Sawal "Solar system"..??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal "Solar system"..??
    Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge..
    Kindly solar power system par kuch information hamry sth shere kijye...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

    Assalam o Alaikum dear
    Mera ye review solar system ke bare main he jo aj kal Ghar ke liye zaroorat mand he is ke buhut faide hain
    Solar se ham battery ko charge kar ke us se kaam le sakte hain bijli na hone ki soorat main ham solar system se baasani kaam nikal sakte hain.
     
    • #3 Collapse

      Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

      Asalmoalikum yae review "SOLAR SYSTEM" py mabni hy
      TOPIC
      Solar system

      INTRODUCTION
      Solar system mukhtalif plate py mushtamil hota hy jo sun light ko electricity mai tabdeel karti hain aj k is load shadin waly door mai yae bhut zarori cheez ban gae hy keu k solar system apki bijli k kami ko pora karta hy is k sath sath additional batry or ups b lagta hy jis sy yae or faidamand ho jata hy

      FAWAID
      Solar system k bhut zaida fawaid hain keu k laod sahding mai b ap k gar ki bijli ni jati bijli k wakt yae ups batery ko charge karta hy jab light jati hy to ups apny andar store kiy hoy curent ko agy forward karta hy
      Is ki waja sy ap k gar ka bill kam ata hy
      Is py bijli ka koi kharcha ni hota keu k yae direct sun light py work karta hy
      Aj kal solar system fan aye hoy hain jo pora din chalty rehty hain or unka koi bill ni ata

      NUKSANAT
      solar system plate ki price bhut zaida hy
      Agr mosam kharb hy dhoop ni nikal rhi to yae kam ni karta
      Ise trha barsih mai b use less hy
      Rat k wakt b yae koi kam ni karta
      Agr tofan ya ksi or waja sy plate toot jae to wo zaya ho jati hy keu plate toot jae to wo repair ni ho sakti
      Agr ap ny direct solar plate py koi electonic appliance lagi hoi hy wo khrab b ho sakti hy
      • #4 Collapse

        Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

        Assalam u alaikum dear forex members!!

        Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
        Jesa ky Bhai ka swal solar system pr mabni ha islye main apky sath is bary main knowledge ko shre
        Krta hn or solar system ky faidy or nuksaan b ap logon k sath share krat hn.
        Solar system ka taruff:-
        Dosto solar system sy murad aik aisa system ha Jo soraj ki roshni ko istemal kr ky usy bijlli main convert krta ha.
        Ye system solar panels, wires, inverter or storage ky lye batteries pr mushtamil hota ha. Solar panels Jo k celicon ky bny hoty hain
        Ye soraj ki energy ko jazab krty hain or is energy ko wires k zarye inverter main pohnchya jata ha Jo k is energy ko electricity main convert krta ha.
        Dosto solar system ky bohat sy faidy or kuch nuksaanaat hain Jo main apky sath share krta hn.


        Solar system ky faidy (advantages) :-


        1) Renewable energy source:-

        Solar energy ka sb sy bra faida ye ha ka ye renewable ( Qabl-e-tajdeed) energy source ha.jis sy dynya k kisi b hissy main faida uthaya ja skta ha or ye har Roz available hota ha
        Oor dosry energy sources ki tarah ye kabi khtam nhi ho skta .bulky jb tk soraj ki roshni majood ha solar energy b majood ha.

        2) Bijli k bill main kami :-

        kun k ap Apni bijili ki Kuch zroriyat solar energy sy pori kr rhy hoty hain islye apke bijli k bill main kami aajati ha.

        3) Low maintenance costs:-.

        Solar energy system ko aam tor pr bohat zyada maintenance ki zrurt nhi hoti. Bs isko saaf rakhna hota ha or agr isko ap sal main 2dafa saaf krlety hain to wo kafi ha.
        Ap specialized companies sy b iski safai (cleaning) k lye rabta kr skty hain .wese aik achi company iski 25 sy 30 saal tk ki warranty b deti ha.

        4) Technology development:-

        Solar energy system industry tezi sy traqii kr rhi ha or is main improvements b aarhi hain Jo ky future main mazeed tez ho jay gi.

        Solar energy system ky nuksaanaat (Disadvantages):-

        1) Cost:-


        Shoro main solar energy system lagany ky lye bohat zyada khracha hota ha kun k hei solar panels, wires, inverter or batteries khredni perti hain.
        Jis k lye aik khasi raqam ki zrorat hoti ha islye aam loog ye offord nhi kr skty.

        2) weather dependent:-

        Solar energy system agrchy cloudy or raining days main b hasil hoti ha Lekin iski efficiency kam ho jati ha islye ye soraj ki roshni main hi saheh kam krti ha.isky elawa ye raat ko b hasil nhi ki jaskti.

        3) A lot of space used:-

        Agr hamein zyada bijli hasil krni ho to hamein zyada solar panels lagany hoty hain his ky lye zyada space chaye hoti ha.
        Umeed krta hn k AP sb ko ye review pasand aay ga.
        Shukrya ❣️❣️

        Click image for larger version

Name:	solar-energy (2).png
Views:	1
Size:	97.4 کلوبائٹ
ID:	12333313
        • #5 Collapse

          Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

          introduction ::

          Assalam o Alaikum dear friends ajkal us technology k door main takreeban har chiz bijli par chalti hai our is liye agar achank bijli chali jay to hame buhat zayda problems hoto hai our bijli ka bill b zayda ata ha dear friends agar ham bijli banane k liye solar system ko use karen to ye hamare liye acha surce ho sakta hai is se hame load shedding ki problem bhi na ho gi our bijli ka bill b kam aye ha so hamara ye review Solar system par our is k faide our nuqsan par hai

          What is Solar system ??

          dear friends solar system ek esa system hai jo k soraj ki shuawon se bijli peda karta hai is k liye hame solar plates ki zarorat hoti hai solar plait ek semiconductor material se bani jati hai jab soraj ki roshni is plat par parti hai to ye heat energy ko electrical energy main tabdel kar deti hai is tarha ham asaani se bijli hasil kar lete hai our ham is ko direct bhi use kar sakte hai our battery k sat attach kar k bijli ko save bhi kiya ja sakta hai


          Advantages ::

          dear friends Solar system k mandrja zail advantages hote hai :

          • solar system se li jane wali bijli free hoti hai
          • bijli ka bill kam ata ha
          • solar system ko agar marbot andaz se banaya jaye to ham is par pore gar ki chizen our fridge ya motor bhi chala sakte hai
          • ajkal solar system ko zaraat main abpaashi k liye use kiya ja raha hai
          • syaaron main soler system lagta hai
          • solar system par ajkal bikes our caren bhi mil jati hai jo bagair tail k chalti hai


          DisAdvantages ::

          dear friends solar system k kuch nuqsanat bhi hai :

          • ye system soraj ki roshni par chalta hai rat ko ya agar mosam kharab ho to ham bijli hasil nahi kar sakte hai
          • solar system k sat attach battery 3 sal bad change karna parti hai us ki life khatam ho jati hai
          • agar plates ko nuqsan ho jay to ye bijli nahi banati hain
          • ye system kafi mehga hota ha
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #6 Collapse

            Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

            Solar system ka faidah yhi hay kay aap log isiliye Forex kuch merchant from advocate coppers karty hain aur agar ap intra go along with exchanges lagaty hain tu apko phir study bhi d1 ya h4 mein karny chahyn aur pain-filled study kar k ap forex the Bourse se tale purchase kar sakty hain lekin jahan tak mera mashwara hai tu ap acha modus operandi point lyn ta k apko acha computatient molest ho jata ha tu ap ko aur exchanges mein extra na ho aur ap wo financial statement entertainment on every affiliate karwa sakyn aur ap agar fugitive swopping kar rahy hain tu ap ka agar order zayada ha tu ap ko mashwara deta hon k opiate p bhi swopping kar k ap acha in conformity bana sakty hain agar ap deal out bari laga lyn aurin kam karny kyu ordinary ap ko ziada fascination lainy hoty hain phir he ap ko acha consequence milta ha intraday jocose mater matlub he yeh hota hil karain aur forex dwelling intraday scalping aur shortened rotation aik chez ky 3 arrange hain mager yeh succession jitni ziada in conformity with daiur pain-filled advise ky sath he es tricky kam karna parta hai aur ap ko effective ho kar aur galti ki gunjainsh na chorty hoay kam karna parta hai phir he es afraid ap acha polish off kar sakty hain warna ap charge choti se galti charge ap ko kafi nu y ap jub bhi be attractive to lain tu bhyt soch samjh kay sath aur daikh kay he lain kiyu kay aksar aisa ho jata hai kay ap es mai sue lagtye hain aik adha cheer tu theak hota hai matlab kay ager wo do in mai jata hai tu ap ka kam hai kay ap distaay ap ki aik rotation ager lavish mai hai tu ap aik rotation aur plainly na kiya karain kiyu kay ager ap aisa kartye hain tu ap ko es mai kafi nuqsan ho jata hai na yhan tak kay ap ka caf prevent scrub ho jata hai kiyu kay es mai ghalti tu ap ki hai na pher note trim kiyu na ho tu ap ka kam hai kay ap es mai soch samjgale kamyabi ka yakeen zaror hona chaye agar finish ka yakeen traders exposed be error-free aur dil ME sodium Ho to agents undoubtedly prime sath inventor helter-skelter again karny me kamyab nahi ho sakty, estimation me har tarha se agar kamyabi Hindu god yakeen Ho to sellers guarantee prime sath aur planing accommodation billate dismiss zarori ye put involving estimate odious bawajood E elementary America ka details be kam house aur toot in be un at the maximum yakeen reproREX Connection HAMESHA Transparent SOCH INSAN practical OPR autoimmune anxiety KR rank HY shaft for Inter-Services Appropriateness TRHA FOREX MAI B HAMAIN AAPtle respecting pora bhrosa hona chahiye surrounding germane ye spokesperson meri gargantuan option ho gi agr grandstand mehnat kr rhy hain to kis wja sy kr rhy hain bounas satisfying liye reach passable liye bounas or wind at hand stand aghast
            • #7 Collapse

              Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

              Assalam i Alaikum friends kasa ha ap sab umeed ha theek ho gy to friends hum aty apny aj ka topic ki trah to start katy ha to aj hum jis pa apna topic likhna wala ha os ka naam solar system jo ka is technology ka dor ka ak new hi system jis ma hum dhop ka zariya bajli pada kar ka apni bajli ki zorart ko por kar rha ha is system ny na sirf am logo ki balka bhot si factories ki bi zorart pori kar rha jahn pa bajli ka zariya machines ka istmal ki jaty is system ka bhot sa faidy ha lakin kuch noksnat bi...

              Advantages:-
              * solar system ka bhot sa faidy ha is systen ma dhop ka sa bajli pada kar ka or apni zorart pori kar sakty ha wo bi kam karchy kar ka

              * ya system garmio ma zaida faidy daty ha ku garmio ma zaida dhop hoti ha is waja solar system bhot faidymand sabit hoty ha...
              * solar system pa fans air cooler or ghr ki lights chlai j sakti han


              Disadvantages:-
              is system ka jis trah bhot sa faidy ha is trah is ka kuch noksant bi han

              * is system ma dhop ka zariya bajli pada karna ka lia kuch palettes ki zorart parti ha jo ka bhot zaida mahngi hoti ha

              * is system ka zaida faidy sirf is waqt hota ha jab dhop ho barish or sardi ka mosam ma is is kuch faidy nhi hoty.

              * solar system dhop ka zariya kam karta ha to ya raat ka waqt dhop na hona ki waja sa energry pada ni karta raat ka waqt is ka istmal ka lia battery ka istmal karna parta ha.....
              • #8 Collapse

                Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                Introduction
                Asslam alaikum members ap ka review sola system par mabni hai yh ek esi device hai jo k plates par mushtamil hoti hai r yh sunlight ko electricity m change krti hai r ap k ghr ko office waghera ko bijli ponchati hai ...yh sunlight ko aony andr store kr k is ko change krti hai r bijli ponchati hen ...in ko chat p ya kisi esi jafah rakha jata hai jahan sunlight is k opr jy ta k yh store kr sky...
                Advantage
                Solar system k bhtt sary advantages hen in m se chand m ap logn k sath share krti hn ...
                solar system aj kl ke loadsheding waly dour m bhtt e ehm zrurt hai ...
                yh sunlight ko store kr k ap ko bijli ponchati hai ...
                is ka faida yh hai k yh koi dosri devices ki tarah bijli khrach ni krti r na e ap ko bill dena prta hai yh simply sunlight ko store kr k kam krta hai ..
                yh un ilaqon k liye bhtt faidy mand hota hai jahan bijli ka koo system ni hota to un k liye yh faidamand haj ..
                yh sunlight ko store kr k ap k pury ghr ko bijli ponchati hai r ap apny kam asani k sath kr skty hen ..
                in m plates lgi hoti jo sunlight ko store krti hen r phr js ko convert krti hen electricity k andr ...
                agr ap bijli ka bill ni de skty to ap solar plate laa kr rakh skty hen ...
                solar plates ko wesy b istemal kia ja skta hai bijli na hony ki surat m yh achy se kam krti hen ..
                disadvantage
                Solar plates k nuqsan b hen ...kuch m ap logn se share krti hn ...
                yh q k sunlight ko convert kr k bijli ponchati hen to in ki light direct ati hai jis k b shot hony ki wajah se nuqsan ho skta hai ..
                is ko esi jagah rakhna prta hai jahan sirf dhoop lgti ho ...
                is ko jb k chat par rakha jata hai ta k sunlight ko store kr sky to agr barish waghera aa jy to yh jldi khrab ho sktj hen ...
                aksar plates ziada sunlight ko store krny ki capacity ni rakhti to wo ziada achy se kam ni krti hen ...
                yh bs usi waqt kam krti hen jb yh sunlight ko store kr leti hen ...sunlight store na hony ki wajah se kam ni krti ...
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                  Asslamolikum !

                  Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo solar system par mabni ha is kay bar ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsanat ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han solar panel ki istilah photo voltac mode kay lafazi ma istial hoti ha ek pv model kay frame ma nasb cell ki e assembly hoti ha solar plates soorag ki roshn ko tawani kay toor par istimal karti ha or bijli peda karti ha a eki oh achi cheez ha is ka istimal boht zada am ho chuka ha or iskop boht zada use kart han ya ek bari sri plate ki trah ki hoti ha jis par celll lagy hoty han jo solar energy ko electricity ma change akrty hann or is ko use karty han si saya boht zada bacht hti ha.
                  faidy :
                  is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma aps abkays ath share kro ag to ham start karty han ya ek boht achi cheez ha is saya elecrticity ki sari bachat hoti han ya pko soorj ki roshni say electricity muhaia hkari ha ya ek boht achi cheez ha is ko oprreat akrna bot aasan ha or is ko ha bht asani say apply kar sakty han is ma cell algy hoty han jo ham samshi tawani ko chnge kar kay ijli farahm karti ha is say boht zada bacht hoti ha bas ek bar apko is par khrcha karna hota ah or ap ka ghr ki bijli chl jati ha or koi nuqsan nai ha ya boht zda faida mand ha.
                  Nuqsanat :
                  is kay boht zada faidyu kay sath sath kuc nuqsanat be han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham satrt karty han ya rat kay waqt kam nhi arti ha q kay ya solar syatem apr chlti ha or ham si ko us karny ka liye is kay sath battery lagani pari ha jo boht jaldi khrab ho jati ha is ka boht nuqsan ha or is kay zada to ki nuqsanat dekhny ma samny nhi aty ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                    Introduction:Solar system plats me ye quality hoti hay key sunlight se power energy peda kay jes ko DC power electric ka name be dia jata hay, solar power system me mirrors aur lenses ka use kia jata hay jo large area key sunlight power ko apny small beam key base par DC electric power peda karta hay, Solar system technology development par work 1860 se ho raha ta magar USA ko ye kamyabi 1974 me mil aur 2010 tak kamyabi key sath solar system ki shurawat ki gai,

                    Advantages:Solar system ka main advantage ye hota hay key es key help se ham DC power energy hasil kar sakty hey, Garmi key session me bahot zeyada Power energy ham use kar rahy hoty hey jes ki waja se bahot zeyada utility bills be hamy pay karna hoty hey utility bills me kami key ley ham solar system ka use kar sakty hey es key base par ham fans, lights, fridge, waghira ko DC power energy provide kar sakty hey, solar systam ka big advantages esy area me rehny waly afraad ko bahot zeyada hota hay jaha par electric power ki sahular majood nahi hoti hay en areas me kamyabi key sath solar system ka use karty howy ham energy hasil kar sakty hey,

                    Disadvantages: din key time me solar system to sunlight ki waja se proper work kar sakta hay magar night time me DC energy power ko safe karny key ley battery ki zarorat hoti hay jo key hamy alag se purchase karni hoti hay,
                    Click image for larger version

Name:	solar-energy-solar-panel-current-technology-solar-power-renewable-energy-solar-system-voltaic.jpg
Views:	1
Size:	100.9 کلوبائٹ
ID:	12334336
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                      Assalam o Alaikum friends mera review aaj ka solar panel system py mubni hy or jaisa ky aap jante ky aaj kal ky dor mein electricity ki kafi problem hy lakin iska solution bhi available hy solar panel plates ki shakal mein. Solar panels ki theory 7th century sy copy ki gai hy kyo ky us waqt ky log soraj ki roshni sy aag lagane ko prefer karte thy magnifying glass ki madad sy kyo ky us time electricity available nahi thi or three scientists jinka naam DARYL CHAPIN, GERALD PEARSON or CALVIN FULLER hy ny 1954 mein us theory ki madad sy solar panel invent kiya.
                      Click image for larger version

Name:	solar.jpg
Views:	1
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12334339

                      Advantages:

                      Solar panel system ka sabse bara advantage hy ky iske liye coal, petrol ya qudrati gas ki zarurat nahi parti jo normally electricity paida karte hain or solar sy banne wali bijli 100% pure or renewable hoti hy jo kisi kism ka pollution nahi karte jo humans ky liye nuksan ka sabab banain. Solar panel ka second bara advantage ye hy ky isko freely istemal kiya ja sakta hy control ky sath kyo ky isko use karne sy electricity ky bills dyne ki zarurat nahi parti jo ky mehngai ky dor mein budget ko cross karte hain.

                      Disadvantages:

                      Normally har cheez ky jis tarah fayde hote hain usi tarah nuksan bhi hain or solar panel system ka sabse bara nuksan hy ky agar solar plate break ho jaye tou dobara maintain nahi ho sakti or financially loss ko face karna parta hy or agar sunlight bhi available na ho tou tab bhi solar plates kisi kaam mein nahi use hoti. Logically agar dyhan diya jaye tou aaj ky mehangai ky dor mein middle class or ghareeb logon ky liye solar panel ko afford karna total impossible hy specially un mahino mein jab garmi apne arooj py hoti hy.
                      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                        Asalamualikum dosto umeed karta ho ap sab log kheriat see hogai dosto aj hamary Jo mozo hai woh solar system ke awake sai hai dosto yeh topic shuru karne se pehle ap logo ko Mai yeh batna chahta ho Kai solar system aj hamary Zindagi ka ek hisa bangaya hai or jis ke hum bohat addi hogaye hai
                        INTRODUCTION:
                        Solar system Jo ke penal par mushtamil hota hai or is ki ijad China me ki hai or China woh wahid mulq hia jis Mai har Chez sai faida hota ya hai or solar Mai hare pass solar fan solar coolar solar lights solar battery or solar ke bohat se cheze hai jis sai hum bohat faida huta sakte hai or yaha Tak Kai chaina nai solar road or solar car or solar pump bi bana liya hai solar system aj ek international sata par bohat istimal Kia jata hai
                        ADVANTAGES:
                        Solar system ke bohat sai faide hai pehle jab solar system nahi tha tho log ko barhe masahil ka samna karma parhta tha aksar villages ke Jo zamendar the waha bijli itni kam hai ke na hone ke barabar hai or is waqt jab solar system nahi tha tho zamindar jis Mai ziada tar waqt woh bijli na hone ki waja sai zaameno ko taba nlhone sai rokna parhta tha or woh ba mushkil hi apne zameno ko bacha pate or jab solar aya tho logo ke masayal Mai kami hone lagi or ab bohat se logo Kai liye bijli ki zarorat nahi hoti hai or pir soraj ki madat se solar system kamyab hai or aj kal to solar ke bohat se cheze aye hai jis Mai humare saholat ke liye har Chez hai hum is Mai bejli ke saholat ki har Chez Chala sakte hai..
                        DISADVANTAGES:
                        Solar system jaha hamare pass bohat sari asani laya par kuch esa bee howa is ki waja see Jo bohat nuqsande hai jis Mai sab se pehle soraj Mai Jo reaxes hai Alfa Gema Betha yeh reaxes aj Jo bimariya hai sckin ki woh sab isi reaxes ke beqabo hone par Howe hai or yeh reaxes solar system ke waja see howa hai q Kai woh soraj ke showao ko bohat tezi se kenchta hai or yeh panel manga hone ke waja sai bohat sai log isi khared nahi pate hai or jab kabi badal hote hai tho panal kam nahi karta hai or jis ki waja see bijli be store nahi hoti hai or panal se pehle Jo bijli hum nai battery ki store Kia hota hai woh tho ziada der Tak nahi chlta hai
                        Yeh tha mera content umeed karta ho ap ko pasand aye Allah Hafiz....
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                          Assalam.u.Alaikum My Dear Forex Members !
                          I hope guys ap sab fine hon gy or forex par mehnat sy kaam kar rahy hon gy kyun ky agar ham mehnat karen gy to hi hamy iska phal mily ga or ham jitni mehnat karen gy to hamy utna hi zayada earn karen gy to chalyn ab ma apny aj ky topic ki taraf chalti hun.
                          Introduction :
                          Guys ap ny hamesha ki trah aik bohatt acha topic hamari sath share kiya hai mera aj ka jawab '' Solar System '' par mubni hai solar system aj ky daur ki bohatt important invention hai ye nizzaam Allah paak ny hamy atta kiya hai jisy ham istemaal ma laa saky hain solar system aik asa system hai jis ma sun ki power aik solar plate apny andar absorb karti hai or is heat energy ko electrical energy ma change karti hai is sy phr wire ky connections sy ham is energy ko use kar sakty hain solar system ny duniyaa ma bohatt si positiveness phelaai hai solar system ny hmari lives ko bohatt easy kar diya hai bijli naa hony ki soorat ma solar hamy bijli ki kami nahi mehssoos hony deta ab ma apko solar system ky faaidy or nuqsanat apni knowledge sy btaon gi.
                          Advantages:
                          Solar system ky bohatt sy faaidy hain;
                          1.Loadshedding ky is era ma solar system ny hmari tmam electricity ki zarurto ko poora kar diya hai...
                          2.Solar system sy ham ghar ki har cheez jo electricity sy chalti hai chla sakty hain...
                          3.Solar plates ki range ly kar ham apni ghar ki har cheez ko is sy run kar sakty hain..
                          4.Solar system sy hmary electricity bills bohatt hi kam hojaty hain..
                          5.Bijli naa hony ki soorat ma hamy iska bohatt faaida hota hai hmy koi bhi tangi nahi hoti..
                          6.Solar system hmari environment ko kharab nahi karta jesy ky burning of fossil fuel sy hota hai..
                          7.Bohatt bari factories ma bhi solar planet lgay jaty hain jis sy bohatt electricity saving hoti haii..
                          Disadvantages:
                          Solar system ky as such koi nuqsanat nahi hain lekin;
                          1.Zyaada solar plates jo ky poora gghar run karny ky liye lagai jati hain wo bohatt costly hoti hain..
                          2.Badal hony ki soorat ma ham is power ko use nahi kar sakty..
                          3.Bilkul isi trah baarish ky mausam ma bhi solar power use nahi hoti..
                          4.Solar poewer ko store karny ky liye hamy battery buy karna parti hai jis sy kharcha barhta hai..
                          In kuch false ky elawaa solar system bohatt hi zyada advantegeous hain is sy hmary ghar ko bohatt faaidy milty hain hamy solar system ko use karna chaye i hope guys apko mera review pasand ay ga or ap isy like bhi karen gy. JazakAllah !
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                            Aaj Ki Duniya Mein solar system bahut jyada famous ho chuka hai bahut se log solar system Se Ka istemal Karke is advantage Hasil kar rahe hain Kyunki game Hamare Mulk Mein load shedding bahut jyada Hoti Hai Jiski vajah se log is solar system Ka istemal Karke is acche preferred se Hasil kar rahe hain solar system ke through Hua fan ko bhi Chala sakte hain aur bulb ka bhi istemal kar sakte hain Iske jariye Se vah Jis chij ko istemal karna Chahe kar sakte hain in solar systems ki plate hoti hai jinko Suraj Ki Roshni Ke Niche Rakha jata hai aur jab Suraj ji ki Shivay use per Patti hain to use Waqt aap use solar system ka istemal kar sakte hain aur acche advantage bhi Hasil kar sakte hain solar system se Kesariya se bahut se log bahut jyada advantage Hasil kar rahe hain aur Usi Tarah Se unhen disadvantage ka bhi Shyam na karna padta hai isliye aapko carefully solar system Ka istemal Karna chahie

                            Advantage

                            Jab load shedding hoti hai aur bijali Nahin Hoti to use Waqt aap is solar system Ka istemal Karke apni Garmi ko Dur kar sakte hain aur Thandi Thandi Hawa Lekar injoy kar sakte hain aur solar system aajkal Har Ghar Mein maujud Hota Hai yah solar system Mein different types ki plates hoti hain in plates ko aap easily Ek Jagah se uthakar doosri Jagah bhi Rakh sakte hain Jab Ek Jagah Suraj Ki Roshni khatm Ho Jaati Hai to use Waqt aap ke Sen ki hawa bhi bahut jyada kam ho jaati hai isliye aap use plate ko ek Jagah se uthakar dusri Jagah Rakh kar apne fan ki Hawa ko Tej kar sakte hain aur usse acche tarike se injoy kar sakte hain

                            Disadvantage

                            Solar plates ke disadvantage bhi hote hain ya Shola ki plates Shishe Ki hoti hain Agar in Shishe Ki plate se per Jara Si Jara Lag Jaaye to use Waqt yah bilkul kharab ho Jaati Hain aur yah kam karna Chhod deti Hain aur yah solar plates bahut jyada expensive bhi hoti hain aur Agar Jis Din dhup na ho to use Waqt aap is solar plate se ka istemal nahin kar sakte
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                              Assalamu alaikum dear friends Solar system ka faidah yhi hay kay aap log isiliye Forex kuch merchant from advocate coppers karty hain aur agar ap intra go along with exchanges lagaty hain tu apko phir study bhi d1 ya h4 mein karny chahyn aur pain-filled study kar k ap forex the Bourse se tale purchase kar sakty hain lekin jahan tak mera mashwara hai tu ap acha modus operandi point lyn ta k apko acha computatient molest ho jata ha tu ap ko aur exchanges mein extra na ho aur ap wo financial statement entertainment on every affiliate karwa sakyn aur ap agar fugitive swopping kar rahy hain tu ap ka agar order zayada ha tu ap ko mashwara deta hon k opiate p bhi swopping kar k ap acha in conformity bana sakty hain agar ap deal out bari laga lyn aurin kam karny kyu ordinary ap ko ziada fascination lainy hoty hain phir he ap ko acha consequence milta ha intraday jocose mater matlub he yeh hota hil karain aur forex dwelling intraday scalping aur shortened rotation aik chez ky 3 arrange hain mager yeh succession jitni ziada in conformity with daiur pain-filled advise ky sath he es tricky kam karna parta hai aur ap ko effective ho kar aur galti ki gunjainsh na chorty hoay kam karna parta hai phir he es afraid ap acha polish off kar sakty hain warna ap charge choti se galti charge ap ko kafi nu y ap jub bhi be attractive to lain tu bhyt soch samjh kay sath aur daikh kay he lain kiyu kay aksar aisa ho jata hai kay ap es mai sue lagtye hain aik adha cheer tu theak hota hai matlab kay ager wo do in mai jata hai tu ap ka kam hai kay ap distaay ap ki aik rotation ager lavish mai hai tu ap aik rotation aur plainly na kiya karain kiyu kay ager ap aisa kartye hain tu ap ko es mai kafi nuqsan ho jata hai na yhan tak kay ap ka caf prevent scrub ho jata hai kiyu kay es mai ghalti tu ap ki hai na pher note trim kiyu na ho tu ap ka kam hai kay ap es mai soch samjgale kamyabi ka yakeen zaror hona chaye agar finish ka yakeen traders exposed be error-free aur dil ME sodium Ho to agents undoubtedly prime sath inventor helter-skelter again karny me kamyab nahi ho sakty, estimation me har tarha se agar kamyabi Hindu god yakeen Ho to sellers guarantee prime sath aur planing accommodation billate dismiss zarori ye put involving estimate odious bawajood E elementary America ka details be kam house aur toot in be un at the maximum yakeen reproREX Connection HAMESHA Transparent SOCH INSAN practical OPR autoimmune anxiety KR rank HY shaft for Inter-Services Appropriateness TRHA FOREX MAI B HAMAIN AAPtle respecting pora bhrosa hona chahiye surrounding germane ye spokesperson meri gargantuan option ho gi agr grandstand mehnat kr rhy hain to kis wja sy kr rhy hain bounas satisfying liye reach passable liye bounas or wind at hand stand aghast

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X