Sports khelne k faide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sports khelne k faide

    Assalamu alaikum hamara aaj ka mozo ha sports pr sport main se Lena chahie chahe Jo bhi Kale Ho hamara Jo favourite game hai vah hai volleyball usmein insan ki bahut hi fittnes hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sports khelne k faide

      Assalamu alaikum my dear all friends good morning kaise hain aap sab khairiyat se hain ji bhai jaan aaj main aapko batana Chahunga ke sports ke kya fayde hain ji sports ke fayde yah hai ki Ham Jab to Koi Khel khelte hain jaise ke cricket Ho Gai football Ho Gaya To Ham Mara bhaagane Mein exercise hoti hai aur sports ke fayde Hain Bande ka mind bhi khush rahata hai aur khelne mein cricket Ho Gai ismein Ham bhagte hain daudte hain iski Hamare Tanga fayda Hai ismein Hamari exercise hoti rahti hai aur nuksan yah hai ki Jyada khelne se bhi Banda ka thak jata hai aur FIR Paida Ho Jaati Hai isliye uska time table Hona chahie aur time per khelne aur aap apna Khel ke sports band kar den FIR Jyada Bhi thakawat Na Ho Aur iska ek time table fix Hona chahie sports car sports khelne ka fayda hai bacche bhi Khele Bade bhi Khele Sab khelte hain aur Sab Ko khelna chahie ismein khelne Mein banaa tandurust rahata hai aur Satya per rahata hai ismein Bujurg bhi Khel sakte hain ismein exercise hoti rahti hai
      • #18 Collapse

        Re: Sports khelne k faide

        Gee bilkul sports k insaani jisam par boht zaida faiday zaroor hai lekin mere khiyal se sports agar koi exercise k liay khailta hai phir yeh ameer logo k liay best hai aisay logo k liay b best hai jo welay hai or gareeb agar jisam ki exercise k liay sport khailta hai mere khiyal main yeh thik nai hai un ko koi hard mazdoori karna hai best hai aisa karnay se exercise b ho jay gi jisam b strong ho ga paisay b ban jay gi girbat b jaty rahay gi
        • #19 Collapse

          Re: Sports khelne k faide

          Dosto inshan ko achi life k lay achy jism body deamg ka hona buht zurari hota hain khty hain jism k indr jan hain tu sea jhan hain as lay humy jatna zyda ho skta hain apni achi life kyliay exercise krain Apna time Jaya nahin karna chahie yah Agaram code nahin kar sakte to dusre se kis post dekhne ka koi fayda nahin ise jaruri hai ki agar aap Chahte Hain Kya Main nuksan Na Ho To aap Jyada Se Jyada sports karne ki koshish karen.
          • #20 Collapse

            Re: Sports khelne k faide

            Introduction
            Assalamu alaikum dear Forex friends aaj ka hamara topic sports ke bare mein hi jaisa ki Ham sab jante Hain ki sports hamari health ke liye bahut jaruri hoti haiaur humne yah chij observe bhi ki hogi ke Jo log sports karte hain aur jo log sports nahin karte unki health mein bahut jyada difference hota hai sports hmari life or health ka ak BHT important part ha aaj main aapko sports ke kuchh advantages or disadvantages bataunga

            Advantages
            1)sports sy hmari body healthy rhti ha.
            2)sports sy hmary jism me mojod izafi chrbi ya fats burn hojaty Han or hmara Bailey nhi niklta Jo k dekhny me BHT bura lgta ha.
            3)sports sy hmari body healthy lgti ha or hum active dikhty han.
            4)sports hmary mind ko fresh rkhti ha.
            5)sports jesy running football wgara khelny sy hmy pseena ata ha jiski wjah sy hmari skin b fresh rhti ha.
            6)sports sy hmara digestive system b strong hota ha.
            7)sports sy hmari life b brhti ha.
            8)sports sy hmari body me bemario k khilaf quwat e mudafat b BHT brh jati ha.
            9)sports sy hmara immune system b strong hota ha.
            10)free time me sports krny sy hmara time acha guzr jata ha or hum bore b nhi hoty.
            11)sports sy hmary self confidence me b izafa hota ha or hmara stamina b brhta ha.
            12)sports hmary mind ko glt Soch sy bchati ha.

            Disadvantages
            1)ziada sports khelny sy hmari body me hmy thkawat mhsos hoti ha.
            2)sports jesy football khelty hvy AGR hum hit jayen to hmari Tang ya bazo fracture hoskta ha.
            3)ziada sports sy hmari body ki ziada pseena ata ha jiski wjah sy AGR hum Pani ziada na Pete to hmy dehydration hoskta ha.
            4)ziada sports krny sy hum study py BHT ziada concentrate nhi KR paty.
            • #21 Collapse

              Re: Sports khelne k faide

              Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic sports khelne ke fayde se related hai
              Acchi life ke liye acche Jism kar body Ka Hona bahut jyada Jaruri hota hai Hamen fitness ke liye apni body ko Fit rakhne ke liye exercises different K Sam hm ki availability gym join karna hai chahie Hamen acche life bajane ke liye apni body ko fit Rakhna chahie bahut jarurat Hoti Hai Hamesha Hamen to Luta Ja fresh dekhne ke liye bhi Mufti Kishan ki activities Karte Rahana chahie ISI Tarah sports game bhi bahut jyada benefit Hoti Hai Hamari body ke liye yah Hamen Chor ko Chor Bandu active rakhti Hai Hamen fresh rakhti Hain Agar Ham different kism ki players Mein games Mein hissa lete rahte hain vah Hamare liye dimag per Hamare Dil Ko Sudama fresh Tatti Hai Hamen BP ka problem Nahin Hota sugar ka problem Nahin Hota jaise ki aaj cal Ki bimariyan Hai diabetes sugar BP joki baith baith kar Excel logo Khoya bimariyan lag Jaati Hai Hamen in Se Bachana chahie aur Hamen activate per Life ko sajane ke liye exercises ghante Rahana chahie apni body ko fit Rakhna chahie aur Hamen different K Sam hm ki sports games Mein hissa lete Rahana chahie khelte Rahana chahie Taki Ham apne aap ko se for securing sake
              Advantages
              In games care advantages yah hote hain Agar Ham Apne game khelte Re Hamare blood circulation bahut jyada hota rahata hai blood Nahin Hota Tech Nahin Hota Mein BP Ki Bimari Nahin lagti Ham fresh mind Rehte Hain fresh bimariyon se Jism Pak rahata Hai Baccha rahata hai aur acchi life Gujarte rehte hain ya Ek aap International Khel bhi ban chuka hai acchi live gujarne ke liye Hamen acchi aur fresh ke virudh apni life mein khelte Rahana chahie Jo ke Hamen bahut jyada active feel karvati Hai Ham fresh rehte hain kya Kuchh Chak jo bandh rahte hain hain
              Disadvantages
              Games ke koi bhi disadvantages Nahin Hote yah Hamen freshville karwati hai lekin Hamen timing per hi aisi games ko khelte Rahana chahie Kyunki Ham Agar Har Waqt hi Lenge To Hamen inke side effect bhi dekhne mil sakte hain isliye Hamen Har EK kam ke apne timing per Karte Rahana chahie
              • #22 Collapse

                Re: Sports khelne k faide

                Assalam u alaikum dear forex members!
                Main umeed krta hn k AP sb khariat sy hongy or apny Kam ko achi trah sy enjoy kr rhy hongy.
                Sports insaani zindgi main Aik ahm kirdar adda krti hain. Har insaan apny zooq ky mutabik mukhtalif sports ko pasnd krta ha or apny leisure time ko sports main istemal krta ha.
                Sports ky bohat zyada faidy hain Jo main ap logon k sath share krta chlon.
                Sports Ky Faidy( Benefits).
                Sports hadyoon ko mszboot bnany main ahm kirdar adda krti hain.
                Sports sy insaan ka dimaagh tez hota ha or Aik sportsman ka dimaagh Aik aam admi sy zyada tez hota ha.
                Bohat sy sports loog as a profession use krty hain or Aik Acha roozgaar kamaty hain.
                Sports man ki bemaryoon ky khilaf Quwat-e-mudafiat zyada hoti ha or is wajah sy Aik sportsman bemari sy mehfooz rehta ha.
                Sports sy insaan chust o tawaana rehta ha.
                Jesa ky ab janty hain ky laalach buri bala hoti ha . Same usi trah forex forum main bi kuch members lalach ki wajah sy apni posts ki Quantity ko brha dety hain ta k unhain acha bonus hasil ho lekin wo ye chez bilkul bhool jaty hain ky just Quantity ko brha denhy sy bonus nhi milta bulky apki post ki quality zyada matter krti ha.
                Agr to aap ki post informative ha or logon ko us sy faida milta ha to ap ki post ki quality up to mark ha or definitely aapka bonus b acha hoga .
                Is main koi Shaq nhi ky Quantity b matter krti ha Kun ky forex forum pr kaam krty howy apko apny target ko b pora krna hota ha lekin is target ko hasil krny ky lye aapko Qualities pr b focus krna hoga.
                Sports sy insaan kabi bore nhi hota or us ka time Acha guzrta ha.
                Note:- Har kaam apny waqat py hi Acha lagta ha .kuch loog sirf sports ko hi time dety hain or parhai py unki tuwajoo kam ho jati ha jiski waja sy unki parhai ka nuksaan hota ha . Islye hamesha sports ky time sports or kam ky time kaam krna chaye.
                Shukrya ❣️❣️
                • #23 Collapse

                  Re: Sports khelne k faide

                  Mera Yah review sports mabni hai.
                  Supports Hamen fate rakhte Hain Agar Ham daily ka Apne supports patawa jode aur Apna exercise Karen To Ham Rahenge Jab Ham supports per tab Jo Denge to Humko fresh mind mlega .
                  Aapko exercise per bahut hi Diya Tha Jo Dene Ki Zaroorat Hai Jab aap exercise per Tu Jo Denge to aap ko Kafi sari energy bhi milegi

                  Faeday..
                  aap bilkul fit rahte hain aapka main bilkul fresh rahata hai aap bilkul disease Se Bachkar rahte hain aapko koi bhi disease Nahin lag sakti Itna Jyada aap exercise Karenge aur sports per Jo Denge utna hi aap acchi Jindagi Gujar Sakenge aapka mind fresh ho jata hai aur aap Mein leadership qualities a Jaati hen.

                  Disadvantages..

                  Vaise to sports Gaye Koi disadvantages nahin hai agar aap jyada khelenge to Iske nuksan ho sakte hain aap ki tabiyat kharab ho sakti hai isliye aapko Ek limit ke andar sports khelne chahie
                  • #24 Collapse

                    Re: Sports khelne k faide

                    Introduction
                    Assalamu Alaikum dear all members sports hamare life mein bahut aham kedar adar karti hai aur sports ki Bahut ahmeyat hai or sport boot c kism ki hoti hain jaisa ke physical game ya mind ko boost karne wali games

                    Advantage
                    hamari life mein sports ki bahut zyada ahmiyat hai aur sportsman hamesha sports ki Hi vajah Se fit rahata hai aur vah physically itna zyada fat hota hai ki umra jyada hone ki vajah se bhi use per Koi asar nahin hota Jo log bhi sports man hote Hain UN per uh bimariyan asar nahin karti aur vah jaldi bimar bhi nahin hote physically fit hone ki vajah se unki umra bhi jyada hoti hai aur jo log asi sports khelte Hain jismein mind ka jyada istemal ho to unka mind bahut zyada shark hota hai aur vah bahut jyada hazra dimag hote chess any sports Mein aati hai bahut zyada dimag per zor dene ki vajah se unka mein bahut zyada tez ho jata hai sports man hamesha apne aap ko fit mehsoos karta hai aur bimariyon se bhi dur rahata hai sports man kisi bhi kaam ko easily kar sakta hai aur use Koi pareshani bhi nahin hoti vah apne aap Ko itna zyada fet rahata hai ki vah heavyweight ho ja climbing karni ho vah aaram se kar sakta hai jo dost bi free hote hain unko chahie k wo sports Mein hissa len vah heartattack aur dusri bimariyon se bachte hain aur apne aap ko bahut zyada fit rakh sakte hain sports Ko Agar proper time Diya jaaye a to yah bahut zyada faydamand hota hai

                    Disadvantage
                    har chij ke advantage or disadvantage hote hain lekin sports ke koi bhi disadvantage nahin hai agar aap sports ko proper time de aur apna time west na karen to sports hamesha aapko fayda hi dekhe sports man kabhi bhi kamzor nahin hota aur vah apne aap ko fit rakhta hai agar sports per time bi zaya na kiya jaaye aur ek proper time Diya jaaye to yah bahut zyada faydemand hai aajkal kuchh log mobile per bahut jyada game khelte Hain wo sports main nahin aata aur zyada time waste hota hai isliye hamen sports ko hi proper time Dena chahie aur apne aap ko fit rakhne ke liye ye kisi ne kisi sports Mein hissa zarur Lena chahie
                    • #25 Collapse

                      Re: Sports khelne k faide

                      AoA, dosto ap sabh kesay hain umeed hay ap sabh theak hon gey aj main apko sports k fahday k mutalik bataon ga agar ap job krtay hain tu ap ko chahahy ap daily apni routine main sports kelay lazmi time nikalain ha apk jisam kelay bhot he zarori hay aik tu ap bemar nahn hon hey dosra apka jisam chusat rahay ga sports ko lazmi zindagi ka hisa bana lain qk aj k dour main sports kelay logon k pass time nahn hay aur log bemaryon main mubtala ho rahay hain jo log baqaidgi sa sports ko join keya howa hay wo lazmi jismani zehani lehaaz sa fit hon gey eslay hamain chahahy hum daily sports kelay lazmi time nikalain aur esko zindagi ka hisa banain jo log sports main hissa nahn letaya aur Sara din job krtay hain wo aksar ,bemar rehtaya hai. Unk jisam dhelay hotaya hain Mera un sabh ko mashwara hay wo lazmi sports ko join krain sports ko lazmi zindagi ka hissa bana lain aur sports k fahday he fahday hain esk nuqsanag nahn hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Sports khelne k faide

                        Asslam O Alaikum Dosto.
                        Umeed krta hu Ap sb Kheriat say hongay
                        Aur Mairy liay Buhat Saari Duaen krty hongay.
                        Dosto aj mairy aziz Member nay jo review k liay Topic Chuna hy wo " Sports khailny ky Faiday" hain. Main b aj kuch Fawaid no Sports ker ky Hasil hoty wo ap say Share krunga
                        Faiday :-
                        Dosto Games koi b hun uska Faida zrur hota hay, Game different trah ki hoti hay jin main
                        Out Door Games
                        Indoor Games
                        Mind Games
                        Ye 3n Catagory hoti hay Mainly.
                        Out Door Games main Crkrt Football Hockey Jesy Games aati hain jbky Indoor Games main, Carrom , Snooker , Tabble Tennis jesi Games hoti hain
                        Mind Games main Shitranj, Ludoo , 12 Geeth, Minesweeper , Cards jesi Games hoa krti hain,
                        1-Dosto Games apko Discipline sikhati hay
                        2-Games say hum Team Work seekh skty hain
                        3-Games hmain Haar kr jeetna sikhati hay.
                        4-Mind Games say Hmaray Mind ki Grooming hoti hay
                        5- Out Door Games hmari Fitness ka raaz banti hain Q us main hmain zyada Dorna aur Technique ky sath khailna hita hay
                        • #27 Collapse

                          Re: Sports khelne k faide

                          Assalam o alaikum g aj ka topic about sports ha agr AP ak achi zindagi guzarna chahta Han bimarion sa bachna chahta Han tu ap ko daily koi game zaror krni chahia jis sa AP ka jism active RHA ak sport man ak healthy Zindagi guzarta ha or ak sport man ak active life guzarta ha sb ko chahia rozana Tora sa time game zaror Kia kran keon ka game zarori ha or Jo log game nhi krta wo healthy nhi hota or wo kisi na kisi bimari ka shikar ho jata han
                          • #28 Collapse

                            Re: Sports khelne k faide

                            Ji Bhai Sahab bataya aapane sports khelne ke bahut jyada fayde hote hain supports khelne ke Hamen advantages bahut jyada Milte Hain iska Sabse Bada fayda Hai vah Hamari Sia the support karne ki vajah se Marsiya Kafi Beta Ho Jaati Hai usko uski vajah Se Hamare jaw muscles hote hain vah ka fees from Kho Jaate Hain aur Hamare Jism ke andar natok police aur immunity jo hai vah Kafi Behtar Ho Jaati Hai isliye Hamen khelne ki tric aani chahie jyadatar Ram jo hai vah ek hi Waqt jyadatar Kam Nahin Karna chahie pal ke apne muscles ko Aake Teri Nikali Hai Hamen Delhi ka kam bhi karna chahie aur Khel Kud ke sath sath mein apni to freaky bhi to visit in chahie
                            • #29 Collapse

                              Re: Sports khelne k faide

                              Assalamualaikum friends I hope aap sab kheriat s hun gy , friends as you know that hmara aj ka review sports s related hai . Aj hmare review m hm n sports k advantages discuss krne hen. G han friends sports hmari life ka ek essential part hen. Sports bht c types k huty hen jesa k cricket, hockey, bedminten, wolley ball, tannins etc. Icke ilawa aur bhi bht c types huti hen sports ki. In sports ki wja s hm apny aap ko mentally aur physically set rakh sakty hen. Sports hmare liay as an exercise work krty hen . Ic s hmari health bht achi rehti hai. Jb hm kisi sport m part lety hen aur pory interest k sath uc sports m participate krty hen to ic s during the game hmari body m bht c changings occur hu rhi huti hen. For example ic s hmara metabolism fast work krna start hujata hai because during the game hmara respiratory system fastly work krta hai jic ki wja s hmari heart beat bhi fast hujati hai aur ici dooraan m hmara metabolic system bhi fast hujata hai . Ic trah ye hmari physical health ko maintain rakhny m important part play krta hai . Moreover sports hmari mental health ko bhi bht improve krty hen . Sports m part leny k bd hm fresh feel krty hen q k ic s hmara mind fresh hujata hai . Sports s hm apny aapko fit rakh sakty hen sports ko hm apna weight loss krne k liay bhi use kr skty hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sports khelne k faide

                                Salam everyone umeed karta hun ke Forex ke Tamam members khairiyat Se Hain dear members aaj main aapko sports ke ke fayde batane ja raha hun Dekhe Jahan Tak baat sport Ki Hai vah Hamare Jism ke liye itna hi jaruri hai Jitna ke Hamare liye khany ki jarurat hoti hai Daily sports Karne Se Ek Insan ki jahan tak Physical health maintain rhtyHai usse Kahi Jyada uski mentality maintain reheti Hai sport Hamare mind ko fresh karti hai aur Hamare Mind Ko active karti hai jha tak bad Physical health Ki Hai spots maintain rahti hai sport se Ham beshumar bimariyon se bhi bach Jaate Hain Iske alava sport ka Ek Aur bahut badra fayda yah hai ki is Hamari Jindagi Mein discipline Aata Hai aur nazam o zabat Paida Hota Hai Aur Hamare andar Har Jeet ko bardasht karne ki Salah hi Paida hoti hai Aakhir mein sabse bada fayda iska yah hai ki Hamen Mukabala Karni ki jarurat Paida hoti hai thanks everyone

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X