Sawal "Solar system"..??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal "Solar system"..??

    Assalam o Alikum!
    Umeed ha doston ap khariat sa hogy
    Aj ka humara topic solar system ka bary ma ha ap janty ho ga ka solar system kia hota ha solar system aik ase device ha jis sa hum bijli hasil karty ha or hum wo bh suraj ka zariyahum bijli hasil karty ha solar system ya aik ase device ha jo ka suraj ki roshni ko bijli ma convert karti ha or hum is ko istamal kar sakty ha
    Cost;
    Solar system par humara bhot zayada lharcha ata ha maslan hum sub sa pahly solar plates laty ha is ka sath sath hum battery bh laty ha is ka sath apni cheezan hoti ha maslan ka fan ,lights ,air conditioner,air cooler etc humy lani parti ha jis waja sa humy bhot kharcha karna parta ha
    Advantages;
    Humy solar system sa bhot zayada advantages hasil hoty ha jis tarha ka hum is sa bhot zayada bijli hasil hoti ha
    Disadvantages;
    Is ka bhot sary disadvantages ha jis tarha iski battery timming hoti ha zayada tar iski battery 2 saal tak chal sakti ha or is tarha is ki home appliances kharab ho sakti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

      Asslamualkium

      Dear forex member umeed hy k app sb khariyat sy hon gy aj k topic Solar system per hy Solar system world main invention aik boht achi invention hy is ny duniya ko elecricity
      ki production ko without cost kr diya hy aj kal world main solar system ki production bohat ho rahi hy aur is k user din b din barh raha hy dear member SOLAR sys apko aik Solar
      panel sy sun ki roshani sy apko electric provide krta hy yeh sun ki energy ko convert kr k apko electric provide krta hy Solar system sy ap Aik LEd bulb sy laiker anpi puri factory ko
      electric provide kr skty hain guys markete main different size k panel aur different quality k panel majood hy Ap 150 watt k panel sy ap aik seiling fan aur 2 LEd bulb run kr skty hain
      aur is panel ki price 6000 sy 7000 hy g hain guys jaisa ka ajkal electric ka boht problem hy to ap aik panel sy apna seiling fan run kr skty hain wo b without any efforts k us main
      apki koi fuel aur koi energy cunsumpt nahi ho gae aj kal solar panle sy tube well run krty hain

      ADVANTGE
      1. Solar sys main koi energy consume nahi hoti
      2. Solar sys main apko DC current daita hy
      3. Ap is sy DC ki koi b thing run krskty hain

      Guys solar sys ko gaher main install krny k liye apko electrician ki b zaroorat nahi bs panel ko sun ki taraf rakh dain aur aik battery k sath attach krdain aur is k sath ap jis thing
      ko run krna chaty hain usko b attached krdian yeh battery ko charge krain ga aur apki thing ko run b krain ga
      • #18 Collapse

        Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

        Assalam o alaikum dear member ap ny bahot informative topic choose kiya hai soler system k bary main..

        Introduction:

        Dear member soler system aik asi cheez hai jis py hum apny ghr ki puri electricity ko use kr sakty hain yeh bahot use hony wali cheez hai yeh palates pr mustamil hoti hai is ko sun light main charge kiya jata hai is k baqida stand hoty hain jin py inko set kiya jata hai isy hum log ghr main roof py aur garden wagira main set kr sakty hain is k sath bettery bhi hoti hai yahan py sun.light ki leyer isy achi trhan charge kr saken wahan py hum isy set kr sakty hain...

        Advantages:

        Dear member soler system k bahot zyada advantage hain yeh is technology time ki bahot bri ijad hai yeh hamry liye bahot bri facility hoti hai yeh puri world main use hony wali cheez hai isko hr ghr main istamal kiya jata hai loadsheding k is dor main yeh hamary liye bahot bri facility hai hum is sy ghr ki puri bijjli ko on kr sakty hain is ka sb sy bra faida yeh hai k is k sath bettery bhi hoti hai jis ko hum charge kr k rat k time use kr sakty hain kioun k rat k time sun light na hony ki waja sy hum battrey ki facility ko use kiya ja sakta hai is k ilawa is py aik bar he khracha hota hai hum apni hasiyat aur ghr main use hony wali bijlli k hisab sy isy purchase kr sakty hain isy use kr k hum bahot zyada bijlli k bill pey krny sy bach sakty hain...

        Disadvantage:

        Dear member soler system k disadvantage bhi paye jaty hain soler system ki palates ko hum bar bar thk nahi krwa sakty aur is ki bettry long time tk hum use nahi kr sakty kioun k wo bahot jald khrab ho.jati.hai is surat main humy new bettry purchase krni prhti hai jo k bahot difficult hai is k ilawa hum barish waly din electricity ki facility nahi hasil kr sakty aur aik normal insan k liye yeh kafi mehngi prhti hai...
        • #19 Collapse

          Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

          Salam dear members aapane Hamare Sath bahut Achcha review share kiya hai jo ke solar system ke bare mein hi solar system 1 inter Hai Nai Technology hai jo ki bijali Paida Karne ke liye istemal hoti hai ya Suraj ki Lekar bijali banati Hai mukhya play plates per mustakbil hoti hai hai Kuchh played size mein Chhoti jabki Badi bhi Hoti Hai solar system ka Nizam aajkal bahut Aam hai hai bahut Sare log gharon factoriyon hospital on school colleges mein bhi iska istemal Hota Hai hai yah bijali faram karne ka kam karti hai Hai Iske bahut Sare fayde aur nuksanat hai
          Advantages
          Dear members solar system ke bahut Sare fayde Hain Jaisa ke a ja bijali Paida karti hai Hai Isko CO2 maintain rakhne ke liye bahut jyada Mushkil pesh nahin aati e e bahut Sare Aise ilake Hai Pakistan mein Jahan Mein bijali Nahin Hai Aur vahan solar system Se Hi bijali paida ki jaati hai aur unko bijali mukhya ki Jaati Hai
          Jim crow factory schools colleges Mein solar plates Lagi Hoti Hai vahan per Hua bijali Suraj ki Roshani se yani ki solar plate se Hasil karte hain is Vijay se vahan per bijali ka Bil bhi kam Aata Hai yah maintain karne mein bahut Aasan hai yah aap isko Apne Chhat per Basani fix kar sakte hain aur isase fayda Utha sakte hain ya koi Jyada Jagah Nahin Leti aur aap isko easily maintained or adjust kar sakte hain
          Disadvantages
          Dear members vaise to solar plate ke Koi Khas nuksan 8 nahi hai lekin yah bahut mahangi hai Aam aur Garib log isko afford nahin kar sakte Aur Yeh Mausam Ye Aarti tabdiliyan per Munh Sar Hai Anpadh append Karti Hai ISI vajah se Agar Mausam kharab ho tufan yah Barish Main To yah charge Nahin Hoti yah sirf Suraj ki madad Se Hi charge hoti hai aur yah bahut jyada expensive Technology hai
          • #20 Collapse

            Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

            Assalam o Alaikum friends
            Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke aj kal jo solar system chal rahain hain ye aek buhut hi zabardast or kaam ke soler system hain soler system ke buhut faide hain main ap ko batata hon.
            Advantages
            Solar system aek to hamain is main bijli ka koi tension nahen rehta or soler system ki wajah se bijli ka bil bhi kam aata he.
            Disadvantages
            Solar system ke jo wires he wo red wali red main and black wali black main lagani chahiye nahen to soler jal sakta he.
             
            • #21 Collapse

              Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

              Assalamu alaikum my dear all friends member aaj ka review solar system per hai Introduction:Solar system plats me ye quality hoti hay key sunlight se power energy peda kay jes ko DC power electric ka name be dia jata hay, solar power system me mirrors aur lenses ka use kia jata hay jo large area key sunlight power ko apny small beam key base par DC electric power peda karta hay, Solar system technology development par work 1860 se ho raha ta magar USA ko ye kamyabi 1974 me mil aur 2010 tak kamyabi key sath solar system ki shurawat ki gai Solar system ka main advantage ye hota hay key es key help se ham DC power energy hasil kar sakty hey, Garmi key session me bahot zeyada Power energy ham use kar rahy hoty hey jes ki waja se bahot zeyada utility bills be hamy pay karna hoty hey utility bills me kami key ley ham solar system ka use kar sakty hey es key base par ham fans, lights, fridge,waghira ko DC power energy provide kar sakty hey, solar systam ka big advantages esy area me rehny waly afraad ko bahot zeyada hota hay jaha par electric power ki sahular majood nahi hoti hay en areas me kamyabi key sath solar system ka use karty howy ham energy hasil kar sakty hey din key time me solar system to sunlight ki waja se proper work kar sakta hay magar night time me DC energy power ko safe karny key ley battery ki zarorat hoti hay jo key hamy alag se purchase karni hoti hay Solar system jaha hamare pass bohat sari asani laya par kuch esa bee howa is ki waja see Jo bohat nuqsande hai jis Mai sab se pehle soraj Mai Jo reaxes hai Alfa Gema Betha yeh reaxes aj Jo bimariya hai sckin ki woh sab isi reaxes ke beqabo hone par Howe hai or yeh reaxes solar system ke waja see howa hai q Kai woh soraj ke showao ko bohat tezi se kenchta hai or yeh panel manga hone ke waja sai bohat sai log isi khared nahi pate hai or jab kabi badal hote hai tho panal kam nahi karta hai or jis ki waja see bijli be store nahi hoti hai or panal se pehle Jo bijli hum nai battery ki store Kia hota hai woh tho ziada der Tak nahi chlta hai
              • #22 Collapse

                Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka topic solar system per mabani hai jaise ki AAP Sab Jante Hain solar system Mukt leaf plates per Amal hota hai jo ke Sal light ko electricity Mein tabdeel karti hai aaj ke is load shedding wale door Mein yah bahut jaruri chij hai ban gai hai Kyunki solar system Aapki bijali Ki Kami ko pura karta hai isliye iske sath sath additional battery aur UPS Lagate Hain Jiski vajah se yah faydemand ho jata hai aur Sabse Badi baje se ke solar system acche place aur battery wala aap lagaen to aap is per ACB on kar sakte hain Jo ke Ek bahut hi Jabardast benefit Hai Kyunki AC cable aajkal unit Jyada hone ki vajah se Kafi Jyada Aate Hain To aap solar system per Aisi lagakar fayda Utha sakte hainadvantagessolar system ke bahut jyada fayde Hain Kyunki loadsetting Main aapko Ghar Ki bijali Nahin jaati aap Kisi bhi waqt UPS battery ko charge karta hai aur jab light Jaati Hai to UPS Apne andar store Hone Wali current ko Aage forward Karta Hai Iski vajah se aapke ghar mein Bil bhi kam aata hai aap is per Aisi Lagan ki facility bhi provide kar sakte hain usse bhi fayda Utha sakte hain is per bijali Ka Bhi Koi kharcha Nahin Hota Kyunki yah direct sunlight se work karta hai hai 16 system fan Aaye Hue Hain Jo ke pura din Chalte rahte hain aur Unka Koi Bil Nahin Aata aur solar system polite Sabhi on karne se aapko bahut jyada facility hoti haidisadvantagessolar system ke Kuchh nuksan Ya Hai Sabse Badi Baat ke iski solar systems ki plate bahut hi jyada mahangi Hoti Hai expensive hoti hai agar Mausam kharab hai dhup Nahin nikal Rahi to aapko yah Kam Nahin karta aur Agar dhup Kam Hai Tabhi Ek Kam Nahin Karta Is Tarah Barish main bhi yah use laser Raat Ke Waqt yah Koi Kam Nahin Karta yah Jackson ki Roshani Mein Hi aapko fayda De sakta hai agar tufan hai ya Kisi Aur vajah se plate Tut Jayegi aap FIR plate Gir Jaaye to aapko yah repair karvani padati hai jo ke Kafi expensive hota hai agar aap ne direct solar plate per Koi electronic application Lagaye Ho To vah kharab bhi ho sakti hai
                • #23 Collapse

                  Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                  Asalmoalikum yae review "SOLAR SYSTEM" py mabni hy

                  INTRODUCTION
                  Solar system mukhtalif plate py mushtamil hota hy jo sun light ko electricity mai tabdeel karti hain aj k is load shading waly door mai yae bhut zarori cheez ban gae hy keu k solar system apki bijli k kami ko pora karta hy is k sath sath additional batery or ups b lagta hy jis sy yae or faidamand ho jata hy

                  ADVANTAGES :
                  Solar system k bhut zaida fawaid hain keu k laod sahding mai b ap k gar ki bijli ni jati bijli k wakt yae ups batery ko charge karta hy jab light jati hy to ups apny andar store kiy hoy curent ko agy forward karta hy
                  Is ki waja sy ap k ghr ka bill kam ata hy
                  Is py bijli ka koi kharcha ni hota keu k yae direct sun light py work karta hy
                  Aj kal solar system fan aye hoy hain jo pora din chalty rehty hain or unka koi bill ni ata.isi trh solar room coolers, solar light or solar power banks wrghaira aajki jadeed technology ky door main ban chuki hain... Is sb ky liay srf sunlight ki zroorat hoti h or solar paltes is ko directly electricity main convert kr deti hain..... Jis sy aap apny bijli ky bill main kami la sakty hain or apny paisy bcha skty hain.

                  DISADVANTAGES:

                  Solar system srf sunlight sy chlta h jis ki wjh sy sy jb bhi mosam khtb ho ya badal hn tu sunlight zameen tak nai ponch skti jis ki wja sy us time solar plates electricity produce nai kr skti.. Isi trh y bhot expensive bhi h.

                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Sawal &quot;Solar system&quot;..??

                    Salam dear members aapane hamare sath bahut achcha review share kiya hai jo ke solar system ke related to aap ko pata hai ki solar system kitna jyada important trees are bahut jyada jarurat ki chahie ham log solar system ka istemal kar sakte ISI tarah aap ko pata hai kishor se har Ghar mein istemal Kiya ja Raha hota hai usi tarah main aapko uske bare mein advantage uski Koi disadvantages of Jo main aapke sath share karti hun jo ki Ham 16 kesari istemal kar sakte hain aapko bataya karte jyada facilities provide kar rahe hain .

                    Advantages .

                    G dear aapko pata hai ki iske bahut jyada advantages hai is tarah aapko pata hai ki solar system ke bahut jyada advantages hai aur solar system kesariya mein kafi jyada facilities provide ho rahi hai is tarah Diya aap ko pata hai ki solar system hamare liye bahut jyada facilities provide kar raha hai aur uske dariya mein kafi jyada advantages Mil Rahe Hain ISI tarah main aapko iske bare mein detail se batati Hun uska bahut jyada advantages Hain Ham ghar mein solar system istemal kar sakte hain aur uske sar hamare pure ghar mein hi light a sakti hai aapko pata hai kya aapko sirf aapko 16 padta hai aur uske sath aapko bus uske liye Suraj ka hona bahut jaruri haiis tarah aap ko pata hai ki 16 agar aapke ghar mein laga tujhse aapke bijali ka bil bhi nahin aata is tarah 16 bahut hi jyada jarurat ki chij ka fees jyada Surat kis chij se aapko kafi jyada jarurat ho sakti hai .

                    Disadvantages .

                    Aapko pata hai ki har chij ke advantages ke sath iske Koi disadvantages bhi jarur hote to aap ko pata hai ki solar systemkharidne kitna mushkil hai har Koi solar system nahin Hari sakte kyunki uski Jo battery hoti hai vah kafi jyada mahangi hoti hai uske alava ko pata hai ki solar system dhup se a chalta hai agar dur nahin hai to aap solar system ka istemal nahin kar sakteis tarah agar Ham direct solar system per iske plates per Koi direct electronics apply karte hain to vah foreign kharab ho jaati hai isliye bahut careful in ka istemal karna padta hai .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X