Ya review "" electric kettle""py mabni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review "" electric kettle""py mabni ha
    Introduction

    Mera Yaa review electric kettle per mubni ha electric kettle Mein ap easily tea bana sakte hain iske liye aapko gas Top ki koi jarurat Nahin Hoti Kyunki Aaj Kal bijali Tohar Ghar Mein maujud Hai To Aise mein aap electric kettle easily use kar sakte hain

    Electric kettle invented

    Pahle electric kettle Jo Ke Pani ko garam karne ke liye introduce karvai Gai vah 1891 main market Mein introduce Karvy Kai
    Founder company
    Carpenter electric company in Chicago
    Advantages
    Electric cattle ke bahut jyada advantages hai Har Ghar Mein use Hone Wali chij Hai Ki unke bahut se log TP na Pasand Karte Hain ji aapko Pani boil Karke ismein aap easily take bana sakte hain ya Ek stainless steel cover par istemal Hoti Hai Kuchh kettle crystal ke cover per Mein hoti hai lekin Jyada log stainless steel ko hi prefer karte hain Kyunki yah majbut hoti hai aur Kyunki ismein garm Pani Ho Jata Hai To Aise mein agar crystal ho to vah fat bhi sakta hai yah aapko bahut jyada fayda pahunch Aati Hai Kyunki job gas ki loadsetting Hoti Hai To Aise mein agar aapko Garam Pani ya dudh ya chai ki jarurat ho to aap ismein easily bana sakte hain agar koi aapka Mehman a gaya hai to aap ismein easily chai Banakar usko sarve kar sakte hain

    Disadvantages

    Vaise to electric kettle bahut acchi invention hai lekin usko episode ke sath istemal karna chahie aur Hamesha acche brand ki hi aapane aur bacchon ki point Se Dur rakhen Kyunki is current Bhi lag sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

    electric cattle hum log mostly hostels mein use krtay hein bhi ker sakty hain warna agar ham misfortune ko recoup kerna ki koshish nehi kerty tou misfortune bhi bar hota rehy ga tou hamara account wash ho jaey ga lekin agar ham her misfortune hony according to misfortune ko get better kerty rehain gy tou hamara account kabhi bhi wash nehi hoga ham acha advantage bhi misfortune recoup kerny ky bahd hasil ker sakain gyharyat kingdom honge partners unusual exchange aik international our profitbale enterprise undertaking hai iss essential ham mehnat ker kay bhut kuch hasil ker sakty hain buddies unusual exchange aik esa enterprise hai jis superior nafah kay sath nuqsan bhi hota rehta hai iss lay hamein misfortune ki surat vast ghabrana nai chy partners ham do cheezon ki waja kingdom aik stable shopping and promoting ker sakty hain hamein tu iss number one aik component length kam use kerna chy kam parcel duration ka yeh faida hai keh ager hamara nafah kam hota hai tu nuqsan bhi kam hota hai ager ham
    • #3 Collapse

      Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

      Electric kettle ek bahut hi useful aur beneficial product hai aur aur ham isase roj Mara ki jindagi mein Kai dafa istemal karte Hain aur takriban ji ek aisi product hai jisko Ham daily basis per istemal karte Hain.

      Isase pahle Jo old trend ki cattle hoti thi usmein Ham tea Dal sakte the lekin Ham ti nahin banaa sakte thelekin aap Jo electric kettle ka trend hai vah bahut hi best hai kyunki electric candle ki madad se Ham bahut hi aasani ke sath tea bana sakte hain aur bahut hi kam time mein hamari chai taiyar Ho jaati hai aur hamen Koi pareshani bhi nahin hoti kyunki electric kettle ke liye hamen aag nahin jhulani padati hai aur ham aag jale bagair hi aasani ke sath chai banaa sakte hain.

      Advantage of electric kettle:

      Electric kettle ke bahut se advantage hai Chin mein sabse bada advantage hai ki Ham bahut hi kam time mein electric kettle ke through chai banaa sakte hain aur yah hamare kitchen ka istemal hone wala sabse a important chij hai.
      Electric kettle ko use karte hue hamen only ek electric plug power ki jarurat hoti hai aur usmein ham switch dalkar bahut hi ijle chai banaa sakte hain aur ham kisi dusre bartan ki jarurat bhi nahin hoti hai hai aur ham kuchh minutes mein main chai taiyar kar sakte hain.

      Disadvantage:

      electric kettle ka koi Bada disadvantage nahin hai lekin is ka ek hi advantage mere mind mein aata hai ki hamen ek acchi quality ki electric kettle ko use karna hoga kyunki agar electric quality ki acchi nahin hogi to fir ismein short circuit ke chance honge aur ji hamare liye Koi bahut badi musibat bhi ban sakti hai isliye hamesha hi acchi quality ke electric kettle ko use karna chahie Taki Ham kisi danger ke chai banaa sake aur is ko theek tarike se istemal kar sake.Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12330657
      Last edited by ; 06-09-2020, 12:00 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

        Salam dear members the member aapane bahut achcha topic ambarsar discuss Kiya hai jaise kya aapko pata hai ki informative topic hamare se discuss Kiya hai hai to jaise kya aapane lag chuka dastak ke bare mein apna knowledge or experience samasya share Kiya hai to jaise kya ko pata hai ki bol sada gharon mein iska use Kiya ja raha hai Ham is isliye kam kar sakte hain easy electric hoti hai bijali hoti hai aur isase kuchh chij ka koi nahin hota aap aasani se kuch bhi bana sakte hain TV ka ras mein ham log aasani se banaa sakte hain...

        Is tarah iske kuchh disadvantages bhi hain joke yah hai ki is se kam karne se current bhi lag jata hai kyunki ja lagte hoti hai aur bacchon ko aise chij se dur rakhe ISI sath kafi expensive hote Hain har Koi usko phone nahin kar sakta iske alava jab bijali per use hota hai aur isase jyada bill bhi a sakta hai jo aapke har Koi phone nahin kar sakta...
        • #5 Collapse

          Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Girl پيغام ديکھيے
          Introduction

          Mera Yaa review electric kettle per mubni ha electric kettle Mein ap easily tea bana sakte hain iske liye aapko gas Top ki koi jarurat Nahin Hoti Kyunki Aaj Kal bijali Tohar Ghar Mein maujud Hai To Aise mein aap electric kettle easily use kar sakte hain

          Electric kettle invented

          Pahle electric kettle Jo Ke Pani ko garam karne ke liye introduce karvai Gai vah 1891 main market Mein introduce Karvy Kai
          Founder company
          Carpenter electric company in Chicago
          Advantages
          Electric cattle ke bahut jyada advantages hai Har Ghar Mein use Hone Wali chij Hai Ki unke bahut se log TP na Pasand Karte Hain ji aapko Pani boil Karke ismein aap easily take bana sakte hain ya Ek stainless steel cover par istemal Hoti Hai Kuchh kettle crystal ke cover per Mein hoti hai lekin Jyada log stainless steel ko hi prefer karte hain Kyunki yah majbut hoti hai aur Kyunki ismein garm Pani Ho Jata Hai To Aise mein agar crystal ho to vah fat bhi sakta hai yah aapko bahut jyada fayda pahunch Aati Hai Kyunki job gas ki loadsetting Hoti Hai To Aise mein agar aapko Garam Pani ya dudh ya chai ki jarurat ho to aap ismein easily bana sakte hain agar koi aapka Mehman a gaya hai to aap ismein easily chai Banakar usko sarve kar sakte hain

          Disadvantages

          Vaise to electric kettle bahut acchi invention hai lekin usko episode ke sath istemal karna chahie aur Hamesha acche brand ki hi aapane aur bacchon ki point Se Dur rakhen Kyunki is current Bhi lag sakta hai
          Assalamu alaikum dear member apka review electric kettle pr mabni hai apny hmare sath bht acha topic share kia hai electric kettle khafi log apny ghar me use krty hn or is k istmal sy faida uhtaty hn yh hmare liye achii hoti hai js me hum asani sy chai bna skty hn isko zaida tar pathan or kpk wly erea me istmal kia jata hai

          Dear members electric kettle ke bht zaida faidy hoty hn hum is me asani sy or bht jald chai bna skty hn is me hum gareen tea bhi bna skty hn or is k istaml sy faida utha skty hn is liye apko chahiye ke electric kettle use krni chahiye isko zaida tar kpk or pathan use krty hn is me chai bany k liye

          Electric kattle ke bht zaida faidy hn lakin is ke nuksan bhi paye jaty hn is liye apko is sy deyahn sy kam krna chahiye ta ke apko koi bhi nuksan na ho sky iski waja sy apko current lg skta hai is liye apko shabmal k kam krna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

            Asslamolium !

            Aj ma jis topic ka jawab deny ja raha ho wo ek "electric kettle" par mabni ha ya ek bohat achi electronic machine ha pani garanm karny ka liye to hjawab ma ham is par tafseelan bat kry gay or is kay faidy or nuqsanat par bat kary gay to ham start karty han umeed karta ho apko pasand aye ga.

            Introduction:
            electric kattle bohat hi achi product ha apny kam ko asan bnanay ka liye pahly kattle aam tor par chouly kay uper rakh kar garm ki jati the or pani ko ubala jata tah ab jadaer door ma electric cattle ai hoi han is may jab pani ubalty hoy muqam tak pounch jata ha to ya khud ba khud band ho jati ha or pani ko mazeed ubalny say roti ha or ap ko kisis qisam ka nuqsan nahi pounchata ha.

            Faidy :
            electric lettle kay bohat zda faidy han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ka sab say bara faida ya is tareky say dersigen ki gai ha kay pani jitni marzi zada garam ho ap is ko asani say pakr sakty han or istimal kar sakty han or jab is ma pani ubalny ki had tah pounch jata ha to ya khud ba khud off ho jati ha or pani ko zadaubalny nahi deti ha or is say kisi qisam ka bhe kam nahi karna parta ha bas kettle ma pani dallen or is ka switch laga den kuch minutes ma apko garam pani mil jata ha.

            Nuksanat:
            electric kettle kay bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin may say kuch ma apsab kay sath share kro ga is ka bara masala ya dekhny ko samny ata ha ya bijli ka kafi load lati ha jis say hamary bill ma azafa hota ha or agr ap electric kettle achi qualiti achi ki nahi istimal kar rahy han to is ka short circut ka kafi zada masla hota ha ya hamary liye kafi bara masla ban sakta ha.
            • #7 Collapse

              Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

              Assalam walekum electric kettle Ek bahut hi useful product hai jo ki bahut Hamare kitchen Mein use hone wala Ek bahut hi important appliances hai Hi I electric kettle ka istemal ab Teji se Badh Raha Hai Hai yah Har Ghar Mein maujud hoti hai Hai Iski vajah se ti banana bahut Aasan ho gaya hai.

              Electric candel ka sabse bada advantage yah hai ki ham chai bahut jaldi bana sakte hain Hamen sirf ek electric plug use karna Hota Hai aur aur kuch minutes Mein Hamari tea ready ho jati hai .

              Electric candle ke vaise to koi bhi nuksan 8 Nahin Hai hi but Agar Hamare ghar mein main light Na Ho To fir Ham is per chai Nahin banaa Sakte aur secondly Hamen acchi quality ki candles per Jaise Karni chahie.
              • #8 Collapse

                Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Girl پيغام ديکھيے
                Introduction

                Mera Yaa review electric kettle per mubni ha electric kettle Mein ap easily tea bana sakte hain iske liye aapko gas Top ki koi jarurat Nahin Hoti Kyunki Aaj Kal bijali Tohar Ghar Mein maujud Hai To Aise mein aap electric kettle easily use kar sakte hain

                Electric kettle invented

                Pahle electric kettle Jo Ke Pani ko garam karne ke liye introduce karvai Gai vah 1891 main market Mein introduce Karvy Kai
                Founder company
                Carpenter electric company in Chicago
                Advantages
                Electric cattle ke bahut jyada advantages hai Har Ghar Mein use Hone Wali chij Hai Ki unke bahut se log TP na Pasand Karte Hain ji aapko Pani boil Karke ismein aap easily take bana sakte hain ya Ek stainless steel cover par istemal Hoti Hai Kuchh kettle crystal ke cover per Mein hoti hai lekin Jyada log stainless steel ko hi prefer karte hain Kyunki yah majbut hoti hai aur Kyunki ismein garm Pani Ho Jata Hai To Aise mein agar crystal ho to vah fat bhi sakta hai yah aapko bahut jyada fayda pahunch Aati Hai Kyunki job gas ki loadsetting Hoti Hai To Aise mein agar aapko Garam Pani ya dudh ya chai ki jarurat ho to aap ismein easily bana sakte hain agar koi aapka Mehman a gaya hai to aap ismein easily chai Banakar usko sarve kar sakte hain

                Disadvantages

                Vaise to electric kettle bahut acchi invention hai lekin usko episode ke sath istemal karna chahie aur Hamesha acche brand ki hi aapane aur bacchon ki point Se Dur rakhen Kyunki is current Bhi lag sakta hai
                electric kettle Ek bahut hi useful product hai jo ki bahut Hamare kitchen Mein use hone wala Ek bahut hi important appliances hai Hi I electric kettle ka istemal ab Teji se Badh Raha Hai Hai yah Har Ghar Mein maujud hoti hai Hai Iski vajah se ti banana bahut Aasan ho gaya hai.

                Electric candel ka sabse bada advantage yah hai ki ham chai bahut jaldi bana sakte hain Hamen sirf ek electric plug use karna Hota Hai aur aur kuch minutes Mein Hamari tea ready ho jati hai .

                Electric candle ke vaise to koi bhi nuksan 8 Nahin Hai hi but Agar Hamare ghar mein main light Na Ho To fir Ham is per chai Nahin banaa Sakte aur secondly Hamen acchi quality ki candles per Jaise Karni chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                  Electric kettle bhut hi istemal hony wali cheez hai. Aur log ghron mein iska daiky use kr skty hain. Is mein aap tea, coffee waghera minutes mein bana skty hain. Aur ismein aap heat ko control kar skty hain.isky kuch faidy aur nuqsan darj zail hain.

                  Advantages.
                  Electric Kettle mein agar aap cjhaye tyar karty hain ya water boil karty hain to kuch hi minutes mein boil hojata hai. Aur aap asani se bna skty hain.isky ilawa ismein heat control system hota hai aur aap ka water jab boil hojaye to girny se pehly hi yeh kettle khud bakhud off hojati hain. Jis se aapki ghair mojudgi mein bhi pani bahr nahin a skta. Aur aap befikr ho ky istemal kar skty hain.

                  Disadvantages.

                  Ismein aap agar pani ky sath dodh bhi shamil krty hain to chaye bahr ajati hai. Aur zaya hijati hai. Boil hony par. Ismein aap mix tea nahin bna skty aap sirf pani boil kr skty hain aur usmein Patti ya sugar bhi mix kr skty hain..​Lekin dodh dalny par apko dhyan rkhna larta hai ky boil hony se pehly khud ban kr den. Wrna ubal k opr ajati hy.
                  Isky ilawa aap isme agar andy boil krna chahyn to aap nhin kr skty aur iski speed slow hoti hai. Usky ilawa pani bhut garm hjata hai lekin andy jaldi boil nhin hoty aur toor bhi skty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                    electric kettle smart kitchen ka Hisa hai isko tea cattle bi bolate Hain ye kitchen me hi ziada istemaal ki jaati hy lekin agar ap isko room me bhi istemaal krna chaahen tou ap kr sakty hyn isko bijli pe use kiya jaata hy ye paani boil krny k liye banai gai thi lekin log is pe tea bhi banaty hyn egg bhi boil krty hyn
                    Kettle bhi 3 kisam ki hyn
                    1) Etymology kettle
                    2) stovetop kettle
                    3) electric kettle

                    ETYMOLOGY KETTLE


                    ye kettle bhi boiling k liye istemaal hoti hy lekin isko aag kiki zaroorat hoti hy ye aik purana version hyhy jo k gas pr kaam kkrta hy ya phr lalakkrrion se aag lalaga k isko oooer rakh kr tea banai jjaati ti
                    Click image for larger version

Name:	220px-Copper_pot_2.jpg
Views:	1
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12330675STOVETOP KETTL
                    Ye kettle bhi paani boil krny yya tea banany k kaam aaati hyn ye bhi aagaag pe rakhi jaati hy yya gas pe kaam krti hy
                    Ye kettle stainless steel se banai jaati hyn ya phr copper se banai jaati hyn is k ooper aik handle lagaya jaata hy taa k uthaany me mushkil na ho or garam bhi na lagy
                    Is me whistle bhi lagi hoti hy jo pani k boil hojaany par whistle baja deti hy or pata chal jaata hy k paani garam hogaya hy
                    Click image for larger version

Name:	1280px-Bernadotte_Wasserkessel.jpg
Views:	1
Size:	187.9 کلوبائٹ
ID:	12330676

                    ELECTRIC KETTLE
                    Ye
                    kettle bhi paani boilboil krny k kaam aati hyhy lekin ye bijli pe cchalti hy or isko 200 se 240 volts zroorat hoty hyn ajkal modern kettle me automatic switch lagaey gaey hyn taa k jab paani boil ho jaey tou kettle khudbakhud deactivate ho jaey or boiling water se kisi bhi damage ko bachaya jaa saky
                    Click image for larger version

Name:	1280px-Philips_Kettle.jpg
Views:	1
Size:	165.2 کلوبائٹ
ID:	12330677
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                      Yh review "Electric Kettle" pe mabni h
                      *Introduction:*
                      Electric kettle bhut hi istemal hony wali cheez hai. Aur log ghron mein iska daiky use kr skty hain. Is mein aap tea, coffee waghera minutes mein bana skty hain. Aur ismein aap heat ko control bh kar skty hain.isky kuch faidy aur nuqsan se main apko agah krdeti hn...

                      *Advantages:*
                      Electric Kettle mein agar aap chaye bnate hain ya pani ubalte hain to kuch hi minutes mein boil hojata hai. Aur aap asani se bna skty hain.isky ilawa ismein heat control system hota hai aur aap ka pani jab boil hojaye to girny se pehly hi yeh kettle khud bakhud off hojati hain. Jis se aapki ghair mojudgi mein bhi pani bahr nahin a skta. Aur aap befikr ho ky istemal kar skty hain.

                      *Disadvantages:*

                      Ismein aap agar pani ky sath dodh bhi shamil krty hain to chaye bahr ajati hai. Aur zaya hijati hai. Boil hony par. Ismein aap mix tea nahin bna skty aap sirf pani boil kr skty hain aur usmein Patti ya sugar bhi mix kr skty hain..​Lekin dodh dalny par apko dhyan krna prta hai ky boil hony se pehly khud band kr den. Wrna ubal k opr ajata h....
                      Isky ilawa aap isme agar andy boil krna chahyn to aap nhin kr skty aur iski speed slow hoti hai. Usky ilawa pani bhut garm hjata hai lekin andy jaldi boil nhin hoty aur toot bhi skty hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
                        Assalamu alaikum dear member apka review electric kettle pr mabni hai apny hmare sath bht acha topic share kia hai electric kettle khafi log apny ghar me use krty hn or is k istmal sy faida uhtaty hn yh hmare liye achii hoti hai js me hum asani sy chai bna skty hn isko zaida tar pathan or kpk wly erea me istmal kia jata hai

                        Dear members electric kettle ke bht zaida faidy hoty hn hum is me asani sy or bht jald chai bna skty hn is me hum gareen tea bhi bna skty hn or is k istaml sy faida utha skty hn is liye apko chahiye ke electric kettle use krni chahiye isko zaida tar kpk or pathan use krty hn is me chai bany k liye

                        Electric kattle ke bht zaida faidy hn lakin is ke nuksan bhi paye jaty hn is liye apko is sy deyahn sy kam krna chahiye ta ke apko koi bhi nuksan na ho sky iski waja sy apko current lg skta hai is liye apko shabmal k kam krna chahiye

                        Introduction:
                        electric kattle bohat hi achi product ha apny kam ko asan bnanay ka liye pahly kattle aam tor par chouly kay uper rakh kar garm ki jati the or pani ko ubala jata tah ab jadaer door ma electric cattle ai hoi han is may jab pani ubalty hoy muqam tak pounch jata ha to ya khud ba khud band ho jati ha or pani ko mazeed ubalny say roti ha or ap ko kisis qisam ka nuqsan nahi pounchata ha.

                        Faidy :
                        electric lettle kay bohat zda faidy han jin may say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is ka sab say bara faida ya is tareky say dersigen ki gai ha kay pani jitni marzi zada garam ho ap is ko asani say pakr sakty han or istimal kar sakty han or jab is ma pani ubalny ki had tah pounch jata ha to ya khud ba khud off ho jati ha or pani ko zadaubalny nahi deti ha or is say kisi qisam ka bhe kam nahi karna parta ha bas kettle ma pani dallen or is ka switch laga den kuch minutes ma apko garam pani mil jata ha.

                        Nuksanat:
                        electric kettle kay bohat zada faidy hony kay sath sath kuch nuqsanat bhe han jin may say kuch ma apsab kay sath share kro ga is ka bara masala ya dekhny ko samny ata ha ya bijli ka kafi load lati ha jis say hamary bill ma azafa hota ha or agr ap electric kettle achi qualiti achi ki nahi istimal kar rahy han
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                          Assalamu Alaikum To all Forex member Aaj ham Jis topic per information dene ja rahe hain vah electric kettle per mubeni hai aajkal iska istemal bahut jyada Kiya jata hai aur ghar Har Ghar Mein iska istemal Kiya jata hai aur office mein bhi ka istemal Kiya jata hai electric kettle chai Banane Mein Hamen Aasan Hoti Hai Is Se 5 minut Mein Hamari chai taiyar Ho Jaati Hai Aaj Ke Daur Mein science ne Hamare liye bahut aasani Paida kar Diye Bahut Si chijen Insan ke fayde ke liye banae Hai Jinka Insan tasvir bhi nahin kar sakta Ham electric kettle ko ghar mein easily use kar sakte hain electric cattle Jisne pahle Pani Ko garm Kiya jata hai aur uske bad Chai taiyar Ki Jaati Hai Iske Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi Hote Hain

                          Advantage

                          Iske bahut se advantage hai isase is Hem chai banaa sakte hain iska cover Steel Ka Bana Hota Hai aur bahut se Aisii cattle bhi Hoti Hai Jin ka cover crystal ka banaa Hota Hai electric kettle Ne Chai Banane Mein Hamare liye bahut jyada asane Paida kar Diye Hain Is Se ham Chand minute mein chai taiyar kar lete hain Daftar on mein aur hospital mein Main Har Jagah electric cattle ka istemal bahut jyada Kiya jata hai Iske Kuchh advantage bhi Hote Hain Jo Ham aapse share Karenge Hamesha electric guitar kharidte hue acchi quality ki electric kettle kharidna chahie Kyunki Kuchh low-quality ki bhi electric kettle hoti hai jo Jyada acchi Nahin Hoti bol ke bahut jald kharab ho Jaati Hai

                          Disadvantage

                          Electric Atta ke vaise to bahut se advantage hai lekin Uske Kuchh disadvantage bhi hain iska istemal karte hue Hamen isase bacchon ki pahunch Se Dur Rakhna chahie Kyunki isase bacchon ko current Bhi lag sakta hai agar uski quality acchi Nahin Hogi to yah jaldi hi kharab ho jayegi aur isase am Banda Nahin banaa sakta bol ke electrician ke pass Le Jana padta hai isliye electric kettle kharidte Hue Hamesha is ki acchi quality choose Karni chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                            Assalamualaikum !
                            Mein aj apko electric kettle pay btany ja Raha hun to dosto electric kettle Aik aesi cheez hai Jo hamen chae banany main bohat madad Karti hai is main ham apny gharo main asani sy chae bana sakty Hein jab chahen
                            Electric kettle Kay advantages aur disadvantages ko bayan Kia Gaya hai

                            ADVANTAGES:-
                            Electric kettle Kay advantages neechy bayan kiye Gaye Hein.
                            1) Electric kettle ko bijli par istmaal Kia ja sakta hai.
                            2) Electric kettle ko istmaal karny keliye gas ya aag ki zarurat nai hoti.
                            2) Electric kettle ko kisi bhi jaga istmaal Kia ja sakta hai aur chae banao ja sakti hai.
                            4) Electric kettle Pani ko garam(boil) Kar deti hai jis main ham easily chae bana sakty Hein.
                            5) Electric kettle ko istmaal karna bohat hi asaan hota hai.

                            DISADVANTAGES:-
                            Electric kettle Aik bohat hi safe device hai magar isko ehtiat sy istmaal karna chaiye kiun Kay ye bijli par chalti hai to is main current aanay ka khadsha hota hai is liye ehtiat zaruri hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya review &quot;&quot; electric kettle&quot;&quot;py mabni ha

                              Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan electrical kettle bahut hi istemal Hone Wali chij Hai Aur Logon Mein is ka dekh dekh dekh kar use kar sakte hain ismein aap ko mention Mein banaa sakte hain usmein aap hack ko bhi control kar sakte hain Iske Kuchh fayde aur nuksan hai jo ki main aapke samne nahin karta hun

                              Advantage

                              Electrical cattle mein agar aap Chahe Tu Pyar kar sakte hain ya water boil kar sakte hain To Kuchh hi minutes Mein boil ho jata hai aur aap aasani se banaa sakte hain Iske alava ismein heat control system hota hai aur aapka waiter job boil Ho Jaaye to Girne se pahle hi yah cattle ko khud off ho jata hai aur Jise aapki ghar majbur mein bhi Pani Bhar Nahin Sakta aur aap kya Fikar hokar istemal kar sakte hain

                              Nuksan

                              Ismein aap Agar apni pani ke sath dudh bhi Shamil Karte Hain To chai Bhar jaati hai aur Saiya Ho Jaati Hai Aur boy hone per ismein aap mix 10 hi bana sakte aur aap sirf money while kar sakte hain aur usmein aap Pati se sugar bhi mix kar sakte hain aap Pati se sugar bhi mix kar sakte hain lekin Dur dalne per aapko Dhyan Rakhna let Hona chahie ki boy hone se pahle Khud band kar de Varna ubalkar Uppal Kariye Upar aa jata hai aur iske alava aap ismein Agar and a boil karna Chahe to aap nahin kar sakte aur iski speed slow Hoti Hai Uske alava Pani bahut hi Garam ho jata hai lekin Ande jaldi boil Nahin Hote aur Tod Jate Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X