Ye review " Blood Pressure Machine" par mabni hai
Assalam o alaikum...!!!
Introduction:
Ye review "Automatic BP check machine" pr h. Is review mai main aap sab ko is machine k fayide,nuqsaan aur khasoosiyat k baare m btaaoun ga.Is machine ko "Believia (for health)" naami company ne manufacture kiya h. Is machine k bnaane ka assal maqsad logoun m assaani peda krna h.
is machine k fawayid,nuqsanaat aur khasoosiyat ( Advantages,disadvantages and features) darj zail hain.
Features:
Ye machine bht si behtreen khasoosiyat k saath banni h jo k darj zail hain.
○LCD Display 102.1x68.9 mm (LxW)
○Auto Shut Off ( ye feature battry time ko barhaane m bht mufeed h)
○120 memories in 2 groups ( ye 2 logoun ke 120 BP record save kr skti h)
○Low Battery Detection ( battery low hone pr ye low battry ka sign deta h)
○Latex Free Cuff ( iska cuff jo baazu par baandhte hain wo chipakne waala nhi hota. Smooth hota h kaafi jis se koi uljhan nhi hoti)
○Deluxe Carry Case ( ik nihaayit nafees bag k saath aati h machine jo k water proof b hota h)
Advantages:
Ye machine logoun ki assaani keliye bnayi gyi h. Ye ik khud kaar machine h (automatic). Is machine ko istemal krne keliye kisi rocket science ki zaroorat nhi.
Sirf ik button k istemal se aap apna BP(blood pressure) check kr skte hain. Is machine m cells dalte hain. Jo k aam cells hote hain 1.5V waale.
Aur is machine ko itni power ki b zaroorat nhi hoti. Aur iski display k 1 side pe strip indicator lga hota h jis se ye maloom hota h k aapka BP kesa h.
Normal hua tou center m hoga. Low hua tou neeche green pe aur high hone par ooper red.
Disadvantages :
Is machine k wese tou bht se fawayid hain par kjh nuqsanaat b hain. Is machine ka sab se bda disadvantage ye h k is machine ki price high h.
Is machine ki price 3 hzaar k qareeb h. Aur tou aur iske saath charger b nhi aata. Wo b khud lena prta h.
Is machine ko direct bijli pe b chlaaya ja skta h par charger saath m na hone ki wjah se cells pe use kiya jaata h aur charger ka alehda kharcha uthaana prta h.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим