye difficulties ho sakti hain power bank bhot jaldi kharab ho jata hai aur bhot mangha hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Power bank

                      Assalamu Alaikum friends kaise hain aap sab theek hai friends aaj Hamari discussion ka jo topic hai vah hai Power Bank aapane bahut Achcha Kiya Jo Power Bank ke bare mein review Diya Power Bank bahut hi important Lagta Hai Jab Ham Safar Kar Rahe Ho Jab Ham Kisi long drive per jaen to hamare liye yah bahut jaruri hai ki hamare pass Power Bank Hona chahie Power Bank ki madad se Ham apne mobile ko charge kar sakte hain aur Jahan bijali ki facility Nahin Hoti yah Jahan per loadshedding Jyada Hoti Hai vahan per bhi Power Bank bahut jyada madad Deta Hai Kyunki iske sath Ham Ek Se zyada mobile recharge kar sakte hain aur ham apne mobile ko long-term bagair bijali ke istemal kar sakte hain to friends Power Bank kimat Lake mein itna hi kahunga ki Ja bahut acchi behtarin invention hai Power Bank Ek Chhotisi device hoti hai jo ki aasani ke sath aap ki Pocket Mein a sakti hai to Jab aap safar mein Ja Rahe Ho Ja Kahin ISI aise hi Dur daraz Kisi Gaon Mein Jahan per bijali ki facility Nahin Hai yah Jahan per bijali zyada Jaati Hai To vahan per Power Bank aapki bahut zyada madad karta hai basically Power Bank Ek device Hai jismein USB ports Lag Rahi Hoti Hai Jin main aap apne mobile ko lagakar aaram se charging kar sakte hain Power Bank Jo Pakistan mein Mil Rahe Hain yah bhi acche hain lekin Agar aapka koi relative yah aapka dost Kisi foreign country mein ho ya China mein ho to aap vahan se Power Bank ko mangwa sakte hain ise Kya fayda Hoga Ki vah Ek long-term aapke kam Aata Rahega Kyunki Unki quality acchi hoti hai aur vah bahut he best quality ke Hote Hain. Agar aap acchi quality wala powerbank Chahte Hain To yah aapko thoda sa costly mil sakta hai Kyunki yah mahange hote hain lekin aap ek dafa Agar Power Bank arrange kar lete hain to hi aapke naam kam kam a sakta hai Shukriya.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X