Yah Review LED BULB par mabni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yah Review LED BULB par mabni hay
    A. O. A all dear forum members main yeh review LED bulb ky baray mian likh raha. World main bohat pehlay raat ko roshni kay liay lal tain use ki jati thi phir waqat kay sath taraqi hovi aor bijli ki ejad kay bad incandescent light bulb ejad howa jis say raat ko roshni easily hasil hoti thi jo k bohat t ime tak aik importent ejad kay tor par raha waqat kay guzarnay kay sath sath electronic technology nay maeed tarqi ki aor fluorescent lamp ejad howa jo aik aam bulp say kam power use karta tha aor roshni aam bulb ki nisbat ziada daita tha es kay bad technology nay mazeed improve kia aor LED bulb ejad howa es kay baray main main ap say information share karna chahon ga.
    LED BULB:
    Light Emitting Diode (led) aik two led samiconductor light ka zaria hai. jo k aik PN junction diode hay jo k start honay par roshni ka akhraj karta hay yehni bijli dainay par roshni diata hay.
    LED Bulb kay fawyd:
    Aik led bulb aam bulb say bohat kam bijli use karta hai jub k roshani aam bulb say zayda dayta hai jes ki tafseel darj zail hai
    60 watt old bulb as 9watt LED Bulb
    100 watt old bulb as 12 watt led bulb
    125 watt old bulb as 18 watt led bulb

    opper wali tafseel say yah baat sabat ho jati hai k amm bulb ki nesbat led bulb bohat zayda fada mand hai aur bajli be bohat kam layta hai is lea hum ko chhea k amm bulb ki nesbat led bulb ko use karay aur es taran ham apna bajli ka bill bhi kam kar saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

    LED bulb ya Led lamp ka use kia jaye to ye 80% energy ko safe kar sakta hay agar ham other bulb use karen gey to es ki waja se hamara utility bill bahot zeyda a sakta hay magar Led bulb ka use kia jaye to hamy main advantage ye hasil hota hay key ham bahot hi zeyada energy safe karny me kamyab ho jsaty hey esi key sath es bulb ki light be etni zeyada hoti hay jo key aam bulb nahi de sakty hey, Led bulb ka use ham night key different events me be kar sakty hey agar wedding events ho to led light key baghir ye mumken hi nahi key ham apny ghar me bahot zeyada roshni kar saken aur zeyada roshni ka advantage be hamy mil jata hay aur saht me ham energy safe be kar lety hey, Led bulb agar buy ki jaye to 1 year ki warranty key sath hamy ye bulb mil jata hay agar ye chalty chalty hi kharab ho jata hay to company es key badly me new bulb hamy de sakti hay, es led bulb ki price be zeyada nahi hoti, energy safe karny ka mashwara government be deti hay aur utility bills ko agar read karen to es me be mention hota hay key zeyada se zeyada energy bulb use key jaye ta key ham energy power ko zaya hony se bacha saken, Led bulb ki roshni white hoti hay es ley agar room me be led bulb ka use kia jaye to easily ham books be read kar sakty hey aur zeyada roshni available hony ki waja se hamari nazar be kamzoor nahi hoti hay.
    • #3 Collapse

      Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

      dear forum members main yeh review LED bulb ky baray mian likh raha. World main bohat pehlay raat ko roshni kay liay lal tain use ki jati thi phir waqat kay sath taraqi hovi aor bijli ki ejad kay bad incandescent light bulb ejad howa jis say raat ko roshni easily hasil hoti thi jo k bohat t ime tak aik importent ejad kay tor par raha waqat kay guzarnay kay sath sath electronic technology nay maeed tarqi ki aor fluorescent lamp ejad howa jo aik aam bulp say kam power use karta tha aor roshni aam bulb ki nisbat ziada daita tha es kay bad technology nay mazeed improve kia aor LED bulb ejad howa es kay baray main main ap say information share karna chahon ga.

      Faidy.
      Light Emitting Diode (led) aik two led samiconductor light ka zaria hai. jo k aik PN junction diode hay jo k start honay par roshni ka akhraj karta hay yehni bijli dainay par roshni diata hai.
      Aik led bulb aam bulb say bohat kam bijli use karta hai jub k roshani aam bulb say zayda dayta hai jes ki tafseel darj zail hai
      60 watt old bulb as 9watt LED Bulb
      100 watt old bulb as 12 watt led bulb
      125 watt old bulb as 18 watt led bulb
      opper wali tafseel say yah baat sabat ho jati hai k amm bulb ki nesbat led bulb bohat zayda fada mand hai aur bajli be bohat kam layta hai is lea hum ko chhea k amm bulb ki nesbat led bulb ko use karay aur es taran ham apna bajli ka bill bhi kam kar saktay hain.

      Nuqsan.

      Yeh size main bhot Bara hota hy price bhot zayda hai replace nh hota jadi toot jata hai.aur yeh garmi paida karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

        Light ki bachat krne ke liye aj Kal Log led Bulb ka istemal Kar rhe Hain Is bulb ki roshni boht pyari he Aur zyda Light bhi use nai hoti aur boht sasta bhi he
        Faidey
        Led bulb ke boht sare faidy Hain Led bulb aam bulb say bohat kam bijli use karta hai jub k roshani aam bulb say zayda dayta hai jes ki tafseel darj zail hai
        Nuqsan
        ​Is bulb mein Boht care chahye hoti he kyun ke is ke totne ke boht chances Hain Jo baqi bulb kafi mazbot hote hain
        • #5 Collapse

          Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

          Friends Led laser technology par bnaye gye LED bulb humein bhoy achi Lighting ki facility Farhaam krty han Jo ky baaqi tmam Company ky bulbs se zeada efficient hai aur Quality mein acha ha Ye kam bijli ky istemal par aap ko achi roshni fraham krta ha aur ye technology kuch salon se kam kar rhi hai aut aj dunyia mein bhut maqbool ha LED companies ky Led bulbs hmari markets mein available hai aur Log zeada tar ab yehi bulbs istemal karty hain aur Lights system ko Khobsurat bnaaty han

          LED bulb se ham apne gharon aur dukaano ko Roshan karte Hain aj kal bazaaron mein bhi har jagah LED bulb use hote Hain kapry aur jotay wali dukaanon mein bhi LED bulb use hote Hain iski roshani ka bahut fayda hai aap dekhte hain ke dusre Bulb ki roshani se aapko kapde ka rang acche se dikhai nahin deta lekin LED bulb ki roshani se aapko kapde ka asali rang nazar aata hai aur yah bijali bhi bahut kam use karta hai aur market mein bahut aasani se Mil jata hai yah bhot munasib aur km qeemat main market mein available hota ha ap easily purchase kar skty han

          Led bulb baqi bulbs ky muqably mein bhut km Bijli istemal karta hai q ky bary 10 watt ka Led bulb dusry 100 watt ky bulb ky muqable mein zeada taiz roshni deta hain aur Bijli ky kam istemal ki wjha se is ko use krnay se aap ky bijli ky bill mein bhi kami aa sakti hai aur ap achi bachat kar skty han Bary Bary bazaron aur dusri sb dukano mein yehi bulb istemal hoty hain is se yeh hota hai ky aap kapron ki dukano waghera mein kapron ka rang sahi treqy se dekh skty hein aur Jab ky dusey bulb mein unhi kapron ka rang different nazar ata hai aur Rang select krty hoe hum dhokha khaa jaty han tu LED Bulb Use karain aur apni Life ko Roshan bnayen

          Thanks.
          • #6 Collapse

            Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

            Hi dear friends aap sab ka kya hal hai aaj ka Hamara topic Jis per review karna hai Hea wo hea LED bulb ya LED light Ja sake aapko Maloom Hai Ki aaj se bahut arsaa pahle Jab Jab sirf electric bulb nahi Hua Karte They to is waqat hm Roshani ke liye Lal tainya chiraghoun ka istmal karty thy aur FIR Jaise Jaise Technology e advance Hui Usi Tarah Se a Roj maar raha hai ki products mein bhi jidat aati gai sabse pahle a electric bulb use Mein aaya aur FIR Dekhte hi Dekhte a electric bulb se tube lights Nahin Jagah Ley lee aur Ahista Ahista Dekhte hi Dekhte Technology aur advance Hogi aur tubelight ki jagah energy saver aur LED light Ne Le Li aur Abhi e-market mein mukhtalif kism ki LED lights available Hain
            Aurub baat ho jaaye a LED light ke a advantages ke bare mein.
            LED Ek bahut hi jyada faydemand chij hai Roshani bahut jyada hoti hai aur yah bijali ka Bil bhi e kam produce karti hai aur bulb ke mukabale mein Iske fuse hone ka itna Jyada Ishu Nahin Hota aapane Ek Bar Laga Li Tu yah Kafi time nikal Jaati Hai

            Disadvantages of LED bulb
            LED blub Agar kharab ho jaaye to yah repair Nahin ho sakti ya FIR repair Ho bhi Jaaye Tu aur LED ki kimat Se Jyada kimat repairing per lag Jaati Hai aur iski Roshani bhi vah Si Nahin Hoti Jo aapane product khareed Waqt check ki thi aur iska han Mere Khyal se koi aisa Bada disadvantage Nahin Hai kar ho
            • #7 Collapse

              Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

              Assalamu Alaikum ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge ji han aapane Hamare Sath bahut Achcha dilaya share Kiya Hai LED bulb bahut hi famous ho chuka hai aur iska dusra use Kiya Jata Hai Baki bulb ke mukabale mein iska Abhiyan use hota hai aur Market per aap jis size mein Chahe Chakra sakte hain Chhote size mein bhi available hai aur Bade size mein bhi available hai ya Baki bulb ke mukabale mein kam electricity istemal Karta Hai Aur Is Tarah Hamara Bil bhi jo monthly aata hai vah iska use karne se kam aata hai aur aap jitne Vodka Chahe Kaise khareed sakte hain 3 No 12 aur 18 ka chahe Kaise khareed sakte hain Jitna Jyada what Hoga iski light Hogi Jyada expensive Nahin Hota isase aasani Se Har Chhoti Badi market per kharida Ja sakta hai aap jis type ka chahe Jis holder ke type ka chahe is khareed sakte hain is Khao Aur Bhi sabse bada advantage hai ki agar yah Ek Bar kharab ho jata hai to dubara ise exchange Yari per Bhi kaarvayi Ja sakta hai 1 sal ki iski warranty hoti hai agar Ek sal ke andar se kharab ho jata hai to yah bilkul free exchange ho sakta hai to Is Tarah yah bahut bada advantage Hai Hamare liye aur Agar monthly bills ko read kiya jaaye to use per Jaaye mention Kiya Hota Hai ke LED bulb ka Jyada use karna chahie ya bijali ko jyada bichadta hai.THANKX
              • #8 Collapse

                Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

                Ap sub dosto k ghro main bulb lagy huy hain or bulb ka hona buht zurari hain us k bagr humra koi chara nii ku k andhry main tu koi bhi ni rhy skta as lay humy bulb lagna buht zurari hita hain ap sub dosto ko pata hain k aj kal humry ghro main LED bulb ka buht zyda istaml kaya jata hain or humy as bulb ka istaml karna chye wo buht hi important hain ku k LED bulb k buht fiday hain.........

                ADVANTAGES :::::::::%%%%%

                dosto LED bulb k buht sary fiday hain LED bulb ki roshni buht zyda nuksan buht kam eyes k lay buht mufeed hain Jab k bajli ka bilkul bhi koi karcha ni hain as bulb ki price old bulb say zyda hain lkn as ki quality or meyar buht zyda acha hain as ka result old bulb say buht zyda hain......

                DISADVANTAGES ::::::::::%%%%%

                Old bulb k watt buht zyda thy wo mukaml tor pay nuksan day tha jab k as bulb k watt buht kam. Hain old bulb k watt 60 or 100 jab k 150 thy jab k LED bulb k watt9 say 12 or 18 watt hain awo buht zyda nuksan day tha jab k un ki light buht buri thii yellow light eyes k lay nuksan say thin...
                • #9 Collapse

                  Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

                  LED BULB ka aap k liay bara e faidah hay usko profit hoga saktey hein isliye hamen aik achey aur decipline circumstance mein yeh sab chezen barabar karke is commercial enterprise mein paintings karna chahiye to murmur is commercial enterprise mein kabhi bhi arise brief nahin hotey hein aur efficiently is mein painting kr saktey hein. expnsiv apnew york bilkal tek kaha hy foreign exchange jasa ok aik bot bara or useful commercial enterprise hy is m kam karny ok liay hamy koi khas cezon ok khwar ni honaprta ham efficy PC ya lapto m ana kam kkty han aj kl to Anrid smartphone han jin m ham efficiently posting ho ya changing ham jahan kahin b hon jahan internet handy ho ham hr jga kam kr skty han is ok liay hamy ghr sy bhr ja kr b kam karny ki zrort ni hoti hamysirf moking is m dn burden krn hota hy foreign exchange aik asa commercial enterprise hy jis m ham bot hey there efficiently kam kr skty han foreign exchange hamy hr lehaz sy zyada easy kht aj kal to Andd smartphone ki wja sy foreign exchange aik pocket commercial enterprise boycott chuka
                  • #10 Collapse

                    Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

                    Yh review LED bulb pe mabni h....
                    Introduction:
                    ******* Led bulb or lamp bulb aik electronic tareeke se bna hua aik bulb h... Jo k aik electric tareeke se bna hota h or yh kam voltage ka hota h or kam bijli leta h or ziadaaa roshni deta h....
                    Advantages:
                    ***** Iske bht se faide hain... Jese yh bijli k kam watt leta h or apki bijli kam kharch hoti h.... Iski roshni bh bht ziada hoti h... Aik LED bulb ki life bh aam bulb or energy savor se ziada hoti h....yh bht kam heat deta h...or isi wjh se iski life ziada hoti h or yh fuse ni hota jaldi

                    Disadvantages:
                    Iskay ziada nuksaanat nhi yh... Iska aik bara nuksaan yh h k yh bht costly hota h dusre bulb ki nisbat... Kabhi kbhar yh ziada chlane se heatup hojata h jo iski life ko ghata deta h...
                    • #11 Collapse

                      Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

                      LED BULBS

                      INTRODUCTION :-

                      Led bulbs aese bulbs hein hoty Hein Jo hamary kamron main light dety Hein ye aam bulbs say Kam voltage use karty heinHein aur aam bulbs sy achi aur white light dwtydety Hein aur har shey Roshan Kar. Dety Hein.




                      Advantages:-



                      Led bulb Kay advantages main Sy Aik ye hai Kay ye diary bulbs say Kam voltage ko use karty hoye hamen light ponchata hai aur Raat Kay waqt bhi hamary kaam ko asaan karta hai aur qabal e istmaal banata hai.

                      Iskay sath sath ziada tar kaam Jo roshni na honay ki waja sy Raat Kay wat hamary reh jaty Hein in bulbs ko istmaal Kar Kay ham apna kaam Kar sakty Hein ham apny school college Kay kaam Kar sakty Hein is waja sy led bulbs bohat hi faidamand Hein

                      Led bulbs aik sufaid roshni detay Hein Jin say har cheez wazia Nazar aa to hai aur parhny likhny main bhi asaani hoti hai.


                      Disadvantages:-.


                      Led bulbs. Bijli consume karty heihein aur agar bijli na ho to ham isay istmaal nai Kar sakty iis liye isky istmaal kwliykwliye bijli ka hona zaruri hai inko taraf Iada see dekhnahamari ankhon ko nuksan ponchata hai is waja sy ye bohat nuksaan deh hoty Hein in Kay elawa led bulbs Kay koi nuksaan nahin hein
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Yah Review LED BULB par mabni hay

                        Assalam walekum Pyare bhai jaan aap sab doston ke gharon mein Vallabh Lage hue hain aur bulb Ka Hona bahut jaruri hai uske bagair Hamara Koi Koi dusra Nahin Kyunki andhere Mein To koi bhi nahin Rah sakta isliye Hamen bulb Lagana bahut hi Jaruri hota hai aap sab doston ko pata hai ki aajkal Hamare gharon Mein LED bulb ka bahut hi jyada istemal Kiya jata hai aur Hamen is bulb Ka istemal Karna chahie aur vah bahut hi important hota hai aur LED bulb ke bahut Se fayda Ji Hote Hain Jo ki main aapke Samne Bayan karta hun

                        Advantage

                        Doston LED bulb ke bahut Sare fayde Hain LED bulb ki Roshani bahut hi jyada nuksan bahut hi kam iske liye bahut hi Mushkil Hoti Hai Jab Ke bijali ka Bil Bhi Koi Achcha Nahin Hota is bulb ki price old bulb Se Jyada hoti hai lekin iski quality Aur Main yaar bahut hi jyada Achcha hai aur iska result old w se bahut hi jyada hai

                        Nuksan

                        Old bubble bulb ke weight bahut hi jyada the vah mukmmal Taur per nuksan Laya tha Jab KS is Balak Keval wait bahut hi kam hai old bulb ke weight 60 aur hundred Jab Ke 150 Se Jab Ke LED bulb ka what 9 save 12:30 kagaj hai bahut jyada nuksan deta Jab Ke Unki light bahut hi Itni Jalaun light ice ke liye nuksan Dekho

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X