Ya review "" electric kettle""py mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ya review "" electric kettle""py mabni ha

    sab se pehle to hum yeh jan ne koshish karen ge ke electric kettle hote he kiya he is main hota yun hae ke electric kettle main hum tea bana sakte hain ya is main hum apna water bhe boil kar sakte hain to is tarah se yeh har tarah se acha hota hae or is main hum egg ko bhe boil kar sakte hain or yeh har lihaz se acha hota hae is ke faide yeh hain ke ap ke pas gas ho ya na ho ap is electric kettle ke madad se instantly tea bana sakte hain or yeh un logon ke liye best hota hae jo ke university main hon to wo is se faifa hasil kar sakte hain to bas is liye hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen hum jitna zayada is main kam kar jate hain hum is main success bhe hasil kar sakte hain to bas is ke liye hamne bhe cahiye ke hum is main mehnat karte rahen jitna zayada hum is main mehnat kar jate hain hum yahan e kuch na kuch gain kar he jaya karte hain bas is main hamen is ko sahe tarah se use karna cahiye is ke bahut se nuqsanat bhe hain yeh electricity pe chalta hae to yeh bijli ka bill bhe is se zayada ata hae or is ke sath sath is main is se power breakout ke bhe chances bhe zayada hote hain to bas is se ehtiyat se isko use karna cahiye or is ke prices different hote hain yeh vary karte hain company basis par jitne ache company ke device hote hae utne he uske price bhe zayada hote hae
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

      Introduction:-


      Assalam Alaikum doston ummid hai aap sab theek Honge doston Aaj Hamara review Jis chij per hai vah ek electronic machine kettle hai Doston Jaisa ke Ham Jante Hain ke a electric kettle bijali se chalne wali e machine hai Doston tea Ka bahut hi Purana Hai Aur Duniya Bhar Mein log chai I ke Shaukeen hai Doston electric kettle Ne Chai banane ka process bahut jyada Hassan banaa Diya Hai doston electric kettle bahut sari companies manufacture kar rahi hai Doston Aaj Ham electric kettle ke fayde aur nuksan ke bare mein discuss Karenge gay


      Advantages:-

      1)electric kettle pani oil krny k lia istemal kr sakty hain
      2)elecrric kettle electricity kam ho tb bhi kar amad ha aur chal sakti ha
      3)electric kettle ki body metalic hoti jiski waja sa mazoot hoti aur hir nany par bhi nuqsan nai hota
      4)electric kettle ma pani boil k sath dodh bbi boil kr sakty aur chaye bbi banany k kam ati ha
      5)electric kettle sa minton ka kam seconds ma ho jata .

      Disadvantages:-

      1)electric kettle metalic ki waja aa conductor hoti jiski waia sa aksar auqat iss ma current aa jaya aur jan leve ho sakti
      2) electric kettle zayada bijli consume krti ha jis ki waja sa bijli k bills ma bbi izafa hota ha
      3)electric kettle price k lihaz expensive hain iss lia har admi ki phnch ma nai hain
      4)electric kettle zayada last lasting nai hoti aur jaldi kharb hojati hain
      • #18 Collapse

        Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

        Assalamu Alaikum dear Forex members aj ka Hamara review Hai Electric kettle... Electric kettle bhut hi zeyada use hony wali chiz hai. Aur aam Thor par log gharon mein iska daily istemal kr ty hain. Is mein ham Chaii, coffee,aur eggs boil waghera minutes mein kr skty hain. Aur ismein hum temprature ko control kar skty hain.es ky kuch advantages aur disadvantages shere krty hai...

        1) Advantages%%%%
        Electric Kettle mein agar ham tea tyar karty hain ya paani ko boil karty hain to bht kam time mai boil hojata hai. Aur aap easy tariqy sey bnaa skty hain.isky ilawa electric kettle mai heat control system hota hai aur hum Jab water boil hony ky qreeb ho to girny se pehly hi yeh electric kettle khud hee off hojata hain. Jis se aapki naa hony ki waja mein bhi pani bahir nahin a skta. Aur aap laparwah ho ky use kar skty hain. Istrah es mai hum Andy bhi boil kr skty hain..

        Disadvantages%%%%%

        Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain.. agar Ham pani ky sath sath milk bhi add krty hain to tea bahir ajati hai. Aur zaya hony lgti hai. Boil hony par. Isliye Hamen chahie ke Ham electric kettle ko acche aur safe tarike se istemal Karen isase Ham fayda Hasil kar Saken.... electric kettle per chai banate Waqt Hamen ikhtiaat karna chahie ke Ham usel per Nazar rakhen Kyun ki chai per Jab zyada time Guzar Jata Hai To vah aksr zaya Ho Jaati Hai.
        • #19 Collapse

          Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

          Assalamu Alaikum real friend electric kattle bohat hi achi product ha apny kam ko asan bnanay ka liye pahly kattle aam tor par chouly kay uper rakh kar garm ki jati the or pani ko ubala jata tah ab jadaer door ma electric cattle ai hoi han is may jab pani ubalty hoy muqam tak pounch jata ha to ya khud ba khud band ho jati ha or pani ko mazeed ubalny say roti ha or ap ko kisis qisam ka nuqsan nahi pounchata ha.
          Electric kettle bhut hi istemal hony wali cheez hai. Aur log ghron mein iska daiky use kr skty hain. Is mein aap tea, coffee waghera minutes mein bana skty hain. Aur ismein aap heat ko control kar skty hain.isky kuch faidy aur nuqsan darj zail hain.

          Advantages.
          Electric Kettle mein agar aap cjhaye tyar karty hain ya water boil karty hain to kuch hi minutes mein boil hojata hai. Aur aap asani se bna skty hain.isky ilawa ismein heat control system hota hai aur aap ka water jab boil hojaye to girny se pehly hi yeh kettle khud bakhud off hojati hain. Jis se aapki ghair mojudgi mein bhi pani bahr nahin a skta. Aur aap befikr ho ky istemal kar skty hain.

          Disadvantages.

          Ismein aap agar pani ky sath dodh bhi shamil krty hain to chaye bahr ajati hai. Aur zaya hijati hai. Boil hony par. Ismein aap mix tea nahin bna skty aap sirf pani boil kr skty hain aur usmein Patti ya sugar bhi mix kr skty hain..​Lekin dodh dalny par apko dhyan rkhna larta hai ky boil hony se pehly khud ban kr den. Wrna ubal k opr ajati hy.
          Isky ilawa aap isme agar andy boil krna chahyn to aap nhin kr skty aur iski speed slow hoti hai. Usky ilawa pani bhut garm hjata hai lekin andy jaldi boil nhin hoty aur toor bhi skty hain.
          • #20 Collapse

            Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

            Electric kettle aik bhot achi product h.electric kettle bijli py chalti h.is main difference design and difference quality markeet main available hain.ye aik aisi product h.jis k liye aap ko gas ki zaroorat Ni aap janha bhe hon.like app office main hon.gher main hon.shop main hon.just aap isy table py rakhian aur iska plug ac socket main insert kerain.app ki tea banna start ho jye gi...ADVANTAGE...ELECTRIC KETTLE aik bhot achi product h.app ko gas k wait krny ki zaroorat ni.is ka design bhot acha h.is main aap aik makjsoos temperature set ker sakty hain.ye stainless steel main hoti hain.jitni b hot ho jye aap easily utha sakty hain.ye Kam bijli pay b work ker sakti h.electric kettle main elements lgy hoty hain.ye bilkul shock proof hoti HainHumain ab tea make kerny main bhot asani h.just electric kettle on kerain aur milk etc is main dal dain kuch lamhon main he app ki tea ready h....DISADVANTAGE....ELECTRIC KETTLE jb aap khreedain achi quality me khreedain.bad quality main bhot nuqsan ho sakta h.is main elements hoty Hain bad quality elements bht jld burn ho jty Hain .ya bad quality elements ki heat bhot Kam hoti ha.jis sy tea make krny main ziada time lgta h.bad quality electric kettle main thermostat na hony ki waja sy ziada heat hony per elements damage ho jaty hain.jis sy electrical KETTLE work kerna chor deti he.bad quality electric kettle ko saf kerna b mushkil hota h.usky Ander naqis material use hony ki waja sy Patti ki waja sy color change ho jta hClick image for larger version

Name:	images - 2020-09-20T142529.646.jpeg
Views:	1
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12331175
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

              Assalam u alaikum dear forex members!!

              Main umeed krta hn ky AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy. Dosto ye review Electric kattel pr mabni ha .
              Dosto electric kattel aik bohat hi Zabardast chez ha jis ko ap chaiii bnany or Pani ko garm krny ky lye use kr skty hain.
              Is main chaiii bnana bohat assan kaam ha sirf is main Pani Patti or doodh Dalain power plug lagain or 5 min main chaiii tyar ho jay gi.
              Electric kattel smart kitchen ka aik ahm hissa ha isko umoman'n tea kettle b kehty Hain.Market bohat si iksaam ki electric kattel miltii hain jin
              Main plastic ki b hoti hain or steel less steel ki b hoti hain.Aj kal Jo electric kattel aa rhi hain un main auto switch laga hwa ha Jo k Pani k
              Ublny pr khud ba kud off ho jati hain.
              Is ky bohat sy faidy hain jin main sy Kuch main apky sath share krta hn.
              Electric kattel ky faidy

              1)
              electric kattel ko use krna bohat hi assan ha.
              2)is main hm chaii bna skskty hain ,Pani ko gram kr skty hain.
              3)ye kahin b rakh kr use kr skty hain.
              4)is main chaiii bohat jald ban jati ha.

              Electric kattel ky nuksaanaat ❌

              Jahan pr electric kattel ky bohat sy faidy hain wahin pr isky kuch nuksaanaat b hain.
              Kun k ye electricity ka bohat zyada istemal krti ha jis sy hamary bijili k bil main izafa ho skta ha.
              Isko geely hath nhi lagany chahye kun k electric shock ka khtra hta ha.

              اب آن لائن

              Working...
              X