Re: Ya Review Energy Sever Bulb Pay Mabni Hain..
G dear Forex members assalamu alaikum to dear all forex friends aj main aap Sabko energy saver bulb 💡 ke barey mein kuch shere karonga friends energy saver bulb bahut acchi electric cheez hai jis mein hamarii bahut sari energy bach sakti hai ya bahut hi kam ka electrical bachat karti Hai iske sath sath iske aur bhi zyada fayde hai aur nuksan Hai lekin inki hum or apko bht achi out put miltii ha philips, haier, orient ky sth sth aur bhi bht sari companies hain jo new aur bahtrine qism k energy savers bulb banany ma apnii kirdar adaaa kr rahin hain. aj main apko iss energy savers bulb ky bary mai experience share krta hn aur wo faydy or nuksaanat jo ma na hasil kiyea hai wo batana chahun ga ap sb ko bhi..
Advantages %%
1)Pahla yi barrha advantage ye hy k energy saver k istimal sy electric meters par load kam hota hy aur bijli kaa bill bht kam aata hai..
2) doosra faida iska ye hy k yi Ziada time tk chlta hai r bijli ky lines par Bhi Bojh kam hota hy jis ke waja sy bijli ka istemal kam hota hy jo electric load shedding kam karny main madadgaar sabit hai..
3) teesra advantage iska ye hy k iski light ki LED Bhi bht tez hoti hy jis ke waja sy ghar office main zyada lights lagany ke zrort nhin hoti q kh aik hee kafii hota hai.. Istrah yi kmry ya office ka temprature bhi nahi bar ata jis ke waja sy temperature bht kam hoti hai...
Disadvantages %%%%
1) Energy savers light bijli ke up down hone ki wajah se bht jaldi damage ho Jaatein Hain zyada tar companies bulb ko repair karne mein bahut zyada time Lagati Hai.
2) Aur energy saver bulb ki glass kmzor hony ki waja sy bahut jaldi Tuth jata Hai isliye safety sy istemal Karte rhyee..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим