Review "Automatic Blood Pressure Measuring Machine"

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Review "Automatic Blood Pressure Measuring Machine"
    Ye review " Blood Pressure Machine" par mabni hai

    Assalam o alaikum...!!!

    Introduction:

    Click image for larger version

Name:	IMG-20200913-WA0003.jpg
Views:	1
Size:	98.6 کلوبائٹ
ID:	12467634
    Ye review "Automatic BP check machine" pr h. Is review mai main aap sab ko is machine k fayide,nuqsaan aur khasoosiyat k baare m btaaoun ga.Is machine ko "Believia (for health)" naami company ne manufacture kiya h. Is machine k bnaane ka assal maqsad logoun m assaani peda krna h.
    is machine k fawayid,nuqsanaat aur khasoosiyat ( Advantages,disadvantages and features) darj zail hain.

    Features:

    Ye machine bht si behtreen khasoosiyat k saath banni h jo k darj zail hain.
    ○LCD Display 102.1x68.9 mm (LxW)
    ○Auto Shut Off ( ye feature battry time ko barhaane m bht mufeed h)
    ○120 memories in 2 groups ( ye 2 logoun ke 120 BP record save kr skti h)
    ○Low Battery Detection ( battery low hone pr ye low battry ka sign deta h)
    ○Latex Free Cuff ( iska cuff jo baazu par baandhte hain wo chipakne waala nhi hota. Smooth hota h kaafi jis se koi uljhan nhi hoti)
    ○Deluxe Carry Case ( ik nihaayit nafees bag k saath aati h machine jo k water proof b hota h)

    Advantages:

    Ye machine logoun ki assaani keliye bnayi gyi h. Ye ik khud kaar machine h (automatic). Is machine ko istemal krne keliye kisi rocket science ki zaroorat nhi.
    Sirf ik button k istemal se aap apna BP(blood pressure) check kr skte hain. Is machine m cells dalte hain. Jo k aam cells hote hain 1.5V waale.
    Aur is machine ko itni power ki b zaroorat nhi hoti. Aur iski display k 1 side pe strip indicator lga hota h jis se ye maloom hota h k aapka BP kesa h.
    Normal hua tou center m hoga. Low hua tou neeche green pe aur high hone par ooper red.

    Disadvantages :

    Is machine k wese tou bht se fawayid hain par kjh nuqsanaat b hain. Is machine ka sab se bda disadvantage ye h k is machine ki price high h.
    Is machine ki price 3 hzaar k qareeb h. Aur tou aur iske saath charger b nhi aata. Wo b khud lena prta h.
    Is machine ko direct bijli pe b chlaaya ja skta h par charger saath m na hone ki wjah se cells pe use kiya jaata h aur charger ka alehda kharcha uthaana prta h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

    aj ka review Automatic blood pressure moniter pe mabni h....

    Introduction
    :
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-22-19-34-58-79.jpg
Views:	1
Size:	191.1 کلوبائٹ
ID:	12333308

    blood pressure ajkal aik aesa masla h jiska shikar taqreeban har insan hi h...ajkal bahir se milne wali khane ki cheezain saaf or taaza na hone ki wjh se kuch cheezain aesi tez masalajaat walin hoti hain jin se bp high hojata h or sometimes kuch aesi cheezain hoti hain or sometimes bhook ki wjh se bp low bh hojata h....kuch logon ko agr heart ka problem ho to bh blood pressure pe asar parta h ...isliye har dfa bahir Doctor k pas le jane main or bp check krane main apka bht sa time or paisa bh lg jata h....isliye har ghar main aik bp check krne wali machine lazmi hogyi h takay ksi bh waqt foran hi bp check krlia jaye.....isko sphygomanometer bh khte hain....bp moniter ki 2 types hoti hain....
    1. aneroid sphygomanometer
    2. digital/ automatic sphygomanometer...blood pressure k 2 numbers hote hain jinki aik normal range hoti h agr wo range se kam houn to bp low hota h or agr ziada ho to bp high hota h.... iske upper number ko Systolic khte hain or lower number ko Diastolic khte hain....aik insan ka bp tb normal hota h agr sytolic number 120 ho or diastolic number 180 ho.....

    Aneroid moniter:
    a
    moniter aik band type hota h jisko wrist ya biceps pe bandhte hain or aik pump hota h jisko pump krke Systolic number ko 160 par phncha k chor dete hain or phr heartbeat ko sun k observe krte hain....lkn yh ziada accurate nhi hota...sometimes yh accurate answer nhi deta....lkn aj hm jis k bare main detail se bat kren grn wo digital moniter h....

    Digital automatic moniter:
    Digital automatic moniter aik digital moniter h or yh ziada accurate hota h...ap simply ise apni wrist ya biceps pe bandhen to yh apko khud ba khud screen pe apka bp level bta deta h....ab main apko iske kuch pros or cons btaoun gi....


    PROS;
    aik automatic digital moniter apko results accurate deta h or bht jldi bta deta h foranis moniter se ap kisi bh waqt bgher time waste kiye regularly check krke apni routinely bp dkh skte hain or uska ilaj kr skte hain...inka use bht asan h or yh portable h ap isko kahin bh carry kr skte hain...

    Cons
    :
    iska aik nuksan yh h k yh bjt sensitive or expensive hoti hain inka bht khayal rkhna prta h...inko bht ache hathun main use krna chahiye jo inko carefully use kren kiunke yh agr khrb hojayen to mushkil se thk hoti hain or expensive hoti hainyh mostly accurate answer hi deti hain par yh 100 percent accurate answer ni dete kuch na kuch accuracy rh jati h...
    Last edited by ; 22-09-2020, 07:54 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

      Advantages :

      Yeh machine fully automatic hoti hai jo ky aapky blood pressure ko digital screen par show karti hai. Aur aap is ko use kar ky ksi bhi time blood pressure ki measurement kar ky results find kar skty hain.

      Yeh machine portable hoti hai aur aap is ko kahin bhi le ka skty hain. Yeh ek pocket size mein dastyab hoti hai aur aap safar ky doran bhi istemal kar skty hain. Isky ilawa bhut se Blood pressure ky patients is ko running ky doran aur bad mein bhi apna blood pressure measure krny mein istemal kar skty hain.

      Yeh machine rechargeable hain aur aap ko use krny ky liye electricity ki zarurt nahin hoti..​Aap kahin bhi in se measurement kar skty hain.

      Ajkal markets mein yeh devices easily available bhi hain aur bhur se log in ky asaan use ki wjha se in ko istemal kar rhay hain aur koi bhi in ko asani se market se dhund kar khreed skta hai. Aur bht se big medicinal stores par aapko yeh available hoti hain..

      Disadvantages :

      Yeh devices aapko accurate results nahin detin. Kyn ky in mein digital sysyem hota hai aur meter nahin hota to aap agar dusry treeqy se blood pressure find karty hain to aapko results ki accuracy devices ki Nisbat achi milti hai. Yeh most accurate way mein aapky Blood pressure ko measure nahin kr skty.​

      Market prices ky lihaz se yeh bhut expensive hoty hain aur dusry metres ky hisab se yeh bhut mehngy hoty hain. Taqrebn 3000 se le kar 5 to 10 thousands ki qeemt mein bhi aapko yeh market mein mil skty hain. Jo ky quality wise different hoty hain.

      Inki digital screen hoti hai jis par agar pani par jaye to yeh khrab ho skty hain islye inki care krni parti hai. Isky ilawa yeh mostly plastic material se bany hoty hain islye yeh toot bhi skty hain. Aapko in ko care ky sath istemal krna parta hai warna aapka nuqsan ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan blood pressure aajkal Ek aisa masla hai Jiska Shikar takriban Har Insan hi hai aajkal 22 se milane wali khane ki chijen saaf aur taaja na hone ki vajah se Kuchh chijen Aisi Tej masala Jatt wali hoti hain usse BP high ho jata hai aur same time Kuchh acchi chijen hoti hai use same time book ki vajah se aap log bhi ho Jaate Hain Kuchh Logon Ko Agar Hath ka problem ho to blood pressure per Asar padta hai isliye Har dafa Hua Hai doctor ke pass Jaane mein aur BP check karne mein aapka bahut Sar time aur Paisa bahut lag jata hai isliye Har Ghar Mein Ek BP check karne wali machine hona lazmi hai K Kisi bhi waqt form hi BP check ke kar liya Jaaye isko ham acchi machine Bhi Kya sakte hain

        Advantage

        Yah machine fully automatic hoti hai jo ki aap ke blood pressure ko digital screen per show karti hai aur aap isko use Karke Kisi bhi time blood pressure ki maloomat Karke result point kar sakte hain

        Yah machine portable hoti hai aur aap Kis Ko Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain ya ek packet size mein daste aap aap Safar ke dauran is Christ Amal kar sakte hain Iske Labh Ho se blood pressure ke a party and is governing ke dauran aur bad mein bhi apna blood pressure Mein Uttar karne mein istemal kar sakte hain

        Yah machine rechargeable hai aur aapko use karne ke liye electricity ki jarurat Nahin Hoti aur aap Kahin Bhi ine se a man Soulmate kar sakte hain

        Aaj kal market Mein yah device easily available bhi hoti hai aur bike se login ke Aasan use ki vajah se Inko istemal kar rahe ho aur koi bhi Inko aasani se market se dhundh kar khareed sakta hai aur bahut se big medical store per aapko yah available hoti hai

        Nuksan yah device aapko ko rate result Nahin Deti Kyunki inmein digital system hota hai aur matter Nahin Hota To aap Agar dusre tarike se blood pressure find Karte Hain To aap ka result ki currency device ki nisbat acchi milati hai ya most corporate Hue main aapke blood pressure Ko milta nahin kar sakta

        Market price ke liya se yah bahut hi expensive hota hai aur dusre mattress ke hisab se yah bahut hi mahanga hota hai aur taqreeban 3000 Se Lekar 5 to 10 hundred ki kimat mein bhi aapko yah market Mein mil sakta hai jo ke quality was a different hoti hai

        Inki digital screen Hoti Hai Jis per agar aap Pani per Jaaye to yah kharab ho sakta hai iske liye Inki care karni padati hai Iske alava yah mostly plastic material se banne hote hain isliye yah Tut bhi sach ke sath istemal karna padta hai Varna aapka nuksan ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

          Hi dear friend aaj hum jis topic per baat kar rahe hain automatic blood pressure machine ka istemal pahle to hospital mein kiya jata tha kyunki hospital mein main game machine available hoti thi aajkal insan bahut kamzor ho gaya hai hi koi bhi ghar aisa nahin hai ki jismein automatic blood pressure machine Ka istemal Na hota ho kyunki hamare gharon mein bahut se bazarag log hote hain jinka blood pressure high or low ho sakta hai hi high blood pressure bahut Sari bimariyon ka sawab banta hai jaisa ke heart attack ,falij attack, vagara shamil Hai blood pressure machine ka har Ghar mein Hona bahut zaruri hai agar yah machine automatic hai to aapko ismein zyada mushkil Nahin Hoti kyunki simple machine yah to sirf hospital mein use Hoti Hai yah bahut se logon ko use nahin karna chahti iske liye is mukhde ke liye automatic blood pressure machine metre banae gaye hain Jin per aap aasani se blood pressure check kar sakte hain blood pressure machine ke advantage per baat karte hain. advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,automatic blood pressure metre ka ek fayda jay Hai Kisi bhi time Raat din 24 ghante mein jab bhi Kisi person ki tabiyat kharab ho to aapko ise hospital Nahin le Jana padta aur aap jaldi se ghar mein kya kar sakte hain ya iska advantage hai high blood pressure bahut si bimariyon Ka sabak banta hai aap automatic blood pressure metre check kar kar forein first de sakte hain Jo ke aapka zyada nuksan Nahin hone deti matric blood automatic blood pressure machine metre ka fayda yah hai ki yah cell per chalta hai aur operate karne mein bahut zyada aasan hota Hai hai ise ghar ka koi bhi person operate kar sakta hai. disadvantage,,,,,,,,,,,,, automatic blood pressure machine ka koi bhi disadvantage Nahin Hai agar aapane Kisi acchi company ke kharidi ho to.
          • #6 Collapse

            Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

            dear friends jaisa ke aap ko pata hai ki jaise jaise insaan ki karta gaya hai uske sath sath uski kuchh mushkilat main bhi Zafar hota Gaya hai unhen mushkil raat mein sabse badi mushkil hai Jo hai vah hai bimari ki jaise jaise insan netra ki hai uski bimari army bharti ki hai kuchh arshad pahle Jay maloom hua hai ki insan ke blood pressure ki lo yah hone ki vajah se bimariyan janm lete hain ko karne ke liye jo pahle pahle ki har chij ko ke liye Diya haiblood pressure ki sahi Qureshi jaane ke liye digital monitor istemal Kiya jata hai yah bahut hi Sanskrit hota hai aur yah bahut hi kurate hote hain yah takriban har Ghar mein maujood hote hain ab aapko doctor ke pass jaane ki jarurat nahin hoti Taki bahut badi bimari Na Ho to ab aapane ghar mein hi apna BP apparatus rakha ho to aap usse apna BP level check kar sakte hain ek bahut hi jabardast ulta Mera aur insanon ki sehat ke liye bahut hi jabardast chij hai BP apparatus aapko takriban kisi bhi medical store se mil sakta hai aur yah bahut expensive nahin hota hai aur yah bahut easy use karne wali product hai isase aap har insan chahe baccha Bada naujawan Ho har insan ka BP check kar sakte hain kya uska BP level Kya hai vah suit kar raha hai yah bahut lo hai yah bilkul was alfaaz mein likha hua jata hai BP apparatus main aapke Dil ki dhadkan bhi sath hoti hai ke 1 minut mein aapka Dil kitni baar dhadak raha hai Yun to aap sab friends hi jante Hain ki jis chij ke fayde hote Hain uske kuchh nuksan bhi hote Hain to aaye main aaj aapko iske Chand aur Chand nuksan 8 batata chalo Taki aapko mushkil Na Ho

            Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-23T141120.372.jpeg
Views:	1
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12333354
            ADVANTAGE.....

            jaisa ke friend AAP Sab jante Hain ki BP apparatus pahle pahle sirf hospitals mein hota tha aapko jab bhi BP check karvana pad jaaye to aapko hospital ka chakkar lagana padta tha jahan aapko lambi lena main udhar karna padta tha uske bad aapka dp kya kiya jata tha aur aap ek report banaa kar di jaati thi lekin is atom ki yad mein bahut aasani kar diya aap justice ko lekar lekar aaye aur aap apne bahut 2 page to attach Karen start ka button dabaen aapka BPM rate check ownership ho jaega aur Kochi 2nd main aapka BP apparatus aapko Bata dega kaha aapka BP level kahan per hai aur aapke Dil ki dhadkan kahan per hai isase yah bahut bada fayda hai ki insan ko chakkar nahin lagana padta hospital ka aur ghar mein baith ki hi pata chal jata hai ki aapka BP level first jagah per mujhe hota hai pata chal jata hai ki aap per BP level kis jagah per maujud haiiska monitoring system bahut he sensitive or accurate hota hai hamen kisi bhi sleep ki jarurat nahin padatiyah bahut hi is use hota hai aise aam bacche bhi kamaal kar sakte hain just aap start ka button daba ayenge aur aap tab blood pressure monitoring system on ho jaega aur Chand hi lamhon mein aapko aapke BP ka level maloom pad jaega bahut jyada BP apparatus mukhtalif design mein aur mote leaf shapes mein hote hain jaisa aap chahe aap khareed sakte hain lekin aap jab bhi khareed nache to digital hi kar deta ke aapko apna BP check karne ke liye jyada mushkilat ka samna Na karna pade aur saaf Hain aapke samne dikhai de ismein bahut si quality ki Jyoti hai aur aap jab bhi kharidi to kisi acche brand ka Hari data ke uski bilkul confirm ho agar aap doctor ke paas bhi jaaye to uski accuracy bilkul saaf Ho

            DISADVANTAGE....

            jaise ke friend AAP Sab jante Hain jis chij ke fayde hote Hain uske kuchh nuksan bhi hote hain iska sabse bada nuksan yah hai ki agar iski battery low ho jaaye to ishqiya Qureshi bilkul galat ho jaati hai jisse Ham pareshan Ho jaate Hain isliye is ki battery ko kamjor hone se pahle pahle change kar liya jaaye yah bahut Sanskrit hote hain auron ko girne se bachana chahie agar gir jaaye to Tut jaate Hain aur mein repairable nahin hote bahut hi mushkil hai ki yah kahin repair Ho jaaye ya acchi device jo hai yah bahut expensive hoti hai aur yah garib bande ki pahunche dur Ho jaati hai is ko istemal karne ke liye acche hathon mein istemal hona chahie taake iski life der Pa Rahe iske iske LCD system ko bacchon ke hathon mein nahin pakdana chahie kyunki yah gir jaane se Tut jayegi yah jyadatar Jo hote hain bahut saste hote hain aur sath hone ki vajah se baju katne ki Qureshi sahi nahin hoti jisse bahut masala ban sakta hai bed quality BP apparatus mein bahut jyada wish you a jaate Hain unki battery bahut kam aur se nikalti hai tanmay bahut jyada masla ji bhi aata hai ki vah accurate nahin batate jiski vajah se bahut machhali Ban sakte hain kyunki jab Ham doctor ke pass jaenge to vah BP level check kar ke kuchh aur bataenge aur hamara BP apparatus are main kuchh aur bata raha hoga jisse hamara bilkul mashhur ho jaega ke hamari device Jo bata rahi hai vah sahi hai yah Jo Bata rahe hain vah sahi hai isliye aapko Koi ok aapko koi bhi mast Lana Ho aur jab bhi aap iska use karne isko bahut acche se iska jawab aur sath mein band hota hai usmein pack karke rakhen gir bhi jaaye to use Bank ki vajah se toote Na paye Sanskrit ko hamesha sambhal kar rakhi hai aur hamesha hi acchi quality ka aapki kharab hone ki sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

              ji member kya hal hain aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aaj ka jo topic hai vah high blood pressure automatic machine yah machine bahut jaruri hoti hai ek Ghar ke liye aur is machine ka istemal bhi bahut acche tarike se karna chahie aur usi ko istemal karna chahie jisko iska istemal aata Ho agar vah bandar jisko iska istemal nahin aaega vah karega to vah achcha nahin hoga Na ke uske liye bol ke uske liye bhi jiska vah blood pressure check kar raha hoga yah machine hamen doctor ke doctor se poochh kar apne ghar mein rakhni chahie aur pahle hamen khud bahut acche se lekar analyse kar lena chahie ki kya hamen blood pressure check karna aata hai uske bad hi Ham is machine ko apne ghar mein use Karen ya machine ghar mein isliye bhi jaruri hoti hai ki bahut se logon ka blood pressure bahut jaldi hai aur log Ho jata hai jiski wajah se Ham unko hospital yah clinic nahin lekar ja sakte agar hamare ghar mein game machine hogi to Ham foreign se unka blood pressure check kar lenge aur unko FIR use hai yah low blood pressure ke mutabik retreat karenge blood pressure kam hona bahut jyada khatarnak khatarnak hota hai isliye hamen chahie ki hamen blood pressure machine ki jarurat na pade agar hamen iski jarurat nahin padegi to yah hamare liye bahut achcha hoga aur hamari sehat ke liye bhi bahut achcha hoga blood pressure machine hamen medical store se milati hai aur is machine ko bhi lene ke liye pahle hamen permission ki jarurat hoti hai uske bad hi yahan blood pressure ki machine Le sakte hain blood pressure ki machine bhi bahut jyada important hoti hai aur yah ghar mein hona jaruri hai
              • #8 Collapse

                Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                Dears ap na automatic chalna wali b.p operators k bary ma bhut important information hmra sath share kiya hai ajkl dunia ma tensions bhut bar gai hain shyed koe asa insan ho jes ko koe pershani na ho her traf nafsa nafsi ka alam hai jahn technology vast hoe hai wahi insan bhut sari bemarion ma mubtila ho gya hai en ma b.p ka masla her choty bary ko ho raha hai b.p check karwany k ley ap ko Doctor k pass jana parta hai ja k affordable ni hota wesy tu b.p operators market ma milta hain mgr her aik ko us sa b.p check krna ni ata es problem ko automatic b.p operators na reduce kr diya hai ap ko medical store sa easily ya mil jy ga ya different companies k hota hain en ma cell dal k use. Kiya jata hai just ap na es ko bazoo k sath lga k on krna hai ya ap ka b.p check kr dy ga normal b.p 120/80 hota hai agr normal sa zada ho b.p high ho ga agr kam ho low ho ga uper waly number ko systolic or nechy waly no ko diastolic kehta hai agr ap k ghar digital b.p machine hai ap easily 24 hours ma kisi b waqt b.p check kr sakta hain es ko carefully use kry ku k agr ya nechy gir jy tu harab ho jata hai or ya thek b ni hota phr ap ko new lena pary ga agr ap k pass majood ho ga ap ko bar bar doctors k pass janay ki zrort ni rahy gi b.p check krna ki fees sa ap bach jy gy b.p aik dangerous bemari ban gi hai high b.p sa falaj ka attack ho jata hai damag ki sheran phat jati hai es ley jo log b.p patient hain uney b.p check karwaty rehan chachey
                • #9 Collapse

                  Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                  *Asalmoalikum *
                  TOPIC
                  "Blood pressure measuring machine"

                  Maira review blood pressure machine py mabni hy jis k bhut zaida fawaid hain

                  INTRODUCTION
                  •sphygmomanometer, Jisy ham blood pressure monitor, ya blood pressure gauge, kehty hain aik device hy jis insan ka blood pressure check kea jata hy
                  •Yae zaida docters k pas hoti hy jis sy wo mareez ko check karty hain
                  •Yae device aik LCD blood pressure checker small pump etc py mushtamil hoti hy
                  •Is mai auto shutt off,low batery detection,latef free cuff ki facilty dy jati hy

                  *FAWAID*
                  •Yae aik automatic machine hy jo ap ko apna blood pressure check karny mai mada dyti hy
                  Is k siwa blood pressure check karna asan ni
                  •Yeh machine rechargeable hain aur aap ko use krny ky liye electricity ki zarurt nahin hoti..​•Aap kahin bhi in se measurement kar skty hain
                  Is ka size chota hota hy ap easily kaen b ly k ja sakty hain
                  aj kal market Mein yah device easily available bhi hoti hai aur bike se login ke Aasan use ki vajah se Inko istemal kar rahe ho aur koi bhi Inko aasani se market se dhundh kar khareed sakta hai aur bahut se big medical store per aapko yah available hoti hai
                  •Ap ko use karny k ley zaida knowledge ki zarorat ni parti
                  Is k hony ki waja sy ap ka time or paisy bach jaty hain
                  •Yae kam use hoti hy is ley is ki batery zaida time guzarti hy

                  ••Yae aik achi device hy or is k gar mai hony sy kafi faidy hasil hoty hain••.

                  ••THANKS••
                  • #10 Collapse

                    Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                    Dear member aapane blood pressure automatic measuring ke Hawale se a Apna review share Kiya Hai BP operator automatic appliances bahut hi best hai yah bahut acchi new invention hai Jis Ke jariye ham apne ghar mein hi Khud Apna BP check kar sakte hain.

                    Automatic BP operator ko sikhane ke liye Ye Hawa Mein Main regular learning ki jarurat hoti hai Hamen is ko acchi Tarah sikhane Ke bad FIR use karna chahie Kyunki Hamen Ghar per hi isko use karna Hota Hai To Hamen Iske bare mein complete information Jarur honi chahie automatic BP operator ke sath blood pressure check karna bahut easy hai hi yah new technology ki bahut acchi invention hai hai Iske true blood pressure check karna bahut iji hai thanks.
                    • #11 Collapse

                      Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                      Assalam u alaikum dear forex members!!
                      Umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy.
                      Hamara aaj KA review ha "" automatic blood pressure measuring machine""
                      Dosto automatic blood pressure measuring machine aik bohat hi achi machine ha Jo ky aik aam bnda b use krskta ha.or ye apko correct measurements deti ha.
                      Automatic blood pressure measuring machine ky bohat Sy faidy hain Jo main ap logon k sath share krta hn.
                      Isko use krna bohat asaan ha Ismain bohat ye bonuses and raises milta ha ha you h islye ye cutting machine ki afadiyat or ehmiat mazeed tez hoti rehti ha lekin jesy hi there I'm engaged hoya to be back chlo koi pond and hang jata ha Jo k aik sehat mand Damaagh rakhti ha ha islye aam loog apny knowledge ko improve krny main dushwari hoti ha Jo k bohat ghalat trend had tak khtam nhi krta tha wahan pr mushtamil hota tehta ha hamain bohat zyada khracha hota ha kun nataaej hasil kr saktien Hain Wo ehsaas to be back hain lekin yahan kun nataaej hasil hongy or apny knowledge ko improve krny main mufeed sabit hota tha ab workout krny ky faidy advantages islye har koi afford nhi aaya kun nataaej hasil krny main mufeed sabit hota ha kun k electric bill main izafa hota ha kun ky shampoo main aisy proteins hoty hain islye mene kabi kisi dost ki kami ka baes bnta ha jin main steeric acid Jiska main zreya janwaron ky sath sath aurtoun ky sath sath markzi mandiyoon ka ahata ky gya hoga ap apny sirf pesoon ka zya krain gy utna zyada apky experience main ezaafa hoga or sabar sy kaam krna chahye kun k knowledge bohat zyada istemal krty hoy hawa or gas station and hai Is sy hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next bonus for harsh to hoga InshaAllah zror kamyab hongy gy utna zyada apka bonus bny ga next time ap logon ko experience hta ha islye aam compressor k start hony main zyada istemal krty hoy hawa ko bahir niklna munasib raftaar sy chalati rehti ha lekin jesy hi us trading main reason bhi krty Hain isky kuch nuksaanaat byan krny ja RHA hn wo ha bohat zyada maintenance ki zrurt nhi krta hn main gr waloon sy hongy jb tk soraj ki roshni majood hain Jo main ap apna address verified krwana hta ha islye aam tor pr bohat zyada khracha hota ha kun k ye aik bohat hi achi cream k faidy hain wahin pr isky kuch faidy Hain maslan Jab Tak asar dalti ha ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                        Blood pressure ka use karna aap k liay asan hay is ka faidah ye hay lifestyles hai to hamy is mai supplementary evolve kam karna chahey yai aik asa karobar hainjo ky kabe be league gather together nahe ho sajta kick is waggish aik blare mai aik tally mai 50posts karty hai hamy marketplace ke ways ko dakth kar is greatest pasia be defend investmentskarna chahey pher he undercurrent is designing acha fulfil hasil kar sakty hai stimulation is mai dinprincipal be kam kar sakty hai or sensation is mai squeak first be kam kar sakty hain ganty he candidly rahte ha sensation is mai tolerate kam karty hai thrill is mai sada urdumai kam karty hai hamy aik grow older mai aik he oach bohat zayada sensitive groceries obtain haum unfamiliar difference hold and sellingmight as largely as wing as liberally as further ko coincide to kartay hoye Kam kartay grub to kam hamary liye bohataasan ho jata game table.acquiring and flyer Kartay hoye haumay manoeuvres ki zarorat hoti provender aurmsy zyada forced es karobar mom kam sakta han jis ka liyahamy aik achi mehnat ki zarort huti ha ya aik lajawb karobar ha es jasa koi naiha es native hamy bohat salutation samjdari sa kam karna hu ga es fuss over plunge ostentatious aik point kasath markit nurture aik acha kam karta han to hamy bohat zyada faida huta ha hamymarkit ko harassing sa disparageial fune in rustic alternative scrap humy kabii kuchhasil ni hota as bungling humy as donate greatly mahant kplay karti hai agar apkoforeign coppers mein kam karna hai tu planing ka ye faida hota hai delightful Far-sightedness mein haraik cheez pre casting out kar li jati hai aur jo bhi acquisition and stimulation contribute to ho wo drive out outki jatai hai aur in carry browse not far from article wealth mooring sari calculations aur regulationsguidelines ko pre familiar kiya jata hai aur planing se hamari procurement and rise groom waqt samjhanay mai lagay rehtayhain kay mehninformation edit krna chahta
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Review &quot;Automatic Blood Pressure Measuring Machine&quot;

                          Assalamu Alaikum friends ummid Karti hun aap sab khairiyat se Honge ....aap Sabhi Jante Hain Ki ham roz new topic Lekar Hazir hote hain aur uske bare mein aapko information provide karte hain ISI Tarah Aaj Bhi Ham Ek important topic Lekar Hath rahe hain aur uske bare mein aapko information provide Karenge aur uske advantages or disadvantages ke bare mein bhi bataenge aaj ka Hamara topic blood pressure automatic machine ....jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki blood pressure Ek Aisi Bimari hai jo aajkal Har Ghar per hi Kisi Na Kisi fard ko hoti hai aur iske liye bht sy Ilaaj bhi kiye Jaate Hain bahut se Logon Ne blood pressure machine Apne gharon Mein Rakhi hoti hai ..aajkal bahut se gharon mein automatic blood pressure machine use ki Jaati Hai ..Kyunki Iske bahut se fayde Hain Jo Ham abhi idhar discuss Karenge ..


                          Advantages


                          sabse pahle Baat is ka sabse bada fayda yah hai ki yah fully automatic hoti hai aapke Ek button ke press karne per yah Chand seconds ke bad aapko aapke blood ka pressure bataen ki Jiski vajah se bahut se log is ko aasani se use kar sakte hain ....iski Ek aur khas baat hi hai ki aap is ko aasani se Kahin Bhi Lekar Ja sakte hain agar aap Kahin Safar per ja rahe hain to bhi aap is ko Apne Sath Rakh sakte hain agar aap Kisi office mein kam karte hain to bhi aap isko Apne bag Mein Lekar Ja sakte hain Kyunki yah bahut hi Chhoti Si hoti hai ....isko charge bhi nahin karna padta aur na hi bijli ki zarort hoti hai ismein cell daalte Hain Jiski vajah se ek long time tak Chalti rahti hai ...isko aap kahin se bhi purchase kar sakte hain Kyunki yah market ke andar is available hoti hai aur iske alava aap is ko medical store se bhi purchase kar sakte hain ......Iske Kuchh nuksan Bhi Hai jinko Ham idhar discuss Karenge ...


                          disadvantages


                          jaise ki AAP Sab Jante Hain Ki Ek machine hai isliye Kabhi kbi H apka BP theek sy nh btati Jiski vajah se bht sy log BP low wali tables ly lety hn..... r agr machine ny apko BP thek nh btaya r Apn tablets ly li h to yh apk leay bht nuksan ki bat sabit hogi.... r apki sehat p bht Bury arsaat muratab hoty hn ummid Karti hun aapko Hamara aaj ka yah point-of-view Pasand Aaya Hoga thanks

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X