A. O. A all dear forum members main yeh review LED bulb ky baray mian likh raha. World main bohat pehlay raat ko roshni kay liay lal tain use ki jati thi phir waqat kay sath taraqi hovi aor bijli ki ejad kay bad incandescent light bulb ejad howa jis say raat ko roshni easily hasil hoti thi jo k bohat t ime tak aik importent ejad kay tor par raha waqat kay guzarnay kay sath sath electronic technology nay maeed tarqi ki aor fluorescent lamp ejad howa jo aik aam bulp say kam power use karta tha aor roshni aam bulb ki nisbat ziada daita tha es kay bad technology nay mazeed improve kia aor LED bulb ejad howa es kay baray main main ap say information share karna chahon ga.
LED BULB:
Light Emitting Diode (led) aik two led samiconductor light ka zaria hai. jo k aik PN junction diode hay jo k start honay par roshni ka akhraj karta hay yehni bijli dainay par roshni diata hay.
LED Bulb kay fawyd:
Aik led bulb aam bulb say bohat kam bijli use karta hai jub k roshani aam bulb say zayda dayta hai jes ki tafseel darj zail hai
60 watt old bulb as 9watt LED Bulb
100 watt old bulb as 12 watt led bulb
125 watt old bulb as 18 watt led bulb
opper wali tafseel say yah baat sabat ho jati hai k amm bulb ki nesbat led bulb bohat zayda fada mand hai aur bajli be bohat kam layta hai is lea hum ko chhea k amm bulb ki nesbat led bulb ko use karay aur es taran ham apna bajli ka bill bhi kam kar saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим