Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

    G dear Forex members assalamu alaikum to dear all forex friends aj main aap Sabko energy saver bulb 💡 ke barey mein kuch shere karonga friends energy saver bulb bahut acchi electric cheez hai jis mein hamarii bahut sari energy bach sakti hai ya bahut hi kam ka electrical bachat karti Hai iske sath sath iske aur bhi zyada fayde hai aur nuksan Hai lekin inki hum or apko bht achi out put miltii ha philips, haier, orient ky sth sth aur bhi bht sari companies hain jo new aur bahtrine qism k energy savers bulb banany ma apnii kirdar adaaa kr rahin hain. aj main apko iss energy savers bulb ky bary mai experience share krta hn aur wo faydy or nuksaanat jo ma na hasil kiyea hai wo batana chahun ga ap sb ko bhi..

    Advantages %%
    1)Pahla yi barrha advantage ye hy k energy saver k istimal sy electric meters par load kam hota hy aur bijli kaa bill bht kam aata hai..
    2) doosra faida iska ye hy k yi Ziada time tk chlta hai r bijli ky lines par Bhi Bojh kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istemal kam hota hy jo electric load shedding kam karny main madadgaar sabit hai..
    3) teesra advantage iska ye hy k iski light ki LED Bhi bht tez hoti hy jis ke waja sy ghar office main zyada lights lagany ke zrort nhin hoti q kh aik hee kafii hota hai.. Istrah yi kmry ya office ka temprature bhi nahi bar ata jis ke waja sy temperature bht kam hoti hai...

    Disadvantages %%%%

    1) Energy savers light bijli ke up down hone ki wajah se bht jaldi damage ho Jaatein Hain zyada tar companies bulb ko repair karne mein bahut zyada time Lagati Hai.
    2) Aur energy saver bulb ki glass kmzor hony ki waja sy bahut jaldi Tuth jata Hai isliye safety sy istemal Karte rhyee..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

      Hi Members!! Aj ka review jis cheez pe mubani h wo " Energy saver bulb pe mubani h..
      ENERGY SAVER BULB" 💡 mera ye review energy saver bulb par hai.. jesa k aap sab ko pata hy k pehly zamany main bijli nai hua krti th , phir late 20th century main bijli common hogyuii aur taqreban har ghr aur har village main bijli pohanch gaye to us zamany main aisa hota tha k technology itni advance nhii th bs market main sirf 100, 200 ya is sy ziada k watt k bulb waghera milty thy jis k roshnii ka color yellow hua krta tha, aur sath sath tube light ka b bohat ziada rujhaan tha, jo white colour k roshni deta tha, phir waqt guzarty guzarty technology advance hoti jaa rahi thi aur market main competition increase jaa raha tha to compnies new innovations ke taraf barhtii jaa rahi thi takeh apnii field main ziada sy ziada taraqqi kar saken aur business ko barha sy to to isi chakkar main electric companies energy saver invent kar gaye to sudenn bohat tezi sy logo ko pasand any lagy aur even wapda k har bill main yehi protion ata k energy saver lagao aur bijli ka bill ghatao, to chokne or ko B ye baat bohat pasand ayi k chalo bijli ka bill B kam ayega aur roshni B ziada hogi to logo ny energy saver lgana shuru kiya aur ab takrebn har ghar main energy saver dekny ko milta h... 👍

      Advantages : ✔️✔️✔️

      Ap sbko is k faidy b pta zroor hony chahye... Or sth nuksanat b.. Sbse phle is k. Faidy apko btaye jyengy...
      Is ka sab sy bra faida ye hy k energy saver k istemal sy meter par load kam hota hy aur bijli kaa bill kam aata h..
      doosra faida iska ye hai k long term main electric lines par bhi laod kam hota hy jis ki waja sy bijli ka istemal kam hota hy jo load shedding kam karny main helpful sabit. Hota h... 💯
      Ek faida iska ye hai k iski roshni b tez hoti hy jis ki waja sy ghar main ziada lights lagany ki zaroorat nahi parti...
      chota faida iska ye hai k ye mosam ko normal rakhny main madad deta hai matlb room temprature nahi bahata jis ke waja sy garmi kam lgti h..

      Disadvantages :❌

      Iska aik nuqsan ye hai k isky rays bohat tezz hoty hain khaas kar abhi jo latest edition waly energy savers aye hyn jis se aur roshni b ziada hoti hai jis ki waja sy aksar bron ko ya bemar logo ko takleef ziada hoti h, baaqi iska koi khaas nuqsan nahi jisy discuss kia jaye... Bs yehi chand nuksanaat hyn. Is k..
      • #18 Collapse

        Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

        Assalamu Alaikum dear friendenergy saver bulb aek bht acha bulb hai aor yeah dor e jadeed ki aeejaad hai hame chahiey keh ham apne ghar ke liey isi balab ko instal kare q keh is ki roshni bht ziada hai jab keh agar ham 100 watt bulb ki baat kare to woh aek to bht hi ziada electricity consumer tha jab keh yeah 15 watt se bhi kam me hai aor sab se achi baat yeah hai keh agar kabhi light kam hoo to bhi yeah fully jalta hai lekin is ke baraks 100watt ka bulb kam light me bht kam jalta hai aor roshni kam deta hai is liey me samjhta hoo keh aj ke is mehngai ke dor me hame energy saver bulb ko choose aek baat hai teah thora doosrey bulb ki nisbat mehnga hai lekin is ka faida bht ziada hai is ki roshni se ap fresh hoonge aor apki eyes ki bhi protection hoogi

        ap jaha bhi dekhen ge offices hospital schools and colleges every where apko yehi bulb istamaal hote dekhen ge is ki kia wajah hai q keh yeah khoobsorat aor kam bijli kharch hai jis ki wajah se har koi iska istamaal kar eaha hai hame chahiey keh ham bhi apne gharoo me iaka ziada se ziada istamal kare taa keh hamara electricity bill kam se kam aye
        Faidy:
        1) Is ka sab sy barra faida ye hy k energy saver k istimal sy meter par load kam hota hy aur bijli kaa bil kam aata hy,
        2) doosta faida iska ye hy k long term main main electric lines par B laod kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istimal kam hota hy jo load shedding kam karny main madad deta hy.
        3) 3rd faida iska ye hy k iski roshni B tez hoti hy jis ke waja sy ghar main zyada lights lagany ke zaroorat nahi parti.
        4) chota faida iska ye hy k ye mosam ko normal rakhny main madad deta hy, matlab room temprature nahi barata jis ke waja sy garmi kam hhoti hy.

        Nuqsanat:
        Iska aik nuqsan ye hy k isky rays buhat tez hoty hain khaas kar abhi jo latest edition waly energy savers aye hain jis aur roshni B zyada hoti hy jis ke waja sy aksar buzargoon ko ya bemar logo ko takleef zyada hota hy, baaqi iska koi khaas nuqsan nahi jo mention kiya jaye.
        • #19 Collapse

          Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

          Asslamolikum !

          Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo energy sever par mabni ha is kay bary ma ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han tawanai ki bachat ek asi koshish ha jo tawanai ki kam khidmat ko istimal karty han tawani kay istimal ko kam kar sakti ha ya to tawani ko zada muasar andaz ma aistimal karty hoy ya istimal shuida khidmat ki muqdar ko kam kar kay misal kay toor par kam use kar kay kiya ja sakta ha ya kafi lamby time ka liye chalty han or in kay sath warrenty bhe hoti ha.

          faidy ;
          is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sabb kay sath share kro ga to ham start karty ho ya taqereeban har ghr ma majood hota ha energy saver apki bijli kay bill ki kafi faraq parta ha or iaki light bhe kafi zada hoti ha or y ek bulb apky pory room ko roshan kar deta ha or agr kay ghr load kafi kam bhe a raha ha to ya bilkul sahi chalty han is say apky room ma heat peda ahi hoti ha ya heat ko peda nahi karta ha.
          Nuqsant :
          is kay boht zada faidy han jin ma say kuch nuqsanat bhe han ji ma sa kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han iski light kafi jaldi dim ho jati ha or agr ya thora purana ho jay to is ko ham cheray ya khrab ho jata ha or zada is kay koi nuqsant nahi han.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..

            Asalmoalikum dear memberrs umid hy ap khyriat sy hon gy mai ap sy energy sever k mutalik kuch info dyta hun

            INTRODUCTION
            Energyy saver sy murad bulb hy jo bhut kam bijli cnsume karya hy roshni dyta hy is ka colour white hota hy yae 15 sy 30 waat tak chalta hy

            ADVANTAGES
            Shoro mai normal bulb istemal hoty thy jo bhut zaida bijli consume karty thy un k mukably mai energy sever bulb bhut kam bijli consume karta hy or 80 percnt tak bachat karya hy sab sy phyla faida yae bhut kam bujli khata hy
            Dhykny mai acha nazar ata hy market mai bhut sy design k yae bulb avalble hain
            Is ki roshni ankho ko kharab ni karti
            Yae itni jaldi kharab ni hoty
            In ki gaurantie hoti hy agr kharab ho jaen to asani sy exchangble hoty hain
            In ki roshni amm bulb sy kafi zaida hoti hy
            Agr ap k gar ups hy to yae bhut faidamand hy agr dosry 5 bulb on hain to yae 10 on hon to barbar ki bijli consume karin gy


            DISADVANTAGES
            Is ka nuksan insan ki la parwai ki wJa sy hi sakta hy agr ham isy kam bijli py istemal karin to yae jaldi kharab ho sakta hy
            Or is ki price din ba din zaida hoti ja rhi hy is ka wazan halka hota hy agr ap isy switch mai ni lagaty to is sambhlna mushkil hota hy keu k yae jaldi tot sakta hy

            اب آن لائن

            Working...
            X