ASLAMOALAIKUM doston aaj ka Mera topic Power Bank per mbni hai Power Bank bar Mein aapane suna hi hoga lekin main aapko Iske bare mein Aaj detail se bataunga doston aap Power Bank ko offline charger b keh sakte hain agar aap apne mobile ko charge karna chahte hain tu bijali Hogi tabhi aap charge kar sakte hain aur bijali Ke bagher charge karna chahte hain to aapko Power Bank ki jarurat padegi aur powerbank aapki smartphone ke hisab se Hona chahie matlab Agar aapke smartphone ki battery 15,000 MAH hai to aapko 3000 MAH battery ka Power Bank chahie kuch Power Bank pocket size ke hote hain jinhe aap Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain aur kuchh kA size Bada Hota Hai Kuch Power Bank Mein multiple USB ports hoti hai Chin ki madad se Ek Se Jyada mobile ko charge kar sakte hain Power Bank ke sath cable hoti hai jisse aap apne mobile ko connect Karke charge kar sakte hain doston Power Bank ke andar Ek battery hoti hai Jaise aap charger se charge kar sakte hain aur iski charging level Maloom karne ke liye Iske Upar Ek LED light Lagai Jaati Hai jisse aap Power Bank charging level Maloom kar sakte hain doston agar aap Lambe Safar per Ja Rahe Hain To powerbank aapke liye bahut mufeed hai Kyunki Agar aapka mobile fully discharge ho jata hai to aap se Dobara charge Karke Apne Pyaron se rabty me reh sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим